اولاد کی تربیت کیسے کریں؟

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
great sharing bro
maan ki gaud bache ki pehli darasgah hoti hay aur ghar ka mahol jaisa hogawo insan ki shakhsiyat pe saari umar k liye asarandaz hota hay,,agar ghar may achi ikhlaqi iqdar sikhayi jayaingi ache se guide kiya jaata rahega bache baahir ki buraio se bhi bach jaate hain
Problem ye bhi hay k jo kuch bachon ko ghar may btaya jata hay ghar k barre khud amli tor pe nhi karte to bachon pe alfaz se ziada amal asarandaz hiota hay ja barron k qol-o-fael may tazza daikhte hain to ye cheez b bache ki shakhsiyat pe manfi asraat chorti hay,,,bache to masum hain unhe nhi pta kia ghalat hay kia sahi to barron ko hi sochna chahiye k thori si ghaflat na sirf unki api family balkey aaynda aane waali kayi families ko tabah kar sakti hain!
JAZAKALLAH khair for sharing :)
 
  • Like
Reactions: Star24 and saviou

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
great sharing bro
maan ki gaud bache ki pehli darasgah hoti hay aur ghar ka mahol jaisa hogawo insan ki shakhsiyat pe saari umar k liye asarandaz hota hay,,agar ghar may achi ikhlaqi iqdar sikhayi jayaingi ache se train kiya jaata rahega bache baahir ki buraio se bhi bach jaate hain
Problem ye bhi hay k jo kuch bachon ko ghar may btaya jata hay ghar k barre khud amli tor pe nhi karte to bachon pe alfaz se ziada amal asarandaz hiota hay ja barron k qol-o-fael may tazza daikhte hain to ye cheez b bache ki shakhsiyat pe manfi asraat chorti hay,,,bache to masum hain unhe nhi pta kia ghalat hay kia sahi to barron ko hi sochna chahiye k thori si ghaflat na sirf unki api family balkey aaynda aane waali kayi families ko tabah kar sakti hain!
JAZAKALLAH khair for sharing :)
Jee sahi kaha aap ne qaul se zyada amal asar andaaz hota hai
Allah hame amal ki taufeeq de Aameen
 
  • Like
Reactions: Star24 and hoorain
Top