History Hazrat Khalid Bin Waleed(RA)

  • Work-from-home

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Assalam-o-Alaikum
Mairi hamaisha se ye koshish rahi hey k aaj k nojawa'n ko hamarey mazi k un kirdaroo'n se roshanas karaoo'n jo keh hamarey haqiqi heroes hai'n ye isi silsiley ki pehli kawish hey guzarish hey k apni raye se zaror agah kijiye ga mai'n ne text k saat video aur dosra link sirf audio ka bhi dia hey ta k log puri terha sey mustafeed ho sakai'n
wassalam

Sohail







Ager aap Hazrat Khalid Bin Waleed k barey mai'n Audio mai'n sun'na chahtey hai'n tu neechey diye gaye link pe clik kijiye

http://www.kalamullah.com/Urdu/Khali...leed_(Raz).mp3



Hazrat Khalid Bin Waleed(RA)

Remember this is a story about a warrior who didn't loose a single battle

In a battlezone Khalid Bin Al-Waleed (ra) was a right element. To be a warrior was his destiny. He knew not fear and was always ready to confront the enemy on his own daring terms. He succeded in combating on his terms mainly because the enemy all too often under estimated the Muslims because inferior weaponry and especially numbers. But they knew not who they were up against.

Hazrat Abu bakr Siddique (ra) wanted a second opinion on Khalid Bin Al-Waleed (ra): When Abu Bakr was planning the Campaign of the Apostasy, he discussed with Amr bin Al Aas the appointment of various generals as corps commanders. The Caliph said, "O Amr, you are the shrewdest of the Arabs in judgement. What is your opinion of Khalid?" Amr replied, "He is a master of war; a friend of death. He has the dash of a lion and the patience of a cat!"
He was the first Muslim commander to leave Arabia and conquer foreign lands; the first Muslim to humble two great empires, one after the other. Almost all his battles are studies in military leadership, especially Uhud, azima, Walaja, Muzayyah, Ajnadein and Yarmuk. His finest battle was Walaja, while his greatest was undoubtedly Yarmuk.”

Khalid Bin Al-Waleed (ra) on the battlefield:
" The Roman commander at Qinassareen was a general named Meenas-a distinguished soldier who was loved by his men. Meenas knew that if he stayed in Qinassareen, he would be besieged by the Muslims and would eventually have to surrender, as at present no help could be expected from the Emperor. He therefore decided to take the offensive and attack the leading elements of the Muslim army well forward of the city and defeat them before they could be joined by the main body. With this plan in mind, Meenas attacked the Mobile Guard at Hazif with a force whose strength is not recorded; He either did not know that Khalid was present with the leading elements of the Muslim army or did not believe all that he had heard about Khalid.For Khalid to throw his cavalry into fighting formation for battle was a matter of minutes, and soon a fierce action was raging at Hazir. The battle was still in its early stages when Meenas was killed; and as the news of his death spread among his men, the Romans went wild with fury and attacked savagely to avenge their beloved leader's death. But they were up against the finest body of men of the time. Their very desire for vengeance proved their undoing, for not a single Roman survived the Battle of Hazir. 3 The Mobile Guard took this encounter in its stride as one of its many victories. As soon as the battle was over, the people of Hazir came out of their town to greet Khalid. They pleaded that they were Arabs and had no intention to fight him. Khalid accepted their surrender, and advanced to Qinassareen.When Umar received reports of the Battle of Hazir, he made no attempt to conceal his admiration - for the military genius of Khalid. "Khalid is truly the commander," 4 Umar exclaimed. "May Allah have mercy upon Abu Bakr. He was a better judge of men than I have been." 5 This was Umar's first admission that perhaps he had not judged Khalid rightly."
He was fierce on the battlefield:Narrated Khalid bin Al-Walid:
"On the day of the Battle of Mu'tah, nine swords were broken in my hand, and nothing was left in my hand except a Yemenite sword of mine." [Bukhari]

Death:

“Some time in 642 (21 Hijri), at the age of 58, Khalid was taken ill. We do not know the nature of his illness, but it was a prolonged one and took the strength out of him. As with all vigorous, active men upon whom an inactive retirement is suddenly thrust, Khalid's health and physique had declined rapidly. This last illness proved too much for him; and Khalid's sick bed became his death bed. He lay in bed, impatient and rebellious against a fate which had robbed him of a glorious, violent death in battle. Knowing that he had not long to live, it irked him to await death in bed.

