Question Answer Area For Girls!

  • Work-from-home

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
Thankoooo Faith:)
alag thread is liye nai lagai coz ye b same purpose k liye hai:s but main Hoorain sis se discuss kar k shayed laga doon
but do share ur experience tooo:) kisi zarooorat mand ka bhala ho jaye ga:p


Tressemme is used by the top hair stylists, n it is actulli a miracle product:) shayed tumhare pass doosri range ho is ki
n dey usually protect hair frm heat etc, but this is a multipurpose spray
waise yeh baat tou hai but yaha problems share karte hai aur questions pochte hai
jo tumne kaha woh alag subject hai but tum discuss karke dekh lo :p
and yeah sure mai share karungi

now my turn
mere problem hain Pimples....
waise toh suna hain k teenages ko yeh sab ka samna karna hi parta hain....
but kis age tuk i really dunno
abhi i am 19....aur kitna suffer karna parega
waise toh bahut zyada nahi hain....bus kabhi kabhi appear hote hain
but pimples bahut annoying hote hain i dont want any...
Pimples free aur clear skin k lie app log kia recommend karengay dear appa's???
specially jenhone xperience kiya hain i would love to know from them
any tipx.....
@RedRose64 @hoorain @Nelli @Detective @Fa!th @Pari @Bela
lolzzz appas
waise acne ki problem puri tarah se solve nhi ho sakti jaha tak muje pata hai
teen's mai muje thi aur aabhi bhi kuch kuch suffer kar rhi hon
yeh humari diet ki waja se aajati hai kuch logo ko chocolates suit nhi karti (muje bhi)
aur egg's aur zyada spicy cheezain jaise yaha sabne suggest kiya hai woh follow karna tou bht mushkil
hoga but tumhare pass aur koi option bhi nhi hai :p

aur han zyada kuch try kabi mat karna aapne face pe qki agar koi chez tumepe
suit nhi karegi tou tumhari skin pe dag aasakte hai acne ki jiska ilaj karna aur bhi mushkil ho sakta hai
meri jab prob shuru hui thi i started using
both of these jo mai aabhi bhi use kar rhi hon aur ghar mai kuch zyada creams etc nhi lagati just rose water
with glycrine aapne face pe spray kar deti hon


neutrogena bhttt hi zyada effective hai tum as a face wash bhi use kar sakti ho
and akne-mycin bhi bht achi hai it dries the acne phir wohi jaga se acne nhi aati
and yeah bela ne jo rose water kaha tha woh bhi use kiya karo din mai kabi bhi time miley
us se face bhtt hi zyada soft hjati hai
waise tou yeh twice a day use karni hai but mai sirf raat ko hi karti hon
and toner tou sirf pores k liye hoti hai i dunno if acne k liye theek hai bhi ya nhi :/



ahan appppaaaaaa

well ak bht acha or asan tarika btati hu...... jb me ka teenage start hoa n mujhy pehla pimple around chin nikla.....
thn meri amiji ne ROSE WATER ak spray bottle me dal k fridge me rakh dia.....
n me ko order kr dia k jb bhi frodge kholo simply spray it on your face n dnt dry it with anythng....
means let it dry naturly......

you knw iska out come kya tha.......
ye k
abhi tk sb mujh se pochty han k skin itni bachon jesi neat kese ha you ki......
ye me nasihat kr rahi hu ap sb girls ko........
mere dressing pe abhi tk hand lotion k ilawa koi single cream tk nai ha bcoz in my fridge thr is rose water........

n ak sb se mazy ki bat ye ha k mere hubby bhi meri skin ki aksar tareef krty hain

@Fa!th @Rubi @Pari @Tooba Khan @hoorain
veryyyyy nice advice :-bd
i also keep using rosewater but mai gycrine bhi thori mila leti hon
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
waise yeh baat tou hai but yaha problems share karte hai aur questions pochte hai
jo tumne kaha woh alag subject hai but tum discuss karke dekh lo :p
and yeah sure mai share karungi



lolzzz appas
waise acne ki problem puri tarah se solve nhi ho sakti jaha tak muje pata hai
teen's mai muje thi aur aabhi bhi kuch kuch suffer kar rhi hon
yeh humari diet ki waja se aajati hai kuch logo ko chocolates suit nhi karti (muje bhi)
aur egg's aur zyada spicy cheezain jaise yaha sabne suggest kiya hai woh follow karna tou bht mushkil
hoga but tumhare pass aur koi option bhi nhi hai :p

