womens question

  • Work-from-home

zulqarnain

~ A Man Of Two Ages ~
VIP
Dec 28, 2008
8,004
2,473
113
32
Karachi
sirf usi haalat mein ijazat hai k agar koi shhaadi shuda khatoon apny shohar k liye banai....warna shadeed gunah hai ...

aur colour karny ka bhi yahi sharai hukum hai...
 
  • Like
Reactions: noorhamdan

Deep Silence

Newbie
Feb 13, 2009
2,735
1,586
0
Maa K Qadmu Taley
Threading of eyebrows not allowed in islam even in daily routine untill the husband demands...

aur jahan tak bat hai k shadi k bad aap threading kr sakti hain to wo is lie k Allah Ta'ala ne farmaya hai k aurat apne khawand k lie zaib-o-zinat ikhtiyar kare,yani k apne ghair zarori bal saf kare.ab kuch khawateen k eyebrows mardon ki trha hote hain to aap k husband ko agar psand nahi hain to aap on ki khater threading kr sakti hain.

kiu k aurat sirf aur sirf apne husband k lie hi taiyar hoti hai.osi ki khoshi ki khater sab krti hai.to agar ose threading psand hai to aap kr sakti hain.
 

haroonbaig

Newbie
Jun 28, 2009
682
275
0
42
Sahih Al-Bukhari 7.815 Narrated by Abdullah

Allah has cursed those women who practice tattooing and those who get themselves tattooed, and those who remove their eyebrow hairs, and those who create a space between their teeth artificially to look beautiful, and such women as change the features created by Allah. Why then should I not curse those whom the Prophet (saws) has cursed?

In light of the above hadith, it is the unanimous decision of all the scholars and jurists that the plucking of eyebrows is strictly forbidden for the believing woman in Islam.

Whatever written of Truth and benefit is only due to Allah’s Assistance and Guidance, and whatever of error is of me. Allah Alone Knows Best and He is the Only Source of Strength.
 

HINATA

Newbie
Jun 26, 2009
11,843
2,832
0
ARISHA YE KIYA
agar shohar ko pasand na ho bura lagay to wo bunwa sakti hai YE THEEK HAI??????
{(thinkg)}


 

call_the_

Newbie
Aug 24, 2009
7
3
0
37
salam

daikhain agar aurat apni limits mai reh k agar koe fashion karti hai to us mai burae nahe hai. koe b kam hai us k 2 rukh hain. acha b n bura b . agar aurat apnay husband k lea tiyar hoti hai to Islam is thng ko welcome karta hai cos Islam yeh daras daita hai k wife ko daikh k husband ko khushi milay.
agar aisa kuch hota hai jis nay negative asar hota hai to aisi her thng say mana kiya gaya hai.
 

*Prreh

Newbie
Mar 9, 2010
76
14
0
pakistan
eyebrow banane me nuqsan bhee to he ,jo is ko banaty he un ke ankh ka opry hissa ankh ke ooper ajata he .bohat buree dikhty he wo .to phir char din ki chandne ke liye sare zindagee apna face kiyoon kharab kare{(laugh)}
 
Top