jhoti kasam ka kofara

  • Work-from-home

faiq096

Newbie
Sep 2, 2011
2
0
0
salam me yr 1 cheez jana chata hun k mere 1 dost ne pucha tha kk bachpan me kam ilmi ki waja se mazak mazak me usne quran ki jhooti qasam kha li thi.us se kisi ko koi nuksan koi kuch fesly wagera ka mamla ni tha.us ka koi kofra hoga yan ni.wo toba to kr chuka ha pr koi qofara hota ha iska.
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Wassalam

bhai jan pehli baat to bachpan woh bhi kam ilmi yaa nadaani ke sabab ke
yaani us baat se anjaan haalat mein to ghalti huwi to tauba hi kare aur
jaan boojh ke haq pe hone per bhi Qur'an e kareem ke qasam ki ijazat nahin
aur jahan tak mera ilm hai mein jaanta hoon to tauba hi kare iska koi kufara nahin
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Top