aur han zyada kuch try kabi mat karna aapne face pe qki agar koi chez tumepe
suit nhi karegi tou tumhari skin pe dag aasakte hai acne ki jiska ilaj karna aur bhi mushkil ho sakta hai
meri jab prob shuru hui thi i started using
both of these jo mai aabhi bhi use kar rhi hon aur ghar mai kuch zyada creams etc nhi lagati just rose water
with glycrine aapne face pe spray kar deti hon


neutrogena bhttt hi zyada effective hai tum as a face wash bhi use kar sakti ho
and akne-mycin bhi bht achi hai it dries the acne phir wohi jaga se acne nhi aati
and yeah bela ne jo rose water kaha tha woh bhi use kiya karo din mai kabi bhi time miley
us se face bhtt hi zyada soft hjati hai
waise tou yeh twice a day use karni hai but mai sirf raat ko hi karti hon
and toner tou sirf pores k liye hoti hai i dunno if acne k liye theek hai bhi ya nhi :/





veryyyyy nice advice :-bd
i also keep using rosewater but mai gycrine bhi thori mila leti hon
neutrogena face wah,,,,mai use kiya tha pr mujhey koi khaas change nazer nhi aya ulta merey chin area pr dark marks bhi a gaey they....tou mai ney foran use krna band kr diya ,,,,phir face wash ki soorat mai bairi key pattey use krti thi its best for face wash....
 
  • Like
Reactions: Fa!th

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
neutrogena face wah,,,,mai use kiya tha pr mujhey koi khaas change nazer nhi aya ulta merey chin area pr dark marks bhi a gaey they....tou mai ney foran use krna band kr diya ,,,,phir face wash ki soorat mai bairi key pattey use krti thi its best for face wash....
strange maine kafi logo ko yahi suggest kiya hai even meri czns ko bhi
kisi k saath aisi problem nhi hui :/
 
  • Like
Reactions: Detective

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
netrojina manay b use kia ta fase wash..mujy skin don nay likka ta...but koe kas fark to nae laga...ha ajkal may dove soup use karahe ho...is say pimples beth jatay hay.
 
  • Like
Reactions: Detective

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313


shayed is ointment ka name dosra ho apkey area mai pr aap is farmula ko note kr k pharmacy sey lai sakti hai,,,,,,,,iski cream bhi hai aur ointment bhi,,,,dono hi achi hai cream kyon k thori thick hoti hai isi liye mai is bar ointment lai hon,,dono ka result same hai,,,

ye acne ya pimpple pr ya acne marks pr lgaey bilkul thori si finger sey 2 sey 3 din reguler use krey INSHA ALLAH sab nishan aur pimple dore ho jaey gey,,,,

@Nelli
@Pari
@Fa!th
@masoom_se_chahat
@Tooba Khan
@RedRose64
@Rubi
@Sabah
@Sis
@Bela




(farmula)
triamcinolone acetonide , neomycin , gramicindin , nystatin
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar


shayed is ointment ka name dosra ho apkey area mai pr aap is farmula ko note kr k pharmacy sey lai sakti hai,,,,,,,,iski cream bhi hai aur ointment bhi,,,,dono hi achi hai cream kyon k thori thick hoti hai isi liye mai is bar ointment lai hon,,dono ka result same hai,,,

ye acne ya pimpple pr ya acne marks pr lgaey bilkul thori si finger sey 2 sey 3 din reguler use krey INSHA ALLAH sab nishan aur pimple dore ho jaey gey,,,,

@Nelli
@Pari
@Fa!th
@masoom_se_chahat
@Tooba Khan
@RedRose64
@Rubi
@Sabah
@Sis
@Bela




(farmula)
triamcinolone acetonide , neomycin , gramicindin , nystatin
abe sham may he mangwate ho...thanks a lot.
 
  • Like
Reactions: Detective

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
strange maine kafi logo ko yahi suggest kiya hai even meri czns ko bhi
kisi k saath aisi problem nhi hui :/
enviroment ka bhi masla hota hai na kyon k yahan jitney bhi logo ney use kiya hai sab ney fail kiya hai is product ko....yahan ka weather dry hai isi liye 100 mai sey 25 logon ko suit krta hai...
 

