Islam Mai Larkion Ki Taleem!!!

  • Work-from-home

Islam mai larkion ko taleem hasil karne ki gunjaish hai?

  • Haan

    Votes: 27 96.4%
  • Nahi

    Votes: 0 0.0%
  • Pata nhi

    Votes: 1 3.6%

  • Total voters
    28

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Wa'alaikumussalaam @Silent Soul great poll :-bd
hummmm ji bila shuba larkiyon ko taleem haasil karne ki ijaazat hai
gunjaiysh lafz to phir majboori ke liye istimaal hota hai jabke larkion per bhi
taleem haasil karna farz hai ilm o shaoor hi to insaan ke sudharne ke bunyaad hain
DEENI O DUNYAAVI ILM mard o aurat ke liye zaroori hain

lekin......eik aur nuqta yahaan shaamil karna zaroori samajhta hoon ke
aaj ki tareekh mein modern dunya ilm shaoor taleem ko sirf yehi samajhti hai ke
eik larka/larki MBBS shuda ho angrezi aati ho phir chaahe use apne MAZHAB
ke hawaale se kuch na aata ho even I've seen and I've met teachers who has done
MBBS but they dont know even second kalima /:)

so DUNYAAVI ilm ke saath saath DEENI ILM laazmi hai aur DUNYA ke ilm ko
DEENI ILM per kabhi fauqiyat nahin deni chaahiye .

Beshak deeni taleem ko duniyavi taleem par foqiayt hasil nhi pehel hamara farz apne deen ko samjhna hai duniyavi taleem sirf is jahan ke liye hai lekin deeni taleem to humen is jahan aur us jahan dono jagah nafa degi...you have seen teachers or doctors woh are MBBS? wese appko ek bat bataoon appko Pakistan mai aesa koi CA mushkil se mile jo 5 times prayer na parhta ho Q ke har CA ki ghutti mai namaz ki taleem dali jati hai. And I agree with ur whole statement.:)
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK

Hummmm thanks ALLAH ur agreed :p
ji sahi kaha bilkul dunyavi ilm is jahaan ke liye zaroori hai
waise ye CA matlab ??
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Chartered Accountant inki salary lakhon mai hoti hai....;)
Awww yeh aise lougon ko to ALLAH maaf kare bari bari bimaarion se do chaar ho kar
marna qabool hota hai lekin jab ALLAH ke hukm se ALLAH ke ghar se sad aati hai
chale aao taraqqi ki jaanib yeh dunya me mashghool mein rehte hain ALLAH PAK
hum subko hidayat naseeb farmaaye Aameen .
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
Chartered Accountant inki salary lakhon mai hoti hai....;)
aur meri nazar usi par hai...CA par ..inshaAllah...:)

Thread: bilkul gunjaish hai.........aur honi chahiye taleem...satisfaction rehti hai...!!!...
taleem se insan parhna seekhta hai...aur jab parhega to woh deen aur dunia..dono taleem hasil karsakta hai....!!!
.
 
Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
vry obvious answr............."Yes"
q k kese ap har ak shakhs ki pehli darsgah MAA Ki GOUD ko taleem se mehroom rakh k.....
us shakhs ka educated hona expect kr sakty ho........

bt ak point ye bhi ha k Jahil or Unparh hony me bht fark ha...........
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

cutepoison

Banned
Jun 14, 2012
1,426
1,274
163
Karachi
ye hamare zehno me tasawar bana diya gaya hai k doctor, engineer waghera dunyawi taleem hai ... aur islami taleem bas kalma parhna hai ...
aesa hargiz nahi islami taleemat me insan ko aqal shaooor bedar karna sikhaya jata hai kalma parhna nahi bulkey kalma ko samjhna sikhaya jata hai .... doctor, engineer waghera aaj k is dour me alag kar diya gaya hai warna ye sab bhi islami taleemat me shamil hai ...

@Silent Soul
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Awww yeh aise lougon ko to ALLAH maaf kare bari bari bimaarion se do chaar ho kar
marna qabool hota hai lekin jab ALLAH ke hukm se ALLAH ke ghar se sad aati hai
chale aao taraqqi ki jaanib yeh dunya me mashghool mein rehte hain ALLAH PAK
hum subko hidayat naseeb farmaaye Aameen .
Arre nhi Saif aesa kuch nhi hai humre dermiyan duriyan hain isliey hun ek dosre ke bare mai ghalat fehmiyan rakhte hain... Masha'Allah ICMA Ho ya CA sab apne deen se muhabbat rakhte hain. App kisi bhi company ka visit karke maloom kar skate hain ke wahan manager level par bethe log ek namaz nhi chorte kitni he aehem meeting ho Azan ki awaz par uth jate hain even nechle level par phir bhi employees itne namaz ke paband nhi hote. App kabhi kisi company ko visit zaror karna aur sath he yahin karachi ke bare institute ko bhi ke wahan sab Ba parda larkian parhne aati hain sab ek dosre ka aehtaram karte hain aesa nhi hota jesa Media tv dramas mai deekhata hai. Mai khud Abaya pehenti hun skaaf pehenti hun humari UNI mai appko sirf 10% girls fashionable milengi baqi sab hayadar aur deen se mahabbat karne wale he hain.[DOUBLEPOST=1350811176][/DOUBLEPOST]
aur meri nazar usi par hai...CA par ..inshaAllah...:)

