Qaber Pr Ja Kr Dua Mangna

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
غیر اللہ کو پکارنے والوں کا برا وقت اسوقت سے ہی شروع
ہو جاتا ہےجب فرشتے ان کے پاس جان نکالنے کو آتے ہیں
إِذَا جَاءَتْهُمْ رُسُلُنَا يَتَوَفَّوْنَهُمْ قَالُوا أَيْنَ مَا كُنتُمْ تَدْعُونَ مِن دُونِ اللَّهِ ۖ قَالُوا ضَلُّوا عَنَّا وَشَهِدُوا عَلَىٰ أَنفُسِهِمْ أَنَّهُمْ كَانُوا كَافِرِينَ
قَالَ ادْخُلُوا فِي أُمَمٍ قَدْ خَلَتْ مِن قَبْلِكُم مِّنَ الْجِنِّ وَالْإِنسِ فِي النَّارِ ۖ كُلَّمَا دَخَلَتْ أُمَّةٌ لَّعَنَتْ أُخْتَهَا ۖ حَتَّىٰ إِذَا ادَّارَكُوا فِيهَا جَمِيعًا قَالَتْ أُخْرَاهُمْ لِأُولَاهُمْ رَبَّنَا هَٰؤُلَاءِ أَضَلُّونَا فَآتِهِمْ عَذَابًا ضِعْفًا مِّنَ النَّارِ ۖ قَالَ لِكُلٍّ ضِعْفٌ وَلَٰكِن لَّا تَعْلَمُونَ (سورة الأعراف)

جب ان کے پاس ہمارے بھیجے ہوئے (فرشتے) جان نکالنے آئیں گے تو کہیں گے کہ جن کو تم خدا کے سوا پکارا کرتے تھے وہ (اب) کہاں ہیں؟ وہ کہیں گے (معلوم نہیں) کہ وہ ہم سے (کہاں) غائب ہوگئے اور اقرار کریں گے کہ بےشک وہ کافر تھے
تو خدا فرمائے گا کہ جنّوں اور انسانوں کی جو جماعتیں تم سے پہلے ہو گزری ہیں ان کے ساتھ تم بھی داخل جہنم ہو جاؤ۔ جب ایک جماعت (وہاں) جا داخل ہو گئی تو اپنی (مذہبی) بہن (یعنی اپنے جیسی دوسری جماعت) پر لعنت کرے گی۔ یہاں تک کہ جب سب اس میں داخل ہو جائیں گے تو پچھلی جماعت پہلی کی نسبت کہے گی کہ اے پروردگار! ان ہی لوگوں نے ہم کو گمراہ کیا تھا تو ان کو آتش جہنم کا دگنا عذاب دے۔ خدا فرمائے گا کہ (تم) سب کو دگنا (عذاب دیا جائے گا) مگر تم نہیں جانتے.​

