Muharram k roze..

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Jazakallah khair msc.........aur Gunjan ne jo ref mangi hai wo bilkul sahi hai....aru sabah Allah k rasul saw ki ahadees hamare liye shariyat hai aur usko manna farz hai nahi manenge to ham kufr karenge bt hamko pata kaise chale k ye nabi ki hadees hai isliye ref hona zaroori hope k hamari baten kisiko buri na lagi hon........

msc ki taraf se ham ref de rahe hain

The Rasul of Allah Ta'aala has described the fasts of this month as the best fasts after the month of Ramadaan. In a Hadith Rasulullah (Sallallahu alayhi wasallam) is reported to have said:
"The best of fasts besides the month of Ramadaan is the fasting of Allah's month of Muharram and the best of Salaats besides the Fardh (obligatory Salaat) is the Tahajjud Salaah (performed after midnight)".

[Suhih Muslim, vol 1, pg 368].
 
  • Like
Reactions: masoom_se_chahat

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
Jazakallah khair msc.........aur Gunjan ne jo ref mangi hai wo bilkul sahi hai....aru sabah Allah k rasul saw ki ahadees hamare liye shariyat hai aur usko manna farz hai nahi manenge to ham kufr karenge bt hamko pata kaise chale k ye nabi ki hadees hai isliye ref hona zaroori hope k hamari baten kisiko buri na lagi hon........

msc ki taraf se ham ref de rahe hain

The Rasul of Allah Ta'aala has described the fasts of this month as the best fasts after the month of Ramadaan. In a Hadith Rasulullah (Sallallahu alayhi wasallam) is reported to have said:
"The best of fasts besides the month of Ramadaan is the fasting of Allah's month of Muharram and the best of Salaats besides the Fardh (obligatory Salaat) is the Tahajjud Salaah (performed after midnight)".

[Suhih Muslim, vol 1, pg 368].
Thank You saviou
Jazakallah....
 

Bint-e-Aisha

Maria ki Mama
VIP
Jun 16, 2009
9,885
6,437
713
chaand pe
wel jazakALLAH MSC and saviou

mera maqsad kisi ko hurt krna nhi tha
me menti hun k ye hadith e NABWI S.A.W.W he
mgr aj kal k zamane me bohut si aisi hadith b hen jo hasan hadith hone k bawajood humare imaan ka hissa hen ya phr hadith na hone k bawajood b humare samne wo NABI S.A.W.W k hawalse se mojood hen.
isliye humen chahye k koi b baat ye sun k aage na brahyi jae k HUZUR PAK S.A.W.W ne kaha he,jo saha satta ki books hen unk refrences hon hadith k sath to ziada behtar rehta he,phr hum gunah k b murtakib hosakte hen na

so ehtiat ilaaj se behtar he
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Allahi barik feek Gunjan.....subhan Allah bilkul sahi kaha apne....aur sach me ehtiat ilaaj se bohot behta hai

wel jazakALLAH MSC and saviou

mera maqsad kisi ko hurt krna nhi tha
me menti hun k ye hadith e NABWI S.A.W.W he
mgr aj kal k zamane me bohut si aisi hadith b hen jo hasan hadith hone k bawajood humare imaan ka hissa hen ya phr hadith na hone k bawajood b humare samne wo NABI S.A.W.W k hawalse se mojood hen.
isliye humen chahye k koi b baat ye sun k aage na brahyi jae k HUZUR PAK S.A.W.W ne kaha he,jo saha satta ki books hen unk refrences hon hadith k sath to ziada behtar rehta he,phr hum gunah k b murtakib hosakte hen na

so ehtiat ilaaj se behtar he
 
  • Like
Reactions: Bint-e-Aisha
Top