Islam Mai Larkion Ki Taleem!!!

  • Work-from-home

Islam mai larkion ko taleem hasil karne ki gunjaish hai?

  • Haan

    Votes: 27 96.4%
  • Nahi

    Votes: 0 0.0%
  • Pata nhi

    Votes: 1 3.6%

  • Total voters
    28

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
Wa alaikum ussalam... Dekhen je ilm hasil krna her musalman mard or orat per farz hai lekin yahan per ap jis chiz ki bat krrahi hen wo taleem ni wo fun hai 1 hunar hai jise hum education kehte hen degree whatever... to taleem to sub hasil krskte hen lekin ye fun k baare mai mai kisi bare se he poch k btaonga... nice question...
 

Silent Soul

Banned
May 24, 2012
3,420
2,568
113
Karachi
Bhai maine taleem ki he bat ki hai aur taleem mai koi tafreeq nhi hoti taleem to taleem he hoti hai...
baharhal app apni tasalli ke liye pooch len...:)@F-iceage[DOUBLEPOST=1350754972][/DOUBLEPOST]@sara Chilli Milli
 
  • Like
Reactions: F-iceage

anoush

TM Star
Jul 4, 2012
3,945
2,249
713
Assalam-u-Alaikum

how r u all?

mai TM par first time koi poll arrange karrahi hun well

Question yeh hai ke kia islam mai larkion ko taleem hsail karne ki koi gunjaish hai ya nhi?
wa asalam

mere aqalmand choco
ans is
yesssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssssss
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Wa'alaikumussalaam @Silent Soul great poll :-bd
hummmm ji bila shuba larkiyon ko taleem haasil karne ki ijaazat hai
gunjaiysh lafz to phir majboori ke liye istimaal hota hai jabke larkion per bhi
taleem haasil karna farz hai ilm o shaoor hi to insaan ke sudharne ke bunyaad hain
DEENI O DUNYAAVI ILM mard o aurat ke liye zaroori hain

lekin......eik aur nuqta yahaan shaamil karna zaroori samajhta hoon ke
aaj ki tareekh mein modern dunya ilm shaoor taleem ko sirf yehi samajhti hai ke
eik larka/larki MBBS shuda ho angrezi aati ho phir chaahe use apne MAZHAB
ke hawaale se kuch na aata ho even I've seen and I've met teachers who has done
MBBS but they dont know even second kalima /:)

so DUNYAAVI ilm ke saath saath DEENI ILM laazmi hai aur DUNYA ke ilm ko
DEENI ILM per kabhi fauqiyat nahin deni chaahiye .
 
Top