*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home

nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
آپ کے بھائی درست کہتے ہیں
داڑھی رکھنے کے لئے کسی کی اجازت کی ضرورت نہیں

بلکہ اگر ماں باپ کسی شرعی حکم کی تکمیل میں روکاوٹ بنتے ہوں تو ان کا حکم عدولی کی جاسکتی ہے
لیکن یاد رہے کہ ادب اخلاق کا دامن ہاتھ سے نہ چھوڑا جائے

واللہ و اعلم بالصواب
 
Black Rose

Senior Member
Aug 28, 2009
1,001
372
783
Watn He Sara Jahan Hmara

داڑھی رکھنے کے لئے کسی کی اجازت کی ضرورت نہیں

بلکہ اگر ماں باپ کسی شرعی حکم کی تکمیل میں روکاوٹ بنتے ہوں تو ان کا حکم عدولی کی جاسکتی ہے
لیکن یاد رہے کہ ادب اخلاق کا دامن ہاتھ سے نہ چھوڑا جائے

واللہ و اعلم بالصواب
agreee,
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Q:meri aunty kahti hen k
"islam m darhi rakhne k liye maan or biwi s ijazet leni hoti h"
is it right??
is bat p mere 2no bhai muttafiq nahi:)):))
apke bhai sahi hain
kyun k khaliq ki marzi k samne maqloog ki rai ko muqaddam nahi kiya jasakta
chahe wo maa ho baap ho shauhar ho ya koi bhi ho

آپ کے بھائی درست کہتے ہیں
داڑھی رکھنے کے لئے کسی کی اجازت کی ضرورت نہیں

بلکہ اگر ماں باپ کسی شرعی حکم کی تکمیل میں روکاوٹ بنتے ہوں تو ان کا حکم عدولی کی جاسکتی ہے
لیکن یاد رہے کہ ادب اخلاق کا دامن ہاتھ سے نہ چھوڑا جائے

واللہ و اعلم بالصواب
Jazakallah khair Janab :)
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
pehle char khalifa k naam aur unhone kitne saal khilafat sambhali batayen :)
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
nashir bhai mera q y h k
log kahte hen qasem na khen jabke
sipara 22 soort saba p386 ayt 2 m"kahne lage mukir na ae gi hum p wo ghari to keh kiu nahi qasem h mere reb ki albatta ae gi tum p ............."
Q:2
mujhe un sab k nam chahiye jin ki qasem allah n khai h .kia asa mumkin h:-ss:-ss:-ss:-ss
 
masha Allah bohot hi achcha sawal apka isse pehle issi thread me ham jawab de chuke hain wohi yahan dohrate hain

koi bhi ceez ki ahmiyat uski sachchai aur uski haqqaniat ko batane k liye Qasam khayi jati hai
yane samne wala ye soche ki Qasam kha kar keh rahe hain to ye baat sach hogi

Quran me bhi kayi maqamat par Allah ne apni maqloog ki Qasam khayi hai
jaise sure ASR me Allah tala ne zamane ki Qasam khayi hai
aur kayi hadeeson se hame ye bhi pata chalta hai ki Allah k Rasul sallellahu Alayhi wa sallam ne Allah ki Qasam khayi hai

to kisi haq baat k sath usko zor dene k liye Qasam khayi ja sakti hai par ha choti baat k liye ya mazakh mazakh me Qasam khana sahi nahi
agar koi jhooti Qasam khata hai to usko uska kuffara dena padega aur sath me tauba bhi ye kuffara hai us galti ka fine

ab rahi baat Qasam kiski khayi jaye
loog Qasam maa baap ki khate hain apne mehboob ki khate hain Quran ki Qasam khayi jaati hai
kya ye sahi hai...nahi ye bilkul sahi nahi haram hai balke ye Qasm shirk tak lejati hai hame
kyun k hame sirf aur sirf Allah ki Qasam khane ki ijazat hai wo bhi sachi Qasam zaroorat par

aur Allah jiski chahe Qasama kha sakta hai (wallahu aalam)
aur kuch wazahat chahiye to aap puch sakte hain

لاَ يُؤَاخِذُكُمُ اللّهُ بِاللَّغْوِ فِيأَيْمَانِكُمْ وَلَكِن يُؤَاخِذُكُم بِمَا عَقَّدتُّمُ الأَيْمَانَ فَكَفَّارَتُهُإِطْعَامُ عَشَرَةِ مَسَاكِينَ مِنْ أَوْسَطِ مَا تُطْعِمُونَ أَهْلِيكُمْ أَوْكِسْوَتُهُمْ أَوْ تَحْرِيرُ رَقَبَةٍ فَمَن لَّمْ يَجِدْ فَصِيَامُ ثَلاَثَةِأَيَّامٍ ذَلِكَ كَفَّارَةُ أَيْمَانِكُمْ إِذَا حَلَفْتُمْ وَاحْفَظُواْأَيْمَانَكُمْ كَذَلِكَ يُبَيِّنُ اللّهُ لَكُمْ آيَاتِهِ لَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ

Allah will not call you to account for what is futile in your oaths, but He will call you to account for your deliberate oaths: for expiation, feed ten indigent persons, on a scale of the average for the food of your families; or clothe them; or give a slave his freedom. If that is beyond your means, fast for three days. That is the expiation for the oaths ye have sworn. But keep to your oaths. Thus doth Allah make clear to you His signs, that ye may be grateful. 5:89

Allah tala tumhari Qasmon me lagu Qasm par tum se mowakhiza nahi fermata lekin mawakhiza is par fermata hai ke tum jin Qasmon ko mazboot kardo iska kaffara 10 mohtajon ko khana dena hai ausat darje ka jo apne ghar walon ko khilate ho ya inko kapda dena ya ek gulam ya ek laundi aazad karna hai aur jisko muqaddar na ho to teen din ke roze hain ye tumhari Qasmon ka kaffara hai, jabke tum Qasm khalo aur apni Qasmon ka khayal rakho istarah Allah tala tumhare waste apne ahkaam bayan fermata hai take tum shukar karo 5:89

Qasam jisko Arabic me Halfun ya Yameenun kehte hain jin ki jama Ahlafun aur Iamaan hai
Iske teen qism hain 1. Lagvun 2. Gamoosun 3. Muaqqadatun

1. Lagvun : wo Qasm hai jo insaan baat baat me aadatan bagair kisi irade aur niyyat k khata rehta hai ispar koi mawakhiza nahi

2. Gamoosun : wo jhooti Qasm hai jo insaan dhoke aur fareb dene k liye khaye, ye kabeerah gunah balke akbar ul kabair hai, lekin is par kuffara nahi

3. Muaqqadatun : wo Qasm hai jo insaan apni baat me takeed aur pokhtagi k liye iradatan aur niyyatan khaye, aisi Qasm agar todega to iska kuffarah hai

To abhi yahan baat aur bhi wazhe hogayi hai k Qasam ki ahmiyat aur isko todhne ka kuffara aur jhooti Qasam ka kabeerah gunah aur aadatan Qasam ki mumaniat
Aadatan aksar ye cheez arab me payi jati hai jo hamne khud yahan dekha hai isme unka koi iradah nahi hota bas aise hi keh dete hain lekin isse bhi parhez karna chahiye

Umeed karte hain ki Qasam aur kuffara kya hai tafseel se apko samajh me agaya hoga

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
q:kiya 1 bar namaze tarawih parna zaruri h rmzan m?
tarawih kin p farz h?
taraweeh sunnat hai mustahab amal hai agar aap isko padhenge to apko ajr milega aur ahadees me iski badi fazilat aayi hai

agar nahi padenge to koi gunah nahi ye aap par ya kisi par bhi farz nahi

lekin ramzan barkaton rahmaton ka mahina hai aur har neiki ko badha kar diya jata hai to koshish karen zyada se zyada neik amal karne ki wallahu aalam

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan

masha Allah bohot hi achcha sawal apka isse pehle issi thread me ham jawab de chuke hain wohi yahan dohrate hain

koi bhi ceez ki ahmiyat uski sachchai aur uski haqqaniat ko batane k liye Qasam khayi jati hai
yane samne wala ye soche ki Qasam kha kar keh rahe hain to ye baat sach hogi

Quran me bhi kayi maqamat par Allah ne apni maqloog ki Qasam khayi hai
jaise sure ASR me Allah tala ne zamane ki Qasam khayi hai
aur kayi hadeeson se hame ye bhi pata chalta hai ki Allah k Rasul sallellahu Alayhi wa sallam ne Allah ki Qasam khayi hai

to kisi haq baat k sath usko zor dene k liye Qasam khayi ja sakti hai par ha choti baat k liye ya mazakh mazakh me Qasam khana sahi nahi
agar koi jhooti Qasam khata hai to usko uska kuffara dena padega aur sath me tauba bhi ye kuffara hai us galti ka fine

ab rahi baat Qasam kiski khayi jaye
loog Qasam maa baap ki khate hain apne mehboob ki khate hain Quran ki Qasam khayi jaati hai
kya ye sahi hai...nahi ye bilkul sahi nahi haram hai balke ye Qasm shirk tak lejati hai hame
kyun k hame sirf aur sirf Allah ki Qasam khane ki ijazat hai wo bhi sachi Qasam zaroorat par

aur Allah jiski chahe Qasama kha sakta hai (wallahu aalam)
aur kuch wazahat chahiye to aap puch sakte hain

لاَ يُؤَاخِذُكُمُ اللّهُ بِاللَّغْوِ فِيأَيْمَانِكُمْ وَلَكِن يُؤَاخِذُكُم بِمَا عَقَّدتُّمُ الأَيْمَانَ فَكَفَّارَتُهُإِطْعَامُ عَشَرَةِ مَسَاكِينَ مِنْ أَوْسَطِ مَا تُطْعِمُونَ أَهْلِيكُمْ أَوْكِسْوَتُهُمْ أَوْ تَحْرِيرُ رَقَبَةٍ فَمَن لَّمْ يَجِدْ فَصِيَامُ ثَلاَثَةِأَيَّامٍ ذَلِكَ كَفَّارَةُ أَيْمَانِكُمْ إِذَا حَلَفْتُمْ وَاحْفَظُواْأَيْمَانَكُمْ كَذَلِكَ يُبَيِّنُ اللّهُ لَكُمْ آيَاتِهِ لَعَلَّكُمْ تَشْكُرُونَ

