10 Bibi ki Kahani

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
Asalam O Alykum

Frdz may aj kal thori confusion may hon, bachpan se ham larkiaan 10 bibio ki kahani sunti ayein hain, and ortein is kahani per bohat yakeen b karti hain, but recently kisi molvi ne Tv per bataya ha k aisa Quran O Sunnah may koch nai, or ye sirf logo ki banai hoi kahani ha..
to kia ye baat sahi ha k waqai aisa Islam may koch nai?

Kindly kisi molvi se discuss kar k yahan reply kijyega...
w8ing for ur replies..
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam Wrwb
Jazakallah khair sabah apne jo sawal yahan kiya hai wo bohot hi aham aur zaroori hai khaas kar hind o pak liye
khaas kar in mulkon ye kahaniya padhi jati hain aqeedatmandi k sath isko bada ahtaram bhi diya jata hai
hamne bhi ye kahini bohot pehle padhi hai abhi theek se yaad nahi par jahan tak iski haqeeqat ka sawal hai ye gadhi huyi kahani hai isse islam ko kuch lena nahi ye ek Bidat hai aur Bidat gumrahi ka rasta..... ham sari behno se guzarish karenge k aap aisei kahaniyon se door rahe Islam roshan deen hain jo hame andhere se nikal kar ujale ki taraf lejata hai aisi be daleel gumrah kahinion se islam ko nuksaan na pahunchayen.....

sabah agar apko kahani yaad ho to yahan post karden ham us par apko tabsira kardenge

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

Asalam O Alykum

Frdz may aj kal thori confusion may hon, bachpan se ham larkiaan 10 bibio ki kahani sunti ayein hain, and ortein is kahani per bohat yakeen b karti hain, but recently kisi molvi ne Tv per bataya ha k aisa Quran O Sunnah may koch nai, or ye sirf logo ki banai hoi kahani ha..
to kia ye baat sahi ha k waqai aisa Islam may koch nai?

Kindly kisi molvi se discuss kar k yahan reply kijyega...
w8ing for ur replies..
 
yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
agree with saviou bhai....

haqeeqat sirf wohi hai jo quran-o-sunnat se saabit hai or shariyat ne ijaazat de hai..

Allah ta'laa ne hum sub ko Islam ki roshi se behra mand kya hai jo hame andhere se nikal kar ujale ki taraf lejata hai

Allah ta'laa hum sub ko aise gumraah kun bidaton se bachne ki taufeeq ataa farmaye, ameen
 
RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
par is kahani may HAZRAT MUHAMMAD P.B.U.H ki pak biwyo or un ki betio k b nam ha.to bhala koi in k baray ma apni tarf c kse kahani bna skta ha.kahani boht lambi ha.yahn type krne may time lgayga. isi lie ap log ksi ulma e deen c discus kr k yahn reply djye
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
sabah yehi to hamari kamzori hai lootne wale looteron ka bhes nahi waliyon k bhes me loot rahe hain aaj
khair ham bohot jald apko iska taseeli jawab denge.....
mazirth khwa hain kyun k abhi ham debate ki tayyari me hain to iske khatam hote hi apko jawab miljayega insha Allah
par is kahani may HAZRAT MUHAMMAD P.B.U.H ki pak biwyo or un ki betio k b nam ha.to bhala koi in k baray ma apni tarf c kse kahani bna skta ha.kahani boht lambi ha.yahn type krne may time lgayga. isi lie ap log ksi ulma e deen c discus kr k yahn reply djye
Aameen....Jazakallah khair yoursks

agree with saviou bhai....

haqeeqat sirf wohi hai jo quran-o-sunnat se saabit hai or shariyat ne ijaazat de hai..

Allah ta'laa ne hum sub ko Islam ki roshi se behra mand kya hai jo hame andhere se nikal kar ujale ki taraf lejata hai

Allah ta'laa hum sub ko aise gumraah kun bidaton se bachne ki taufeeq ataa farmaye, ameen
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Alhamdulillah hamne net par search kiye isko padhe aur kaafi maloomat kiye
to dar asal ye jhooti gadhi huyi kahani hai isme bas afsane hain jo Fatima R.A ki taraf mansoob karte hain
isse padhne se hamari baheno ko parhez karna chahiye hamare liye Quar aur Ahadeees hi jajat ka zariya hain
haan aagar aap seerat padhna chahen to sahaba aur sahabiat ki seerath padh sakte ho imaan ko taza karne k liye aur apne amal ko durust karne k liye
par aise la daleel cheezon se bachna chahiye
agar aapko aur bhi shubha hai ya koi cheez ko wazhe karna hai to aap puch sakte ho

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: ~Zeest~

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
thxz saviou bro and everyone..

may nay 2-3 membrs se request ki thi k molvi se concern kar k mughe is ka answer dein, or sab ne he yei btaya ha k ye sab sahi nai ha..
khair i hope mairay ilawa b baki jo girls is thread ko dekhain wo ab apnay gher ki orto ko mana karain is kahani k sunnay se..
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Bibi Fatima
Ki Kahani

