Maa ka Haq ziyada Hai ya Paalne Wali ka?

  • Work-from-home

ShahzadFaiz

TM Star
Jul 25, 2010
1,319
324
783
45
Multan, PK
Baht Shukrya savio bai. apka k apne mufassil andaz me baat samjai...
mera net khrab hogya tha jiswaja se me late hogya.

[FONT=&quot]

JazakAllah Khair belkul sahi kaha aapne...
per kabhi kabhi kuch aisa hota hain k koi Maa aapni bache ko kessi majboori k tehat kessi aur ko adoubt kerti hain (khaas ker jenka koi aulad na ho) unhe, pir aise mei voh palne wale mother usay aapni he aulad k jitna pyar kerti hain and aapni auald k jaise buhut khidmat kerti hain jub voh bacha thora sa bada hujae and uske real mother ko tub thora ahsas hone lagta hain k yeh Bacha MashAllah se bada hua hain and she wants him back tu phir kia iase mei yeh sahi hoga k usay voh bacha wapas dene chahye jub k voh bacha khud bhi kessi aur ko apani mother samajhne laga ho and voh usay k saath rahna chahta hain and real mother ko pahchanta bhi na ho so aise mei bhi kia real mother ko bacha wapas dene chahye ya nahin? kio k yaha pe aab baat bache k bhi athe hain k voh aapne palne wale mother k saath habitted hue hain so aapni real mother to ofcours usay begana he lagega so aise circumstance mei kia kerna hoga?
sabah sis ka swaal b acha tha os ke jawab me muhammad bin qasim bai ne b mudallal jwab dya. mje yeh dekh kr khushi hoti hai, k abi b ahle ilam log yaha mojod hain. ALHAMD u LILLAH.




rahi baat yeh k bache ko le kar parwarish krna, jese k sabah sis ne kaha

[FONT=&quot]
aise mei voh palne wale mother usay aapni he aulad k jitna pyar kerti hain and aapni auald k jaise buhut khidmat kerti hain[/FONT]
is me thori si wazahat krna chahonga. k chahey ap bacha ko le kr parwarish karien magar Islamic nuqta nigah se ap bache ko uske haqiqi walden k baare me wazeh toor per bataien. uski chand wajoohaat hain.

jin me se
1= parwarish krda bache ki waldiat tabdeel nahi krni chahey... (maslan jisne parwarish k lye bacha lya wo school waqghera me haqiqi waldiat likhwaiene q k haqiqi waldiat k bajae apna waldiat show krana ghalat hai.) may b haraam….

2= agar ap bache ko haqiqi walden ka nahi bataien ge tu, KhudanKhawsta wo apne haqiqi walden ki olaad, (mean uske haqiqi behn ya bai) ko apna ideal samj sakta hai, jese k sabah sis ne kaha
[FONT=&quot]
voh aapne palne wale mother k saath habitted hue hain so aapni real mother to ofcours usay begana he lagega so aise circumstance mei kia kerna hoga?[/FONT]
go k unka ishara istaraf nai magar haqiqat aesi he hay or aesa muasharre me hoa b hai. Phir baad me bache ko haqiqat batai gai…..
3= ALLAH k Nabi Hazrat Muhammad (Sallalahu Alehe Wassalm) ne farmaya jisne zaat tabdeel ki usne apna baap tabdeel kya


To continue………
[/FONT]
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Baht Shukrya savio bai. apka k apne mufassil andaz me baat samjai...
mera net khrab hogya tha jiswaja se me late hogya.



sabah sis ka swaal b acha tha os ke jawab me muhammad bin qasim bai ne b mudallal jwab dya. mje yeh dekh kr khushi hoti hai, k abi b ahle ilam log yaha mojod hain. ALHAMD u LILLAH.




rahi baat yeh k bache ko le kar parwarish krna, jese k sabah sis ne kaha

is me thori si wazahat krna chahonga. k chahey ap bacha ko le kr parwarish karien magar Islamic nuqta nigah se ap bache ko uske haqiqi walden k baare me wazeh toor per bataien. uski chand wajoohaat hain.

jin me se
1= parwarish krda bache ki waldiat tabdeel nahi krni chahey... (maslan jisne parwarish k lye bacha lya wo school waqghera me haqiqi waldiat likhwaiene q k haqiqi waldiat k bajae apna waldiat show krana ghalat hai.) may b haraam….

2= agar ap bache ko haqiqi walden ka nahi bataien ge tu, KhudanKhawsta wo apne haqiqi walden ki olaad, (mean uske haqiqi behn ya bai) ko apna ideal samj sakta hai, jese k sabah sis ne kaha go k unka ishara istaraf nai magar haqiqat aesi he hay or aesa muasharre me hoa b hai. Phir baad me bache ko haqiqat batai gai…..
3= ALLAH k Nabi Hazrat Muhammad (Sallalahu Alehe Wassalm) ne farmaya jisne zaat tabdeel ki usne apna baap tabdeel kya


To continue………

jee bilkul sahi kaha apne palak bachon ko apne asli baap k naam se pukarna chahiye ye khud Allah ne hame hukm diya hai Quran me

in ayat par nazar dalen wazeh hojayega inshaAllah :)

sure ahzab aayat no 5

مومنو! لےپالکوں کو اُن کے (اصلی) باپوں کے نام سے پکارا کرو۔ کہ خدا کے نزدیک یہی بات درست ہے۔ اگر تم کو اُن کے باپوں کے نام معلوم نہ ہوں تو دین میں وہ تمہارے بھائی اور دوست ہیں اور جو بات تم سے غلطی سے ہوگئی ہو اس میں تم پر کچھ گناہ نہیں۔ لیکن جو قصد دلی سے کرو (اس پر مواخذہ ہے) اور خدا بخشنے والا مہربان ہے
 
  • Like
Reactions: ShahzadFaiz
Top