Kya Aap Jin Bhoot pe Yaqeen Rakhte Hain?

  • Work-from-home

Saqib Khan

Newbie
Nov 10, 2010
33
5
0
Bilkul yaqeen rakhta hoon aik tafa main apne dost say milne au kay gawon gya tha gawon main andhera bahot jaldi ho jata hai.
aur sheher kay loogon ko kahan jaldi neend aati hai.main nay dost say kaha kay chall yaar bahir say ho kay atay hain jab hum dono bahir gye wapsi main kya dekhte hain kay jin nay us ki walaid ki shakal ikhteyar ki hoi hai hum is dar say dar rahay thay kay yeh kahay ga is waqt tum loog yahan kya kar rahay ho lekin kartay bhi tu kya karte rasta woh aik hi tha wapsi ka.hum dono ne sallam kiya lekin us nay koi jawab nhi diya humay bara taaju.ghar punchay tu dekha us kay walaid bistar par soo rahay hain.dar say humari neend hi urh gai.subha yeh qaisa us kay walaid ko sunaya tu woh kehnay laga yahan aksar aisa hota hai.kisi ki bhi shakal yeh ikhtyar kar saktay hain.main nay usi din ticket katwaya aur shaam honay say pehlay karachi rawana howa.
 
Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
haaan mujhe bhe yakken hain jab chota tha aur jis ghar mai the wahah jinnat bhe rehte the

and hume nazar bhe ate the in different faces.....rat ko jb soya karta tha mai tu mujhe

daily nazar ate the like chair par ek admi bheta hota tha and chairs khud hi age peche ho

jate the kabhi ghar kai darwze khud open close hote the jaise koi andar bahir ja raha ho and

us ka upar portion khali hua karta tha tu jb bhe raat kai 12 sai upar hota time tu aise

awazein ate the jaise koi upar bhag raha ho and khel raha ho leken upar koi nahe rehta tha

and jb hum subah upar ja kar dhekte tu dewarun par rooof par paun kai nishan hua karte the

phe hum clean karte sb tu agle din phr aise hi nishan hote the......leken tb tu hum chote

the dar tu lagta tha leken itna rahe wahan kai adat ho gaye the bus rahe bhe is liye kyun

kai hume kabhi nuqsan nahe diya jin nae because hamari family mai kise ko dai bhe nahe sakte

nuqsan because hamare par dada nae chila kiya tha and jin unkai qabze mai hua karte the so

phr un ki tabiyat bad mai khrab hue the tu par dada jee nae jin ko azad kiya tha is shart

par kai un ki ane wali har nasal ko koi bhe jin kabhi nuqsan nahe daiga shayad yehi wajah

the warna jahan jin rehte ho wahan koi aur rahe tu pata chalta hai phr:|

and some time aur bhe bohat kuch dheka tha us ghar mai like store ka door kabhi close nahe hota tha hum jb bhe close karte khud hi open ho jata tha and raat ko jb hum sb so rahe hote the tu hamre sofa par kitchen sai plate khud hi safa par chli jate the ohhh man kya yaad dila diya:-ss

but phele hume shak tha leken bad mai humnae apne hamare jo buzurg hain un sai pouch tu jihe nae kabho hamare ghar ko dheka bhe nahe tha unhe nae bataya kai ap kai ghar kai bahir ek tree hai mango ka us pat witch ka saaya hai is liye ap sb ko nazar ata hai then unhe nae kaha kai ap jald az jald yai ghar khali kar dein phr tb abu bhe out off city hote the then abu aye tu hum shift hogaye and aj bhe jb mai guzarta hun us ghar kai samnae sai tu abhe dar lagta hai thora thora and usi ghar mai meri sahe band bajte the:mad:
aur mujhe sb sai ziyada nazar ata tha khas kar witches kabhi raat ko tu kabhi subah.......anywayz koi yakken kare ya nahe but yai sach hai and jis kai sath guzarte hain unhe hi yakeen kartein hain ziyada tar.......:|
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!

hain :-ss :-ss
 
Top