Ek mashoor reewayat hey ke arab ke kissi shehair mein aek sunaaran raihtti thi jis kay sirf aek larrka tha. Ek roz jub sunaaran kuaen par paani bharney gaee tou ooska larrka bhi uske peechey holia. Sunaaran larrkay ko kuaen ke qareeb bithaakar paani bharnay lugee. Kuaen ke dusree taraf aek Kumhaar rahta thaa jis ki bhatti oos waqt khoob daihak rahee thi. Larrka kailtay kailtay oos taraf nikal gaya. Sunaaran jab paani bharchooki tau kuaen kay kareeb larrkay ko na paaker kheyaal kiya ke ghar chalaa gia hoga. Waapis ghar ponchee tau woh vahaan bhi nahi mila. Maa barri paraishaan houee. Roti peet thi apnay luktay jigar ki talaash mein doobara ghar se niklee. Kuaen kay qareeb aaee. Jagah jagah dhoonda. Sargardaan aur pareshaan phirtee rahi. Har ek se pooncha magar koi suraag na mila. Is tarah shaam ho gai. Yakayak shor hua ke sunaraan ka larrka Kumhaar ki bhatti me gir kay jull gaya hai. Ye sun kar sunaarun ko intahaiee sudma hua aur is qadar roee ke oossay ghash agayaa.

Alam-e-ghashee me kia dakhtee hai kay aek mozamma naqaab posh tashreef laaee haen aur farmaraheen hein ke ghum na kha. Tera baitta bauhat jald tuj say milega. Tu nee-ut kar lay kay agar mera baitta kumhaar ke bhatti mein se zinda khailta khoodta nikal aaey tau mein Janaab Saiyada (S.A.) kee kahaani sunoon ghi. Sunaaran ne forun aalam-e-ghushee me hi neeyat karke munnat maan lee. Jub sunaaran ki ankh khulee to waqai sunaran ne dekha kay larrka Khuda ke fazal –o- karam se hunsta khailta zinda salaamat challa aaraha hai aur Ijaz-e-Janaabe Saiyada (S.A.) say uss kay jism per aag ne koi asr nahee kia. Yahan tak ke lebaas-badan tuk mehfooz raha.

Allah huma sale alla Mohammadin wa ale Mohammad.

Sunaran bachay ko lekar khushee khushee bazaar gayee aur do paisay ke sheernee mole lee aur parauseeun se kaha ke meree murad puree huee hai. Mere ghar chalkar Janaab Saiyada (S.A.) ki kahaani mujey sunaado. Chey saat gharon me phiree laikin har ek ne yahee jawaab diya ke na hamein kahaani yaad hai aur na humko itnee fursat hai kay in fazool baaton ki taraf tawajey dein. Sunarun maayus hokar jungle ki taraf chaldee. Kuch door chalkar wohee naqab posh Mozamma nazar aaeen aur farmaya kay ae khatoon mat ro. Chadar beechaa kar baith jaa. Mein kahani sunaati houn aur tum suno. Phir app ne farmaiya kay shehair Madina me eik yahudi rahta tha. Us ki larrkhi ki shaadi thi. Isliye woh yahudi janaab Rasool-e-Khuda (S.A.W) ki khidmat me aaya aur kaheney laga ke mere larrki ki shaadi hai. Aap ijaazat dein to mein sharf paoun ke Janaab Saiyada (S.A.) mairay ghar tushreef le chalain. Aap ne farmaya ke iss amr kay malik Janaab Ali (A.S.) hein. Ye sunkar woh Hazrat Ali (A.S.) ki khidmat me hazaar houa aur arz ki kay aap ijazaat dein to janaab Saiyada (A.S.) merey ghar tashreef le chalain. Aap nein fermaaya key iss amr ki maalik khud Janaab Saiyada (S.A.) hein. Iss kay baad woh yahudi Janaab Saiyada (S.A.) kay derwazay per aaya aur awaaz dee kay aiy Bint-e- Rasool meri larrki ki shaadi hai. AGAR AAP TASHREEF LAY CHALEIN TOU MERI BOHATT IZZAT AFZAI HOGI. Aap ney fermaaya ke Janaab Ameer (A.S.) say ijaazat lay loon to chaloon. Yahudi ney arz ki kay mein Rasool-e-Khudda (Saleh-Ala-Waley-Wa Sallum) aur Shair-e-Khuda Hazarat Ali (A.S.) ki khidmat mey ghia thaa. Sub ney aap hee ko mukhtaar kia hae. Janab Saiyada (A.S.) yeh soonker mutaffakar ho gaaeen. Itney mein Janaab Risulat-Maab Janaab Rasool-e-Khuda (Salah-ala-waley-wa-sal-lum) khud tashreef lai aaey. Janaab Saiyaida (A.S.) nay fermaayaa kay yahudi kay ghar se aadmi aaya hai Aap kia fermaatey hein iss key ghar jaaoon key naheen. Aap ney fermaya key baitti iss ka ikhtiar khud tumko hai. Janaab Saiyada A.S.) ney phir fermaaya ke baba jaan aap ki sakht toheen hogee key merey pas wohee phattey pooraney kuprrey hein jismein jaa bajja khurmoon key peywand lagey howey hein. Rasool khuda (A.S.) ney fermaaya key baitti issi halat me jao. Jo marzi Mabood. Chunachey Janaab Saiyada (A.S.) Janey ko tayaar ho gaeen. Apney darwazey tuk na phoncheen thi key hooraan-e-jannat asmaan say nazil houeen aur Janab Saiyada (A.S.) ko zevraat aur khilatt-e-jannah sey aarastaa kia aur apna jaloos laiker rawaana hoeen. Is shaan se janab Saiyada(A.S.) ki sawaari Yahudi key ghar pohnchi. Jounhee Aap yahudi kay makaan mein dakhil houein tamaam makaan apkay noor say roshan hogia aur aisee khushboo phailee kay dur dur tuk mahsoos honey laghee. Yeh tajammul aur waqar dekh kar tamaam yahudi aurtein behosh hogaein. Thorree dair baad sub ko hosh aaya magar dulhan ko hosh nahee aayaa. Lakh tudbeerain kein magar sub baisood hooein. Dekha gia tau maalum hua kay rooh aaroos qafus-e-ansari se pervaz ker chukee hai. Annan-fannun mein khan-ae-shaadi matum kada bungia. Janaab Saiyada (A.S.) ko yeh dekh-ker bohatt tashveesh hooee aur aap nay fermaya kay itminaan rakhoo abhi hosh ajaata hai. Iske baad aap nain dau rakaat namaaz purhkar dua farmaee aur kaha kay aey merey Mabood mein bint-e-Rasool (A.S.) hoon:

Siddiqa naam rakha hai aapney Batool ka
Jhootta na kijeo moojey sadqaa Rasool Ka

Aey mere Mabood-e-Berhaq: Mein aapke Rasool ki baitti hoon. Meri izzatt aapke haat may hai. Tamaam loogh yeh hi kahein gay kay Saiyada (A.S) kay aateh hi dulhun khatum hogaee aur khana-e-shaadi khana-e-ghum bungiya. Kuch dair na guzree thee kay aapki dua qabool hooee aur dulhan kalma-e-shahaadat purhtee huee outth baitthi.

Allah Huma Salai Allah Mohammad Wa Ale-Mohammad

Aur kheney laghee key mein shahadat daittee hum key khuda wahdat-la-shareek haiy
Aur Hazarat Mohammad Mustafa (A.S.) burhaq hein aur aap inkee sahabzaadi hein. Aap mojhay Mazhab-e-Islam key taaleem furmaaen. Aur iss terha dulhan musulmaan hogai. Janab Fatima Zahra (A.S.) kay yey ijaz daikhker panchso yahudi murd aur aurtein bhi musulmaan hogai. Aur aap ko sub nein nehaayat izzat aur ahtraam key saath rukhsut kia. Eik aurat apkee kaneezi mein dee. Aap ney upney daulat khaney per tashreef laakar tammaam majra Janab-e-Rasool Khuda (A.S.) say beeyaan kia. Risaalat Maab Hazrat Mohammad (A.S.) ney bhi khuda ka shuker adaa kia.

Kahanni ka phaila hisa khatum hoaa. Mozamma ney doosra hisa shooroo kia. Sunarun nehaayat aur dilchuspee say suntee rahee.

DOOSRAA HISSA

Kissee shaiher mein eik badshah rahtaa tha. Us ney apney wazir say kahaa kay saamaan-e-sheekar taiyaar karo. Wazir nay samaan-sheekar taiyar kiya aur badshah ko khaber dee. Badshah sheekar ko chaldia. Shezaadi aur wazirzaadi donno larkiyaan bhi saat theen. Chultey chultey eik jungle main ponchey. Khaimein nasab keeyay gaey. Lashkar waley thakaawat duur karney kay leeye laittey. Kuch loghon ney naashta kia. Itney mey itnee zor ki aandhi chalee kay sub log urrgai. Shahzadi aur wazirzadi eik pahaarr per jakar geerin. Aandhi bund honay kay baad rafta rafta tammam logg jamma hogaey. Aur tammam lashker lott aaya. Magar larkiyon ka koee putta na challaa. Badshah aur wazir nay bahoot dhonda aur surganda phirey magar kaheen bhi larrkion ka patta na mila. Sub majboor hokar wapas aagai. Itafaqan unkey wapis jaaney ke bad kissee doosrey mulk ka badshah issi jungle main sheekaar khelney ke liyey aaya aur apney wazir ko hookum diya key pani talaash kerke laaey. Wazir pani ki talaash mein itafiqan ussi paharr per ponhanch gia jahan per daunno larkiyan thein.

Yey larkeiyan apne waaldayn se beecher ker itnaa roeen ke dauno ko gush aagia. Alam-e-ghushi may in larkiyoun ne daikha kay ek niqab posh Mozamma tashreef laaee hain aur fermarahee hein ke aiy larkiyoo tum mannut maan lo kay jub tum waldain se mill jaoo gi tou Janaab-e-Saiyada (A.S) ki kahaani sunno ghi. Inn larkiyuonay alam-e- ghashee may yey manat maan lee. Jub hosh aaya to ek doosrey nay iss waqeya ki tasdeeq ki. Itney mey wazir paani ki talaash may gia aur donno larkiyoon ko daikh ker bahut hairaan hoowa. Wazir aur Badshah nay dono larkiyon ko saath aaney ko kaha. Chand rooz larkiyaan badshad kay yahan raheen. Phir badshah nay in larkiyoun ke waaldain ko itallah dee. Larkiyun kay waldain ne forun khat likhker unko wapis bulwaya. Iss doosrey badshah ne arz ki kay apki larkiyaan hazir hein magar kiya ye achca ho kay badshah ki larki ki shaadi uske baitte aur wazir ki larki ki shaddi wazir kay larkay sey ho jai. Phailey badshah nay ye bath manzoor karlee. Doosrey badshah ney dono larkiyon ko rukhsat kardiaa aur Larkiyaan apney waldain se milker bahut hi khush huin.

