ghalati ki saza

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
b happy maray hat may MOLANA YOUSAF LUDHYANVI ki 1 kitab hay,APK MASAYEL OR UNKA HAL' k nam say,
ismay unho nay likka hay k AGAR SHOHAR GALTE SAY BV KO MAA KEH DAY,TO IS SAY NIKKAH NAE TOTA,OR IS PAR KOE KAFFRAHA WAGERA NAE HOTA,LAKIN ASA KEHNA NAJAEZ HAY,IS SAY BACHNA CHAHYE..
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Asslam o Alikum.

doston kese ho aap sab?
mera sawal ye hai k agar koi mard apni biwi ko ghalati se Maa keh de to is ka kia gunnah hai,kia kaffarah hai?
ya phir ghalati se kehne se kuch nahi hota?

Assalamu Alaykum Wrwb :)

masha Allah bohot hi acha sawal aur insha Allah is sawal se kaafi logon me galat fehmi door hogi ham isme dalail k sath roshni dalna chahenge


Al-Ahzab (33) Ayat (verse) No.: 4


مَّا جَعَلَ اللَّهُ لِرَجُلٍ مِّن قَلْبَيْنِ فِي جَوْفِهِ وَمَا جَعَلَ أَزْوَاجَكُمُ اللَّائِي تُظَاهِرُونَ مِنْهُنَّ أُمَّهَاتِكُمْ وَمَا جَعَلَ أَدْعِيَاءكُمْ أَبْنَاءكُمْ ذَلِكُمْ قَوْلُكُم بِأَفْوَاهِكُمْ وَاللَّهُ يَقُولُ الْحَقَّ وَهُوَ يَهْدِي السَّبِيلَ
Allah hath not assigned unto any man two hearts within his body , nor hath he made your wives whom ye declare ( to be your mothers ) your mothers , nor hath he made those whom ye claim ( to be your sons ) your sons . This is but a saying of your mouths . But Allah sayeth the truth and He soweth the way.

Kisi admi k seene me Allah tala ne do dil nahi rakhe, aur apni jin biwion ko tum maa keh baithte ho unhe Allah ne tumhari sach much ki maaen nahi banaya aur na tumhare liye palak ladkon ko waqai tumhare bete banaya hai, ye to tumhare apne muh ki baten hain, Allah tala haq baat farmata hai aur wo sidhi raah sujhata hai


Al-Mujadila (58) Ayat (verse) No.: 3


وَالَّذِينَ يُظَاهِرُونَ مِن نِّسَائِهِمْ ثُمَّ يَعُودُونَ لِمَا قَالُوا فَتَحْرِيرُ رَقَبَةٍ مِّن قَبْلِ أَن يَتَمَاسَّا ذَلِكُمْ تُوعَظُونَ بِهِ وَاللَّهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ

Those who put away their wives ( by saying they are as their mothers ) and afterward would go back on that which they have said ; ( the penalty ) in that case ( is ) the freeing of a slave before they touch one another . Unto this ye are exhorted ; and Allah is informed of what ye do.

jo loog apni biwion se zahar karen phir apni ki huyi baat se ruju karlen to inke zimme aapas me ek dusre ko hath lagane se pehle ek gulam azad karna hai iske zariye tum naseehat kiye jate ho aur Allah tala tumhare amal se bakhabar hai


Al-Mujadila (58) Ayat (verse) No.: 4


فَمَن لَّمْ يَجِدْ فَصِيَامُ شَهْرَيْنِ مُتَتَابِعَيْنِ مِن قَبْلِ أَن يَتَمَاسَّا فَمَن لَّمْ يَسْتَطِعْ فَإِطْعَامُ سِتِّينَ مِسْكِيناً ذَلِكَ لِتُؤْمِنُوا بِاللَّهِ وَرَسُولِهِ وَتِلْكَ حُدُودُ اللَّهِ وَلِلْكَافِرِينَ عَذَابٌ أَلِيمٌ

And he who findeth not ( the wherewithal ) , let him fast for two successive months before they touch one another ; and for him who is unable to do so ( the penance is ) the feeding of sixty needy ones . This , that ye may put trust in Allah and His messenger . Such are the limits ( imposed by Allah ) ; and for disbelievers is a painful doom.