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....


shayed is ointment ka name dosra ho apkey area mai pr aap is farmula ko note kr k pharmacy sey lai sakti hai,,,,,,,,iski cream bhi hai aur ointment bhi,,,,dono hi achi hai cream kyon k thori thick hoti hai isi liye mai is bar ointment lai hon,,dono ka result same hai,,,

ye acne ya pimpple pr ya acne marks pr lgaey bilkul thori si finger sey 2 sey 3 din reguler use krey INSHA ALLAH sab nishan aur pimple dore ho jaey gey,,,,

@Nelli
@Pari
@Fa!th
@masoom_se_chahat
@Tooba Khan
@RedRose64
@Rubi
@Sabah
@Sis
@Bela




(farmula)
triamcinolone acetonide , neomycin , gramicindin , nystatin
ahan marks k liye achi hai mai aaj pharmacy mai check karungi i hope muje mil
jaye kabi kabar aisa hota hai k koi chez kabi milti nhi aur insan dhondte dhondte thak jata hai :s[DOUBLEPOST=1347969872][/DOUBLEPOST]
enviroment ka bhi masla hota hai na kyon k yahan jitney bhi logo ney use kiya hai sab ney fail kiya hai is product ko....yahan ka weather dry hai isi liye 100 mai sey 25 logon ko suit krta hai...
han sahi kaha
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
ok manay formola b likk diya hay..thx again
ok thanks alot
ur welcome..............[DOUBLEPOST=1347971157][/DOUBLEPOST]or han threading krney k baad ager kisi ko allergy ho jati ho y tou 2 time ye ointment lgaey 2 din tak....humarey yahan saloons pr yehi ointment rakhi hoti hai threading key baad foran costomer ko thori si lga daitey hai tak koi allergy na ho....:) [DOUBLEPOST=1347971183][/DOUBLEPOST]@RedRose64
@Nelli
@hoorain
 
  • Like
Reactions: Fa!th

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
ok :)[DOUBLEPOST=1347960303][/DOUBLEPOST]Hair Treatment

http://www.tafrehmela.com/threads/hair-treatment.204960/#post-1768766[DOUBLEPOST=1347960783][/DOUBLEPOST]@Nelli

aisa glow chahti ho na tum?

View attachment 53802
yup, balki jo is se b ziyada shine karta ho:D like shimmering jesi look aati hai us main[DOUBLEPOST=1347976779][/DOUBLEPOST]
waise yeh baat tou hai but yaha problems share karte hai aur questions pochte hai
jo tumne kaha woh alag subject hai but tum discuss karke dekh lo :p
and yeah sure mai share karungi



lolzzz appas
waise acne ki problem puri tarah se solve nhi ho sakti jaha tak muje pata hai
teen's mai muje thi aur aabhi bhi kuch kuch suffer kar rhi hon
yeh humari diet ki waja se aajati hai kuch logo ko chocolates suit nhi karti (muje bhi)
aur egg's aur zyada spicy cheezain jaise yaha sabne suggest kiya hai woh follow karna tou bht mushkil
hoga but tumhare pass aur koi option bhi nhi hai :p

aur han zyada kuch try kabi mat karna aapne face pe qki agar koi chez tumepe
suit nhi karegi tou tumhari skin pe dag aasakte hai acne ki jiska ilaj karna aur bhi mushkil ho sakta hai
meri jab prob shuru hui thi i started using
both of these jo mai aabhi bhi use kar rhi hon aur ghar mai kuch zyada creams etc nhi lagati just rose water
with glycrine aapne face pe spray kar deti hon


neutrogena bhttt hi zyada effective hai tum as a face wash bhi use kar sakti ho
and akne-mycin bhi bht achi hai it dries the acne phir wohi jaga se acne nhi aati
and yeah bela ne jo rose water kaha tha woh bhi use kiya karo din mai kabi bhi time miley
us se face bhtt hi zyada soft hjati hai
waise tou yeh twice a day use karni hai but mai sirf raat ko hi karti hon
and toner tou sirf pores k liye hoti hai i dunno if acne k liye theek hai bhi ya nhi :/





