صحیح احادیث کو رد کرنےکا عذر

  • Work-from-home

shizz

Active Member
Sep 26, 2012
157
390
113
pakistan
ہر وہ حدیث جو مقلدین کے مذھب کے خلاف ہوتی ہے اسے وہ منسوخ قرار دے دیتے ہیں. اورہر ایک کا یہی عذر ہوتا ہے کہ بہ ظاہر یہ حدیث صحیح معلوم ہوتی ہے لیکن اس میں کوئی ایسی علت ضرور ہوگی جس کی بنا پر ہمارے امام نے اسکو چھوڑ دیا، یقیناً کوئی بات ہوگی جسکی وجہ سے انہوں نے اس پر عمل نہیں کیا، ہمارے امام بلکہ یہ تمام آئمہ احادیث کے حافظ اور ماہر ہیں، اور تمام علوم و فنون پر دسترس رکھتے ہیں، گویا احادیث کو رد کر نے کہ لیے مقلدین اپنے امام کو فقیہ کے بجاۓ محدث کہنے لگتے ہیں.اور جب ان کے زنون کو رد کرنے کے لیے کسی ماہر فن محدث کا کلام پیش کیا جاتا ہے جیسے کہ امام بخاری نے اس حدیث کی تصیح کی ہے اور اپنی کتاب جامع صحیح میں روایت کیا ہے تو مقلدین حضرات کا جواب یہ ہوتا ہے کہ امام بخاری فقیہ نہیں تھے، اس لیے ان کی بات قابل قبول نہیں،
غور کریں، کہ جس حدیث کو رد کرنے کے لیے اپنے امام جس کی وہ تقلید کرتے ہیں ان کو وہ ماہر فن محدث ثابت کر رہے ہیں اس کے مقابلے میں کسی محدث اور ماہر فن کا صحیح کلام پیش کیا گیا تو اسے قبول کرنے سے انکار کر دیا،لیکن اگر طویل بحث اور دلائل سے ہم اپنی بات کی وضاحت کریں گے، تو مقلدین یہ کہ کر پیچھا چھڑا لیتے ہیں کہ حدیث نبویہ کا سمجھنا ہمارا کام نہیں ہے ہم اسے نہیں سمجھ سکتے.​
 
kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P

Hmmm Shizz Nice Post ... Samajh Nhn Ata Yeah Bahanay Kiun Hotay Hain Akhir Kiun yeh Sahi Hadees kay bajaye Zaeef Hadees ko maantay hain Akhir is mien inka kiya faida hota hai {}{78iu aaj tak samajh se bahir hai lougon ko 10 Sahi Ahaadees Mouziz baday baday Kitabon Se Dikhalo Last Mien Yeah Kehte Hain kay Tum Apnay deen per hum apnay deen per Choro is Behs ko aur baat khatam kardete hain jab koi jawab nhn hota un kay pass ... Allah Hidayat Day Ameen ..

@Dawn , @S_ChiragH , @ChoCo , @hoorain , @i love sahabah , @*Muslim* , @F-iceage , @sweet bhoot , @
 
  • Like
Reactions: shizz

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
ہر وہ حدیث جو مقلدین کے مذھب کے خلاف ہوتی ہے اسے وہ منسوخ قرار دے دیتے ہیں. اورہر ایک کا یہی عذر ہوتا ہے کہ بہ ظاہر یہ حدیث صحیح معلوم ہوتی ہے لیکن اس میں کوئی ایسی علت ضرور ہوگی جس کی بنا پر ہمارے امام نے اسکو چھوڑ دیا، یقیناً کوئی بات ہوگی جسکی وجہ سے انہوں نے اس پر عمل نہیں کیا، ہمارے امام بلکہ یہ تمام آئمہ احادیث کے حافظ اور ماہر ہیں، اور تمام علوم و فنون پر دسترس رکھتے ہیں، گویا احادیث کو رد کر نے کہ لیے مقلدین اپنے امام کو فقیہ کے بجاۓ محدث کہنے لگتے ہیں.اور جب ان کے زنون کو رد کرنے کے لیے کسی ماہر فن محدث کا کلام پیش کیا جاتا ہے جیسے کہ امام بخاری نے اس حدیث کی تصیح کی ہے اور اپنی کتاب جامع صحیح میں روایت کیا ہے تو مقلدین حضرات کا جواب یہ ہوتا ہے کہ امام بخاری فقیہ نہیں تھے، اس لیے ان کی بات قابل قبول نہیں،
غور کریں، کہ جس حدیث کو رد کرنے کے لیے اپنے امام جس کی وہ تقلید کرتے ہیں ان کو وہ ماہر فن محدث ثابت کر رہے ہیں اس کے مقابلے میں کسی محدث اور ماہر فن کا صحیح کلام پیش کیا گیا تو اسے قبول کرنے سے انکار کر دیا،لیکن اگر طویل بحث اور دلائل سے ہم اپنی بات کی وضاحت کریں گے، تو مقلدین یہ کہ کر پیچھا چھڑا لیتے ہیں کہ حدیث نبویہ کا سمجھنا ہمارا کام نہیں ہے ہم اسے نہیں سمجھ سکتے.​
je bilkul...
& u r rite @kool~nomi bro[DOUBLEPOST=1355368308][/DOUBLEPOST]

