chand sawalaat aur un ke jawabaat

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
kal jawab donge aram say nasir bhai..pehlay hamaray gar 1 book hay qadyani k baray may,pehlay zara wo parh lo,tab donge apnay comments...
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155

haan tooba zaroor :)
waise yahan par hamne sawal aur jawab dono share kiye hain
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar

haan tooba zaroor :)
waise yahan par hamne sawal aur jawab dono share kiye hain
yap i know,but pir b dil kuch ziada behas karnay ko charaha ta,so thts y study kar k aoo ge........
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
yap i know,but pir b dil kuch ziada behas karnay ko charaha ta,so thts y study kar k aoo ge........
zaroor tooab aap study karo aur yahan par mazeed wazahat karo taake ham sab bhi mustafeed hon :)
Jazakallah
 
Amreen

VIP
May 16, 2010
10,028
4,265
1,313
India
Masha Allah nasir bhai...bohat umda sharing ki hai ... sabhi sawalo ke jawab bohat achi tarah se samjhye gaye hain...:)
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
masha Allah buhot hi acha lga ise read kr k sath hi buhot si baton ka pta chala hai..

ab main sawalat ki traf ati hon agar ijazat ho to..?

1. jese k likha gya hai k agar aurat qadiyani hai to aap ose talaq de do agar wo islam qubool na kare,to mera sawal ye hai k kia hum qadiyanon se friendship rakh sakte hain?bcoz meri aik friend hai jis se forum pe dosti hoi thi.to main on se sirf onka akhlaq dekh kr hi on se bat krne se khod ko n rok pati.to mojhe kia krna chahiye?

2.istekhara agar aap krte hain aur pehli hi rat acha jawab mil jata hai to aap os kam ki traf qadam bhi barhatey hain..aur phir kuch arse bad aap phir os pr istekhara karein aur jawab kuch theik se na mile..to main ye pochna chah rahi hon k kia esa momkin hai k aik bar jawab sahi ho aur dosri bar theik na hon..jese misal k tor pr jo kam main krna chah rahi hon os k lie maine istekhara kia to jawab sahi aya.aur phir osi kam k lie kisi aur ne mere lie istekhara kia to sahi na ae...kia esa momkin h?

3.Isha ki namaz k bare me.maine aik jga parha tha k tahajud se pehle pehle aap isha ki namaz ada kr lein to is me koi harj nahi ye qaza na ho gi agar aap is tha ada karein to.yani foran aap nahi prh sake to bad me is trha parh lein..is bat pr zara roshni dalein
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
1. jese k likha gya hai k agar aurat qadiyani hai to aap ose talaq de do agar wo islam qubool na kare,to mera sawal ye hai k kia hum qadiyanon se friendship rakh sakte hain?bcoz meri aik friend hai jis se forum pe dosti hoi thi.to main on se sirf onka akhlaq dekh kr hi on se bat krne se khod ko n rok pati.to mojhe kia krna chahiye?

nae noor siso,ap kise qadyani say friendship b nae rak sakte,chahay unka iklaq kesa he q na ho?q k ink jo aqeid hay,unhay sun kar 1 mosalman ko khoon kolnay lagta hay,apko apnay pyaray nabi (saw)
say ziada mohabbat hay ya us larki say?fesla ap kud karay..
2.istekhara agar aap krte hain aur pehli hi rat acha jawab mil jata hai to aap os kam ki traf qadam bhi barhatey hain..aur phir kuch arse bad aap phir os pr istekhara karein aur jawab kuch theik se na mile..to main ye pochna chah rahi hon k kia esa momkin hai k aik bar jawab sahi ho aur dosri bar theik na hon..jese misal k tor pr jo kam main krna chah rahi hon os k lie maine istekhara kia to jawab sahi aya.aur phir osi kam k lie kisi aur ne mere lie istekhara kia to sahi na ae...kia esa momkin h?

ishtekhara ap kud jo kartay ho wo ziada behtar hota hay,lakin istekhara 1 bar he kam karnay say pehlay karna chahye,jo Allah ki raza hote hay wo insan ko feel hojata hay,ab agar ap waqfay waqfay say bar bar istekhara karo ge to to ap confuse hojao ge,is lie 1 bar ishtekhara karay,or musbit jawab anay par wo kam Allah ka nam lay k shoro kar day..
3.Isha ki namaz k bare me.maine aik jga parha tha k tahajud se pehle pehle aap isha ki namaz ada kr lein to is me koi harj nahi ye qaza na ho gi agar aap is tha ada karein to.yani foran aap nahi prh sake to bad me is trha parh lein..is bat pr zara roshni dalein

yes,manay b ye bat parhe te jaga,but i think matlab ye ta k agar ap bemare ki waja say,isha ki nimaz waqt par na parh paye to tahajud say pehlay pehlay zaror parh lay,ta k nimaz qaza na ho apki,pora nae to adha ssawab tozaror mil jaye apko,baqe hum urtay jitna jalde nimaz parhen gay utna he hamay sawab milay ga,
agar ap mehaz suste ki waja say isha ki nimaz adhe rat par chor day,to uska pir ap say hisab lia jaye ga,
baqe NASIR BHAI JAWAB DENGAY,MAY B I WAS RONG..
 
Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
jazak Allah Toobi sis.last do answer aap ne kie hai mojhe bhi is ka andaza tha lekin phir socha poch lon.

aur pehla answer aap ka bhi acha h.lekin main ye soch rahi hon k humara iman itna to nahi kamzor k wo agar kisi ghair maslik waley se bat kare to ye theik n.hum agar aik disre k maslik,firqey ko aik traf rakh k sochein to.wese im totally confused.......{(Sad1)}

kis trha on se bat krni band kr don.onhe kia kahon k aap se kiu bat n krna chahti
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
jazak Allah Toobi sis.last do answer aap ne kie hai mojhe bhi is ka andaza tha lekin phir socha poch lon.

aur pehla answer aap ka bhi acha h.lekin main ye soch rahi hon k humara iman itna to nahi kamzor k wo agar kisi ghair maslik waley se bat kare to ye theik n.hum agar aik disre k maslik,firqey ko aik traf rakh k sochein to.wese im totally confused.......{(Sad1)}

kis trha on se bat krni band kr don.onhe kia kahon k aap se kiu bat n krna chahti
deko b happy,humay is donia may kuda nay apni man mani karrnay k lie nae beja,hamay kuda k banaye howay osoolo par chalna hay,na k hum apni soch k motabiq chalay,
beshak hamara iman itna kamozor nae,lakin tumharay kayal may kia baba adum or amma hawa ka iman kamzor ta?kia wo log shetan k behkaya may nae agae?hala k wo kuda k pehlay mehbob peghambar tay...to pir hum kia,hamare oqat kia dear..
tum agar us say bat karna band karo ge to usko kia pata ye bat is tara feel ho k may qadyani ho,ise lie isnay muj say rabta katam kia,to kia mera mazhab itna bora hay?may b uski ye soch usay seeday rastay par lay aye....
non muslim hona alag bat hay,but dear qadyani ka hukum MORTID logo may ata hay,q k ye log direct hamaray pyaray nabi ki shan may ghustakhi kartay hay....
momin mosalman wohe hay jo apnay nafs ko control karay,or kuda ki khushnodi k lie apnay apko waqf karay..
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
mashallah very nice thread subhanallah kafi izafa huwa knowledge main aur tooba tumhen mujhe bhi kuch jawab dena tha
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
deko b happy,humay is donia may kuda nay apni man mani karrnay k lie nae beja,hamay kuda k banaye howay osoolo par chalna hay,na k hum apni soch k motabiq chalay,
beshak hamara iman itna kamozor nae,lakin tumharay kayal may kia baba adum or amma hawa ka iman kamzor ta?kia wo log shetan k behkaya may nae agae?hala k wo kuda k pehlay mehbob peghambar tay...to pir hum kia,hamare oqat kia dear..
tum agar us say bat karna band karo ge to usko kia pata ye bat is tara feel ho k may qadyani ho,ise lie isnay muj say rabta katam kia,to kia mera mazhab itna bora hay?may b uski ye soch usay seeday rastay par lay aye....
non muslim hona alag bat hay,but dear qadyani ka hukum MORTID logo may ata hay,q k ye log direct hamaray pyaray nabi ki shan may ghustakhi kartay hay....
momin mosalman wohe hay jo apnay nafs ko control karay,or kuda ki khushnodi k lie apnay apko waqf karay..
aap ki bat se main 100% agree hon.koi kam mushkil hote h na mumkin nahi.main insha Allah apni pori koshish kron gi k in se ab bat na ho.thanks alot aap ne mojhe guide kia.Allah tala apko jaza e khair de
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
u welcom,or ye to quran may b aya hay k ye moshrik log kabe b hamaray dost nae hosaktay...
kuda hamay in k shar say bachaye,ameen
 
  • Like
Reactions: Deep Silence
Aug 18, 2010
40
24
0
پہلے سوال کے ضمن مین دو باتیں عرض کرنا چاہتا ہوں
ایک عورت اپنی فیملی کے ساتھ قادیانی ہے اور وہ فیملی اپنا مذہب چھپاتی ہیں جیسے قادیانی چھپاتے ہیں اور ایسی صورت میں نکاح ہوا تو وہ نکاح ہوا ہی نہیں ، عورت کے مذہب کا پتا بعد میں چلا تو اس صورت میں اگر وہ عورت کہے میں مسلمان ہوں تو ان سے حلف لیا جائے اور پھر تجدید نکاح ہو یعنی دوبارہ نکاح ہوگا
اگر عورت اپنے مذہب قادیانیت پر قائم رہتی ہے تو ایسی صورت میں لفظ طلاق کی کیا ضرورت جب نکاح ہوا ہی نہیں تو طلاق کس بات کی لہذا لفظ طلاق کے بغیر ہی دونوں علاحیدہ ہوجائیں گے
ایسے رشتوں میں بندہ پہلے اچھی طرح دوسرے خاندان اور ان کے عقائد کو دیکھ لے اور تسلی ہوجانے کے بعد ہی رشتہ قائم کرے کیوںکہ قادیانی ہمارے معاشرے میں اپنا مذہب چھپاتے ہیں
اللہ ہمیں علم نافع عظا فرمائے
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
JazakAllah bro veri informative questions
but ek sawal jo mein krna chahongi ap se wo ye k
mein jub kbhi isha ki qaza namaz ada kerty hn to sirf 4 farz perhti hon jub k yaha isha ki qaza namaz ka jo tareeka bataya wo 4 farz 2 sunatain or 3 witar hain...kia witar ki qaza bhi xaroor ada krni hoti hai?
kindly iska ans mje jald dejye ga
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
JazakAllah bro veri informative questions
but ek sawal jo mein krna chahongi ap se wo ye k
mein jub kbhi isha ki qaza namaz ada kerty hn to sirf 4 farz perhti hon jub k yaha isha ki qaza namaz ka jo tareeka bataya wo 4 farz 2 sunatain or 3 witar hain...kia witar ki qaza bhi xaroor ada krni hoti hai?
kindly iska ans mje jald dejye ga

yes dear jese farz ki adagi zarori hai isi trha witar ki bhi,ye farz nahi lekin wajib hain so hume inki bhi qaza ada krni ho gi.aur bina witar k namaz complete nahi hoti
 
Top