regarding islamic sms

  • Work-from-home

jazzmish

TM Star
Dec 7, 2010
1,076
540
813
islamabad
hello plz can anyone tell me jo hm sms ma islamic waqiat send kartay hain ye karna thek ha k ni one of my frnd said k ni karna chahye cz beadbi oti ha on da other hand aik or frnd said k quranic verses ni karni chahye cz wo hm delete kar daity hain but waqiat karnay chahye is say awareness barhti ha nd sms jus for dosray msgs to ni hota ha is ka sahi istamal b lana chaye to plz cn anyone tell me k kia sahi ha sms pe islami waqiat fwd karna ya ni .......... waiting for ur replys
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Assalamu Alaykum Wrwb :)

Jaise k hadees hai Balligu Anni Walau Aya Fid Deen ek bhi ayat ek bhi cheez deen k bare me hame maloom hai to usse dusron tak pahunchana chahiye aur isme koi harj nahi aap sms ke zariye kisi ko deen ki baat pahuncha rahe ho balke sahi hai hamse jitna hosake aur jo cheez hamare paas hai usse deen ka kaam liya jasakta hai

apko jo sms aate hain ap usse padhen agar wo reference k sath hai sahi hai to usko forward karen agar referece k sath nahi to phir usse aise hi forward na karen balke maloom karen k ye sahi hai ya galat agar sahi nahi to jisne apko forward kiye unse bhi kahen k aap aise bina ref wale islamic sms kisi ko bhi forward na karen

umeed hai baat samajh me agayi hogi apke
agar baat clear nahi huyi ho to ap puch sakte ho :)

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

jazzmish

TM Star
Dec 7, 2010
1,076
540
813
islamabad
thanks savio bs yei pta karna tha cz sab kehtay delete hoti hain to beadbi hoti ha mat kia karo .... thanks for reply :) ...... okie samjh lag gai
 
Top