& u r rite @kool~nomi bro
 
  • Like
Reactions: shizz and kool~nomi

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
isi kehte hy nafs parasti jis ka darwaza taqleed se shuru hota hy aur taqleed par hi khatam
Asalam o alikum to all muslims
Sahi kaha muslim......... shayed esi liye aap k nazdeek tamam hanfi, hambli , shaafi aor malaki nafs parast hain.......... jo imam bukhari(RA) ko muqalid manty hain shayed un k nazdeek imam bukhari bhi nafaz parast hun?????
phir to shiekh abdul qadar jelani(RA) aor shiekh muhamad bin abdulwahab(RA) bhi nafas parast hun ge kyun k wo bhi imam ahmad bin hambal(RA) k muqalid thy.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia

walaikum salam
aap hawaon me baton ke teer mere paas na chalao mere sath apko is masle par baat karni hy to phir daleel se karo nahi to meri post quote na kia karo shukria
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
walaikum salam
aap hawaon me baton ke teer mere paas na chalao mere sath apko is masle par baat karni hy to phir daleel se karo nahi to meri post quote na kia karo shukria
Muhtaram aap ne to tamam muqlaideen ko nafas parast bana diya to es pe aap ne koun si daleel di???????/
mien ne aap ki post ko es liye quote kiya k aap ne to ksi ko choora nien aor sab muqalideen nafas parast bana diya kyun k agar baat muqalideen ki ki jaye to dunya k muslims mien 50% to sirf imam abu hanfia(RA) k muqalid hain aor phir baaqi hambli, malaki aor shaafi muqalideen bhi hain jo apny imam ki fiqa ko follow karty hain to agar ye tamam muslims nafas parast hain to baaqi kitny bachy aap khud faisala kar lain..
baaqi mien aik baar nahin es forum pe kai baar keh chuka hun k jab bhi taqleed ki baat aati hay k ye haram hay, bidat hay ya ghalat hay to sirf aik hi fiqa ko quote kar diya jata hay aor jab hambli, shaafi aor malaki muqlaideen aor fiqa k baary main baat pouchi jaati hay to quran aor hadees ka naam le kar jaan churayi jati hay k hum sirf quran aor hadees ko manty hain aor ksi ko nahin.....................
bahi taqleed ki baat karni hay to sab fiqa aor muqalideen pe ho aor bilkul waziah baat karo to mien hazir hun..............
baaqi agar aap mujh se baat nien karna chahty to na sahi aap ki marzi.
 
jo quran hadees ko chor ke apni nafs ki baat sunega usse nafs parast hi kaha jaega
iske lie kya daleel dun khuli ayaten hy quran ki ke Allah aur uske rasool ki itaaat karo jo bhi is ayat ke khilaf hoga kia wo apne nafs ki pairwi karne wala nahi hoga??????????

aap bas hanfi hanfi ke gun gaate rahiye ye apka saaz o saman hy bhai sahab taqleed ki baat pe sirf hanafi kyun aate to ap ko bata dun is forum par kahin aap ko koi shaafi maliki hanbali nazar aata hy kia???????????

