SHΛЯE YOUR OШN PHOТOGЯΛPHY

  • Work-from-home

MysTeri0uS

Super Star
Oct 31, 2012
8,792
1,497
1,213
is picture main jo mobile mataf dekh raha hai woh humari company se ban kar gaya hai jis pr hajiyon tawaf kiya.......khana kaba ki toseeh ho rahi hai...in short mataf ki selling ka sara kaam hum karain ge..us project ki kuch pictures share karta hoon...umeed karta hoon pasand ayain gi
 

Attachments

faari

Super Star
Nov 13, 2009
6,380
4,321
713
Allama iQbal ki zameen
kuch din pehle friends k sath bidya near fujaira (UAE) gaya tha..wahan eik masjid bhi jana hua tha...jis k muta'alik suna hai yeh masjid 1400 years pele ki hai...yahan HAZRAT MUHAMMAD S.A.W ne HAZRAT ALI.A.S ko kisi kaam se bheja tha yahan HAZRAT ALI A.S ne namaz bhi parhi thi...ab khuda jane is baat main kitni haqeeqat hai.....
watch pr 2 ka time likha hai phir itna andheera kiyu hai
 

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
is picture main jo mobile mataf dekh raha hai woh humari company se ban kar gaya hai jis pr hajiyon tawaf kiya.......khana kaba ki toseeh ho rahi hai...in short mataf ki selling ka sara kaam hum karain ge..us project ki kuch pictures share karta hoon...umeed karta hoon pasand ayain gi
Aap toh Chawal ki bori silte the na :shifty
 
Top