main kahan gai hun sis idhar hi to hunwalaikum slam @Hoorain kuch nhi kehna m still angree with u jis tym aap k need thi aap chali gayi this is nit fair
Meney koi nae deni @Hoorain sis ko tribute shibute... halwa shalwa khilaaya nae. bhala ye koi baat hoe... bus mey tu ab ik hi dua kerta hun in k liye k..... wo inko pata hey kia dua heyDear Friends
Jab b kisi member k naam k sath VIP likha dekhtaa hoon tu aisa lagta hai jaisey kisi name plate
pe name k agey MARHOOM (LATE) likha hoaa ho.....
Especially hamari latest Marhoom hoeny wali ( ) I mean VIP Miss @Hoorain k naam k
samney jab VIP likha dekhta hoon tu klaija moonh ko ata hai, Dil ghabraney lagta hai aur Sar
chakraney lagta hai. Tu majboor ho k Ghaalib ki yeh ghazal gungunaaney lagta hoon ( a special tribute to @Hoorain and other VIP's )
sab kahan kuch lala-o-gul mein numayan ho gain
khak mein kya suratein hongi k pinhan ho gain
yad thi hamko bhi ranga rang bazm aaraiyan
lekin ab naqsh-o-nigar-e-taaq-e-nisiyan ho gain
thin banatunnash-e-gardun din ko parde mein nihan
shab ko un k ji mein kya ai k uriyan ho gain
qaid mein yaqub ne li jo na yusuf ki khabar
lekin ankhein rauzan-e-diwar-e-zindan ho gain
sab raqibon se hon nakhush, par zanan-e-misr se
hai zulaikha khush ke mahw-e-mah-e-kanan ho gain
ju-e-khun ankhon se bahne do ki hai sham-e-firaq
main ye samjhunga k shamaen ho farozan ho gain
in parizadon se lenge khuld mein ham intaqam
qudrat-e-haq se yahi huren agar wan ho gain
nind usai hai, dima uska hai, ratein uski hain
teri zulfein jiske bazu par parishan ho gain
main chaman mein kya gaya, goya dabistan khul gaya
bul-bulein sun kar mere nale, gazalkhwan ho gain
wo nigahein kyun hui jati hain yarab dil k par
jo meri kotahi-e-qismat se mizshgan ho gain
bas k roka main ne aur sine mein ubhaen pai ba pai
meri ahen bakhiya-e-chak-e-gariban ho gain
wan gaya bhi main to unki galiyon ka kya jawab
yad thi jitni duain, sarf-e-darban ho gain
janfiza hai bara, jis k hath mein jam a gaya
sab lakirein hath ki goya rag-e-jan ho gain
ham muwahihad hain, hamara kesh hai tark-e-rusum
millatein jab mit gain, ajza-e-iman ho gain
ranj se khugar hua insan to mit jata hai ranj
mushkilein mujh par pari itni ke asan ho gain
yun hi gar rota raha 'Ghalib', to ae ahl-e-jahan
dekhna in bastiyon ko tum ki wiran ho gain
Aap sab apney dili jazbaat ka azhaar ker sakty hein ..Da'awat e aam hai
Aik shair mein apney jazbaat ka izhaar kerna hai ..
mujhe kia denge bolne peMeney koi nae deni @Hoorain sis ko tribute shibute... halwa shalwa khilaaya nae. bhala ye koi baat hoe... bus mey tu ab ik hi dua kerta hun in k liye k..... wo inko pata hey kia dua hey
mey insey bara zor daar wala khafa hon
Wese Ally baaten bari achi likhi hein
@Shizu mey wey nahi de raha inhey tribute... pehley in sey bolein k halwa khilaaeyn....
jo kaddu ka halwa milega us mese thora sa u ko dungamujhe kia denge bolne pe
main.halwa ni khatyjo kaddu ka halwa milega us mese thora sa u ko dunga
haahha awaen. kisi ki khushi mey kuch dekha ya pocha thori jaata hey..kiun??
aapki khushi me kiun?
dharna hoga dharna ...........Halva hoga halva hoga ......Meney koi nae deni @Hoorain sis ko tribute shibute... halwa shalwa khilaaya nae. bhala ye koi baat hoe... bus mey tu ab ik hi dua kerta hun in k liye k..... wo inko pata hey kia dua hey
mey insey bara zor daar wala khafa hon
Wese Ally baaten bari achi likhi hein
@Shizu mey wey nahi de raha inhey tribute... pehley in sey bolein k halwa khilaaeyn....
andar aena na ufffffffffffffffffffffff jao katti gangi aapimain kahan gai hun sis idhar hi to hun
hahaha niceDear Friends
Jab b kisi member k naam k sath VIP likha dekhtaa hoon tu aisa lagta hai jaisey kisi name plate
pe name k agey MARHOOM (LATE) likha hoaa ho.....