A few days before his end, an old friend called to see him and sat at his bedside. Khalid raised the cover from his right leg and said to his visitor, "Do you see a space of the span of a hand on my leg which is not covered by some scar of the wound of a sword or an arrow or a lance?"

The friend examined Khalid's leg and confessed that he did not. Khalid raised the cover from his left leg and repeated his question. Again the friend agreed that between the wounds farthest apart the space was less than a hand's span.

Khalid raised his right arm and then his left, for a similar examination and with a similar result. Next he bared his great chest, now devoid of most of its mighty sinews, and here again the friend was met with a sight which made him wonder how a man wounded in so many places could survive The friend again admitted that he could not see the space of one hand span of unmarked skin.

Khalid had made his point. "Do you not see?" he asked impatiently. "I have sought martyrdom in a hundred battles. Why could I not have died in battle?"

"You could not die in battle", replied the friend.

"Why not?"

"You must understand, O Khalid," the friend explained, "that when the Messenger of Allah, on whom be the blessings of Allah and peace, named you Sword of Allah, he predetermined that you would not fall in battle. If you had been killed by an unbeliever it would have meant that Allah's sword had been broken by an enemy of Allah; and that could never be."
In Medina:

The news of Khalid's death broke like a storm over Madinah. The women took to the streets, led by the women of the Bani Makhzum, wailing and beating their breasts. Umar had heard the sad news and now heard the sounds of wailing. He was deeply angered. On his very first day as Caliph, he had given orders that here would be no wailing for departed Muslims. And there was logic in Umar's point of view. Why should we weep for those who have gone to paradise? the blissful abode promised by Allah to the Faithful! Umar had enforced the order, at times using his whip.

Umar now heard sounds of wailing. He stood up from the floor of his room, took his whip and made for the door. He would not permit disobedience of his orders; the wailing must be stopped at once! He got to the door, but there he paused. For a few silent moments the Caliph stood in the doorway, lost in thought. This was, after all, no ordinary death; this was the passing away of Khalid bin Al Waleed. Then he heard the sounds of mourning from the next house-his own daughter, Hafsa, widow of the Holy Prophet, was weeping for the departed warrior.

Umar turned back. He hung up his whip and sat down again. In this one case he would make an exception. "Let the women of the Bani Makhzum say what they will about Abu Sulaiman, for they do not lie", said the Caliph. "Over the likes of Abu Sulaiman weep those who weep."

The Prophet (saw) on Khalid Bin Al-Waleed:
"What an excellent slave of Allah: Khalid bin Al-Waleed, one of the swords of Allah, unleashed against the unbelievers!"Abu Bakr (ra) on Khalid Bin Al-Waleed:"Women will no longer be able to give birth to the likes of Khalid bin Al-Waleed."
I am the noble warrior;
I am the Sword of Allah
Khalid bin Al Waleed!
 

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
JazakAllah..!

Hazrat Khaild Bin Waleed R.A meray Fav Heros main se hain..! Meray Ideal aur Fav Log Hamesha se Muslim Generals n Sips Salars hain..! aur Mujhay bOhat Fakhr Mehsos hOta hay un k baray main perh k aur is baat pe K duniya main Buhadari, Jurat aur Eman-e-Kamil ki zinda Misalain Humari Tareekh ka hissa hain..! aur Mujhay sab se zyda baat yah inspire kerti hay woh Allah k siwa kise k agay nahi Jhukay aur na kise se Deray..! aur Yahe waja hay k duniya un k agay Jhukti the.
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
jazakAllah khair...