Donno larkiyun ki shaadi hogai aur donno larkiyan dulhan bunker susraal chaleen. Itifiqan ek diulhan ka lotta jo jehez mey mila tha waheen reh gia. Ek seepahee ko wapis rawana kiya kay lotta lay aaey. Seepahee wahan gia to kia daikhta hai kay jahan per larkiyoon kay baap ka mahal that wahaan maidaan hai aur ussi maidaan may lotta rakhaa hai. Jub seepahee nay lotta otthana chahaa, iss lottey may se eik saamp ney phanna nikala. Seepahee uchchal ker peechey hutt gia. Seepahee ney bahut chaaha ke lotta uttah sakay laikin mumkin na ho saka. Majboran yo seepahee wapis aaya aur sub ko ye majra soonaya. Badshah ko yeh sunker bohatt hairut hooee aur yoh dulhunno ke pass aaya aur kaha kay maloom hota hai kay tum dono jadogar ho. Is waqt mein tum ko qaid kerta hun aur subha ko qatal kara dun ga.

Jub donno larkiyun nay yeh sunna to liputtker khoob roeen aur behoosh hogaeen. Haalat behooshi may daikha kay wohee Pak Naqaab posh Mauzamma jo pahaarr per nazar aaee thein phir tashreef laaeen aur fermaney lagin kay aiy larkiyoon tum nay mannat manni thi kay jub tum apne waldain se milogee to Janab Saiyada (A.S.) ki kahani sunno gi. Tum logo nay kahaani naheen sunni. Yeh bud ahdi ki hai. Issi wajhaa se ye azaab nazil hoaa hai. Ab tum loug issi qaid khaney may kahaani soono.

Larkiyun ney kaha ke qaid-khaney maen humarey pass paissey kahan hein. Aapney fermaaya kay tumaharay aanchal mein dou paissaiy bundhey haein. Larkiyaan jub hosh may aaeen tou kia daikha kay waqai inke anchel mein dou paisey bundeh thaiy. Ab inhonney kisi tudbeer se dou paisun ki meetthaee mangaee aur eik larkee ne kahani kahee aur doosri nay sooni.

Subhay ko jub jalaad in lurkiyoon ko qatal kernay kay liay aaya tou inn donno nay uss say kaha pahlay hum badshah se kuch arz karna chahatay hein. Jub badshah inke pass
Tasreef laya toa inn donno ne upney henna aalood haath band ker kahaa kay ek aadmi hummaray makaan per bhaij dijye phir aapki jo marzi hogi yo keejyia ga. Badshah nay yeh manzoor kia aur eik seepahee ko rawaana kia. Seepahee nay jakar jo daikha yo hairaan rah gia. Wahan per sub kuch mojood that. Mahal, takht-o-taj sub kuch salamut thaah.

Badshah lurkiyun kay pass gia aur daryaft kia kay yeh kia majra hai Larkiyun nay badshah ko sub majra batayya. Badshah nay dil se iss maujzay per yaqeen kia aur forrun huqum dia kay donno larrkiyyon ko ba izzat aur ahtaram ke saat riha kiya jai aur mahal ponchaaya jai.

YE KAHAANI SUNARUN SE KHAI KER JANAB SAIYADA (A.S.) ROO-POSH HO GAEEN.

Sunarun jub apne ghar wapis aaee tou kia daikh ti hai kay jin logoun nay kahaani sunney aur sunnaanay say inkaar kia thah aur Mazaalah fazool sumjah that, unke gharhun mein aag lugg gaee thee.

ye kahani hame net par search karne se mili agar yehi wo kahani hai to aap hame bataden

isme mangadhat baton k siwa aur kuch nahi ye kisne likha ye kab ka waqya hai kuch nahi pata
islam me isse kuch lena dena nahi hai ye sab shia k mangadath qisse hain jo deen me zaher ki tarah phaile huye hain

Allah hame inke fitne fasadon se mehfooz rakhe Aameen

agar is kahani ko leke kisi ko kuch puchna hai to zaroor puche
insha Allah ham Quran aur Hadees ki roshni me jawab dene ki koshish karenge

---------- Post added at 10:00 PM ---------- Previous post was at 09:56 PM ----------

Affwann sabah :)

hamne jo search kiye apke samne post kiye hain agar yehi hai to aap isse bachiye aur hamari sari bheno se guzarish hai k aise cheezon me na padhen Quran aur hadees ko padhe aur samjhe us par amal karen issi me sab ki najat aur kamiyabi hai