Zeshan_love2

Banned
Dec 31, 2013
137
38
28
Dammam
غیر اللہ کو پکارنے والوں کا برا وقت اسوقت سے ہی شروع
ہو جاتا ہےجب فرشتے ان کے پاس جان نکالنے کو آتے ہیں
إِذَا جَاءَتْهُمْ رُسُلُنَا يَتَوَفَّوْنَهُمْ قَالُوا أَيْنَ مَا كُنتُمْ تَدْعُونَ مِن دُونِ اللَّهِ ۖ قَالُوا ضَلُّوا عَنَّا وَشَهِدُوا عَلَىٰ أَنفُسِهِمْ أَنَّهُمْ كَانُوا كَافِرِينَ
قَالَ ادْخُلُوا فِي أُمَمٍ قَدْ خَلَتْ مِن قَبْلِكُم مِّنَ الْجِنِّ وَالْإِنسِ فِي النَّارِ ۖ كُلَّمَا دَخَلَتْ أُمَّةٌ لَّعَنَتْ أُخْتَهَا ۖ حَتَّىٰ إِذَا ادَّارَكُوا فِيهَا جَمِيعًا قَالَتْ أُخْرَاهُمْ لِأُولَاهُمْ رَبَّنَا هَٰؤُلَاءِ أَضَلُّونَا فَآتِهِمْ عَذَابًا ضِعْفًا مِّنَ النَّارِ ۖ قَالَ لِكُلٍّ ضِعْفٌ وَلَٰكِن لَّا تَعْلَمُونَ (سورة الأعراف)
جب ان کے پاس ہمارے بھیجے ہوئے (فرشتے) جان نکالنے آئیں گے تو کہیں گے کہ جن کو تم خدا کے سوا پکارا کرتے تھے وہ (اب) کہاں ہیں؟ وہ کہیں گے (معلوم نہیں) کہ وہ ہم سے (کہاں) غائب ہوگئے اور اقرار کریں گے کہ بےشک وہ کافر تھے
تو خدا فرمائے گا کہ جنّوں اور انسانوں کی جو جماعتیں تم سے پہلے ہو گزری ہیں ان کے ساتھ تم بھی داخل جہنم ہو جاؤ۔ جب ایک جماعت (وہاں) جا داخل ہو گئی تو اپنی (مذہبی) بہن (یعنی اپنے جیسی دوسری جماعت) پر لعنت کرے گی۔ یہاں تک کہ جب سب اس میں داخل ہو جائیں گے تو پچھلی جماعت پہلی کی نسبت کہے گی کہ اے پروردگار! ان ہی لوگوں نے ہم کو گمراہ کیا تھا تو ان کو آتش جہنم کا دگنا عذاب دے۔ خدا فرمائے گا کہ (تم) سب کو دگنا (عذاب دیا جائے گا) مگر تم نہیں جانتے.

yeh ayat faqt Qabroun k liye nahi hy,
yeh ayat Khuda ki Sifaat mian Shirq krnine waloun k liye b hy,
 
  • Like
Reactions: Star24

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913

Gher Allah Ka Waseela Talab Karna Or Us Key Waseeley Se Allah Ki Bargah Main Iltijaa Kerna Jayez Hey Or Ye Hukum Rabbay Kareem Ne Dya He

Al Quran :

(Soora Maida , Ayat 35)

Al Quran :

"Or Is Se Pahlay Woh Is Nabi Peace Be Upon Him Key Waseeley Se Kafiron Per Fatah Mahngtay They"

(Soora Baqarah , Ayat 89)

Al Hadees :

"Hazrat Usman Bin Hanif Ko Hazoor Peace Be Upon Him Ne Ye Dua Mangnay Ka Hukum Dya (Aye Allah! Main Tere Nabi Key Waseela Jaleela Se Teri Teref Tawajja Karta Hun Ya Rasool Allah Main Aap Key Waseelay Se Apnay Rab Ki Teref Apni Hajat Ke Barey Main Muwajja Hun Takay Woh Poori Ho Jay , Ya Allah Tu Mere Barey Main Hazoor Peace Be Upon Him Ki Shafaat Qabool Ferma) "

Tirmizi Sharif , Jild Awal , Abwabuddawa, Hadil # 1504 , Page 653 , Farid Book Lahore
 
  • Like
Reactions: Mahen

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Gher Allah Ka Waseela Talab Karna Or Us Key Waseeley Se Allah Ki Bargah Main Iltijaa Kerna Jayez Hey Or Ye Hukum Rabbay Kareem Ne Dya He

Al Quran :

Aye Iman Walo ! Allah Se Daro Or Us Ki Teref Waseela Dhundo
(Soora Maida , Ayat 350)

Nauzubillah

waseela dhundo se matlab kya gair Allah se qabar par jaa kar waseela lena hai?

aap ne reference hi galath diye hain sure maida me to 120 ayat hain ab ye 350 wali ayat kahan se agayi?
balke quran ka sab se bada sura sure baqra me bhi 286 ayaat hain

