masla Talaq aur rajoo

  • Work-from-home

akbar6562

Newbie
Nov 13, 2011
1
0
0
44
Hafiz Sahib
Aslam -u-aliakum
meri biwi ny tanseek nikah ki dawa kia tha jis ka phela notice milne per main ny us jko teen talaq ek astam paper per likh kar bheej daien thien talaq ko 2 month ho gaye haien kia edat ky duran ab bi rabta rajoo mumkin hy ya sherat mein es jki ejazt nahi hy
es talaq hone mein mare ghar walo ka bi kafi kirdar hy main esi zindgi sy maout ko tarjhi dena pasand karo ga Khuda ky liye mujey Guide karien
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
walaikum assalam wrwb.
taaqair keliye main muafi chahta hon.
main bhi ek aam aadmi hon koi hafiz ya aalim nahi.jaisa k aapne kaha.khair

tanseeq nikah k daawe ka matlab qula talab karna hai.aur qulaa ki soorat me agar murd talaq de to ye talaaq baayin hoti hai.yaani aisi talaaq k biwi apne husband se juda hoti hai.aur rajoo ka huq baaqi nahi rahta.agarche aqd saani ki gunjaayeshbaaqi rahti hai.

laikin aapne ek saath teen talaaq dekar shareeyat ki khuli khilaf warzi ki hai.lehaza aap ye samjhen k ek waqt me teen talaaq dena jaayez nahi.baherhaal aajke daur k mutabeq teen talaaq aapne di hain to aapki ek talaaq hi shumaar ki jaayegi inshaAllah.

ab is sorat e haal me aapne jo talaaq di hai wo talaaq baayin hai.jisse aap dono me ab alaahedgi hogayi hai.laikin aqd saani ki gunjaayesh baaqi hai.

mazeed tafseel keliye is kitab ka mutaala karen.usse is link se download karlen jazakAllah khair
http://www.urdupdfbooks.com/2011/08/talaq-ki-kitab-pdf.html
 
  • Like
Reactions: errorsss

sabirnoor168

Newbie
May 30, 2012
4
4
3
Assalam-Alikum. Main ya poochna chahta hoon ka "meri biwi na muj sa kaha ka kuch loog tu khush qismat hoota haan ka un ka paas paisa bi hoota ha aur shohar bi acha, main na us ko sharminda karna ka lia kaha ka tum aisa he kisi shakhas ka paas chali jao jo tumhain ya sab kuch da saka aur ya tumhara islamic haq ha" kahna ka maqsad ya tha ka jab tum chaho gi main tumhain asani sa azad kar doon ga" . tu pls muja guide ki jia ka kia ya koi aisie baat to nahin ka jis sa talaq ho jia ya is ka koi ghalat impact ho. Pls reply urgent Thanku
 

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Assalam-Alikum. Main ya poochna chahta hoon ka "meri biwi na muj sa kaha ka kuch loog tu khush qismat hoota haan ka un ka paas paisa bi hoota ha aur shohar bi acha, main na us ko sharminda karna ka lia kaha ka tum aisa he kisi shakhas ka paas chali jao jo tumhain ya sab kuch da saka aur ya tumhara islamic haq ha" kahna ka maqsad ya tha ka jab tum chaho gi main tumhain asani sa azad kar doon ga" . tu pls muja guide ki jia ka kia ya koi aisie baat to nahin ka jis sa talaq ho jia ya is ka koi ghalat impact ho. Pls reply urgent Thanku
nahi janab mere ilm ke mutabik aap ne unhen talaq nahi di balkey aik terha se warn kya ya samjhaya hai .. so dont worry .. phr bhi dil ki tasali ke lye aap forum ka sahara lene se behtar hai ke kisi alim se rujoo karen jo aap ko behtar guide kar sakey ga .. JazakAllah
 

zubairbaba

Newbie
Aug 26, 2014
1
0
1
Mein yaa pochna chati hou k meara shohar na paper working par 3 dafa talak di ha.
3 jaga sign kiya hai too is se talak hou jati hai yaa nahi agar is sa hou jti hai to is ka kio haal hai
too bataye jab k paper par likha tha bahmi raza mahandi se talak naama is ka kio b jawab jaldi muj ko dyda plz .......
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Mein yaa pochna chati hou k meara shohar na paper working par 3 dafa talak di ha.
3 jaga sign kiya hai too is se talak hou jati hai yaa nahi agar is sa hou jti hai to is ka kio haal hai
too bataye jab k paper par likha tha bahmi raza mahandi se talak naama is ka kio b jawab jaldi muj ko dyda plz .......
sahi sunnat tareeqa talaq ka ye hai ke ek majlis me ek talaq di jaye tabhi talaq hogi
is tarah se paper me 3 dafa kya 3 lakh dafa bhi likhden koi faida nahi jab tak talaq shar'ee na di jaye wallahu aalam
 
Top