agar aata hy to batao nahi na? to idar hanafi nazar aate hy to hanafion ko hi kahenge na ajeeb aqal hy

shukria
 
  • Like
Reactions: shizz

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

mohsin bhai inko in k hal par chor day,Allah gawah hay k ap nay haq bat pohancha de hay apnay bhaio ko,ab agay ink naseeb k hidayat milte hay ya nae.Allah pak sab ko hidayat day maray asat.ameen
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
jo quran hadees ko chor ke apni nafs ki baat sunega usse nafs parast hi kaha jaega
iske lie kya daleel dun khuli ayaten hy quran ki ke Allah aur uske rasool ki itaaat karo jo bhi is ayat ke khilaf hoga kia wo apne nafs ki pairwi karne wala nahi hoga??????????

aap bas hanfi hanfi ke gun gaate rahiye ye apka saaz o saman hy bhai sahab taqleed ki baat pe sirf hanafi kyun aate to ap ko bata dun is forum par kahin aap ko koi shaafi maliki hanbali nazar aata hy kia???????????

agar aata hy to batao nahi na? to idar hanafi nazar aate hy to hanafion ko hi kahenge na ajeeb aqal hy

shukria
Asalam o alikum to all muslims
janab aap ne to tamam muqalideen ko NAFAS PARAST kaaha hay aor esi liye mie ne poucha tha k agar tamam muqalideen nafas parast hain to phir to hambli, shaafi aor malaki bhi nafas parast hoye lakin mujhy ye bhi pata tha k aap es baat ka jawab nien dain ge aor aap ne nahin diya........
aor baat hanfi ki hay to brother beshak yahan hanfi muqalid hi hain lakin aap ne itraaz to tamam muqalideen pe kiya hay aor muqalid hambli, shaafi aor malaki bhi hain es liye jab baat taqleed ki ya muqalideen ki aye gi to hambli, shaafi aor malaki fiqa aor ayema ka bhi zikar aye ga es liye mie ne un k bary main sawal poucha tha.........
aap khud soch lain k ye kahan ka insaaf hay k taqleed to 4 ayema (RA) ki ho aor muqalideen bhi 4 ayema (RA) k hun aor itraaz sirf aik imam aor os k muqalideen pe kiya jaye?????????????
ya to aap phir es baat ko sabit kar dain k sirf hanfi muqalid hi ghalat ya nafs parast hain aor sirf imam abu hanifa(RA) ki taqleed najayez hay or baaqi ayema ki taqleed sahi hay phir to aap ki baat sahi ho lakin jab muqalid hambli bhi hain, malaki bi aor shaafi bhi to itraaz sirf hanfi muqaliden pe kyun????????
 
bhai sahab apko meri post nazar nahi aati kia
aap bina parhe hi kuch bhi bolkar chale jaate hy zara samjha kare k kia par rahe ho kya bol rahe ho
ohhoo ab samjha aap to muqallid ho jo bhi kaho ap se wo aap samajh ne se rahe bas apke molvi apke dimag me jo baat dalenge aap ko bas wohi dohranaa hy

phir bhi ek baar kehta hun jo bhi shaqs Quran Hadees ko chor kar amal karega wo nafs parast hy chahe ho kisi ka bhi muqallid kyun na ho

mere liye Allah ka quran aur rasool ka farmaan kaafi hy kisi aur ki taqleed ki zarurat nahi

muhtaram wohi jawab k jab baat hambli, shaafi aor malaki fiqa ya muqalideen ki aa jaye to quran aor hadees ka sahara le kar keh do k hum to sirf quran aor hadees ki manty hain aor jab baat ahanf ki aa jaye to phir taqleed shirk, bidat, gumrahi aor nafas parasti ban jaati hay.
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Asalam o alikum to all muslims
muhtaram wohi jawab k jab baat hambli, shaafi aor malaki fiqa ya muqalideen ki aa jaye to quran aor hadees ka sahara le kar keh do k hum to sirf quran aor hadees ki manty hain aor jab baat ahanf ki aa jaye to phir taqleed shirk, bidat, gumrahi aor nafas parasti ban jaati hay.
bhai sach me aap bina parhe jawab de rahe ho
my ne kaha sab iska matlab chahe ho hanafi ho maliki ho shadi ho hanbali sab agaye
jo bhi quran aur hadees ko chor kar kisi aur ki pairwi karega wo nafs parast hy
abhi aayi baat samajhme?????????
 