Allah hame sahi deen ki samajh aata farmaye Aameen

yup saviou yei wo kahani hain jo yahan ortein sunti hain, or sath may 10 orto ko bula k niyaaz dilati hain, even main nay last week he parhwai ha ye apnay gher may, per mughe aik aunty nay wahan kaha k ye sahi nai ha parhwana, so baki jitni ortein thein wo toba toba karne lagin n un aunty ko ghusay ki nazar se dkehne lagin, khair us time to may nay kahani parhwa de per mairay dil may doubt sa ho gaya tha, isi lie ye quest may nay yahan aa k pocha..
ap sab ka bohat shukriya k ap logo ne search kia or hamay is gumrahi k rastay se hataya, main baki larkio se b kahongi k jahan b shak ho kindly us chez ko aik bar clear kar dia karain, kahi ye na ho k ham gumrahi k rastay per chalti rahin or gunnah gar hoti rahein
 
Feb 4, 2010
5
1
0
bilal ahmad
es say bahetar hai koi aur nafli kam kar liya jay...............................10 bibiyoon ki kahani ka zikar na quran main hai..... na aahadis mubarka main hai.................aur na hi ye fiqa main milta hai................
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
subhan Allah
bohot hi sahi baat kahi apne sabah kuch karne se pehle uski tahqeeq karleni chahiye k wo shai hai ya galath
aur ham apse ye bhi kahenge ki aisi cheezen wazhe hone par tauba karlen Allah k samne aur ghar walon ko aur jo bhi ap jante ho unhe bhi kahen ki tauba karlen Allah maaf kardega wo bada gafoor ur raheem hai
Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
yup saviou yei wo kahani hain jo yahan ortein sunti hain, or sath may 10 orto ko bula k niyaaz dilati hain, even main nay last week he parhwai ha ye apnay gher may, per mughe aik aunty nay wahan kaha k ye sahi nai ha parhwana, so baki jitni ortein thein wo toba toba karne lagin n un aunty ko ghusay ki nazar se dkehne lagin, khair us time to may nay kahani parhwa de per mairay dil may doubt sa ho gaya tha, isi lie ye quest may nay yahan aa k pocha..
ap sab ka bohat shukriya k ap logo ne search kia or hamay is gumrahi k rastay se hataya, main baki larkio se b kahongi k jahan b shak ho kindly us chez ko aik bar clear kar dia karain, kahi ye na ho k ham gumrahi k rastay per chalti rahin or gunnah gar hoti rahein
Jazakallah khair
bilal ahmad
es say bahetar hai koi aur nafli kam kar liya jay...............................10 bibiyoon ki kahani ka zikar na quran main hai..... na aahadis mubarka main hai.................aur na hi ye fiqa main milta hai................
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan
Bibi Fatima
Ki Kahani

Ek mashoor reewayat hey ke arab ke kissi shehair mein aek sunaaran raihtti thi jis kay sirf aek larrka tha. Ek roz jub sunaaran kuaen par paani bharney gaee tou ooska larrka bhi uske peechey holia. Sunaaran larrkay ko kuaen ke qareeb bithaakar paani bharnay lugee. Kuaen ke dusree taraf aek Kumhaar rahta thaa jis ki bhatti oos waqt khoob daihak rahee thi. Larrka kailtay kailtay oos taraf nikal gaya. Sunaaran jab paani bharchooki tau kuaen kay kareeb larrkay ko na paaker kheyaal kiya ke ghar chalaa gia hoga. Waapis ghar ponchee tau woh vahaan bhi nahi mila. Maa barri paraishaan houee. Roti peet thi apnay luktay jigar ki talaash mein doobara ghar se niklee. Kuaen kay qareeb aaee. Jagah jagah dhoonda. Sargardaan aur pareshaan phirtee rahi. Har ek se pooncha magar koi suraag na mila. Is tarah shaam ho gai. Yakayak shor hua ke sunaraan ka larrka Kumhaar ki bhatti me gir kay jull gaya hai. Ye sun kar sunaarun ko intahaiee sudma hua aur is qadar roee ke oossay ghash agayaa.

Alam-e-ghashee me kia dakhtee hai kay aek mozamma naqaab posh tashreef laaee haen aur farmaraheen hein ke ghum na kha. Tera baitta bauhat jald tuj say milega. Tu nee-ut kar lay kay agar mera baitta kumhaar ke bhatti mein se zinda khailta khoodta nikal aaey tau mein Janaab Saiyada (S.A.) kee kahaani sunoon ghi. Sunaaran ne forun aalam-e-ghushee me hi neeyat karke munnat maan lee. Jub sunaaran ki ankh khulee to waqai sunaran ne dekha kay larrka Khuda ke fazal –o- karam se hunsta khailta zinda salaamat challa aaraha hai aur Ijaz-e-Janaabe Saiyada (S.A.) say uss kay jism per aag ne koi asr nahee kia. Yahan tak ke lebaas-badan tuk mehfooz raha.

Allah huma sale alla Mohammadin wa ale Mohammad.

