Hijab

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
aur jahan tak pardey ki abat hay to sirf aurton hi nhi mardon ko bhi pardey ka hukam hay!
aik se dusri nazar kisi aurat pe daalna haram hay un k liye.
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
donia ki sakte or garme hum bardasht kar saktay hay...lakin dozakh ki garme or tapish say Allah pak sab mosalmano ko bachaye ameen...

donia ki garme ki fiqar nae karne...just akhirat ki garmae ki fiqar karne hay...

chehra dhapna b farz hay hum par...
loo jee... dunia ki garmi to dekhi ja rahi dozakh ki garmi kis ne dekhi hai...
ویسے عجیب بات ہے .. یہاں پہ لڑکیاں مردوں کو نہیں کہتی کے وہ اپنی سوچ تبدیل کریں ... اور اپنے اپ کو چھپانا فرض سمجتی ہیں .. اپنے اپ کو مشکل میں ڈالنا اچھا لگتا ہے اور مرد ہیں کے مزے کر رہے ہیں .. واہ
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
aur jahan tak pardey ki abat hay to sirf aurton hi nhi mardon ko bhi pardey ka hukam hay!
aik se dusri nazar kisi aurat pe daalna haram hay un k liye.
yeh kesi sakhti hai... doosri nazar dalana kia mushkil... kisi ko kia takleef hoti hai... jab kay orat ko physical sekhti di gai hai..
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
loo jee... dunia ki garmi to dekhi ja rahi dozakh ki garmi kis ne dekhi hai...
ویسے عجیب بات ہے .. یہاں پہ لڑکیاں مردوں کو نہیں کہتی کے وہ اپنی سوچ تبدیل کریں ... اور اپنے اپ کو چھپانا فرض سمجتی ہیں .. اپنے اپ کو مشکل میں ڈالنا اچھا لگتا ہے اور مرد ہیں کے مزے کر رہے ہیں .. واہ

hamara iman hay jannat dozak,qiyamat sab par.......
end hum siraf or siraf Allah ki raza ki katir ye sab kartay hay...jisay Allah ki raza hasil hojaye usay pir donia ki koe dolat or shrat nae chachaye...Allah ka ahsan hay k mujy bina kise mehnat r mushaqqat k musalman gharany may peda kia..Alhumdoliallah..
 
Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
waisay agar ap key lie hukam hota sakhat garmi main apna moon danpo or aurat kay liey yeh hukam hota kay woh ap par dosri nazar nahi daal sakhti... to phir ap ko shaid meri baat samj ati
:s kyon bhui..apne kia apna gender change karliya hai jo apko feel hone laga hai ? ;))
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
yeh kesi sakhti hai... doosri nazar dalana kia mushkil... kisi ko kia takleef hoti hai... jab kay orat ko physical sekhti di gai hai..
koi sakhti nhi di gai,,ye aap jaise log hain jo hmare faide k liey hi ki gai baat ko sakhti keh keh k dusro k dimagh khrab akrne ki koshish karte hain!

kia agar beparda bahir nikal jaaye log entertain hon aap se comment pass karain aap pe ,mazaq urayain aapka to wo aap k liye sakhti nhi hogi?

is k baraks agar aik aurat hijab pehan k bahri jaati hay apne dignity apni garce k saath she knows she is covered she is well confident, aur wo bohat ziada comfortable bhi feel karti hay n these are my personal views, bohat comfertable hijab may feel hota hay! ALLAH ne girls ko beauty di hay aur uski hifazat hmare hi zumme hay q k yhi sab se precious hay aur hum apne precious cheez ki hamesha ziada hifazat karte hain!
koi positive baat akrni hay to kariyega ab warna so jayain ja k thori dair /:)
 
