~bazm-e-sukhan Anaaya Ali K Sath~ *saviou*

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313





hahahaha

aur aap dono kab samajhain gaye
k meri ghair mojoodgi may akele akele enjoy karne se bhi kuch nhi milta {(nea)}

aap ki gair maujoodgi me hi to sab kuch milta hai
apki maujoodgi me to kuch nahi milta /:)
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113





hahahaha

aur aap dono kab samajhain gaye
k meri ghair mojoodgi may akele akele enjoy karne se bhi kuch nhi milta {(nea)}
aapa ji ap khud hi geer'hazir hoti hain../:)
yon hum masoom logo pe ilzam lga kr kuch nhi milta..{(moc)}
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113

sola aane sahi kaha annu apne
ham masoom logon ko satane se kuch nahi milta
ay kaash ye baat kbi aapa ko smjh aa jaye..
lekin ine ko to lakh smjhane se b kuch nhi milta..{(doh)}
{(moc)}
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


ok g zaroor INSHAALLAH

agla sawal

aisa kaha jaata hay balkey muje bhi lagta hay k shayer logon ko baat karne may itni maharat hoti hay k wo doosre logon ko aasani se bewaqoof bna laite hain :p
aur kuch shayer to shayri jaise azeem hunar ko kisi azeem maqsad may istamal karne ki bjaaye issi kaam k liye istamal kartey hain

aapka is baare may kia khayal hay?

jee bilkul sahi suna hai apne ke jo is fann me mahir hote hain unke paas ye bhi hunar hota hai k wo apni shayari ye shayarana andaz se samne walon ko chit karden khash ham bhi shayar hote aur hamare paas bhi ye hunar hota to aaj didi se itni baten sunne ko nahi milti :p

waise dusri baat jo apne ki ke kuch shayar is azeem hunar ko issi maqsad me lagate hain ham isse ittefaq nahi karte hain
han kuch waqt zaroorat k tahet isme lagate honge


waise ek ahem baat ye ke bohot se aise shayar guzre hain jinho ne jis mauzu par bhi qalam uthaya hai uski haqqaniat ko bayan karke aur wazeh karke chora hai

jaise Allama Iqbal ne deen e islam ki bohot khidmat ki aur khaas kar tauheed ko ujagar kiya
aur Mirza Ghalib inhone Mohabbat ko nayi tazgi dee

umeed hai apke sawal ka maqool jawab mil gaya hoga :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113



hmm abhi to nahi hai annu
asal me kya hai hamne kitabi shakal me sab jama nahi kiye the balke kuch auraag me likh dete the phir usko biltarteeb pc me save kardete jab ham chutti gaye to sara data apne sath USB me lekar gaye the aur india me ek caffe me usko bhul gaye aur usme kayi ashar aur bohot si nazm aur ghazlen jo hamne shuru to kiye the mukammal nahi huyi thi wo sab gum gayee
{(doh)}{(doh)}{(doh)}{(doh)}kahen likh kr mehfooz kr lete ap:(
khair ..shayer log hain ap..or likh lijiye ga..lekin ab ache se sambhal k rakhiye ga:)

khair aage agar kuch likhenge balke zaroor likhne ki koshish karenge aur apse share bhi karenge inshaAllah
inshaAllah:) hume intazar rhe ga
aur rahi hamare rafiq e hayaat ki baat jab pehli baar hamne unki tasveer dekhe to uspar ek ghazal likhe the aur yahan share bhi kiye hain aur apne bhi padha hai usko
http://www.tafrehmela.com/tms-poet/140007-phir-dil-mein-ek-hasrath-si-hone-lagi.html
wah wah..hum ne parha tha ise..umdah..{(ok)}
aur baki hamari shadi k baad bhi hamne kuch likha hai jaise hi mukammal ho sochenge share karen ya na karen /:)
acha..thek se soch smjh k phr share zarur dijiye ga;))
 

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
nasir bhai..{(moc)} {(moc)}

chalen g jaldi se sare sawalaat mukamal kren..phr ek game b khelni hai yahan shairy ki{(gimmefive)}
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
assalam o alaikum uncle.
main firse haazir hon chund ek sawalat k saath

1 . sher ki khaasiat bayan kijiye?
2 . ksi sher ka pahla bundh qaafia aur doosra bundh kia kahlata hai ?
3 . nazm ka maana kia hai ?
4 . ghazal kise kahte hain?
5 . urdu zuban ka pahla naam kia tha ?
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!



jee bilkul sahi suna hai apne ke jo is fann me mahir hote hain unke paas ye bhi hunar hota hai k wo apni shayari ye shayarana andaz se samne walon ko chit karden khash ham bhi shayar hote aur hamare paas bhi ye hunar hota to aaj didi se itni baten sunne ko nahi milti :p

waise dusri baat jo apne ki ke kuch shayar is azeem hunar ko issi maqsad me lagate hain ham isse ittefaq nahi karte hain
han kuch waqt zaroorat k tahet isme lagate honge


waise ek ahem baat ye ke bohot se aise shayar guzre hain jinho ne jis mauzu par bhi qalam uthaya hai uski haqqaniat ko bayan karke aur wazeh karke chora hai

jaise Allama Iqbal ne deen e islam ki bohot khidmat ki aur khaas kar tauheed ko ujagar kiya
aur Mirza Ghalib inhone Mohabbat ko nayi tazgi dee

umeed hai apke sawal ka maqool jawab mil gaya hoga :)
ahan nice reply

ye debate thread nhi warna debate hoti :p

maine kaha k kuch shayer aise hain jo shayri jaise azeem hunar se koi azeem kaam nhi karte maslan jaisa azeem kaam alama iqbal ne kiya

maira matlab ye k bohat se logon k paas ye azeem hunar hay par wo isse ache maqsad k liye istamal nhi kartey
ghalat tarz pe le jaatey hain
anywayz nice reply

aap se kis ne kaha k aap shayer nhi :-?
agar shayer na hote to is thread may thori hotey :p


agla sawal

aaj k nojawan shayron k naam koi eham paigham ??
aap k khayal may aaj k shayron ki soch may kisi cheez ki kami hay agar hay to kia?
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
assalam o alaikum uncle.
main firse haazir hon chund ek sawalat k saath

1 . sher ki khaasiat bayan kijiye?
2 . ksi sher ka pahla bundh qaafia aur doosra bundh kia kahlata hai ?
3 . nazm ka maana kia hai ?
4 . ghazal kise kahte hain?
5 . urdu zuban ka pahla naam kia tha ?
nice questions

par shaer ka pehla bandh:-? ???

pehla misra keh rhe hain aap ghaliban?
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
kahen likh kr mehfooz kr lete ap:(
khair ..shayer log hain ap..or likh lijiye ga..lekin ab ache se sambhal k rakhiye ga:)

safe to kiye the lekin gum hogaye isme mera kya kasur :p
aur inshaAllah abhi ehtiat karenge

inshaAllah:) hume intazar rhe ga

inshaAllah apka intezar jald khatam hoga :)

Phir Dil Mein Ek Hasrath Si Hone Lagi
wah wah..hum ne parha tha ise..umdah..{(ok)}

bohot bohot shukriya behna :)

/:)
acha..thek se soch smjh k phr share zarur dijiye ga;))

inshaAllah :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and ~Zeest~
Top