Sunaran bachay ko lekar khushee khushee bazaar gayee aur do paisay ke sheernee mole lee aur parauseeun se kaha ke meree murad puree huee hai. Mere ghar chalkar Janaab Saiyada (S.A.) ki kahaani mujey sunaado. Chey saat gharon me phiree laikin har ek ne yahee jawaab diya ke na hamein kahaani yaad hai aur na humko itnee fursat hai kay in fazool baaton ki taraf tawajey dein. Sunarun maayus hokar jungle ki taraf chaldee. Kuch door chalkar wohee naqab posh Mozamma nazar aaeen aur farmaya kay ae khatoon mat ro. Chadar beechaa kar baith jaa. Mein kahani sunaati houn aur tum suno. Phir app ne farmaiya kay shehair Madina me eik yahudi rahta tha. Us ki larrkhi ki shaadi thi. Isliye woh yahudi janaab Rasool-e-Khuda (S.A.W) ki khidmat me aaya aur kaheney laga ke mere larrki ki shaadi hai. Aap ijaazat dein to mein sharf paoun ke Janaab Saiyada (S.A.) mairay ghar tushreef le chalain. Aap ne farmaya ke iss amr kay malik Janaab Ali (A.S.) hein. Ye sunkar woh Hazrat Ali (A.S.) ki khidmat me hazaar houa aur arz ki kay aap ijazaat dein to janaab Saiyada (A.S.) merey ghar tashreef le chalain. Aap nein fermaaya key iss amr ki maalik khud Janaab Saiyada (S.A.) hein. Iss kay baad woh yahudi Janaab Saiyada (S.A.) kay derwazay per aaya aur awaaz dee kay aiy Bint-e- Rasool meri larrki ki shaadi hai. AGAR AAP TASHREEF LAY CHALEIN TOU MERI BOHATT IZZAT AFZAI HOGI. Aap ney fermaaya ke Janaab Ameer (A.S.) say ijaazat lay loon to chaloon. Yahudi ney arz ki kay mein Rasool-e-Khudda (Saleh-Ala-Waley-Wa Sallum) aur Shair-e-Khuda Hazarat Ali (A.S.) ki khidmat mey ghia thaa. Sub ney aap hee ko mukhtaar kia hae. Janab Saiyada (A.S.) yeh soonker mutaffakar ho gaaeen. Itney mein Janaab Risulat-Maab Janaab Rasool-e-Khuda (Salah-ala-waley-wa-sal-lum) khud tashreef lai aaey. Janaab Saiyaida (A.S.) nay fermaayaa kay yahudi kay ghar se aadmi aaya hai Aap kia fermaatey hein iss key ghar jaaoon key naheen. Aap ney fermaya key baitti iss ka ikhtiar khud tumko hai. Janaab Saiyada A.S.) ney phir fermaaya ke baba jaan aap ki sakht toheen hogee key merey pas wohee phattey pooraney kuprrey hein jismein jaa bajja khurmoon key peywand lagey howey hein. Rasool khuda (A.S.) ney fermaaya key baitti issi halat me jao. Jo marzi Mabood. Chunachey Janaab Saiyada (A.S.) Janey ko tayaar ho gaeen. Apney darwazey tuk na phoncheen thi key hooraan-e-jannat asmaan say nazil houeen aur Janab Saiyada (A.S.) ko zevraat aur khilatt-e-jannah sey aarastaa kia aur apna jaloos laiker rawaana hoeen. Is shaan se janab Saiyada(A.S.) ki sawaari Yahudi key ghar pohnchi. Jounhee Aap yahudi kay makaan mein dakhil houein tamaam makaan apkay noor say roshan hogia aur aisee khushboo phailee kay dur dur tuk mahsoos honey laghee. Yeh tajammul aur waqar dekh kar tamaam yahudi aurtein behosh hogaein. Thorree dair baad sub ko hosh aaya magar dulhan ko hosh nahee aayaa. Lakh tudbeerain kein magar sub baisood hooein. Dekha gia tau maalum hua kay rooh aaroos qafus-e-ansari se pervaz ker chukee hai. Annan-fannun mein khan-ae-shaadi matum kada bungia. Janaab Saiyada (A.S.) ko yeh dekh-ker bohatt tashveesh hooee aur aap nay fermaya kay itminaan rakhoo abhi hosh ajaata hai. Iske baad aap nain dau rakaat namaaz purhkar dua farmaee aur kaha kay aey merey Mabood mein bint-e-Rasool (A.S.) hoon:

Siddiqa naam rakha hai aapney Batool ka
Jhootta na kijeo moojey sadqaa Rasool Ka

Aey mere Mabood-e-Berhaq: Mein aapke Rasool ki baitti hoon. Meri izzatt aapke haat may hai. Tamaam loogh yeh hi kahein gay kay Saiyada (A.S) kay aateh hi dulhun khatum hogaee aur khana-e-shaadi khana-e-ghum bungiya. Kuch dair na guzree thee kay aapki dua qabool hooee aur dulhan kalma-e-shahaadat purhtee huee outth baitthi.