  • Like
Reactions: ~Prince-Farry~

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
hamara iman hay jannat dozak,qiyamat sab par.......
end hum siraf or siraf Allah ki raza ki katir ye sab kartay hay...jisay Allah ki raza hasil hojaye usay pir donia ki koe dolat or shrat nae chachaye...Allah ka ahsan hay k mujy bina kise mehnat r mushaqqat k musalman gharany may peda kia..Alhumdoliallah..
kia ap bahir jatay hoay parda karti hain.. abhi sach batana... Allah ap ko bhi janta hai or muje bhi... Parday se murad proper islamic dress
 
HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
well yahan pe Dicussion Chehray k Hijaab k hawalay se ho rahe hay..! main aak baat share kerna chahOn ge k main nay aise bOhat se females ko dekha hay Jo Chahray ka Hijab kerti hain laken physically attraction ka baise banti hain, un ki dressing, banao singhar zahir ho raha hOta hay Jab k un ka chehra coverd hOta hay..! sO meray khyal main sirf Chahra Dhaanp lainay se parda nahi Ho jata, Jaisay K yaha kuch members nay kaha k Chahray ka Hijab na hona Fitnay ka baise hay. Chahra Cover kerna bhi bohat achee baat hay Kerna chahiye Laken us se zyda zurori Jism ka parda hay aise dressing na ki Jaye Jo Parday se bhi zahir hOo aur Appealing ka baise bany.
 
beshak :)
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
nahi, females ki majoborian discuss kar raha hun... ap pe nazar ki sakhti or un pe jism ki sakhti... yeh kesa insaaf
oopsh i dont know muje ye abat poochni chahiye ya nhi magar poochna zaruri hay ,,q k abhi aap jin se baat akr rhe ho wo aapki real sisters nhi hain is liye shayed aap aise bol sakte ho!

suppose aapki apni family member(agar hijab nhi akrti aap ne mana kiya,, q k wo sakhti hay aurat k liye)
bahir jaaye baghair hijab k ,,n baahir k log bhi aap jaise sochte hain k aurat pe dusri nazar na daalne ka hukam sakhti hay (aur wo ignore karte hain is hukam ko) ab na to aurat ne follow kiya ALLAH ka hukam na baahir baithe mardon ne , q k dono k khayal may bejaa sakhti hay ye!
Tab kia hoga?
ab aap ki raaye kia hogi?
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
koi sakhti nhi di gai,,ye aap jaise log hain jo hmare faide k liey hi ki gai baat ko sakhti keh keh k dusro k dimagh khrab akrne ki koshish karte hain!
main bhi ap jaisay hun... lekan main koan ka mandak nahi hun..

kia agar beparda bahir nikal jaaye log entertain hon aap se comment pass karain aap pe ,mazaq urayain aapka to wo aap k liye sakhti nhi hogi?
Ap log jahil hain to ap ka kasoor hai... Logon ko chahe kay woh orat kay status ko samajian na kay ap apnay ap ko muhskil mian dalain

is k baraks agar aik aurat hijab pehan k bahri jaati hay apne dignity apni garce k saath she knows she is covered she is well confident, aur wo bohat ziada comfertable bhi feel karti hay n these are my personal views, bohat comfertable hijab may feel hota hay! ALLAH ne girls ko beauty di hay aur uski hifazat hmare hi zumme hay q k yhi sab se precious hay aur hum apne precious cheez ki hamesha ziada hifazat karte hain!
koi positive baat akrni hay to kariyega ab warna so jayain ja k thori dair /:)
main ne pehlay bhi bataya mian hijab kay khilaaf nahi hun... main kuch kamzorain discuss kar raha hun kay mard kay leiy bohat kam pabandian hain or oroton kay liey ziada
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
kia ap bahir jatay hoay parda karti hain.. abhi sach batana... Allah ap ko bhi janta hai or muje bhi... Parday se murad proper islamic dress
yes Allah ka shukar hay may 9th class say mukammal parda karte ho...nd hum pathan wesay b parda kartay hay...

may apko jawab da nae ho,lakin pir apko bataya to mera ahsan manye ga.
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
main bhi ap jaisay hun... lekan main koan ka mandak nahi hun..

