Baghair ijazat k paisy laina?

  • Work-from-home

sasha1989

Newbie
Oct 10, 2010
32
14
0
kia hum apny ami,,abu ki ijazat k baghair paisy ly sakty hain(kisii jaiz zarorat k lie) yani unki ghair mojodgi main agar koi ghar ka saman mangwana ho...ya agar humy apny lie kch laina ho jaisy kapry waghaira or iss dar ki wajah se k wo mana kar dain gy...or unki permission k baghair hi lay lain to kia iss ka gunah hai....
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
gunnah nai hai...agar ap paise kisi ache kaam ke lie spend kar raheh o...ya pher ap necessity ke lie..to ap leisakte ho aur spend kar sakte ho..magar jaise hi woh ghar wapis aye to bata dein unhe...
yeh sab niyyat par hota hai..andar ka haal to sirf Allah hi jante hein
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
lakin iska matlab ye nae k ap roz roz pesay lo,or pir miskeen c shakal bana kar apnay perents ko batao k apnay pesay lie hay,
q k bahar hal bagair ijazat k kise ki b cheez layna ache bat nae,or gunah hay.
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
kia hum apny ami,,abu ki ijazat k baghair paisy ly sakty hain(kisii jaiz zarorat k lie) yani unki ghair mojodgi main agar koi ghar ka saman mangwana ho...ya agar humy apny lie kch laina ho jaisy kapry waghaira or iss dar ki wajah se k wo mana kar dain gy...or unki permission k baghair hi lay lain to kia iss ka gunah hai....
Assalamu Alaykum Wrwb :)

koi bhi cheez ijazat k bagair lena sahi nahi hai
apke ammi abbu apke liye kya behtar hain wo jante hain to aap unse kahen jo apko chahiye lekin bagair ijazat k na len haan agar wo dono nahi hain aur apko sakht zaroorat darpesh agayi to waqti taur par kuch paise leke kharch karne me koi harj nahi baad me unko ittela dedena

sirf biwi ko ijazat hai apne shohar se bina puche leni ki wobhi tab jab uska shohar uspar theek se kharch nahi karta wallahu aalam

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
agar ap ko pata ho,k ami mana nhi kren gi to le len or jb wo ghar aaye to bata den......
sometime agar muje is tarha koi boht zarurt pare to ma to le leti hon...or jb ami ghar aayen to bata deti hon,koi masla hi nhi..

han agar ap ko lge k ami gussa hon ge...
to phir nhi lene chaheye...
 
  • Like
Reactions: sasha1989

LKK

TM Star
Oct 24, 2010
1,395
737
1,013
KOB
^
Allah SWT! said: O you who have believed, seek help through patience and prayer. Indeed, Allah is with the patient.

اے ایمان والو صبر اور نماز سے مدد لیا کرو بےشک خدا صبر کرنے والوں کے ساتھ ہے

[Surat Al Baqarah 2:153]

Allah SWT! insaan pr aisi azmaish lata rehta hy ta ky woh sabar se kaam lein or Ussay (Allah SWT) ko yaad karain. Agar aap is ayat pr ghour karain or is pr amal karain to phir aap ko kabhi beghair ijazaat k koi bhi cheez nikalnaiy ki zaroorat nahi parygi :)
 
  • Like
Reactions: sasha1989

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
thanks for da answer saviou bro..:)
Affwann bro :)

agar ap ko pata ho,k ami mana nhi kren gi to le len or jb wo ghar aaye to bata den......
sometime agar muje is tarha koi boht zarurt pare to ma to le leti hon...or jb ami ghar aayen to bata deti hon,koi masla hi nhi..

han agar ap ko lge k ami gussa hon ge...
to phir nhi lene chaheye...
sahi kaha apne anaaya :)

^
Allah SWT! said: O you who have believed, seek help through patience and prayer. Indeed, Allah is with the patient.

اے ایمان والو صبر اور نماز سے مدد لیا کرو بےشک خدا صبر کرنے والوں کے ساتھ ہے

[Surat Al Baqarah 2:153]

Allah SWT! insaan pr aisi azmaish lata rehta hy ta ky woh sabar se kaam lein or Ussay (Allah SWT) ko yaad karain. Agar aap is ayat pr ghour karain or is pr amal karain to phir aap ko kabhi beghair ijazaat k koi bhi cheez nikalnaiy ki zaroorat nahi parygi :)
Jazakallah khair :)
 
Top