JumLay Banaien

  • Work-from-home

samrasehgal

Active Member
Jan 23, 2012
176
127
43
32
Pakistan
[h=2]JumLay Banaien[/h]


Aj aik New GaMe ShuRu Krty hain


KhaiLien Gy Nahin To BaDay Kaisay HoNgaY


KRna KuCH YuN hai


K her member uper Diye Gy LaFz Ko JumlA ma Istamal Kr k

Aik Lafz likh jaiye ga


Jisy bad mae anay wala Member apny FiQrY mae IsTamaL kry Ga!
wo bhi aik lafz new commer k liye likh jaiye ga...so on


YaD hai
URDU TeaCHeRs 10 maRks K JumLay BaNanAy Ko Dia KrTi thien


AuR StUdeNTs ItNay Kamal k jumly BaNaYa KrTay Thy

haNs Hans K PaGaL Ho JaYa KrTay Thay...


Ab AaP SuB ki PraCtiSe KrWani Hai

KaHin BhO0L na Jaien



TO sTaRT KrieN :




Let SuppoSe

Lafz Hai..
WaTaN

MeRa WaTaN PaKisTan Meri pEhchan hai.

Next Anay waLy k liye Lufz Likh k jana hai.

i.e

fitRat...!!

samjh aa gai Na





 
  • Like
Reactions: Zee Leo and Asma24

*Sonu*

•°o.O Born to Fly O.o°•
VIP
Mar 5, 2010
46,172
11,604
1,313
Magrib ki Azaan ka wqt kuch dar mai hony wala hai
next is
khamoshi
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
madad us se maango jo tumhari sheh rag se zyada qareeb hai
us se kya mangte ho jo 2 gaz zameen ke andar hai

fitrat
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
:-bd :-bd

guftagu kijye k ye fitrat-e-insan hay shakeeb
jaalye lag jaate hain jab band makan hota hay


sadgi
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
insan ki zindagi ek kitab ki manind hai jise hum parhte hain to lutf andoz hote hain lekin jab kuch seekhte hain to zindagi ke oraq khatam ho chuke hote hain
 

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
waow nice thread sisoo samraaaa vey good going{(dancing)}

shararti bachye bht herkat kerte hian

shararati:)
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hain to baqi sab kia harkat nhi karte jamid hote hain Asma sis :eek: ;)) :p

shrarat

Shrarat karna Hoorian aur Bahar ka Awaleen maqsad aur haq hay ;))
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hum to kal bhi kehte thay apni tirchi aankhon k tirche zawiye badlo
zawiye jo tirche hon mustaqeem rahon ka kab suragh milta hay

Aayne ki azmat se ab hakartain kesi
sach se guraizan hain ab basartain kesi
apne aap se kab tak yun nazar churao gaye
aayna jo toro gaye khud bhi toot jao gaye




AAyna....
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Jumla bnana ho ho ya taqreer karni ho bilkul takalluf nhi bartana chahiye {(popcorn)}


taqreer
 
Top