Allah Huma Salai Allah Mohammad Wa Ale-Mohammad

Aur kheney laghee key mein shahadat daittee hum key khuda wahdat-la-shareek haiy
Aur Hazarat Mohammad Mustafa (A.S.) burhaq hein aur aap inkee sahabzaadi hein. Aap mojhay Mazhab-e-Islam key taaleem furmaaen. Aur iss terha dulhan musulmaan hogai. Janab Fatima Zahra (A.S.) kay yey ijaz daikhker panchso yahudi murd aur aurtein bhi musulmaan hogai. Aur aap ko sub nein nehaayat izzat aur ahtraam key saath rukhsut kia. Eik aurat apkee kaneezi mein dee. Aap ney upney daulat khaney per tashreef laakar tammaam majra Janab-e-Rasool Khuda (A.S.) say beeyaan kia. Risaalat Maab Hazrat Mohammad (A.S.) ney bhi khuda ka shuker adaa kia.

Kahanni ka phaila hisa khatum hoaa. Mozamma ney doosra hisa shooroo kia. Sunarun nehaayat aur dilchuspee say suntee rahee.

DOOSRAA HISSA

Kissee shaiher mein eik badshah rahtaa tha. Us ney apney wazir say kahaa kay saamaan-e-sheekar taiyaar karo. Wazir nay samaan-sheekar taiyar kiya aur badshah ko khaber dee. Badshah sheekar ko chaldia. Shezaadi aur wazirzaadi donno larkiyaan bhi saat theen. Chultey chultey eik jungle main ponchey. Khaimein nasab keeyay gaey. Lashkar waley thakaawat duur karney kay leeye laittey. Kuch loghon ney naashta kia. Itney mey itnee zor ki aandhi chalee kay sub log urrgai. Shahzadi aur wazirzadi eik pahaarr per jakar geerin. Aandhi bund honay kay baad rafta rafta tammam logg jamma hogaey. Aur tammam lashker lott aaya. Magar larkiyon ka koee putta na challaa. Badshah aur wazir nay bahoot dhonda aur surganda phirey magar kaheen bhi larrkion ka patta na mila. Sub majboor hokar wapas aagai. Itafaqan unkey wapis jaaney ke bad kissee doosrey mulk ka badshah issi jungle main sheekaar khelney ke liyey aaya aur apney wazir ko hookum diya key pani talaash kerke laaey. Wazir pani ki talaash mein itafiqan ussi paharr per ponhanch gia jahan per daunno larkiyan thein.

Yey larkeiyan apne waaldayn se beecher ker itnaa roeen ke dauno ko gush aagia. Alam-e-ghushi may in larkiyoun ne daikha kay ek niqab posh Mozamma tashreef laaee hain aur fermarahee hein ke aiy larkiyoo tum mannut maan lo kay jub tum waldain se mill jaoo gi tou Janaab-e-Saiyada (A.S) ki kahaani sunno ghi. Inn larkiyuonay alam-e- ghashee may yey manat maan lee. Jub hosh aaya to ek doosrey nay iss waqeya ki tasdeeq ki. Itney mey wazir paani ki talaash may gia aur donno larkiyoon ko daikh ker bahut hairaan hoowa. Wazir aur Badshah nay dono larkiyon ko saath aaney ko kaha. Chand rooz larkiyaan badshad kay yahan raheen. Phir badshah nay in larkiyoun ke waaldain ko itallah dee. Larkiyun kay waldain ne forun khat likhker unko wapis bulwaya. Iss doosrey badshah ne arz ki kay apki larkiyaan hazir hein magar kiya ye achca ho kay badshah ki larki ki shaadi uske baitte aur wazir ki larki ki shaddi wazir kay larkay sey ho jai. Phailey badshah nay ye bath manzoor karlee. Doosrey badshah ney dono larkiyon ko rukhsat kardiaa aur Larkiyaan apney waldain se milker bahut hi khush huin.

Donno larkiyun ki shaadi hogai aur donno larkiyan dulhan bunker susraal chaleen. Itifiqan ek diulhan ka lotta jo jehez mey mila tha waheen reh gia. Ek seepahee ko wapis rawana kiya kay lotta lay aaey. Seepahee wahan gia to kia daikhta hai kay jahan per larkiyoon kay baap ka mahal that wahaan maidaan hai aur ussi maidaan may lotta rakhaa hai. Jub seepahee nay lotta otthana chahaa, iss lottey may se eik saamp ney phanna nikala. Seepahee uchchal ker peechey hutt gia. Seepahee ney bahut chaaha ke lotta uttah sakay laikin mumkin na ho saka. Majboran yo seepahee wapis aaya aur sub ko ye majra soonaya. Badshah ko yeh sunker bohatt hairut hooee aur yoh dulhunno ke pass aaya aur kaha kay maloom hota hai kay tum dono jadogar ho. Is waqt mein tum ko qaid kerta hun aur subha ko qatal kara dun ga.

Jub donno larkiyun nay yeh sunna to liputtker khoob roeen aur behoosh hogaeen. Haalat behooshi may daikha kay wohee Pak Naqaab posh Mauzamma jo pahaarr per nazar aaee thein phir tashreef laaeen aur fermaney lagin kay aiy larkiyoon tum nay mannat manni thi kay jub tum apne waldain se milogee to Janab Saiyada (A.S.) ki kahani sunno gi. Tum logo nay kahaani naheen sunni. Yeh bud ahdi ki hai. Issi wajhaa se ye azaab nazil hoaa hai. Ab tum loug issi qaid khaney may kahaani soono.