Thread: bilkul gunjaish hai.........aur honi chahiye taleem...satisfaction rehti hai...!!!...
taleem se insan parhna seekhta hai...aur jab parhega to woh deen aur dunia..dono taleem hasil karsakta hai....!!!
.
CA.....That's great!
Insha'Allah
 
Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
ye hamare zehno me tasawar bana diya gaya hai k doctor, engineer waghera dunyawi taleem hai ... aur islami taleem bas kalma parhna hai ...
aesa hargiz nahi islami taleemat me insan ko aqal shaooor bedar karna sikhaya jata hai kalma parhna nahi bulkey kalma ko samjhna sikhaya jata hai .... doctor, engineer waghera aaj k is dour me alag kar diya gaya hai warna ye sab bhi islami taleemat me shamil hai ...

@Silent Soul
That's the point Ali.
ghalat fehmi ke wajha se aesa hota hai bas aur kch nhi....Yahan Karachi mai ziadatar hospitals chahe private ho ya Govt. sab lady doctors sar par dopatta rakh kar apni duty karti hain.[DOUBLEPOST=1350811398][/DOUBLEPOST]
walikum salam n the my vote goes for yes!
sorry appko tag karna bhool gai thi...:([DOUBLEPOST=1350811503][/DOUBLEPOST]
vry obvious answr............."Yes"
q k kese ap har ak shakhs ki pehli darsgah MAA Ki GOUD ko taleem se mehroom rakh k.....
us shakhs ka educated hona expect kr sakty ho........

bt ak point ye bhi ha k Jahil or Unparh hony me bht fark ha...........
Bohut aehem point mention kia hai waqai hum akasar jahil aur unparh mai tameez nhi karte.
 
Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
That's the point Ali.
ghalat fehmi ke wajha se aesa hota hai bas aur kch nhi....Yahan Karachi mai ziadatar hospitals chahe private ho ya Govt. sab lady doctors sar par dopatta rakh kar apni duty karti hain.[DOUBLEPOST=1350811398][/DOUBLEPOST]
sorry appko tag karna bhool gai thi...:([DOUBLEPOST=1350811503][/DOUBLEPOST]
Bohut aehem point mention kia hai waqai hum akasar jahil aur unparh mai tameez nhi karte.
hum khud agae na :p
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Arre nhi Saif aesa kuch nhi hai humre dermiyan duriyan hain isliey hun ek dosre ke bare mai ghalat fehmiyan rakhte hain... Masha'Allah ICMA Ho ya CA sab apne deen se muhabbat rakhte hain. App kisi bhi company ka visit karke maloom kar skate hain ke wahan manager level par bethe log ek namaz nhi chorte kitni he aehem meeting ho Azan ki awaz par uth jate hain even nechle level par phir bhi employees itne namaz ke paband nhi hote. App kabhi kisi company ko visit zaror karna aur sath he yahin karachi ke bare institute ko bhi ke wahan sab Ba parda larkian parhne aati hain sab ek dosre ka aehtaram karte hain aesa nhi hota jesa Media tv dramas mai deekhata hai. Mai khud Abaya pehenti hun skaaf pehenti hun humari UNI mai appko sirf 10% girls fashionable milengi baqi sab hayadar aur deen se mahabbat karne wale he hain.[DOUBLEPOST=1350811176][/DOUBLEPOST]
CA.....That's great!
Insha'Allah
Hummmmm sahi kaha har level pe
namazi aur be namazi loug huwa karte hain
same with abaaya also I am agreed .
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
yes....
butpehlay deeni ilam farz kia giya hay..then pir donyavi ilam b hasil karna chachye...even islam he wo mazhab hay jo larkio ko b taleem hasil karnay ki targheeb dayta hay
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

Bela

~*~A|!c3 in w0nd3r|@nd~*~
Active Member
Feb 4, 2010
5,975
3,851
1,113
Madrid, Spain
vry obvious answr............."Yes"
q k kese ap har ak shakhs ki pehli darsgah MAA Ki GOUD ko taleem se mehroom rakh k.....
us shakhs ka educated hona expect kr sakty ho........

bt ak point ye bhi ha k Jahil or Unparh hony me bht fark ha...........
yup.........
bcz hum me se bht se logon ki moms shayed unparh hain.............
bt jis tarhan se unho ne humin broughtup kia.......
pata chalata ha k wo unparh zaroor hain bt jahil nai.......Alhumdulillah
 
  • Like
Reactions: Silent Soul

marib

Super Star
Sep 21, 2012
9,146
3,947
513
aasman
gunjaish !! balky takeed hai islam main q k aurat ne he nasalon ko sawana hota hai is lie aurat ka taleem hasil krna lazim hai
Assalam-u-Alaikum

how r u all?

mai TM par first time koi poll arrange karrahi hun well

Question yeh hai ke kia islam mai larkion ko taleem hsail karne ki koi gunjaish hai ya nhi?

ANN HADHRAT (S A W) NY FRMAYA HY NA K AADHA DEEN HADHRAT AISHA SY SIKHO,.,.,.:)
 
  • Like
Reactions: Silent Soul
Top