hooria is right..apnay muslims heros k baray may parh kar sar fakhar say buland hojata hay..us dor may inho nay bahdure k jo karnamay dikaye wo aj k jadeed dor r jadeed saholato k honay k bawajood napaied hay..
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
اس پر کوئی دو رائے نہیں ہوسکتی کہ ہمارے ماضی کہ یہ عظیم کردار اور شہسوار ہی امت مسلمہ کا اصل سرمایہ ہے۔
ایسے دور مین جب مسلمان بچوں کو انگریز کے زرخرید غلاموں کی کہانیوں اور کرداروں سے روشناس کرایا جارہا ہوں وہاں ایسی کوشش اور کاوش یقینا حوصلہ افزا بات ہے۔
اللہ تعالی آپ کو جزاء خیر عطا فرمائے اور آپ کے علم میں برکت عطا فرمائے۔
بہت شکریہ جناب
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
JazakAllah..!

Hazrat Khaild Bin Waleed R.A meray Fav Heros main se hain..! Meray Ideal aur Fav Log Hamesha se Muslim Generals n Sips Salars hain..! aur Mujhay bOhat Fakhr Mehsos hOta hay un k baray main perh k aur is baat pe K duniya main Buhadari, Jurat aur Eman-e-Kamil ki zinda Misalain Humari Tareekh ka hissa hain..! aur Mujhay sab se zyda baat yah inspire kerti hay woh Allah k siwa kise k agay nahi Jhukay aur na kise se Deray..! aur Yahe waja hay k duniya un k agay Jhukti the.
Buhat hi achey comments hai'n Hooria tumharey
mujhey tumharey comments key ek ek lafz sey ittifaq hey
laikin mujhey buhat afsos hota hey jub mai'n daikhta hoo'n key aaj key
buhat sarey log in azeem hastiyoo'n se waqif hi nahi'n tu ye isi silsiley ki pehli kawish hey
hamaisha khush aur salamet raho,Ameen
 
  • Like
Reactions: ღ*HõOriã*ღ

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
اس پر کوئی دو رائے نہیں ہوسکتی کہ ہمارے ماضی کہ یہ عظیم کردار اور شہسوار ہی امت مسلمہ کا اصل سرمایہ ہے۔
ایسے دور مین جب مسلمان بچوں کو انگریز کے زرخرید غلاموں کی کہانیوں اور کرداروں سے روشناس کرایا جارہا ہوں وہاں ایسی کوشش اور کاوش یقینا حوصلہ افزا بات ہے۔
اللہ تعالی آپ کو جزاء خیر عطا فرمائے اور آپ کے علم میں برکت عطا فرمائے۔
بہت شکریہ جناب

Buhat shukria Qalandar mairi tehreer ko perhney aur serhaney key liye
tum ney bilkul sahi kaha haqiqet mai'n ye hi wo azeem log hai'n jin key naqsh-e-qadem per
chalna fakher ki baat hey,Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
 
  • Like
Reactions: Qalandar

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
jazakAllah khair...

hooria is right..apnay muslims heros k baray may parh kar sar fakhar say buland hojata hay..us dor may inho nay bahdure k jo karnamay dikaye wo aj k jadeed dor r jadeed saholato k honay k bawajood napaied hay..
Bilkul sahi kaha Tooba tum ney mujhey tum se zara bhi ikhtilaf nahi'n
tehreer ko perhney,pasand kerney aur comments k liye buhat shukria
hamaisha khush aur salamet raho,Ameen
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Walekum Assalam wr wb Sohail Bhai..
Masha'ALLAH bohot hi umda kawish hai aapki..
Agar aaj ka musalmaan hamare ISLAM ke baare me jaanega hi nahi to phir wo sirf naam hi ka musalman rehjaega aur aaj kal bilkul aisa hi horaha hai, musalman to hai lekin agar kuch ISLAM se related puch liya jaye to answer nahi milega, yahi baat koi dunyawi puchi jaye to pehle jawab aayega...

