yeh teri qurbat ka asr haitabhi tum itnaaa bolti ho.... kachar kachar..
haan sis bta rahi thi k us ka msg aaya hai..hum ney keh diya tha k hmari traf sey ma'azrat kkr lain us sey..yeh teri qurbat ka asr hai
par jab sey tum ne sb se judaa kr lia khud ko tb se sb pheeka pheeka sa ho giayahan aaney se bhi tum ne mnaa kr dia...
Farii keh rahi thi ke mein tumen bta dun kuch dino bad wo sab friends ko invite kr rahi he.. is lie aj online ayi mein..
mein to kehti aa jao plzzzzz chaar saalon bad sb tum se mil lain ge....sb bohat miss krte hein tumain
isi lie to open forum mein bol rayi mein..ya to tum unblock kro gi muje ya phr pm allow kro gihaan sis bta rahi thi k us ka msg aaya hai..hum ney keh diya tha k hmari traf sey ma'azrat kkr lain us sey..
nahi mood nahi yar..
Meharbaani un sb ki tumahar PM ka reply is nai detey k tum fuzool batain na kro...ab is ka matlb yeh nahi k open forum main jo marzi boli jao...thorra sa aur intizaar kr lo..koi aik do saal aur.. phir sb sey contact bahaal kr lain gey hum dont' worry ...khush raho..
kon c pic???isi lie to open forum mein bol rayi mein..ya to tum unblock kro gi muje ya phr pm allow kro gi
haan sis sey bat hwi meri bi..unu ney tumari pic bejhi muje.. brri minnaton se li..keh rahi thi wo naraz ho gi sorry
aik do saal
aa jana yaaar ...mza aaye ga...
wahi jis mein tum hans rahi ho kisi bat pe... MashaAllah tum to aor piari hoti ja rahi.koi beemar nai lagti ..aor teri ankhain wahan aisi jesey samandar... kitey mein dub e naa jawan eyes shape aor colr waqi bohat sohney hein ...baal nagno jese...muje pta hei tum ne ghussa hona is lie ab bus kr rayikhud e poocha kon si pickon c pic???
Astaghfirullaaaaaaaaaaaaah Qasam sey bilkul lofar larka lag rahi ho agr hum jaantey na hotey tumhain tou hum ney kehna tha yeh larki k nick main larka haibht batmeez ho gayi ho...sudhar jaowahi jis mein tum hans rahi ho kisi bat pe... MashaAllah tum to aor piari hoti ja rahi.koi beemar nai lagti ..aor teri ankhain wahan aisi jesey samandar... kitey mein dub e naa jawan eyes shape aor colr waqi bohat sohney hein ...baal nagno jese...muje pta hei tum ne ghussa hona is lie ab bus kr rayikhud e poocha kon si pic
hahhahahaha to kro muje unblock...nai to yahan yahi chale ga... mein ne tumhara real name bol dena yahan..black mailingAstaghfirullaaaaaaaaaaaaah Qasam sey bilkul lofar larka lag rahi ho agr hum jaantey na hotey tumhain tou hum ney kehna tha yeh larki k nick main larka haibht batmeez ho gayi ho...sudhar jao
sharm kro thorri..open forum main fuzool goyi sey baaz nahi aa skti tum... chirr hoti hain hmain is sb sey.. mood khraab kr diya...
toubaaaaaaaaaaaaaaa Ya khudaaaaaaaaa shukr hai ye larka nahiwarna yeh tou hmara jeena hraam kr detihahhahahaha to kro muje unblock...nai to yahan yahi chale ga... mein ne tumhara real name bol dena yahan..black mailing
agr mein larka hoti to tere lie chand torr laati... jo tuje pasnd hei tuj sey frndship pakki thi meri tab bhitumhare colg gate pe wait krti tera..kitne dino bad tuj se bat ho rahi aaj
khush raha kro achi lagti hotoubaaaaaaaaaaaaaaa Ya khudaaaaaaaaa shukr hai ye larka nahiwarna yeh tou hmara jeena hraam kr deti
khush fehmi hai yar tumhari..frndship tou door ki bat tumain yeh bhi nahi pta hona tha k is dunia main koi Angii bhi hai
waaaaaaaaaah dearooo...wo chaand hai..jaaman nahi hai jo tum torr k ley aatitum tou abhi lofar larkon waley waadey kr rahi
ohhhhhhhhh black mail... tou theek hai..hum aaj sey tumhain yahan online nazar nahi aayen gey.. kr ley jo krna
toubaa toubaaa...bhoool hai tumhari dearooo... aisa mumkin hi nahi tha.. hum ney baba jaan ko bta k tumahin jail bajwaa dena tha aayi barri hum sey frndship krney aur dhamkiyaa lganey wali...khush raha kro achi lagti ho
waqi..tum aisa krti mere sathmein tumhein dhamki lgati k agr tum meri na hwi mein mar jaon ga tum to ant ko marte prshan...meri dhamki pe foran mom ho jana tha
muje jaman bhi nai torrne ate
kiu nazr nahi ao gi..status hide krne lagi tum
itnaaaaaaaaaaaa zulmtoubaa toubaaa...bhoool hai tumhari dearooo... aisa mumkin hi nahi tha.. hum ney baba jaan ko bta k tumahin jail bajwaa dena tha aayi barri hum sey frndship krney aur dhamkiyaa lganey wali...
nai hum waqi hamesha k liye yahan sey ghayab honey lagey
bus aisey hi..abhi hum offline honey lagey..Baba jaan bula rahey..khana khilayen gey ab in sb ka bus chaley tou hmain bag main daal k almaari k uper waley dibbey main rakh dain k hum safe and sound rahainitnaaaaaaaaaaaa zulm
kiu??? ab kia hwa? nai ati mein yahn kabi kabi bat k lie a jaya kron gi.. sahi he? aur farii ki invitaion pe thorra gor kr lena..aa jana acha.. us ki mamane barri takeed ki he tumhre lie
sab care krte hein tumhari..ghussa nahi kia krobus aisey hi..abhi hum offline honey lagey..Baba jaan bula rahey..khana khilayen gey ab in sb ka bus chaley tou hmain bag main daal k almaari k uper waley dibbey main rakh dain k hum safe and sound rahain
nahi tumhari wjha sey nahi..bus wesey hi ab km aaya krna yahan.. masroofiyat hain
haan ghorr krney main koi harj nahi lekin aaney wali bat thorri..you know... :/ achaa try krain gey... khush raho..