salam me yr 1 cheez jana chata hun k mere 1 dost ne pucha tha kk bachpan me kam ilmi ki waja se mazak mazak me usne quran ki jhooti qasam kha li thi.us se kisi ko koi nuksan koi kuch fesly wagera ka mamla ni tha.us ka koi kofra hoga yan ni.wo toba to kr chuka ha pr koi qofara hota ha iska.