Nabi kareem saw k aik chacha ne aakhi saans tak islam qabool kia?

  • Work-from-home

$h@hz@ib

Newbie
Jul 21, 2010
21
7
503
hyderabad
Nabi kareem saw k aik chacha ne aakhi saans tak islam qabool kia?

Qoom-e-samood per azab k baad hazrat saaleh ne kha hijrat ki or Qoom-e-samood per azab kyun nazil hua tha?
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ap ne do sawal kiye hain
lekin pehla sawal ham nahi samjhe wazeh karen
 
Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia

Asslam o allikum wrwb...:)
aap se mazirat k sath main bhi yehi pochna chahon gi k aap apna sawal zara clear karein.Aap (Sallahu Alihi Wa Alehi Wa Slam) k 2 chcha hi th aur wo shoro Islam se hi Muslim hoe th.
Walaikum assalam o wrwb :)

aapne farmaya k nabi(pbuh) k 2 chacha thei jo shru islam se hi muslim hoe th.main samajhta hon yahan aapse ghalati hui hai kyunke nabi(pbuh) k 1 hi chacha ne islam qabool kia aur wo hazrat hamza raziAllahu anhu thei aur dosre chacha abu taalib jinho ne aaqri waqt tak bhi islam qabool nahi kia halaanke unho ne nabi(pbuh) ki bharpoor madad ki.aur inhi keliye Allah taala ne surah e tauba ki ye aayath nazil ki k

بسـم الله الرحمن الرحيـم 0

مَا كَانَ لِلنَّبِيِّ وَالَّذِينَ آمَنُوا أَن يَسْتَغْفِرُوا لِلْمُشْرِكِينَ وَلَوْ كَانُوا أُولِي قُرْبَىٰ مِن بَعْدِ مَا تَبَيَّنَ لَهُمْ أَنَّهُمْ أَصْحَابُ الْجَحِيمِ ﴿١١٣
پیغمبر کو اور دوسرے مسلمانوں کو جائز نہیں کہ مشرکین کے لیے مغفرت کی دعا مانگیں اگرچہ وه رشتہدار ہی ہوں اس امر کے ﻇاہر
ہوجانے کے بعد کہ یہ لوگ دوزخی ہیں
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley

nahi bhai jan 2 chchaon ne Islam qubool kia tha.aik thHazrat Hamza R.A aur dosre Hazrat Abbas R.A th.
aur aik jga Saviou bhai ne bhi yahan zikr kia on k chchaon ka yahan dekhein....thread....
5. UNCLES
Total uncles - 9
Only 2 Accepted ISLAM - Syedna Hamza R.A & Syedna Abbas R.A

8. Uncles Did not become Muslim -
Aabu Talib, Abu Lahab, Zubair, Maqoom, Zarrar, Haris & Mugheera

aur mazeed Ar-Raheeq Al Makhtum me bhi reference k sath zikr hai maroof hai
...:)
 
  • Like
Reactions: Aara'af

Black Rose

Senior Member
Aug 28, 2009
1,001
372
783
Watn He Sara Jahan Hmara
2 chacah musalman ho gaye they,,
jab k abu talib, or abu lahab musalman nah hue the
abu talib k bare me he k Nabi Mehrbaan (S.A.W) unki akhri sans tak koshish krte rahe k wo kalma parh lan,,
lekin Allah ne tofeeq nahi di
 
Fitna e Dil

Newbie
Apr 22, 2012
47
46
318
حضرت محمد صل اللہ علیہ وسلم کے گیارہ چچا تھے جن میں سے حضرت عباس رضی اللہ عنہا اور حضرت حمزہ رضی اللہ عنہا مشرف با اسلام ہوئے
 
  • Like
Reactions: مسلم
Top