GHZAL
ham khud bhe pareshan howay jatay hain
wo ham pay meharban howay jatay hain
honton pay lali, ankhoon main kajal
meray qatal k saman howay jatay hain
jo her bat pay khatay thay eman ke qasam
aaj wohi loog be eman howay jatay hain
cahlo ab tum bhe apnay ghar kr rah loo
sham dhal gai rastay veeran howay jatay hain
daikhna hans hans k sahilioon ke oat say
ham in adaoon pay qurban howay jatay hain
kis nay bharka dia aap ko hamray khalaf
aap kiun ham say bud guman howay jatay hai
ham likh rahay thay apni mohabton k tazkary
hazoor ye to dewan per dewan howay jatay hain
banda parwar bas ek aap ke haan ke zarorat the
marhlay ishaq k sabhi aasan howay jatay hain
naeem ye ishq bhe hain kitna mushkil moamala
jo hain jan k dushmain wohi jan howay jatay hain