Ye shair itni mushkil se mila or alfaz wala shair kaise lauab koi khoobsoorat lafzon wala shair b paikh kero
nakhrey na kero zyida jaldee se likho kuch acha sa ..Ye shair itni mushkil se mila or alfaz wala shair kaise lau
Oh hoo ...nakhre mai nhi shair kr raha hai taiyar hi nhi hai alfaaz bolne k liye ...is k liye wo ek adad hiran kha chuka hainakhrey na kero zyida jaldee se likho kuch acha sa ..
kaheen tum ko na khaa jayOh hoo ...nakhre mai nhi shair kr raha hai taiyar hi nhi hai alfaaz bolne k liye ...is k liye wo ek adad hiran kha chuka hai
very nyccc thread zbrdstt sharing gazal bi kamal @Dreem mDear Friends
Jab b kisi member k naam k sath VIP likha dekhtaa hoon tu aisa lagta hai jaisey kisi name plate
pe name k agey MARHOOM (LATE) likha hoaa ho.....
Especially hamari latest Marhoom hoeny wali ( ) I mean VIP Miss @Hoorain k naam k
samney jab VIP likha dekhta hoon tu klaija moonh ko ata hai, Dil ghabraney lagta hai aur Sar
chakraney lagta hai. Tu majboor ho k Ghaalib ki yeh ghazal gungunaaney lagta hoon ( a special tribute to @Hoorain and other VIP's )
sab kahan kuch lala-o-gul mein numayan ho gain
khak mein kya suratein hongi k pinhan ho gain
yad thi hamko bhi ranga rang bazm aaraiyan
lekin ab naqsh-o-nigar-e-taaq-e-nisiyan ho gain
thin banatunnash-e-gardun din ko parde mein nihan
shab ko un k ji mein kya ai k uriyan ho gain
qaid mein yaqub ne li jo na yusuf ki khabar
lekin ankhein rauzan-e-diwar-e-zindan ho gain
sab raqibon se hon nakhush, par zanan-e-misr se
hai zulaikha khush ke mahw-e-mah-e-kanan ho gain
ju-e-khun ankhon se bahne do ki hai sham-e-firaq
main ye samjhunga k shamaen ho farozan ho gain
in parizadon se lenge khuld mein ham intaqam
qudrat-e-haq se yahi huren agar wan ho gain
nind usai hai, dima uska hai, ratein uski hain
teri zulfein jiske bazu par parishan ho gain
main chaman mein kya gaya, goya dabistan khul gaya
bul-bulein sun kar mere nale, gazalkhwan ho gain
wo nigahein kyun hui jati hain yarab dil k par
jo meri kotahi-e-qismat se mizshgan ho gain
bas k roka main ne aur sine mein ubhaen pai ba pai
meri ahen bakhiya-e-chak-e-gariban ho gain
wan gaya bhi main to unki galiyon ka kya jawab
yad thi jitni duain, sarf-e-darban ho gain
janfiza hai bara, jis k hath mein jam a gaya
sab lakirein hath ki goya rag-e-jan ho gain
ham muwahihad hain, hamara kesh hai tark-e-rusum
millatein jab mit gain, ajza-e-iman ho gain
ranj se khugar hua insan to mit jata hai ranj
mushkilein mujh par pari itni ke asan ho gain
yun hi gar rota raha 'Ghalib', to ae ahl-e-jahan
dekhna in bastiyon ko tum ki wiran ho gain
Aap sab apney dili jazbaat ka azhaar ker sakty hein ..Da'awat e aam hai
Aik shair mein apney jazbaat ka izhaar kerna hai ..
na ghazal likh do koi ..apni na sahi kaheen se chori kerl oShair ki jgh kuch or nhi chal skta ?
dekhti hun abi to ayii huntum ne b kuch likhna hai ....
zrur....itna late ku aye ho ?? ajkal buzy ho kheen ??dekhti hun abi to ayii hun
nai bus dil nai krtaaazrur....itna late ku aye ho ?? ajkal buzy ho kheen ??
