Ahmed Faraz Shayari

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
TORR DE TASBEEH KO IS KHAYAL SE "FARAZ"~،~!~،~
,*?" "w" "?*,
! <|__I__| | !
KYA GIN GIN K NAAM LENA OS KA, JO BAY HISAAB DETA HAI~،~!~،~
----------------------------------


~*~Hum Tّ Agaz-E-Mّhaككat Maiٌ Hi Lut Gay "FإRإZ"~*~
~*~Lّg Kehtay Haiٌ K Aٌjam كura Hّta Hai...!!!


----------------------------------
Kuch muhabat ka nasha tha pehle hm ko Faraz.
Dil jo tota to nashe se muhabat ho gai.


----------------------------------
Yeh wafa to un dinon ki baat hay "Fraaz"
Jab makaan kachy or log sachay hoa krty thy......


----------------------------------
Kon data ha umar bhar ka sahara aay Faraz....
LOG tu JANAZAY man bhi kandhay badaltay rahtay hein....


----------------------------------
"Kis ki Kya majal thi jo koi Hum ko kharid sakta",,,
Faraz,..
"Hum to khud hi Bik gaey kharidar dekh k"...


----------------------------------
'"Ham na badlein gay waqt ki raftaar kay sath,,,
'"Faraz"'
Ham jab b milen gay andaz purana hoga...'".

----------------------------------
"Tera Na Ho Saka To Mar Jaon Ga Faraz.
Kitna Khobsurat Wo Jhoot Bolta Tha".

----------------------------------
Wo Bewafa na tha youn hi badnaam ho gya,,,,
Faraz..,...
Hazaron chaheny waly thy kis kis say wafa karta......
-


---------------------------------
Hum pe faqat ilzaam k hum hain zuban daraz.......
hum ne to bus kaha tha hamain tum se piyar hai....!
----------------------------------
Zindagi to apnay hi Qadmon pe chalti hai Faraz..,
Auron k $aharay to Janazay utha kartay hain..!
-
---------------------------------
Yahee soch kar us ki har baat ko sach mana hay
"FARAZ"~
K itnay khubsoorat Lub jhoot kesay bolain gay..~
-
---------------------------------
Bari Mushkil se Sulaaya tha Khud Ko FARAZ Main ne Aaj...!
Apni Aaankon Ko Tare Khuwaab Ka Laalach Day Ker.....!
-
---------------------------------
Be nàam zىndagى ki haqeeqat na poochhiye 'FARAZ',
Kuch pur khaloٍs log thay,barbàd kr gaey.......
-
---------------------------------
Wo roz dekhta hai dubtay huay suraj ko faraz.
Kash mai b kisi shaam ka manzir hota....!
----------------------------------
Main us k Haathon me tha
Tute hue Sheeshe ki trha "Faraz",
Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega.
Bus giraya kuch is Ada se k
Simatne ki Aaas hi na rahi.
--
--------------------------------
Bara naaz tha un ko apne parde pe faraz...
Kal raat woh khawab me sar-e-aam chale aaye...
----------------------------------
Kabhi Kabhi Wo Mujhe itna Yad Aata He Faraz
Me Zid Me Aa K Usay Yaad B Nahi Karta
--

--------------------------------
Mere kahny sy na paband-e-wafa ho jana,
dil na many to kse waqt juda ho jana,
na chaho jan se ziada kise ko
Faraz,
tum ny dekha nahen bandon ka khuda ho jana.
-----
-----------------------------
Tum is shehar k khuloos se waqif nahi FARAZ
Ye to Mohsin ko bhi sar-e-aam saza daitay hain!
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Kabhi to teri palkoon pay jhilmilaoun main
Tu intizaar karay aur aaoun main...