  • Like
Reactions: i love sahabah

i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
bhai sach me aap bina parhe jawab de rahe ho
my ne kaha sab iska matlab chahe ho hanafi ho maliki ho shadi ho hanbali sab agaye
jo bhi quran aur hadees ko chor kar kisi aur ki pairwi karega wo nafs parast hy
abhi aayi baat samajhme?????????

Asalam o alikum to all muslims
sahi kaha k quran aor hadees ki mukhalifat karny wala nafas parast hay..................
to sawal ye hay k kiya aap k nazdeek tamam muqalideen nafas parast hain?????????​
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Asalam o alikum to all muslims
sahi kaha k quran aor hadees ki mukhalifat karny wala nafas parast hay..................
to sawal ye hay k kiya aap k nazdeek tamam muqalideen nafas parast hain?????????​
muqallid ka matlab aap zara batao mujhe phir jawab deta hun
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
muqallid ka matlab aap zara batao mujhe phir jawab deta hun
Asalam o alikum to all muslims
hahahaha................ Muslim sahib itna mushkil sawal nahin poucha tha mie ne k aap jawab na day sake.
seedha aor asaaan sa sawal k aap k nazdeek muqallid nafas parast hain to phir es sawal ka jawab dena itna mushkil nien hay aap k liye.
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Asalam o alikum to all muslims
hahahaha................ Muslim sahib itna mushkil sawal nahin poucha tha mie ne k aap jawab na day sake.
seedha aor asaaan sa sawal k aap k nazdeek muqallid nafas parast hain to phir es sawal ka jawab dena itna mushkil nien hay aap k liye.
to jab apko pata hy to dant kyun dikha rahe hy?
bhai ap log kabhi apne dil me jhank kar dekhe ho kya apka zameer kabhi chehre pe kalik nahi thopta is tarah se haq samne ane k baad bhi taqleed ki dum pakad kar lumte rehte ho aap loog astaghfirullah
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
to jab apko pata hy to dant kyun dikha rahe hy?
bhai ap log kabhi apne dil me jhank kar dekhe ho kya apka zameer kabhi chehre pe kalik nahi thopta is tarah se haq samne ane k baad bhi taqleed ki dum pakad kar lumte rehte ho aap loog astaghfirullah
Asalam o alikum to all muslims
Brother shayed aap k pass jawab nahin hay ya aap jawab dena nahin chahty.......
bahi yehi puch raha hun k jin jin logu ne TAQLEED KI DUM pakkri hay kiya wo saary haq k mukhalif hain aor nafas parast hain???????????
aap to khud quran aor hadees se tehqeeq karty ho bina ksi aali, muhadis, mufasir, muhaqiq ki taqleed k to phir aap k liye ye sawal itna mushkil kyun hay??
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
Asalam o alikum to all muslims
Brother shayed aap k pass jawab nahin hay ya aap jawab dena nahin chahty.......
bahi yehi puch raha hun k jin jin logu ne TAQLEED KI DUM pakkri hay kiya wo saary haq k mukhalif hain aor nafas parast hain???????????
aap to khud quran aor hadees se tehqeeq karty ho bina ksi aali, muhadis, mufasir, muhaqiq ki taqleed k to phir aap k liye ye sawal itna mushkil kyun hay??
jawab to apke paas nahi ajeeb baat hy aap muqallid bhi ho aur apko muqallid ka matlab pata nahi
kher my ne to pehle hi jawab diya lekin apki ankhen jawab dekhne se rahi phir kehta hun jo bhi quran aur hadees ko chorke taqleed karte hy wo sab nafs parast hy
 
i love sahabah

TM Star
Sep 17, 2008
1,108
1,572
1,313
jawab to apke paas nahi ajeeb baat hy aap muqallid bhi ho aur apko muqallid ka matlab pata nahi
kher my ne to pehle hi jawab diya lekin apki ankhen jawab dekhne se rahi phir kehta hun jo bhi quran aur hadees ko chorke taqleed karte hy wo sab nafs parast hy
Asalam o alikum to all muslims
aik misaal aap ne di thi aik mien deta hun k ................ ki dum taerhi ki taerhi hi rehti hay bhaly jitna seeedha karo.

Top