Larkiyun ney kaha ke qaid-khaney maen humarey pass paissey kahan hein. Aapney fermaaya kay tumaharay aanchal mein dou paissaiy bundhey haein. Larkiyaan jub hosh may aaeen tou kia daikha kay waqai inke anchel mein dou paisey bundeh thaiy. Ab inhonney kisi tudbeer se dou paisun ki meetthaee mangaee aur eik larkee ne kahani kahee aur doosri nay sooni.

Subhay ko jub jalaad in lurkiyoon ko qatal kernay kay liay aaya tou inn donno nay uss say kaha pahlay hum badshah se kuch arz karna chahatay hein. Jub badshah inke pass
Tasreef laya toa inn donno ne upney henna aalood haath band ker kahaa kay ek aadmi hummaray makaan per bhaij dijye phir aapki jo marzi hogi yo keejyia ga. Badshah nay yeh manzoor kia aur eik seepahee ko rawaana kia. Seepahee nay jakar jo daikha yo hairaan rah gia. Wahan per sub kuch mojood that. Mahal, takht-o-taj sub kuch salamut thaah.

Badshah lurkiyun kay pass gia aur daryaft kia kay yeh kia majra hai Larkiyun nay badshah ko sub majra batayya. Badshah nay dil se iss maujzay per yaqeen kia aur forrun huqum dia kay donno larrkiyyon ko ba izzat aur ahtaram ke saat riha kiya jai aur mahal ponchaaya jai.

YE KAHAANI SUNARUN SE KHAI KER JANAB SAIYADA (A.S.) ROO-POSH HO GAEEN.

Sunarun jub apne ghar wapis aaee tou kia daikh ti hai kay jin logoun nay kahaani sunney aur sunnaanay say inkaar kia thah aur Mazaalah fazool sumjah that, unke gharhun mein aag lugg gaee thee.

ye kahani hame net par search karne se mili agar yehi wo kahani hai to aap hame bataden

isme mangadhat baton k siwa aur kuch nahi ye kisne likha ye kab ka waqya hai kuch nahi pata
islam me isse kuch lena dena nahi hai ye sab shia k mangadath qisse hain jo deen me zaher ki tarah phaile huye hain

Allah hame inke fitne fasadon se mehfooz rakhe Aameen

agar is kahani ko leke kisi ko kuch puchna hai to zaroor puche
insha Allah ham Quran aur Hadees ki roshni me jawab dene ki koshish karenge

---------- Post added at 10:00 PM ---------- Previous post was at 09:56 PM ----------

Affwann sabah :)

hamne jo search kiye apke samne post kiye hain agar yehi hai to aap isse bachiye aur hamari sari bheno se guzarish hai k aise cheezon me na padhen Quran aur hadees ko padhe aur samjhe us par amal karen issi me sab ki najat aur kamiyabi hai

Allah hame sahi deen ki samajh aata farmaye Aameen
:(han yahi he dus bibiyon ki khani jo humare gher me or khandan me or paros me perhate hen :(is ne mujhe hmasha confuse kiyya he:(ye khaniyan hamasha mere ser se guzaer jati hen:| kahani k rules

rule no 1
ager mera falan kam hogya to 10 bibi ki khani perhaoon gi:-bd
rule no 2
10 orten bulao{(silly3)}
rule no 3:))
10 ladu mithi roti k bnao:))
rule no 4
gher k merdon ko gher se baher nikalo(10 sal ka lerka bhi gher me na ae jeb tek kahani khtem na hojae)
rule no 5
kahani sunno
rule no 6
ab ladu khao(pura ladu khatem kro bachana nahi:()
rule no 7
chalo ab sab orten kaho k hum bhi kahani perhaen ge ager mera falan kam hogya sab k dermyan me bolo:mad:

rule no 8
ab bechare merdon ko ane ki ijazet he gher me{(silly3)}

---------- Post added at 12:14 AM ---------- Previous post was at 12:13 AM ----------

kahani kahtem ladu hazem
 
haan bilkul yehi hain aur ye manghadat hai Allah ham sab ko isse mehfooz rakhe Aameen
 
syedfahadali

Newbie
Jun 29, 2010
14
12
0
Walaikum Assalam

Meri pyari islami behen agar che in kahaniyon ki koi hesiyat nahi lekin agar yeh kahaniyan sunne se ap ka dil allah ki yaad me lag jata he tau ap yeh zaroor parhe lekin agar ap is se behter koi cheez parhna chahti he tau quran sharif parhe tarjume ke sath aj kal hamari islami behne in choti choti si bato ko le kar bohat pareshan ho jati he lekin sahi rasta talash karne ki bajae or ghalat raste per nikal jati he. lehaza in kahaniyon ki koi hesiyat nahi he is se behter ap Hazrat Fatima Razi allah hu tala anhu ki zindagi ke baare me parhe umeed he jo ap ko samjhana chah raha hu ap samajh gae hongi

Allah Hafiz
 
  • Like
Reactions: *shehzadi*

Jazakallah khair :)
bilkul durust farmaya apne
agar hamko sahi deen aur ilm hasil karna hai to Quran ko samajh kar padhen
aur khud sahaba ki seerath parhni chahiye
 
Top