Asslamualakum,
barri mazrat k sath apna taza tareen qitaa lay kar hazir hoon,umeed ha sabko pasand......nahi......aaye ga,shukria.
Kar sehri,din bhar rah-e-aftaar dekh
ya phir TM pe aa ja aur nai yalghaar dekh
moderators ki bharti hui paidawaar dekh
"ha dekhnay ki cheez,issay baar baar dekh"