Kya Shirk Maaf Ho Sakta Hai?

  • Work-from-home

zamankhan

Newbie
Jul 4, 2010
3
5
303
Haan, inshaAllah maaf ho sakta hai bashartaike who shirk ki haalat mein na marey. Agar koi ghair muslim imaan le aata hai to uski pichhli saari gunah maaf ho jayegi, kyun ki, Hazrat Khalid bin Walid (RA) imaan laane se pahle Rasulullah (SAW) se poochha tha "kya mere imaan laane se meri saari pichhli gunah maaf ho jayegi?" to Rasulullah (SA) ne jawab diya tha ke beshak maaf ho jayegi. Lekin imaan lane ke baad shirk na karna chahiye. Agar ek muslim jaan bujhkar aisa karta hai to bahut bada gunahgar kahlayega aur jahannami hoga. Usey chahiye ke sachche dil se tauba karey aur phir se kalma padhe aur marte dum tak shirkiya kaam na karey. Allahu Aalam.
 
  • Like
Reactions: Zia_Hayderi

zamankhan

Newbie
Jul 4, 2010
3
5
303
Jeehaan, inshaAllah maaf ho sakta hai bashartaike woh shirk ki haalat mein na marey. Agar koi ghair muslim imaan le aata hai to uski pichhli saari gunah maaf ho jayegi sahi hadees ke mutabiq, kyun ki jab Hazrat Khalid bin Walid (RA) imaan laane ko Madina pahunche to pahle Rasulullah (SAW) se poochha "kya mere imaan laane se meri saari pichhli gunah maaf ho jayegi?" to Rasulullah (SA) ne jawab diya "beshak maaf ho jayegi". Lekin imaan lane ke baad shirk na karna chahiye. Agar koi muslim jaan bujhkar aisa karta hai to bahut bada gunahgar kahlayega aur jahannami hoga. Usey chahiye ke sachche dil se tauba karey aur kalma padhe aur marte dum tak shirkiya kaam na karey. Allahu Aalam.
 
Top