ایصال ثواب اور ایصال گنا ہ ۔

  • Work-from-home

Repunzel

Regular Member
Nov 23, 2012
70
58
18
Pakistan
Allah tells us that whoever is guided and follows the truth, walking in the footsteps of the Prophet , he will gain the good consequences of that for himself.
(And whoever goes astray,) meaning from the truth, deviating from the way of guidance, he is wronging himself and will have to bear the consequences. Then Allah says:
(No one laden with burdens can bear another's burden.) no one will have to bear the sins of another, and he does not wrong anyone besides himself, as Allah says:
(and if one heavily laden calls another to (bear) his load, nothing of it will be lifted) ﴿35:15﴾ There is no contradiction between this and other Ayat:
(And verily, they shall bear their own loads, and other loads besides their own.) ﴿29:13﴾ and:
(and also of the burdens of those whom they misled without knowledge.) ﴿16:25﴾ For those who called others to do evil will bear the sin of their own deviation as well as the sin of those whom they led astray, without detracting the least amount from the burden of those people, and none of this burden shall be removed from them. This is the justice and mercy of Allah towards His servants. As Allah says:
(And We never punish until We have sent a Messenger (to give warning).)

the man is the vicegerence of ALLAH and this status is given to him bcoz of his intellect, he has the ability to select b/w the right and wrong. Doing wrong with the intention that i'll pass it to some- one else is a lame excuse while following a wrong thing even after a lot of search may automatically pass to the one who guided u towards that wrong... but the decision is always in hands of ALLAH and he forgives the sinners some times thats wat we all kw vry well and som time the pious are reckoned or punised ...
so according to my little knowledge one sld hold the Islam firmly and do ur best, the rest is in ALLAH's hand who is most merciful
Allah knows best
540976_409202952464185_1775389029_n.jpg
 
  • Like
Reactions: *Muslim*

Repunzel

Regular Member
Nov 23, 2012
70
58
18
Pakistan
Quran main bohot sy makamat py jasy 35:15, 29:13, 16:25 main is mozu py roshni dali gi ha in ayat ky urdu tarjamy k lia quran dekhin in main sy zaida tar wohi hain jo uper quote kiy gy hin....ap ny is mozoh py jo apna nazarya pash kia ha main us sy thori mukhtalef soch rakhti hun. mery khayal main Allah ny insaan ko ashraf ul makloof banaya aur jasy k sab janty hain yeh darja insan ko q dia gaya ha, us ky sochny samjny aur sahih galat ky darmian fark krny ki wajah sy ....quran main b ALLAh talah insaan ko verification (tehqeet krny ka hukam dyty hain yahi her suni suni py ya ankun dekhi py b ankiend band kr k yakeen ni krna chiy balky kud tehqeed krni chiy k goya yeh thek b ha k ni...)
cuting it short
galat kam is neyat sy krna k main apny gunah kisi aur ky sir daal dun gi /ga yeh baat ek bahany sy kam ni ya shyed dil behlany wali baat ha ...insaan ko jab tehqeeq ka kaha gaya ha pir insaan apni galti kisi sy sir q daly k is ny kaha tha main ny is ki perwi ki
lakien kisi mozu py khoob tehkeek k baad b agar hum haqeeqt tak nah pounch saken ya koi hamain musalsal misguide kry tu us misguide krny waly sy puch zaroor ho gi ...laikh aaf krny na krny ka fasla her waqt ALLAH ky hath main ha wo jisy chahy maaf kry aur jisy chahy saza dy dy ...bohot si jaghun sy hamain pata chalta ha k insaan choti si nyki ki wahan sy baksh dia gaya ya aur bohot ibadat guzar pakar main a jata ha...
ilhaza mery thory bohot ilam k mutabik apni galtiun ko dusrun py dalny k bajay ya is umed py zindagi guzarny k bagay ( k hum apny guhan kisi aur ky sir daal dain gy) ALLAH ki rasi ko mazboti sy thamy rakhin aur apni taraf sy behtaren karen baki ALLAH py chor dian....
Allah knows best
may he guide us all towards sirat e mutaqeem
261953_394015210667276_1878690769_n.jpg
 