Samandar main lay ja kar fareb mat dena FAraZ
Tu kahay to kinaray pe hi DOOB jaoun main

************************

AAj tak Qaim hai uskay laut anay ki umeed
AAj tak tehri hai zindagi apni jaga

Laakh ye chaha k us ko bhool jaoun FAraz
HOSLAY apni jaga BEBASI apni jaga

*************

Ab milaingay to khoob rulaingay us sangdil ko faraaZ
Suna hai rote hue usay lipat janay ki adat hai ...

**************
Baad marnay kay bhe us ne choora na dil jalana FAraZ
Rooz phaink jata hai phool saath wali qabar par

******************
Hasrat to the kay tere aankh ka ansu ban jaoun FAraZ
Per tu Roye Ye humko GAwara nahe

*******************
Ab usay naa soochoon to JisM Toot'ta hai FAraZ

Ek Waqt guzra hai uskay naam ka nasha karty karty

*************
Tumko naraz he rehna hai to kuch baat karo FAraZ

Ke chup rehnay say mohabbat ka gumaan hota hai

****************
may us ka hon ya baat jantay hain faraz
woh kis ka hai ya baat mujhy sonay nhi dyti..

******************

 

namrish

Newbie
Apr 23, 2009
8
6
3
36
Faraz" Shayari

MuHABBat KaY BaAd MuHABBat MuMkiN Hay FaRaz.....!!!!
MaGar ToOT Kay CaHna SirF Aik BaaR Hota Hay.......!!!!
----------------------------------
KoUn ToLay Ga Abb HeRoOn Main HaMAraAy AnSoO FaRaz.....!!!!
WoH Jo DaRd Ka TaJir Tha DuKaN ChOR GaiYa.......!!!!


---------- Post added at 09:01 PM ---------- Previous post was at 09:00 PM ----------

shiddate dard se sharminda nahi meri wafa FARAZ
dost gahre han to phir zakhm bhi gahre honge..........
----------------------------------
Bara Naaz Tha Un Ko Apnay Parday Pay Faraz
Kal Raat Wo Khuwab Mein Sar-E-Aam Chalay Aaye......
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
apna samaj kar jis keliya ujar gaye hum Faraz
wo kal ja raha tha kisi ajnabi k saath.

--------------------------

Samndar me Fanaa hona to kismat ki kahani hai FARAZ!
Jo Marta hen Kinaroon par Mujhe Dukh un pe Hota hay.

-------------------------

Haseen yadoon ky kuch mosam ussay arsal karny hain faraz
Suna hay sham ko tanhai ussy sony nahi dati
 
  • Like
Reactions: Mahen

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Waqt-e-Qudrat ly aya hay aj humain usi gajah par FARAZ
Chal diy usi matti main jis ke hum amanat thy

****************

Yahan mazdur ko marny ki jaldi yun bhe hay fraz

....

K Zindagi ke kashma kash main Kafan mahnga na ho jiay

 
  • Like
Reactions: Mahen

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Apan hissa shumar karta tha,
Mujhse itna woh pyar kerta tha,
Woh banata tha meri tasveerain,
Unse bataen hazaar karta tha,
Mera dukh bhi khuloos-e-niyat se,
Apna dukh he shumar karta tha,
Such samajhta tha jhoot bhi mera,
Yun mera aitbaar karta tha,
Pehle rakhta tha phool rastay main,
Phir mera intazaar karta tha,
Aaj pehlu main woh nahi Faraz!
Jo mujh pe jaan nisaar karta tha.
 
  • Like
Reactions: Mahen

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Meri aankhen bhi mujhse ek din yeh keh den gi Faraz,
Khuwab uske na dekha karo hum se ab roya nahi jata.
 
  • Like
Reactions: Mahen

smh

Newbie
May 31, 2009
3
1
0
29
usay dil ka haal sunao kesay
mom ka ghar ha chiraag jalaon kesay
door hota to usay dhoond bhi letay faraz
jo rooh mein chupa behta he usay paon kesay{(cray)}
 
  • Like
Reactions: **King**
Top