Khalid ibn al-Walid(R.A) was one of the finest cavalry commanders in history.Battle of Yarmouk ke baare me maine parha hai lekin Battle of Walaja ke baare me parhna hai, Insha'ALLAH wo bhi jald hi parhunga, aage bhi aap ye silsila jaari rakhiye kaise bhi Insha'ALLAH

ALLAH TAALA hum sab musalmaon ko ISLAM ke baare me malumat ki taufeeq de Ameen..
Sohail Bhai aap aise threads sab members ko tag karden taaki kisi se ye thread miss na hojae....
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
Buhat hi achey comments hai'n Hooria tumharey
mujhey tumharey comments key ek ek lafz sey ittifaq hey
laikin mujhey buhat afsos hota hey jub mai'n daikhta hoo'n key aaj key
buhat sarey log in azeem hastiyoo'n se waqif hi nahi'n tu ye isi silsiley ki pehli kawish hey
hamaisha khush aur salamet raho,Ameen
Thanks for the AppreciatiOn Bro.

Yup mujhay bhi afsos hOta hay Jab log specialy young Generation Kise Indain Hero yah Heroin yah Kise Model ko apna Fav/hero Qarar detay hain...! Meri Nazer main un logo main aise koi specialty nahi Jo unhain Hero banaye Yah Log unhain Follow keran...! Yahe waja hay k Jab mujh se Koi pochay k Meray HERO kaun hain tu logo ko Hyrat hOte hay..!
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Walekum Assalam wr wb Sohail Bhai..
Masha'ALLAH bohot hi umda kawish hai aapki..
Agar aaj ka musalmaan hamare ISLAM ke baare me jaanega hi nahi to phir wo sirf naam hi ka musalman rehjaega aur aaj kal bilkul aisa hi horaha hai, musalman to hai lekin agar kuch ISLAM se related puch liya jaye to answer nahi milega, yahi baat koi dunyawi puchi jaye to pehle jawab aayega...

Khalid ibn al-Walid(R.A) was one of the finest cavalry commanders in history.Battle of Yarmouk ke baare me maine parha hai lekin Battle of Walaja ke baare me parhna hai, Insha'ALLAH wo bhi jald hi parhunga, aage bhi aap ye silsila jaari rakhiye kaise bhi Insha'ALLAH

ALLAH TAALA hum sab musalmaon ko ISLAM ke baare me malumat ki taufeeq de Ameen..

Sohail Bhai aap aise threads sab members ko tag karden taaki kisi se ye thread miss na hojae....


Wasif tumhara buhat buhat shukria mairi is kawish ko serhaney key liye
mai'n shayed lafzoo'n mai'n apni khushi ka izhar na kersakoo'n jo mujhey tumharey comments perh ker hasil hui hey,hazret khalid bin walid (ra) hamari tareekh ka buhat bara naam hey aur in key ilawa bhi buhat sey aisey naam hai'n jin key barey mai'n hamai'n maloom hona chahiye,tum ney kaha keh mai'n is silsiley ko jari rakhoo'n tu tumhai'n khushi hogi ye jaan ker keh maira ye hi iradha hey aur is silsiley mai'n sirf sahaba ka hi ziker nahi'n hoga belkeh sahabiyaat key hawaley sey bhi informations provide ki jai'n gi ,tumhai'n ye jaan ker yaqinan khushi hogi keh bachoo'n key liye mai'n alredy ek book per kaam ker raha hoo'n jis mai'n Alam-e-Islam brey brey bahaduroo'n ka ziker hoga like,Salahuddind Aiyubi,Mehmood Ghaznavi,Qutaiba bin Muslim,Moosa bin Nusair,Tariq bin Ziyadh,Muhammed bin Qasim etc..etc,is key ilawa mai'n seerat per bhi ek kitab likh raha hoo'n jis ka start mai'n ney Khana-e-Kaba mai'n mutaf mai'n Muqam-e-Ibrahim se kia tha aur us key teen paira graph mai'n ney wahi'n baith ker likhey they laikin usey abhi takmeel key liye waqy chahiye aur ager aap logoo'n ney pasand kia tu shoro ka wo hisa jo mai'n ney harem mai'n likha tha yaha'n share kerdoo'n ga,Allah tumhai'n hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi

Wasif Safi

!!pRaISe D CReAtOr!!
Banned
Oct 1, 2009
14,987
4,810
513
Hyderabad, India
Masha'ALLAH bohot khushi hui aapki ye baat sunkar mai aapke naye thread ka intezaar karunga, Jo aapne Maqaam-e-Ibraheem ke paas likhi hai aapko ye mauqa fara'ham hua behad khushi ki baat hai, ji behad likhiye aur agar aapki kitaab tayyar hojae to hame zarur kehna, Insha'ALLAh koshish karenge ke hum bhi wo haasil karen aur parh saken, Aur maine Salah Uddin Ayubi aur Noor Uddin Zangi ki baare me kitaab parhi hai Dastan Imaan-faroshon ki jo ke mere paas 8 jild maujood hai, lekin dusre sahaba ya Tabaeen ke baare me kuch kam ilm rakta hu, agar aap ise share karenge to Insha'ALLAh mere bhi Ilm me izafa hoga...

ALLAH TAALA aapko bhi behad khush o salamat rakhen Ameen:):)
 
  • Like
Reactions: Syed Sohail Akhter

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Thanks for the AppreciatiOn Bro.

Yup mujhay bhi afsos hOta hay Jab log specialy young Generation Kise Indain Hero yah Heroin yah Kise Model ko apna Fav/hero Qarar detay hain...! Meri Nazer main un logo main aise koi specialty nahi Jo unhain Hero banaye Yah Log unhain Follow keran...! Yahe waja hay k Jab mujh se Koi pochay k Meray HERO kaun hain tu logo ko Hyrat hOte hay..!

Sub se pehli baat tu ye keh ager tum Bro. ki bajaye sirf Bhai kaho tu mujhey ziyadha khushi hogi tum yaqinan ek derd mend dil rakhti ho tum ney aaj kal ki jis burai ka ziker kia hey mujhey bhi ye hi cheez taklieaf daiti hey aur isi ki koshish kerta hoo'n keh kisi terha aaj ki young Generation aur bachoo'n ko in azeem hastiyoo'n key barey mai'n aagahi ferahem ki jaye,hamaisha khush aur salamet raho,Ameen
 

Lost Passenger

Senior Member
Aug 10, 2009
889
1,976
1,293
Loh-e-jahan pe herf-e-mukerer nahin hoon main
Masha'ALLAH bohot khushi hui aapki ye baat sunkar mai aapke naye thread ka intezaar karunga, Jo aapne Maqaam-e-Ibraheem ke paas likhi hai aapko ye mauqa fara'ham hua behad khushi ki baat hai, ji behad likhiye aur agar aapki kitaab tayyar hojae to hame zarur kehna, Insha'ALLAh koshish karenge ke hum bhi wo haasil karen aur parh saken, Aur maine Salah Uddin Ayubi aur Noor Uddin Zangi ki baare me kitaab parhi hai Dastan Imaan-faroshon ki jo ke mere paas 8 jild maujood hai, lekin dusre sahaba ya Tabaeen ke baare me kuch kam ilm rakta hu, agar aap ise share karenge to Insha'ALLAh mere bhi Ilm me izafa hoga...

ALLAH TAALA aapko bhi behad khush o salamat rakhen Ameen:):)

Buhat shukria, sirf aap logoo'n ki duaoo'n ki zaroret hey
un mai'n zaror yad rakhye ga,khush raha'n,Ameen
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
walaikum salam:)
har sahabi e rasul musalman k liye ek hero hy hero ka lafz tu bht chuta hy in ke lie

iqbal ka sher arz hy

Hai Fikr mujhey misra-e-saani ki zyada
Allah karey tujh ko ata Fuqr ki talwaar
Jo haath main ye talwaar bhi aa jayey tou Momin
Ya Khalid-e-Janbaaz hai, Ya Haider-e-Karrar
 
  • Like
Reactions: Wasif Safi
Top