ab aisa kia ho gya ?? u know TM missed u alot .............nai bus dil nai krtaaa
Ab hoorain ke liye chori no nona ghazal likh do koi ..apni na sahi kaheen se chori kerl o
ashaaa lgtaaa to nai hai sab apny apnyy kamoo me masroof hainnnab aisa kia ho gya ?? u know TM missed u alot .............
is se jaan bacheny wali nheeAb hoorain ke liye chori no no
Original hi laenge phir funny hi kyo na ho
Filhaal for VIP @Hoorain
View attachment 87049
ku mein jo bola raha hoon ...........dotn trust me ??ashaaa lgtaaa to nai hai sab apny apnyy kamoo me masroof hainnn
First:Dear Friends
Jab b kisi member k naam k sath VIP likha dekhtaa hoon tu aisa lagta hai jaisey kisi name plate
pe name k agey MARHOOM (LATE) likha hoaa ho.....
Especially hamari latest Marhoom hoeny wali ( ) I mean VIP Miss @Hoorain k naam k
samney jab VIP likha dekhta hoon tu klaija moonh ko ata hai, Dil ghabraney lagta hai aur Sar
chakraney lagta hai. Tu majboor ho k Ghaalib ki yeh ghazal gungunaaney lagta hoon ( a special tribute to @Hoorain and other VIP's )
sab kahan kuch lala-o-gul mein numayan ho gain
khak mein kya suratein hongi k pinhan ho gain
yad thi hamko bhi ranga rang bazm aaraiyan
lekin ab naqsh-o-nigar-e-taaq-e-nisiyan ho gain
thin banatunnash-e-gardun din ko parde mein nihan
shab ko un k ji mein kya ai k uriyan ho gain
qaid mein yaqub ne li jo na yusuf ki khabar
lekin ankhein rauzan-e-diwar-e-zindan ho gain
sab raqibon se hon nakhush, par zanan-e-misr se
hai zulaikha khush ke mahw-e-mah-e-kanan ho gain
ju-e-khun ankhon se bahne do ki hai sham-e-firaq
main ye samjhunga k shamaen ho farozan ho gain
in parizadon se lenge khuld mein ham intaqam
qudrat-e-haq se yahi huren agar wan ho gain
nind usai hai, dima uska hai, ratein uski hain
teri zulfein jiske bazu par parishan ho gain
main chaman mein kya gaya, goya dabistan khul gaya
bul-bulein sun kar mere nale, gazalkhwan ho gain
wo nigahein kyun hui jati hain yarab dil k par
jo meri kotahi-e-qismat se mizshgan ho gain
bas k roka main ne aur sine mein ubhaen pai ba pai
meri ahen bakhiya-e-chak-e-gariban ho gain
wan gaya bhi main to unki galiyon ka kya jawab
yad thi jitni duain, sarf-e-darban ho gain
janfiza hai bara, jis k hath mein jam a gaya
sab lakirein hath ki goya rag-e-jan ho gain
ham muwahihad hain, hamara kesh hai tark-e-rusum
millatein jab mit gain, ajza-e-iman ho gain
ranj se khugar hua insan to mit jata hai ranj
mushkilein mujh par pari itni ke asan ho gain
yun hi gar rota raha 'Ghalib', to ae ahl-e-jahan
dekhna in bastiyon ko tum ki wiran ho gain
Aap sab apney dili jazbaat ka azhaar ker sakty hein ..Da'awat e aam hai
Aik shair mein apney jazbaat ka izhaar kerna hai ..
@HoorainFirst:
o janewale ho sake toh laut ke aana,
yeh ghat too yeh bant kahi bhul naa jana,
bachpan ke tere mit tere sang ke sahare,
dhundhenge tujhe gali gali, sab yeh gham ke mare,
puchhegi har nigah kal tera thhikana,
de de ke yeh aawaz koyi har ghadi bulaye,
Phi jaye jo uss par kabhi laut ke naa aaye,
hai bhed yeh kaisa koyi kuchh toh batana.
2nd:
Dil Se Teri Yad Ko Juda To Nahi Kia
Rakha Jo Tujhe Yaad, Bura To Nahi Kia
Hum Se Log Hain Naraz Kis Liye
Hum Ne Kabhi Kisi Ko Khafa To Nahi Kia
Han theek hai pr sochne to dois se jaan bacheny wali nhee