وَلَمَّا جَاءَهُمْ كِتَابٌ مِّنْ عِندِ اللَّهِ مُصَدِّقٌ لِّمَا مَعَهُمْ وَكَانُوا مِن قَبْلُ يَسْتَفْتِحُونَ عَلَى الَّذِينَ كَفَرُوا فَلَمَّا جَاءَهُم مَّا عَرَفُوا كَفَرُوا بِهِ ۚ فَلَعْنَةُ اللَّهِ عَلَى الْكَافِرِينَ

اور جب الله کے ہاں سے ان کے پاس کتاب آئی جو ان کی (آسمانی) کتاب کی بھی تصدیق کرتی ہے، اور وہ پہلے (ہمیشہ) کافروں پر فتح مانگا کرتے تھے، تو جس چیز کو وہ خوب پہچانتے تھے، جب ان کے پاس آپہنچی تو اس سے کافر ہو گئے۔ پس کافروں پر الله کی لعنت​

aur sure baqra ayat no 89 me bhi apne jo share ki hai wo baat hai hi nahi?
kahin se achi cheez copy paste karna koi buri baat nahi lekin pehle usko ache se parh lena chahiye aur phir uski tahqeeq karke phir share karni chahiye

mohtarma quran me jahan waseele ka zikr hai wo ayat phir se parhen aur uske aage piche ka bhi parhen

waseela apne neik kamon ka jayez hai aur dua ke liye apki zindagi me jo ba hayat neik loog hon un se aap keh sakte hain

umeed hai aap sab yahan acha mahol banaye rakhenge aur ilm seekhne k liye agar koi guftugu ho to karenge In Sha Allah :)

@[USERGROUP=109]Tag_TM[/USERGROUP]
 
will check it out n reply u soo....
 
Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
bhai im sorry meine copy paste kia n waqae ayat number note nahi kia.its 35 not 350.plz ap edit kr dain but ye ayat sura maida ki hi hai .here it is

Nauzubillah

waseela dhundo se matlab kya gair Allah se qabar par jaa kar waseela lena hai?

aap ne reference hi galath diye hain sure maida me to 120 ayat hain ab ye 350 wali ayat kahan se agayi?
balke quran ka sab se bada sura sure baqra me bhi 286 ayaat hain

وَلَمَّا جَاءَهُمْ كِتَابٌ مِّنْ عِندِ اللَّهِ مُصَدِّقٌ لِّمَا مَعَهُمْ وَكَانُوا مِن قَبْلُ يَسْتَفْتِحُونَ عَلَى الَّذِينَ كَفَرُوا فَلَمَّا جَاءَهُم مَّا عَرَفُوا كَفَرُوا بِهِ ۚ فَلَعْنَةُ اللَّهِ عَلَى الْكَافِرِينَ

اور جب الله کے ہاں سے ان کے پاس کتاب آئی جو ان کی (آسمانی) کتاب کی بھی تصدیق کرتی ہے، اور وہ پہلے (ہمیشہ) کافروں پر فتح مانگا کرتے تھے، تو جس چیز کو وہ خوب پہچانتے تھے، جب ان کے پاس آپہنچی تو اس سے کافر ہو گئے۔ پس کافروں پر الله کی لعنت​

aur sure baqra ayat no 89 me bhi apne jo share ki hai wo baat hai hi nahi?
kahin se achi cheez copy paste karna koi buri baat nahi lekin pehle usko ache se parh lena chahiye aur phir uski tahqeeq karke phir share karni chahiye

mohtarma quran me jahan waseele ka zikr hai wo ayat phir se parhen aur uske aage piche ka bhi parhen

waseela apne neik kamon ka jayez hai aur dua ke liye apki zindagi me jo ba hayat neik loog hon un se aap keh sakte hain

umeed hai aap sab yahan acha mahol banaye rakhenge aur ilm seekhne k liye agar koi guftugu ho to karenge In Sha Allah :)