Especially hamari latest Marhoom hoeny wali ( ) I mean VIP Miss @Hoorain k naam k
samney jab VIP likha dekhta hoon tu klaija moonh ko ata hai, Dil ghabraney lagta hai aur Sar
chakraney lagta hai. Tu majboor ho k Ghaalib ki yeh ghazal gungunaaney lagta hoon ( a special tribute to @Hoorain and other VIP's )
sab kahan kuch lala-o-gul mein numayan ho gain
khak mein kya suratein hongi k pinhan ho gain
yad thi hamko bhi ranga rang bazm aaraiyan
lekin ab naqsh-o-nigar-e-taaq-e-nisiyan ho gain
thin banatunnash-e-gardun din ko parde mein nihan
shab ko un k ji mein kya ai k uriyan ho gain
qaid mein yaqub ne li jo na yusuf ki khabar
lekin ankhein rauzan-e-diwar-e-zindan ho gain
sab raqibon se hon nakhush, par zanan-e-misr se
hai zulaikha khush ke mahw-e-mah-e-kanan ho gain
ju-e-khun ankhon se bahne do ki hai sham-e-firaq
main ye samjhunga k shamaen ho farozan ho gain
in parizadon se lenge khuld mein ham intaqam
qudrat-e-haq se yahi huren agar wan ho gain
nind usai hai, dima uska hai, ratein uski hain
teri zulfein jiske bazu par parishan ho gain
main chaman mein kya gaya, goya dabistan khul gaya
bul-bulein sun kar mere nale, gazalkhwan ho gain
wo nigahein kyun hui jati hain yarab dil k par
jo meri kotahi-e-qismat se mizshgan ho gain
bas k roka main ne aur sine mein ubhaen pai ba pai
meri ahen bakhiya-e-chak-e-gariban ho gain
wan gaya bhi main to unki galiyon ka kya jawab
yad thi jitni duain, sarf-e-darban ho gain
janfiza hai bara, jis k hath mein jam a gaya
sab lakirein hath ki goya rag-e-jan ho gain
ham muwahihad hain, hamara kesh hai tark-e-rusum
millatein jab mit gain, ajza-e-iman ho gain
ranj se khugar hua insan to mit jata hai ranj
mushkilein mujh par pari itni ke asan ho gain
yun hi gar rota raha 'Ghalib', to ae ahl-e-jahan
dekhna in bastiyon ko tum ki wiran ho gain
Aap sab apney dili jazbaat ka azhaar ker sakty hein ..Da'awat e aam hai
Aik shair mein apney jazbaat ka izhaar kerna hai ..
Seapuu bas b kro itna ghussaandar aena na ufffffffffffffffffffffff jao katti gangi aapi
First:
o janewale ho sake toh laut ke aana,
yeh ghat too yeh bant kahi bhul naa jana,
bachpan ke tere mit tere sang ke sahare,
dhundhenge tujhe gali gali, sab yeh gham ke mare,
puchhegi har nigah kal tera thhikana,
de de ke yeh aawaz koyi har ghadi bulaye,
Phi jaye jo uss par kabhi laut ke naa aaye,
hai bhed yeh kaisa koyi kuchh toh batana.
2nd:
Dil Se Teri Yad Ko Juda To Nahi Kia
Rakha Jo Tujhe Yaad, Bura To Nahi Kia
Hum Se Log Hain Naraz Kis Liye
Hum Ne Kabhi Kisi Ko Khafa To Nahi Kia
ziyadah mat socha karo aap,sehat gir jaygi phir koun sahara dega?ek thien dene wali woh bhi jarahi hain.Han theek hai pr sochne to do
Han shikwe hi hain.Hamne aapko bohot tang kiya,sataya,hamari choti bari ghalatiyon ko bardasht kiya aur apne labon se hamen ek lafz bhi kuch nahi kaha.@hoorain sis,hamse koi ghalati,koi koutahi,koi nadani ya kisim qisim ki koi dilazari hui ho to hamen maaf kardijiye ga.Allah Tala aapko hamesh khush rakhe.AmeenAhaan shukrya bro
waise main kahi b nhi ja rhi
dusri dedication kuch shikwe jessi lagging
sum aameenHan shikwe hi hain.Hamne aapko bohot tang kiya,sataya,hamari choti bari ghalatiyon ko bardasht kiya aur apne labon se hamen ek lafz bhi kuch nahi kaha.@hoorain sis,hamse koi ghalati,koi koutahi,koi nadani ya kisim qisim ki koi dilazari hui ho to hamen maaf kardijiye ga.Allah Tala aapko hamesh khush rakhe.Ameen