Imtehan aap ki Zahanat ka

  • Work-from-home

Noor_Afridi

Super Star
Feb 28, 2009
14,443
9,602
1,313
40
karachi
Imtehan aap ki Zahanat ka

1. kiS nabi ya kiS Sahabi k Urs Sari dunya may manaya jata hai ?

2. Humaray pyaray Nabi SAWW k Zamane k Sab Say behtareen Qawal ka naam batayeh ?

3. Sahabi kiS k mazar par ja kar Dua mangtay thay ?

4. 11 Or 12 ki Niaaz kitne Sahabi detay thay
Saray
thoray
ya Koi aik ?

5. kia kabhi kiSsi Sahabi nay Dhamal dala ?

6. Ya Rasolullah Madad ,Ya Ali Madad Gos Pak Madad
ka Nara Sab Say pehlay kiS sahabi nay lagaya ?

7. 10 Muharam kO kitnay Sahabi haleem Or Sabeel banatay thay

8. 12 Rabi Ul Awal kO Sahabi kis Color ka jhanda lehratay thay

9. kiS Sahabi nay Allah k Nabi SAWW ka mazar tameer kia tha ?

Note : Answers Quran-o-Hades k MutabiQ Den
jizakaAllah

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Imtehan aap ki Zahanat ka

masha Alalh badi khushi huyi janab apke in sawalat ko dekh kar har sawal ka tafseelan jawab dete lekin abhi itna waqt nahi hamare paas k sara mawad jama karke jawab de lekin sarsari taur par maqool jawab dene ki koshish karen inhsa Allah :)

A. nahi kisi nabi nahi kisi sahabi ka urs manaya jata hai kyun k na Quran me iski daleel hai na Hadees me :)

A. koi nahi kyun k mosiqi silam me haram hai aur aise shirkia alfaz to jahannam ko lekar jate hain ye sab baad ki ejaad hai issi islam se kuch lena nahi hai :)

A. kisi k mazar par jaa kar dua karna shirk hai kisi sahabi ne aisa amal nahi kiya balke Allah se dua karte Allah se madad talab karte :)

A. puri tareeq utha kar dekhlen aur dekhte reh jayen qayamat ki subah tak koi ek sahabi se bhi ham sabit nahi karsakte k kisi ne is tarah ka niyaz kiya :)

A. nahi (dhamal ki thora wazahat karden) :)

A. Allah ki qasam ek sahabi ne bhi aise nare nahi lagaye :)

A. ek bhi nahi :)

A. koi jhanda nahi lagate :)

A. kisi ne nahi kiya aur nahi unka koi mazar bana hai :)

Quran aur Hadees se inme se koi cheez sabit nahi :)

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen

Jazakallah khair
 
jazikaAllah brO buhut achay jawab diyeh hain
jab kOi Cheez Quran Or hadees Say Sabit nahi hai tO phir lOg kiOn yeh Sab kartay hian kia On k paSs AQal nahi hai
( Dhamaal mazarO par naChnay kO kehtay hain )
 
St0rm

Hot Shot
Jan 28, 2009
23,678
5,392

Ameen...

MashaAllah boht achey tareeqey se apne jawabat diye Nasir bhai.... :)
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313

jazikaAllah brO buhut achay jawab diyeh hain
jab kOi Cheez Quran Or hadees Say Sabit nahi hai tO phir lOg kiOn yeh Sab kartay hian kia On k paSs AQal nahi hai
( Dhamaal mazarO par naChnay kO kehtay hain )
Allahi barik feek bro
ye logon k paas aqal hai wo aqal duniya kamane me lagate hain Quran ko bechte hain
ye hadd darje ki jihalat hai bro
Allah inhe hidayat de aur taufeeq de tauba ki Aameen
 
Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
nice tread noor...
nasir bhai apnay saray he sawalo k jawabat day diye...maray lie b 1 sawal chor daytay na...:(:(:(:(
 
Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
saray answer tu nasir bahai nay day diye hay aur mashAllah sub k sub darust bhi hay

Allah hamay deen ku sahe meanaing may samjhnay ki toufeeq atta fermaye (Ameen)
 
yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
MashaAllah Noor bhai aap ne behtreen thread aaj share kya hai....

or Nasir bhai ne kamaal ke jawaab diye hain...

asal baat hai samajh ki or aaj hum samajhna naheen chahte, coz agar hum samajh gaye to phir woh sub kuch chhorna par jayegaa jis ko aaj hum log apne dil se lagaye baehtey hain, haan aaj agar hum maen naheen hai yaa baray fakhar se hum chhor rahe hain to woh hai Allah ka Hukam or Huzoor Salallah-o-Alaeh-e-Wasallam ki Sunnat, yeah both cheezain sahabah karaam ki zindagi maen bharpoor tareeqe se shaamil theen to Allah ta'laa nae kainaat ke 4 important anaasir (Aag, Hawa, Matti or Paani) unkey tabey kar diye they.

Allah humko deen ki samajh ataa farmaye, ameen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
nice tread noor...
nasir bhai apnay saray he sawalo k jawabat day diye...maray lie b 1 sawal chor daytay na...:(:(:(:(
tooba hamne mukhtasar jawab diye hain time na hone ki wajhe se aap chaho to isko tafseelan bayan kar sakte ho :)

saray answer tu nasir bahai nay day diye hay aur mashAllah sub k sub darust bhi hay

Allah hamay deen ku sahe meanaing may samjhnay ki toufeeq atta fermaye (Ameen)
Aameen :)
Jazkallah khair
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
MashaAllah Noor bhai aap ne behtreen thread aaj share kya hai....

or Nasir bhai ne kamaal ke jawaab diye hain...

asal baat hai samajh ki or aaj hum samajhna naheen chahte, coz agar hum samajh gaye to phir woh sub kuch chhorna par jayegaa jis ko aaj hum log apne dil se lagaye baehtey hain, haan aaj agar hum maen naheen hai yaa baray fakhar se hum chhor rahe hain to woh hai Allah ka Hukam or Huzoor Salallah-o-Alaeh-e-Wasallam ki Sunnat, yeah both cheezain sahabah karaam ki zindagi maen bharpoor tareeqe se shaamil theen to Allah ta'laa nae kainaat ke 4 important anaasir (Aag, Hawa, Matti or Paani) unkey tabey kar diye they.

Allah humko deen ki samajh ataa farmaye, ameen
Aameen :)
shukran janab
Jazakallah khair
 
Top