Yeh Dil Yeh Pagal Dil Mera!!

  • Work-from-home

thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Assalaam-O-alikum Friends,

Jee Haan unwaan dekh kar andaaza hogaya hoga kay zaroor baat DIL per hi honi hay.. Aaj @Rubi say fun fact main baat kartay huway DIL ka zikar hua tou socha yeh choti see tehreer aap ki basaratoon ki nazar karoon.... Aap sab ki muskurahatoon kay naam :)

DIL insaan kay jism ka sab say aham uzo hay, dil kay baghair zindagi hi na mumkin hay, kayi ehsaasat aur jazbaat ko ikhatta karta hua yeh dil aur iss ka tazkura kis jaga nahin hota aur is ki ahmiyat ka andaaza kis shaks ko nahin.

Dil ousa-tan aik minute main 72 bahatar dafa dhaRakta hay haan kabhi koi haseena muskura kar dekh lay tou iss ka 'Thamna' mushkil ho jaata hay aur iss ki dhaRkan ka koi andaaza nahin hota kay kitnay mile fee ghanta ki raftar say dhouR raha hay.

Aik mard kay dil ka ousatan wazan 300 say 350 Gram hota hay (iss baat ki tasdeeq humari medical student @amazingcreator kar dain gii....) jab kay sinf-e-nazuk ka dil mard kay dil say 50 gram halka hota hay isi liye umooman mard hazrat baRay dil waalay hotay hay, kay jahan koi haseena dekhi dhaR say dil phaink diya.

Aap Kay Qadmoon Talay Dil Hay
Ek Zara Aap Ki Zehmat Ho Gi?!

Jab baat DIL ki chali hay tou DILRUBA kay zikar kay baghair kaisay poori hosakti hay, DIL nay bhi baRa manchala mizaaj paya hay aur shayed duniya ka wahid part hay jo aik doosray main baghair kisi medical consultancy aur surgery kay muntaqil hojaata hay.

Dil Nay Bhi Kia Mizaaj Paya Hay
Abhi Apna, Abhi Paraya Hay?...!

Aur kuch aashiq tou itnay 'Dildaar' aur itnay 'Sakhii Dil' hotay hain kay apnay mehboob ko baRay hi fakhar aur jata kar kehtay hain kay

Ja Ja Kay Kahan Minnat, Faryad Karoo Gayy
Lo Hum Nay Tumhain Dil Dia, Kia yaad karogayy!

Batayeh, aaj tak science bhi iss baat ko hal nahin kar payii kay itni asaani say dil ki mutaqli kaisay hotay hay? :p

Khair, aakhir main yehi kahoon ga, kay DIL kay mareez bannay kay bajayay 'Dawa-e-Dil' dainay waalain bannay aur apni mukurahat, khushdili, khushasloobi, aur ikhlaaq say auroon kay dil main ghar karain...

Keep smiling, humaray zakhm itnay gehray nahin kay iss ki dawa na ho sakay aur humara dil itna 'kamzour' nahin kay zara see 'thais' say toot jaayay :):):)

Kaun Karay Iss DIL ki dekh Bhaal
Roz ThoRa Saa Tout Jaata Hay :)

@NailaRubab @DesiGirl @Fanii @h@!der @Shizu @Hoorain @Shiraz-Khan (please koi tou tag kar day)
 
Fanii

‎Pяiиcε ♥
VIP
Oct 9, 2013
61,263
16,095
1,313
Moon

NICE AND INFORMATIVE ...
 
  • Like
Reactions: thefire1

Shiraz-Khan

Super Magic Jori
Hot Shot
Oct 27, 2012
18,264
15,551

Wa-3laekumussalaam
bro dil abhi tak kitna tot chuka hey? :p
 
Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
shuru myn apna tag dekh k i was like :spit
wysy acha likha hy :D
kabhi girlfriend py tehreer kbhi dil py .. kheryat to hy na? :-w

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237

Nicely Written :-bd
BTW ''dawa-e-dil'' Banna .. :-? Is Post se Related to dawa-e-Dil banna To Ahem ahe hoga na?? :D u knw what i mean :joy
 
thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
Wa-3laekumussalaam
bro dil abhi tak kitna tot chuka hey? :p
Bhai main bohat ahtiyaat say kaam laita hoon, jab bhi ishq kia tou 2 ishq aik saath kia, kay kahin aik main nakaami ho jaayay tou dil ki sehat per kuch khaas farq na paRay :p

Aap nay bhi yehi question kia tou yeh tag aap ko bhi kar raha hoon @Shizu phir na kehna kay aik hi reply main kitnay logon ko tag kartay hain :p =))
 
thefire1

TM Star
May 31, 2014
1,802
586
163
shuru myn apna tag dekh k i was like :spit
wysy acha likha hy :D
kabhi girlfriend py tehreer kbhi dil py .. kheryat to hy na? :-w
Haan jaan boojh kar aisa hii 'unwaan' rakha tha main nay :p

thank you for liking.