Ap log jahil hain to ap ka kasoor hai... Logon ko chahe kay woh orat kay status ko samajian na kay ap apnay ap ko muhskil mian dalain

main ne pehlay bhi bataya mian hijab kay khilaaf nahi hun... main kuch kamzorain discuss kar raha hun kay mard kay leiy bohat kam pabandian hain or oroton kay liey ziada
ye batain kar k aap kia sabit karna chahte ho
k Islam musawat ka deen nhi?

throi dair pehle aap keh rhe thay mard ko kio sakhti deni k wo dusri nazar na daale! abhi aap keh rhe ho k mardon ko khud samajhna chahiye aurat ka status!
to jnab aap kis dunya may hay?

dunya may qwaneen bhi abdnazmi ko rokne k liey hi hote hain,,ab agar traffic police ka intazam kiya gya hay to wo ksi liye hay? kia logo ko nhi pta k taiz gaari chlane ya ghalat turn laine se accident hoga?
is k bawajud log ghalat turn laite hain! agar traffic polics na ho to roz kitne hadsaat hon?
 
Qalandar

Active Member
Aug 8, 2011
323
477
63
37
mein Quran e Pak kar tarjama parti hn ALLAH ji ke fazal sey
surat noor mein aurton ke hijab ke bary mein hai kaffi had tak samgh aya
magar eik baat pochna chahti hn ke kya aurat ke hijab mein chahre ka parda bhi ata hai ya nahin?
میرے دوستوں
السلام علیکم:
مجھے ایسے سوال پر بعض اوقات حیرت ہوتی ہے کہ حجاب یعنی پردہ میں چہرہ کا پردہ ہے یا نہیں?
بنیادی طور پر ہم نے ابھی تک پردہ کا مفہوم ہی نہیں سمجھا کہ پر دہ ہے کیا? جب ہم لفظ حجاب استعمال کرتے ہیں تو اس کا مفہوم کیا ہے۔
اس بنیاد کو سمجھنا سب سے پہلی ضرورت ہے۔

عورت کے لئے دو حکم ہین
ایک حکم ستر کا ہے دوسرا پردہ کا۔
یہ بات ذہن نشین فرمالیں کہ عورت کا پورا جسم سوائے چہرا، دونوں ہاتھ کلائیوں تک اور پاؤں ٹخنوں تک ستر کہلاتا ہے اور یہ ہر مرد سے چھپانا عورت پر فرض ہے سوائے اپنے شوہر کے۔
پردہ کیا ہے ستر کے علاوہ چہرہ کا چھپانا اور جسم پر ایسی چادر برقع کا استعمال کرنا جس سے عورت کے جسم کے اعضاء کے خدوخال بلخصوص سینے کا ابھار چادر میں چھپ جائے ۔ یہ پر دہ محرم کے علاوہ ہر نامحرم سے کرنا واجب ہے۔
بدقسمتی سے ہم لوگ ستر کو پردہ کے حکم میں لے آئے ہیں۔
اور پھر سوال اسی طرح کا ہوتا ہے کہ کیا چہرہ حجاب میں شامل ہے۔
حجاب ہے ہی چہرہ چھپانے کا نام اس کے علاوہ تو ستر کہلاتا ہے۔
ہم نے قرآن پڑھ لیا کسی عالم کی تقریر سن لی اور بس ظاہری لفظوں میں ہم نے کچھ بھی سمجھ لیا ۔
اچھی بات ہے کہ ہم قرآن پاک ترجمہ سے پڑھیں لیکن قرآن کے بعض مضامیں احکام ایسے ہیں کہ اس لے لئے مستند علماء کی رھنمائی ضروری ہے۔
اللہ تعالی ہمیں دین کو سمجھنے کی توفیق عطا فرمائے۔
 
Top