veryyyyy nice advice :-bd
i also keep using rosewater but mai gycrine bhi thori mila leti hon
Ok main laga doongi:)
n i agreed, since i've start using neutrogena meri acne jo ek dum ziyada shurooh ho gai thi wo ruk gai, aur fir ahista ahista ab bilkul khatam ho gai hai. but still depend karta hai hamari skin type pe, kuch products har bande ko suit nai karti. is liye pehle apni skin type/conditions ka patah hona lazmi hai, den baqi k treatment karna chaiye.[DOUBLEPOST=1347976973][/DOUBLEPOST]


shayed is ointment ka name dosra ho apkey area mai pr aap is farmula ko note kr k pharmacy sey lai sakti hai,,,,,,,,iski cream bhi hai aur ointment bhi,,,,dono hi achi hai cream kyon k thori thick hoti hai isi liye mai is bar ointment lai hon,,dono ka result same hai,,,

ye acne ya pimpple pr ya acne marks pr lgaey bilkul thori si finger sey 2 sey 3 din reguler use krey INSHA ALLAH sab nishan aur pimple dore ho jaey gey,,,,

@Nelli
@Pari
@Fa!th
@masoom_se_chahat
@Tooba Khan
@RedRose64
@Rubi
@Sabah
@Sis
@Bela




(farmula)
triamcinolone acetonide , neomycin , gramicindin , nystatin
thanks for suggesting this , sis
filhal meri acne khatam ho gai hai ALHAMDULILLAH, but agar future main koi esi problem hui den i'll give it a try
i think yahan se milna mushkil hoga, is liye phupho se keh k Pak se mangwa loongi
ur welcome..............[DOUBLEPOST=1347971157][/DOUBLEPOST]or han threading krney k baad ager kisi ko allergy ho jati ho y tou 2 time ye ointment lgaey 2 din tak....humarey yahan saloons pr yehi ointment rakhi hoti hai threading key baad foran costomer ko thori si lga daitey hai tak koi allergy na ho....:) [DOUBLEPOST=1347971183][/DOUBLEPOST]@RedRose64
@Nelli
@hoorain
threading pe mera b ek suggestion hai, k agar upper lips threading karte hue ziyada dard ho ya mushkil ho tou agar koi b moisturizer ya oily cheez laga li jaye den thread bot fast se baal nikal deti hai. redness b nai hoti aur dard b kum hota hai. this is wat i do.
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
yup, balki jo is se b ziyada shine karta ho:D like shimmering jesi look aati hai us main[DOUBLEPOST=1347976779][/DOUBLEPOST]
Ok main laga doongi:)
n i agreed, since i've start using neutrogena meri acne jo ek dum ziyada shurooh ho gai thi wo ruk gai, aur fir ahista ahista ab bilkul khatam ho gai hai. but still depend karta hai hamari skin type pe, kuch products har bande ko suit nai karti. is liye pehle apni skin type/conditions ka patah hona lazmi hai, den baqi k treatment karna chaiye.[DOUBLEPOST=1347976973][/DOUBLEPOST]

thanks for suggesting this , sis
filhal meri acne khatam ho gai hai ALHAMDULILLAH, but agar future main koi esi problem hui den i'll give it a try
i think yahan se milna mushkil hoga, is liye phupho se keh k Pak se mangwa loongi


threading pe mera b ek suggestion hai, k agar upper lips threading karte hue ziyada dard ho ya mushkil ho tou agar koi b moisturizer ya oily cheez laga li jaye den thread bot fast se baal nikal deti hai. redness b nai hoti aur dard b kum hota hai. this is wat i do.
g mai vaseline istimal krti hon:)
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
yar yehi masla mere sath b hai pehle main sunsilk use krta tha na to baal soft to boht hojate the lekin dandruff nhi jata tha to kisi ne kaha tum head and sholder use krlo to head and sholder use krne se khushki ke sath sath baal bhi gayeb hote ja rhe hain to koi aisa tarika nhi ho sakta ke khushki b chali jai or baal b apni jagha mojod rahen?
hahaha aapka naam dekh ker he andaza hua tha fahad, the comment is gone bhi funny khair jokes apart, go for clear hair shampoo , mai ne yeh bhi try ki hain, achi shampoo hain dandruff kum honge aur ager na bhi hue atleast hair fall nai hugi,aap eska anti-dandruff shampoo for men use kare, It'll work InshAllah
 
Top