haan jo shaqs na paye iske zimme do mahino k lagataar roze hain isse pehle k ek dusre ko hath lagayen aur jiss sahqs ko ye taqat bhi na ho ispar 60 miskeeno ka khana khilana hai, ye isliye k tum Allah ki aur iske Rasul ki hukm bardari karo ye Allah tala ki muqarar karda haden hain aur kuffar hi k liye dardnak aazaab hai

jaise k upar Quran ki aayat se hame zahir hota hai k zuban se kehdene se k wo meri maa ki peeth jaisi haim aisa kehne se biwi maa nahi hojati aur nahi mubhola beta khud ka beta hojayega ye to zamane jahiliyat ki baten hain isse hame parhez karna chahiye

ek cheez zahen me rehni chahiye k aise behuda mazakh se hame door rehna chahiye aur fuzul qasme khana mazakh me talaq ki baten karne ya darane k liye kehna ye shariat me kaafi maine rakhti hain


zahar ka kya matlab hai ?

ye kahe ke tu meri maa ke peeth ki tarah hai yani jis tarah meri maa mujh par haram hai usi tarah tum bhi haram ho to Allah tala kahte hain ke ye kahte hain ke wo unki maa nahi hai

isme aksar olama ki rai hai k agar koi galti se bhi kehde to ispar kuffar lazim hai agar jaan bujh kar kahe to phir wo kuffare k sath sath khatawar bhi hai

to hame chahiye k aise kalimat mazakh me bhi kehne se parhez karen

umeed hai baat wazeh hogayi hogi k agar ek baar bhi kehde to phir hambistar karne se pehle balke biwi ko hath lagane se pehle usko kuffara dena hoga jo aayat me bataya gaya hai

agar gulam na ho to lagataar 2 mahino k roze rakhega agar beech me ek bhi roza chut jaye to phir ginti pehle se hogi kyun k lagatar kaha gaya hai

agar ye bhi na karsake to 60 miskeeno ko khana khiliye wo khana jo khud khata ho wallahu aalam

Allah hame deen ki sahi samajh aata ramaye Aameen
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
JazakAllah Khair.. es baat ko kafi lightly loug use kerte hai I hope k es topic ko read kerne k baad ache se samjhe and eske use kerne se perhaiz kare..and baki sub ko bhi forward kare..
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
JazakAllah Khair.. es baat ko kafi lightly loug use kerte hai I hope k es topic ko read kerne k baad ache se samjhe and eske use kerne se perhaiz kare..and baki sub ko bhi forward kare..
Allahi barik feek :)

jee bilkul theek kaha apne aisi baton ko loog aasani se lete hain phir bad me pareshan hote hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
Jazakallah...



assalamu alaykum wrwb :)

masha allah bohot hi acha sawal aur insha allah is sawal se kaafi logon me galat fehmi door hogi ham isme dalail k sath roshni dalna chahenge


al-ahzab (33) ayat (verse) no.: 4


مَّا جَعَلَ اللَّهُ لِرَجُلٍ مِّن قَلْبَيْنِ فِي جَوْفِهِ وَمَا جَعَلَ أَزْوَاجَكُمُ اللَّائِي تُظَاهِرُونَ مِنْهُنَّ أُمَّهَاتِكُمْ وَمَا جَعَلَ أَدْعِيَاءكُمْ أَبْنَاءكُمْ ذَلِكُمْ قَوْلُكُم بِأَفْوَاهِكُمْ وَاللَّهُ يَقُولُ الْحَقَّ وَهُوَ يَهْدِي السَّبِيلَ
allah hath not assigned unto any man two hearts within his body , nor hath he made your wives whom ye declare ( to be your mothers ) your mothers , nor hath he made those whom ye claim ( to be your sons ) your sons . This is but a saying of your mouths . But allah sayeth the truth and he soweth the way.

kisi admi k seene me allah tala ne do dil nahi rakhe, aur apni jin biwion ko tum maa keh baithte ho unhe allah ne tumhari sach much ki maaen nahi banaya aur na tumhare liye palak ladkon ko waqai tumhare bete banaya hai, ye to tumhare apne muh ki baten hain, allah tala haq baat farmata hai aur wo sidhi raah sujhata hai


al-mujadila (58) ayat (verse) no.: 3


وَالَّذِينَ يُظَاهِرُونَ مِن نِّسَائِهِمْ ثُمَّ يَعُودُونَ لِمَا قَالُوا فَتَحْرِيرُ رَقَبَةٍ مِّن قَبْلِ أَن يَتَمَاسَّا ذَلِكُمْ تُوعَظُونَ بِهِ وَاللَّهُ بِمَا تَعْمَلُونَ خَبِيرٌ

those who put away their wives ( by saying they are as their mothers ) and afterward would go back on that which they have said ; ( the penalty ) in that case ( is ) the freeing of a slave before they touch one another . Unto this ye are exhorted ; and allah is informed of what ye do.