Allah will not call you to account for what is futile in your oaths, but He will call you to account for your deliberate oaths: for expiation, feed ten indigent persons, on a scale of the average for the food of your families; or clothe them; or give a slave his freedom. If that is beyond your means, fast for three days. That is the expiation for the oaths ye have sworn. But keep to your oaths. Thus doth Allah make clear to you His signs, that ye may be grateful. 5:89

Allah tala tumhari Qasmon me lagu Qasm par tum se mowakhiza nahi fermata lekin mawakhiza is par fermata hai ke tum jin Qasmon ko mazboot kardo iska kaffara 10 mohtajon ko khana dena hai ausat darje ka jo apne ghar walon ko khilate ho ya inko kapda dena ya ek gulam ya ek laundi aazad karna hai aur jisko muqaddar na ho to teen din ke roze hain ye tumhari Qasmon ka kaffara hai, jabke tum Qasm khalo aur apni Qasmon ka khayal rakho istarah Allah tala tumhare waste apne ahkaam bayan fermata hai take tum shukar karo 5:89

Qasam jisko Arabic me Halfun ya Yameenun kehte hain jin ki jama Ahlafun aur Iamaan hai
Iske teen qism hain 1. Lagvun 2. Gamoosun 3. Muaqqadatun

1. Lagvun : wo Qasm hai jo insaan baat baat me aadatan bagair kisi irade aur niyyat k khata rehta hai ispar koi mawakhiza nahi

2. Gamoosun : wo jhooti Qasm hai jo insaan dhoke aur fareb dene k liye khaye, ye kabeerah gunah balke akbar ul kabair hai, lekin is par kuffara nahi

3. Muaqqadatun : wo Qasm hai jo insaan apni baat me takeed aur pokhtagi k liye iradatan aur niyyatan khaye, aisi Qasm agar todega to iska kuffarah hai

To abhi yahan baat aur bhi wazhe hogayi hai k Qasam ki ahmiyat aur isko todhne ka kuffara aur jhooti Qasam ka kabeerah gunah aur aadatan Qasam ki mumaniat
Aadatan aksar ye cheez arab me payi jati hai jo hamne khud yahan dekha hai isme unka koi iradah nahi hota bas aise hi keh dete hain lekin isse bhi parhez karna chahiye

Umeed karte hain ki Qasam aur kuffara kya hai tafseel se apko samajh me agaya hoga

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

hmmm thanks nashir bro
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
pehle char khalifa k naam aur unhone kitne saal khilafat sambhali batayen :)
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
mujhe 30 we sipare ki soret altareqo ki ayet no 1 se 3 ka taerjuma samjhaden plz
""qasem h asman ki or andhera pare ane wale ki .to kiya samjha kon h andhera pare ane wala.wo tara chamekta .koi ji nahi jis per ae nahi ak nigahban"
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
mujhe 30 we sipare ki soret altareqo ki ayet no 1 se 3 ka taerjuma samjhaden plz
""qasem h asman ki or andhera pare ane wale ki .to kiya samjha kon h andhera pare ane wala.wo tara chamekta .koi ji nahi jis per ae nahi ak nigahban"
At-Tariq (86) Ayat (verse) No.: 1 - 3

وَالسَّمَاء وَالطَّارِقِ

By the heaven and the Morning Star

Qasam hai asmaan ki aur andhere me roshan hone wale ki

وَمَا أَدْرَاكَ مَا الطَّارِقُ http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=86&f=2&Reciter=1

Ah , what will tell thee what the Morning Star is!

tujhe maloom bhi hai wo raat ko namodar hone wali cheez kya hai

The piercing Star!

wo roshan sitara hai

Tariq se kya murad hai ? khud Quran ne wazeh kar diya, Roshan Sitara

( وَالطَّارِق الطَّارِقُُ )Tariq Tariqun se hai jiske lagvi maine khat khatane k hain, lekin Tariq raat ko aane wale k liye istemal hota hai, Sitaron ko bhi Tariq is liye kaha hai k ye din ko chup jate aur raat ko namodar hote hain
ye apke samne uska tarjuma aur mokhtasar tafseer thi

sabse pehle to ye makki daur ki surat hai aur uske pehle mukhatib khud Mohammad sallellahu alayhiwasallam hain to unhi se Allah keh rahe hai aur phir unke baad sahaba makka k loog aur qayamat ki subha tak aane wale k liye ye aayat hain

apne teen hi aayat ka tarjuma kyun pucha pata nahi waise ap pura sura mutala karen tafseer padhen baat wazeh hojayegi....tafseer ibn katheer padhen usme ache se motabar riwayaton k sath samjhaya gaya hai
 
thanks nashir bro
 
Top