aapka Manzar ,aapki kahani!! 3 march-2012 to 10-march 2012

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!


bohot khush ho rahe ho /:)
haan ji samjh gaye hain lekin ye saviou ki kahan nahi hai

bohot shukriya pasand karne k liye
jee title hi pehle soche phir us par ye kahani likhe :p
shukar hai logon ko naseehat to mil rahi hai jo suraj se pehle nahi uthte

hame nahi balke is kahani wale shaqs ko add kardo ya phir pf ko :p
umeed hai ye parh kar baki logon ki susti door ho jaye :)

ek baar phir shukriya is tarah ke naye naye idea ejaad karke masoom bachon ko pareshan karne k liye :)/:)
hahahaha arre kia saviou bhaya aapko to khush hona chahiye at least is tara k ideas se log sooraj se pehle uthna shuroo ho jayain gaye ;))
Par Pf bro ki koi guarantee nhi :p
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


hahahaha arre kia saviou bhaya aapko to khush hona chahiye at least is tara k ideas se log sooraj se pehle uthna shuroo ho jayain gaye ;))
Par Pf bro ki koi guarantee nhi :p
matlab ap kehne kya chahte ho pf bro ko ?/:)
aur unki is halat pe hame khush hone ko keh rahe ho
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
nhi Pf bro ko to main sust nhi keh rhi :eek: main bhla keh sakti hun :-ss maire kehne ki zarurat hi kia wo khud jante hain ;))

aur aapko bhi hasne ka kaise keh sakti hun main meko pta aap pehle hi hans rhe hain /:) :p
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
nhi Pf bro ko to main sust nhi keh rhi :eek: main bhla keh sakti hun :-ss maire kehne ki zarurat hi kia wo khud jante hain ;))

aur aapko bhi hasne ka kaise keh sakti hun main meko pta aap pehle hi hans rhe hain /:) :p
wo ek kahawat hai lekin nahi kahenge :p

waah ji kya baat hai bohot acha andaz hai hanste hanste sab keh dena
aane do pf ko apne kaise kaha wo sust hain/:)
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
nae nae itna sab keh diya kahwat bhi keh dain /:) :p

daikh lain gaye PF bro ko bhi huh /:) ;))

wo thread daikh k hi bhaagne wale hain aik to urdu may dusra khud likhna parega teesra itna lamba ;))
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Assalamu Alaykum Wrwb :)
abhi tak kisi ne kuch share nahi kiya /:)
chalen is susti ko door karne ke liye ek sust ki kahani hi suna dete hain
waise kahania to ham likhte nahi lekin hoor didi likhna sikha diye akhir
umeed karte hain ap sab ko pasand aaye ye tooti phooti kahani


Main Sust Tha/:)

roz ki tarah aaj bhi suraj mujh se pehle tulu ho gaya jab bahar aaya to manzar bhi roz ki tarah hi khush gawar tha thandi dhoop thi chirion ki gungunahat bhi, sab apne kaam me khushi khushi lage hue the dada ji bailon ko pani pila rahe the baba kunwe se pani nikal rahe the maa chote padu ke liye ghans la rahi thi jo ghar ka naya rukn hai aur choti bhi ussi ke liye bartan me kuch bana rahi thi, chotu to padu se chimta hua khush tha usse sehla raha tha aur baki janwar bhi roz ki tarah unke apne mashgale me the, raha main ek jo roz ki tarah sust aur nikamma tha/:) lekin pata nahi is baar kya hua mujhe ajeeb lagne laga dil me ye baat baith gayi ke nahi mujhe bhi subha subha uthna hai aur sab ki tarah ghar ka kaam karna hai aur ammi abbu ki madad karni chahiye unka kaha maan na chahiye phir ye soch kar mere andar ek khushi ki lehar daudh parhi:) aur main sochne laga jab kal ko koi ye manzar dekhe to in sab ke sath unhe main bhi kaam karta hua nazar aana chahiye:)

ab mujhe kal ki subah ka intezar hai aur ab main keh sakta hun ke main sust tha lekin ab nahi hun :)
walaikum salam
wah kia imaginary story hain....mein toh bus usi manzar k tasawor mein kho gaya
waise mujhe laga app mere story bayan kar rahe ho:p
kyun k mera bhi same situation hai...roz kal ka intezar karte hon:p
Hopefully kal jaldi se ajaye aur mein bhi sudhar jaon:p
nyways....Good job Chaagh uncle:p
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
koi gud job aap bhi kar liya karo MSc /:)aaj hi ko wo aane waali kal samajh lain mohtarma :p
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313


walaikum salam
wah kia imaginary story hain....mein toh bus usi manzar k tasawor mein kho gaya
waise mujhe laga app mere story bayan kar rahe ho:p
kyun k mera bhi same situation hai...roz kal ka intezar karte hon:p
Hopefully kal jaldi se ajaye aur mein bhi sudhar jaon:p
nyways....Good job Chaagh uncle:p
hahaha shukran shukran mohtarma :)
ek kaam karte hain title ko thora badal dete hain likhte hain Main Sust Thi :p

phir apko bhi sudhar ne ka mauqa milega
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
wahhhh susti k saare record mat toro MSc ,, :eek: ;))

itni achi batain bnati ho aap kahani bnana to koi mushkil kaam nhi ;) :p
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...


hahaha shukran shukran mohtarma :)
ek kaam karte hain title ko thora badal dete hain likhte hain Main Sust Thi :p

phir apko bhi sudhar ne ka mauqa milega
hahaha Affwaan Affwaaaaaaaan Mohtaram
ek kaam mat karo title ko thora bhi mat badalo...jaise likha hain rahne do.....
Tha zyada acha lag raha hai:p hum sudhar jayengay INSHALLAH:p
 

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
lol
pr es par jo likhna tha woh toh CHaaaaagh uncle ne likh diya na...aur ka likhe???
farsi mein translation likh sakte hon waise.....if u dnt mind....:p
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
arre sab ne apni apni story likhni hay is image pe

phir hi pta chalega kon ziada achi story bna sakta hay kisi image pe {(popcorn)}
 
Status
Not open for further replies.
Top