@[USERGROUP=109]Tag_TM[/USERGROUP]
 
  • Like
Reactions: Star24 and Mahen

selfish_man

Senior Member
Oct 14, 2013
779
213
43
29
karachi

Weldon bro
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
Gher Allah Ka Waseela Talab Karna Or Us Key Waseeley Se Allah Ki Bargah Main Iltijaa Kerna Jayez Hey Or Ye Hukum Rabbay Kareem Ne Dya He

Al Quran :

Aye Iman Walo ! Allah Se Daro Or Us Ki Teref Waseela Dhundo
(Soora Maida , Ayat 350)

Al Quran :

"Or Is Se Pahlay Woh Is Nabi Peace Be Upon Him Key Waseeley Se Kafiron Per Fatah Mahngtay They"

(Soora Baqarah , Ayat 89)

Al Hadees :

"Hazrat Usman Bin Hanif Ko Hazoor Peace Be Upon Him Ne Ye Dua Mangnay Ka Hukum Dya (Aye Allah! Main Tere Nabi Key Waseela Jaleela Se Teri Teref Tawajja Karta Hun Ya Rasool Allah Main Aap Key Waseelay Se Apnay Rab Ki Teref Apni Hajat Ke Barey Main Muwajja Hun Takay Woh Poori Ho Jay , Ya Allah Tu Mere Barey Main Hazoor Peace Be Upon Him Ki Shafaat Qabool Ferma) "

Tirmizi Sharif , Jild Awal , Abwabuddawa, Hadil # 1504 , Page 653 , Farid Book Lahore
oyeee ye ayat 350 kahan sy laai :eek:
 
  • Like
Reactions: Rubi

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Gher Allah Ka Waseela Talab Karna Or Us Key Waseeley Se Allah Ki Bargah Main Iltijaa Kerna Jayez Hey Or Ye Hukum Rabbay Kareem Ne Dya He

Al Quran :

Aye Iman Walo ! Allah Se Daro Or Us Ki Teref Waseela Dhundo
(Soora Maida , Ayat 35)

Al Quran :

"Or Is Se Pahlay Woh Is Nabi Peace Be Upon Him Key Waseeley Se Kafiron Per Fatah Mahngtay They"

(Soora Baqarah , Ayat 89)

Al Hadees :

"Hazrat Usman Bin Hanif Ko Hazoor Peace Be Upon Him Ne Ye Dua Mangnay Ka Hukum Dya (Aye Allah! Main Tere Nabi Key Waseela Jaleela Se Teri Teref Tawajja Karta Hun Ya Rasool Allah Main Aap Key Waseelay Se Apnay Rab Ki Teref Apni Hajat Ke Barey Main Muwajja Hun Takay Woh Poori Ho Jay , Ya Allah Tu Mere Barey Main Hazoor Peace Be Upon Him Ki Shafaat Qabool Ferma) "

Tirmizi Sharif , Jild Awal , Abwabuddawa, Hadil # 1504 , Page 653 , Farid Book Lahore
edited
 
HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
kuch brevli or eid milad milanay walay log qabron peh ja kr mardon se batain krtay or yeah samjtay hain keh shaid murda zinda hai or un ki baat sun kr allah tak ponchay ga... halankay hadeees mian saaaf likha keh mango tau sirf allah se mango
 
HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
aik dafa main ne aik qabr peh deka aik aik fake fakeer qabr walay murday se batain kr raha tha.... main ne bola bhai yeah kia kr ho... bola ghustakh nzr nahi ata murda se baat kr raha hn... :dead
 
  • Like
Reactions: MuftiSaeed

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Gher Allah Ka Waseela Talab Karna Or Us Key Waseeley Se Allah Ki Bargah Main Iltijaa Kerna Jayez Hey Or Ye Hukum Rabbay Kareem Ne Dya He

Al Quran :

(Soora Maida , Ayat 35)

Al Quran :