Haan ALHAMDULLILAH kheriyat hii hay abhi tak :)
 
Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
Assalaam-O-alikum Friends,

Jee Haan unwaan dekh kar andaaza hogaya hoga kay zaroor baat DIL per hi honi hay.. Aaj @Rubi say fun fact main baat kartay huway DIL ka zikar hua tou socha yeh choti see tehreer aap ki basaratoon ki nazar karoon.... Aap sab ki muskurahatoon kay naam :)

DIL insaan kay jism ka sab say aham uzo hay, dil kay baghair zindagi hi na mumkin hay, kayi ehsaasat aur jazbaat ko ikhatta karta hua yeh dil aur iss ka tazkura kis jaga nahin hota aur is ki ahmiyat ka andaaza kis shaks ko nahin.

Dil ousa-tan aik minute main 72 bahatar dafa dhaRakta hay haan kabhi koi haseena muskura kar dekh lay tou iss ka 'Thamna' mushkil ho jaata hay aur iss ki dhaRkan ka koi andaaza nahin hota kay kitnay mile fee ghanta ki raftar say dhouR raha hay.

Aik mard kay dil ka ousatan wazan 300 say 350 Gram hota hay (iss baat ki tasdeeq humari medical student @amazingcreator kar dain gii....) jab kay sinf-e-nazuk ka dil mard kay dil say 50 gram halka hota hay isi liye umooman mard hazrat baRay dil waalay hotay hay, kay jahan koi haseena dekhi dhaR say dil phaink diya.

Aap Kay Qadmoon Talay Dil Hay
Ek Zara Aap Ki Zehmat Ho Gi?!

Jab baat DIL ki chali hay tou DILRUBA kay zikar kay baghair kaisay poori hosakti hay, DIL nay bhi baRa manchala mizaaj paya hay aur shayed duniya ka wahid part hay jo aik doosray main baghair kisi medical consultancy aur surgery kay muntaqil hojaata hay.

Dil Nay Bhi Kia Mizaaj Paya Hay
Abhi Apna, Abhi Paraya Hay?...!

Aur kuch aashiq tou itnay 'Dildaar' aur itnay 'Sakhii Dil' hotay hain kay apnay mehboob ko baRay hi fakhar aur jata kar kehtay hain kay

Ja Ja Kay Kahan Minnat, Faryad Karoo Gayy
Lo Hum Nay Tumhain Dil Dia, Kia yaad karogayy!

Batayeh, aaj tak science bhi iss baat ko hal nahin kar payii kay itni asaani say dil ki mutaqli kaisay hotay hay? :p

Khair, aakhir main yehi kahoon ga, kay DIL kay mareez bannay kay bajayay 'Dawa-e-Dil' dainay waalain bannay aur apni mukurahat, khushdili, khushasloobi, aur ikhlaaq say auroon kay dil main ghar karain...

Keep smiling, humaray zakhm itnay gehray nahin kay iss ki dawa na ho sakay aur humara dil itna 'kamzour' nahin kay zara see 'thais' say toot jaayay :):):)

Kaun Karay Iss DIL ki dekh Bhaal
Roz ThoRa Saa Tout Jaata Hay :)

@NailaRubab @DesiGirl @Fanii @h@!der @Shizu @Hoorain @Shiraz-Khan (please koi tou tag kar day)
Interesting :joy
 
  • Like
Reactions: thefire1

Aks_

~ ʍɑno BɨLii ~
Hot Shot
Aug 2, 2012
44,916
17,651
1,113

Walaikum slaam nicely written :) :-bd aapny kaha tha ek tehreer likhunga but no tag :( well really impresive post but ek quetion hy k aapki har tehreer dil or mohobbat py hi aaa k q rukti hy :eek:
 
Top