jo loog apni biwion se zahar karen phir apni ki huyi baat se ruju karlen to inke zimme aapas me ek dusre ko hath lagane se pehle ek gulam azad karna hai iske zariye tum naseehat kiye jate ho aur allah tala tumhare amal se bakhabar hai


al-mujadila (58) ayat (verse) no.: 4


فَمَن لَّمْ يَجِدْ فَصِيَامُ شَهْرَيْنِ مُتَتَابِعَيْنِ مِن قَبْلِ أَن يَتَمَاسَّا فَمَن لَّمْ يَسْتَطِعْ فَإِطْعَامُ سِتِّينَ مِسْكِيناً ذَلِكَ لِتُؤْمِنُوا بِاللَّهِ وَرَسُولِهِ وَتِلْكَ حُدُودُ اللَّهِ وَلِلْكَافِرِينَ عَذَابٌ أَلِيمٌ

and he who findeth not ( the wherewithal ) , let him fast for two successive months before they touch one another ; and for him who is unable to do so ( the penance is ) the feeding of sixty needy ones . This , that ye may put trust in allah and his messenger . Such are the limits ( imposed by allah ) ; and for disbelievers is a painful doom.

haan jo shaqs na paye iske zimme do mahino k lagataar roze hain isse pehle k ek dusre ko hath lagayen aur jiss sahqs ko ye taqat bhi na ho ispar 60 miskeeno ka khana khilana hai, ye isliye k tum allah ki aur iske rasul ki hukm bardari karo ye allah tala ki muqarar karda haden hain aur kuffar hi k liye dardnak aazaab hai

jaise k upar quran ki aayat se hame zahir hota hai k zuban se kehdene se k wo meri maa ki peeth jaisi haim aisa kehne se biwi maa nahi hojati aur nahi mubhola beta khud ka beta hojayega ye to zamane jahiliyat ki baten hain isse hame parhez karna chahiye

ek cheez zahen me rehni chahiye k aise behuda mazakh se hame door rehna chahiye aur fuzul qasme khana mazakh me talaq ki baten karne ya darane k liye kehna ye shariat me kaafi maine rakhti hain


zahar ka kya matlab hai ?

ye kahe ke tu meri maa ke peeth ki tarah hai yani jis tarah meri maa mujh par haram hai usi tarah tum bhi haram ho to allah tala kahte hain ke ye kahte hain ke wo unki maa nahi hai

isme aksar olama ki rai hai k agar koi galti se bhi kehde to ispar kuffar lazim hai agar jaan bujh kar kahe to phir wo kuffare k sath sath khatawar bhi hai

to hame chahiye k aise kalimat mazakh me bhi kehne se parhez karen

umeed hai baat wazeh hogayi hogi k agar ek baar bhi kehde to phir hambistar karne se pehle balke biwi ko hath lagane se pehle usko kuffara dena hoga jo aayat me bataya gaya hai

agar gulam na ho to lagataar 2 mahino k roze rakhega agar beech me ek bhi roza chut jaye to phir ginti pehle se hogi kyun k lagatar kaha gaya hai

agar ye bhi na karsake to 60 miskeeno ko khana khiliye wo khana jo khud khata ho wallahu aalam

allah hame deen ki sahi samajh aata ramaye aameen
 
  • Like
Reactions: Deep Silence

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
masha Allah & jazak Allah.
aap sab ka jis ne ise read kia aur reply kia.hume ese hi chote chote masail pr discuess krte rehna chahiye.aksar jo batein hume mamoli si lgti hain wohi haqeeqat me buhot bari hoti h.insha Allah main ese hi question krti rahi hon jin ka maqsad sirf ye hoa ga k baqio ko bhi is bat ka pata ho...jo sab humari life me hoti h
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
masha Allah & jazak Allah.
aap sab ka jis ne ise read kia aur reply kia.hume ese hi chote chote masail pr discuess krte rehna chahiye.aksar jo batein hume mamoli si lgti hain wohi haqeeqat me buhot bari hoti h.insha Allah main ese hi question krti rahi hon jin ka maqsad sirf ye hoa ga k baqio ko bhi is bat ka pata ho...jo sab humari life me hoti h
bilkul theek kaha apne
aur ham apke bohot mashkoor hain apke in sawalon se hame tahqeeq ka mauqa milta hai aur hamare ilm me izafa hota hai

Jazakallah khair
 
Top