Muhammad ka roza,
Qareeb aa raha hai,
Bulandi pe apna,
Naseeb aa raha hai,
Fareshto ye de do,
Paigham unko,
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai..
Hifazat karo apne Imaan aur Deen ki,
Zamana bohat hi ‘ajeeb aa raha hai..
Wafa tum na deikho,
Ke har kisi na kisi mein,
Zamana woh eisa,
‘Ajeeb aa raha hai..
Muhammad ka roza,
Qareeb aa raha hai,
Bulandi pe apna,
Naseeb aa raha hai,
Fareshto ye dei do,
Paigham unko,
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai..
Tumhe kuch khabar hai,
Kahan jaa raha hoon,
Rasool e khuda hein,
Wahan jaa raha hoon..
Tumhe kuch khabar hai,
Ke kiya paa raha hoon,
Mohabbat ka unki,
Maza paa raha hoon..
Chalo jaa ke rehna,
Madine mei ab to,
Qayamat ka manzal,
Qareeb aa raha hai..
Fareshto ye dei do,
Paigham unko,
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai..
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai!
Qareeb aa raha hai,
Bulandi pe apna,
Naseeb aa raha hai,
Fareshto ye de do,
Paigham unko,
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai..
Hifazat karo apne Imaan aur Deen ki,
Zamana bohat hi ‘ajeeb aa raha hai..
Wafa tum na deikho,
Ke har kisi na kisi mein,
Zamana woh eisa,
‘Ajeeb aa raha hai..
Muhammad ka roza,
Qareeb aa raha hai,
Bulandi pe apna,
Naseeb aa raha hai,
Fareshto ye dei do,
Paigham unko,
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai..
Tumhe kuch khabar hai,
Kahan jaa raha hoon,
Rasool e khuda hein,
Wahan jaa raha hoon..
Tumhe kuch khabar hai,
Ke kiya paa raha hoon,
Mohabbat ka unki,
Maza paa raha hoon..
Chalo jaa ke rehna,
Madine mei ab to,
Qayamat ka manzal,
Qareeb aa raha hai..
Fareshto ye dei do,
Paigham unko,
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai..
Ke khadim tumahra,
Saeed aa raha hai!