that's gud ma khud soch rahi thi k aik never ending story ka thread lagaon bht maza aye ga acha hai aap isse cont karainna dont worry
wo story round waale threads main kal reopen akr dungi INSHAALLAH aap log chaho to kabhi b wahan enjoy kar sakte ho
jee bilkulthat's gud ma khud soch rahi thi k aik never ending story ka thread lagaon bht maza aye ga acha hai aap isse cont karain
hahahasab se zyada mushkil tab hoi jab hamain 1st impression is last k favour ma boln atha uff dimagh kharab ho gaya tha us waqt kahan kahan se dhoondh dhoondh k popints lana pare such jhoot sab thoons dala us main
Result b to daina hay na
birthday k baad phir se shuroo karain gaye dont worry
hahahaha @kool~nomi bhayaES GAME MAIN KOOL NOMI KO KUN LIYA HAHAHA
cute siggi sarlaES GAME MAIN KOOL NOMI KO KUN LIYA HAHAHA
OK SIScute siggi sarla
isse center may akrain
wah great work sarla mere liye b aik banao na plj
liken pic u dowah great work sarla mere liye b aik banao na plj
ye to bht kari shart hai yar apni pic de k kya maza akoi b laga do meri dp laga do naliken pic u do
khtam ku kar diyaaaaaaaaa itna mazy ka tou ta gussa kisi py nhi aya u ko pata hai na mery gussy ka well sub ny bhot acha khelaAssalam o Alaikum TM membersHamara 15 days ka Back to Back Game contest khatam ho chukka hay,,i really enjoyed with all of u!Ab is Contest k baare may kuch gossips ho jayain aap sab apne views share kariye k aap ne konse rounds aur games ziada enjoy kiye kahan enjoy nhi kiya kab kab mushkil task daikh kar organizer par ghussa aaya kis Participant ki taiz raftari daikh k ghussa aata tha kis ki li8 off hone ki duayain akrte thay games khailne k liye kitne excited rahey!aur next kis tara k mazeed games waghaira aap k liye hone chahiye jin may aapko interest hay!ya jo b aap in 15 days ki Games and Chit chat k baare may share karna chahain jo b bharas nikalna chahain idhar aa jayain
thanx maheen hamri team k taraf se aap k team k sath bht maze ka muqbla hoa aur sharat ma koi bat buri lag gai ho to maaf kar dena tumhari team b bht acha kheli game ka maza hi tab hai jab dono teams jam k muqabla karainkhtam ku kar diyaaaaaaaaa itna mazy ka tou ta gussa kisi py nhi aya u ko pata hai na mery gussy ka well sub ny bhot acha khela
mein start k 3 days join nhi kar saki ti game lekan baki sub days bhot maza aya
zadha maza team k sath aya .. subi hi bhot cooperative members mily Masha Allah sy humeri team ko @Sarlaa_TM bhot fast hai Masha Allah sy oar @kool~nomi oar @HuriYa ny competition mein kamal kar diya oar thora gussa aya bs ek bandy py @sherry2112 py ye mujy tag bhot data ta iss ley oar bhri mushakl sy mein gussa control kia
oar team A ny bhi bhot acha khela @Star24 appi k sath competition kar k bhot maza aya
next bhi asy contest organize krwana
nhi sis mujy koi bat buri nhi lagi ... kisi ki bhi buri nhi lagi sub ny bhot acha khela bhot maza ayathanx maheen hamri team k taraf se aap k team k sath bht maze ka muqbla hoa aur sharat ma koi bat buri lag gai ho to maaf kar dena tumhari team b bht acha kheli game ka maza hi tab hai jab dono teams jam k muqabla karain