namaz e sahi tareeqa

  • Work-from-home

saami

Newbie
Nov 17, 2010
1
0
0
37
agar jis ko maloom karna hai ke ke kiss ka tareeqa namaz ka sahi hai to bhai
log hamaray aik hi peeer hain wo hain huzoor s a w w .un ka tareeqa dhondo hadeeso may aur aisa kahin nahi hain ke unhonay mukhtalif tareeqo se namaz parai hai namaz ka aik hi tareeqa hai dosray jo imam hain jaise imam abbu hanifa unka respect karo beshak liken mano baat sirf huzoor s a w w ki....imam abbu hanifa ne khud kaha tha agar meri baat conflict karti ho huzoor s aw w se to meri baat ko rad kardena aur nabi s a w w ki baat ko follow karna ...namaz sirf us ki hi qubool hogi jis par mohar huzoor s a w w ki lagi hogi .main yeh nahi bolta ke rafa dain karo na karo ... sure fateha paro na paro.......khud search karo ke nabi ne kistana namaz pari alehadees ke molvi se pocho..hanfi ke molvi se pocha ..agar search karaingay to hum ko yaqeen hai sahi rastay par pochngay aik hi tareeqa hai namaz ka ,,,,,,,, yeh nahi ke koi bolay ke hath opar bando to theek hai neechay bando to theek hai ........sirf aik tareeqa,sirf sahib bukhari ke hadees dekho ,sahi muslim ke hadees dekho,abu doawoood ke hadees dekho,,,sirf mohammad s a ww ka tareeqa sahi hai aur kisi ka nahi..un ke tareeqay follow kia sahaba ne .........saray imam ke respect karo liken farman sirf mohammad s a w w suno thatz his hadees are enough for us............................
 
Top