"Or Is Se Pahlay Woh Is Nabi Peace Be Upon Him Key Waseeley Se Kafiron Per Fatah Mahngtay They"

(Soora Baqarah , Ayat 89)

Al Hadees :

"Hazrat Usman Bin Hanif Ko Hazoor Peace Be Upon Him Ne Ye Dua Mangnay Ka Hukum Dya (Aye Allah! Main Tere Nabi Key Waseela Jaleela Se Teri Teref Tawajja Karta Hun Ya Rasool Allah Main Aap Key Waseelay Se Apnay Rab Ki Teref Apni Hajat Ke Barey Main Muwajja Hun Takay Woh Poori Ho Jay , Ya Allah Tu Mere Barey Main Hazoor Peace Be Upon Him Ki Shafaat Qabool Ferma) "

Tirmizi Sharif , Jild Awal , Abwabuddawa, Hadil # 1504 , Page 653 , Farid Book Lahore
@Manxil plz answer my Q
sab sey pehley mera aik sawal hai,,, uper Soorah Al Maida ki 35 ayyat pr k

word Waseela k kya maini hai ..?

ap urdu mai iska mutlub btaiye phir mai baqi ki baat kron gi,,

2nd

soorah albaqrah ayyat 89

( 89 ) وَلَمَّا جَاءَهُمْ كِتَابٌ مِّنْ عِندِ اللَّهِ مُصَدِّقٌ لِّمَا مَعَهُمْ وَكَانُوا مِن قَبْلُ يَسْتَفْتِحُونَ عَلَى الَّذِينَ كَفَرُوا فَلَمَّا جَاءَهُم مَّا عَرَفُوا كَفَرُوا بِهِ ۚ فَلَعْنَةُ اللَّهِ عَلَى الْكَافِرِينَ

( 89 ) اور جب الله کے ہاں سے ان کے پاس کتاب آئی جو ان کی (آسمانی) کتاب کی بھی تصدیق کرتی ہے، اور وہ پہلے (ہمیشہ) کافروں پر فتح مانگا کرتے تھے، تو جس چیز کو وہ خوب پہچانتے تھے، جب ان کے پاس آپہنچی تو اس سے کافر ہو گئے۔ پس کافروں پر الله کی لعنت

yahan lafz Waseela kahan hai Arabic mai >? aur jis trha ap ney Quran ka tarjuma share kiya hai kya apko lagta yehi meaning hai is k,,,

hkkkk.PNG

@saviou @S_ChiragH @lovelyalltime @MuftiSaeed @HorrorReturns @Hoorain
 
Last edited:

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
وَقَضَىٰ رَبُّكَ أَلَّا تَعْبُدُوا إِلَّا إِيَّاهُ
Aur tumhaare rab ne ye faisla farma diya k tum is (ALLAH) k siwa kisi ki ibadat na karo (bani-israel:23)

DUa MAangna Ibadat hay,,Aayat may saaf saaf ALLAH k siwa kisi ki b ibadat se khud Allah tala ne mana farmaya hay!

........................

1. ALLAH k siwa kisi k saamne jhukna(sajda karna) shirk hay.

2. Bazurgon ki qabron ko sajda karna shirk hay.

3. Hatta k Prophet Muhammad(PBUH), HAZARAT ALI(R.A), HAZRAT FATIMA(R.A) ya ambiah Karam(A.S)may se bhi kisi ki qabr ko sajda karna shirk hay.

4. Ye Yaqeen rakhna k jo log faut ho chukkey hain wo hmari duayain sun sakte hain ya hmari madad kar sakte hain shirk hay.

5. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain nuqsan ya faida pohancha sakta hay shirk hay.

6. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi har cheez(zahir-o-batin) se waqif hay, shirk hay.

7. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain hidayat ka rasta dikha sakta hay ya hmari rehnumayi kar sakta hay shirk hay.

8. ye Yaqeen rakhna k kisi zarurat k poora karne k liye ALLAH k saamne kisi ko waseela bnaya ja sakta hay jo ALLAH se hmare liye dua qabul karwaye, Shirk hay.

9. Ye yaqeen rakhna k koy ALLAH jitna ya ALLAH se ziada taqatwar hay shirk hay.

10. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain jahanum ki aag se bcha sakta hay,shirk hay.

11. Kisi ko ALLAH k brabar darja daina shirk hay.

12. ALLAH ki siffat-e-kamila jaisa kisi aur ko samjhna shirk hay.

13. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa kisi may taqat hay jo moujza(miracle) kar sakkey, shirk hay.

************************

shirk ki ye sab IQsaam quran paak ki aayaat se sabit hain..
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
@Manxil @LaaraibLikhaari

1..kya koi WaliALLAH meelon door se apni hayat mein mein aapki awaaz sun sakta hai ??

agar haan to Hussain radiallah anhu,Hazrat Hamza radiallah anhu sameit aal e Rasool alaehe salam
ko jab masaaiyl darpeish aaye to unhone fauran doosre Ashaab e rusul ko dil hi dil mein kyun na pukara
taake wo meelon door se unki awaaz sun kar fauran hi pohnch jaate ??

2..Aap kisi Wali ko eik ghar mein rakh kar khud gali mein ja kar baat karke dekhiye kya wo sun lengen ??

ya phir aisa kariye apna hi ghar se apne hayat peer ko pukariye phir call karke poochiye aapne kya maanga hai
ya kis waseele ka kaha hai dekhiye wo bolte hain ke nahin ??

3..Agar zinda peer aapki awaaz aapka waseela nahin sunte to jab unki rooh dunya se chali jaati hai
aur agar wo AULIA hain to jannat mein aesh o asrat kar rahi hoti hai jab sirf unke jasd e khaaqi hi
qabar mein rehte hain baaqi jinke aur aapke darmyan kaiin feet ka faasla hota hai wo aapko kese sunengen ??
wo to ab is dunya mein hain hi nahin unke liye to ye dunya qaid barabar hain aur RAB apne achhe bandon ko
jannat mein jagah deta hai

4..ALLAH ki qasam eik waqt tha jab mein bhi yunhi mazaron pe jaata tha duaaen maangta tha
ALLAH ke fazal se mujhe hidayat mili bas inhin nuqton pe ghour karne se aur QURAN ka tarjuma parhne se

5..aap dono se bas meri eik guzarish hai sirf eik pehla kalima tahe dil se parh kar sochiye
kya kabhi RASOOL alaehe salam ke sathi RASOOL alaehe salam ke roze per unko waseela banane gaye ??
kya unke roza e anwar per mela lagaya ?? dhamal daali ??

meri tahe dil se guzarish hai zara sochiye
 
Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
qabro ko sujda krny ki baat nahi horahi..wo Gunah hai n shirk.or jo baat ap log kr rahy hain ghair Allah se mangna tu baat ye hai k Olya karam k mazaro pe ja kr koi unse mang nahi raha hota balkay un k waseely se manga jata hai beshak dainy wali zaat Allah ki pak zaat hi hai. mein jxt mazaro pe dua mangny ki baat kr rahi hon.is per agr mein ap logo se behas krny lag jaon tu ye kbhi nahi khatam ho gi.phr b mein kuch sharing yahan kr rahi hon.

  • kya kabhi Rasool Allah
    kisi nabi ka kalima parha Jaisy tum parhty ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne kisi Momin ko zakaat di jo tum dete ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne roz sirf 5 farz namazein parhi jo tum parhty ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne sirf 4 nikah par ikhtesaar kiya jo tum karty ho?
wo to Allah
se lekar logo ko Taqseem karny waly hain unhy kisi wali se madad ki kya hajat?
Bawajood isky Allah Tala ka irshad e pak hai.....

Nabiyo or waliyo k waseely se Allah se kuch mangna shirk nahi hai

Top