  • Like
Reactions: Abidi

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia

may he guide us all towards sirat e mutaqeemView attachment 56728
apne shayad meri post gaur se nahi parhi ya phir meri baat ko samjhe nahi
jis tarah se loog ye dhanda bana lie hy ki kuch parhe aur bakhash die jo islam ijazat nahi deta
yahan khud ke hi sahi amal ka pata nahi aur chale hy dusron ko bakhswane is drame aur bedaleel kahanion ke jawab me my ne ye post lagai aur jis tarah se ye loog betuki daleel lete hain quran khwani fateha ya sawab bhejne ki jo sabit nahi uski baat kar raha hun usi tarah my ne bhi daleel di jo ke sabit bhi ek baar phir parhie aap shukria
لا تقتل نفس ظلما إلا کان علي ابن آدم الأول کفل من دمها، لأنه أول من سن القتل [أخرجه البخاري: (11/ 493) رقم 3335]
آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا (جب بھی دنیا میں) کوئی ناحق قتل ہوتا ہے تو اس کے گناہ کا ایک حصہ آدم کے بیٹے (یعنی قابیل) پر ضرور ہوتا ہے کیونکہ اسی نے قتل کا طریقہ ایجاد کیا۔

بلکہ ایک وہی حدیث ملاحظہ ہو جس سے ایصال ثواب کی دلیل لی جاتی ہے ، اگرواقعی اس حدیث کے ابتدائی ٹکڑے میں ایصال ثواب کی دلیل ہے ، تو بے شک اس کے آخری ٹکڑے میں ایصال گناہ کی بھی دلیل ہے، حدیث یہ ہے:

... من سن في الإسلام سنة حسنة فله أجرها وأجر من عمل بها بعده من غير أن ينقص من أجورهم شيء ومن سن في الإسلام سنة سيئة کان عليه وزرها ووزر من عمل بها من بعده من غير أن ينقص من أوزارهم شيء [أخرجه مسلم (2/ 704) رقم1017]
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جس نے اسلام میں کوئی اچھا طریقہ رائج کیا پھر اس کے بعد اس پر عمل کیا گیا تو اس کے لئے اس عمل کرنے والے کے برابر ثواب لکھا جائے گا اور ان کے ثواب میں سے کچھ کمی نہ کی جائے گی اور جس آدمی نے اسلام میں کوئی برا طریقہ رائج کیا پھر اس پر عمل کیا گیا تو اس پر اس عمل کرنے والے کے گناہ کے برابر گناہ لکھا جائے گا اور عمل کرنے والوں کے گناہ میں کوئی کمی نہ کی جائے گی۔
 
majixmaster

Newbie
Dec 26, 2011
35
25
18
33
Saudia Arabia
walaikum o slaam wa rahmatullahi wa brakat

bhai apne kaha logo ke pass sawab itne ziyada he wo apne sawab ka kcuh hissa isal kar dete hei
likn ye sahi nahi ,,, isal karne se apke sawab me kuch kami nahi hoti balke jin ko isal krege otna apko bhi sawab mile ga

isal sirf murdo ko nahi balke zindo ko bhi kar sakte he

ap pehle isaal e sawab ka matlab to samjhe . jab ap kissi ke liya dua bhi karte he woh bhi isale sawab hi hei
kio kiya khayal is k bare me?????
 
bhai ye samjhane wali baat thi
jayez isaal se muje inkar nahi wo to hadees se sabit hy aur agar apne mera thread gaur se para to udar likha bi hy

ye na jaez wale isaal ki baat ho rahi hy jo quran aur hadees se sabit na ho

aur apne kaha uska ref b do aur muje samjao ke apki samaj me jo isaal hy wo kia hy?
 
majixmaster

Newbie
Dec 26, 2011
35
25
18
33
Saudia Arabia
bhai
main aik dou din tak aapkO pOra detail ke sath samjhaunga ...
Jese keh aapne apna tread start hi aise sawal se kia hai keh
lOgun ke pass sawab ziada ho gaya hai tu
wO loug apne hisse se dosre logun kO isaal pOnchatey hei...
Jabke yeh ghalat hai
Isaal karne se aapke hisse se kuch nai jayega
Bake Sawaab ziada hOga ...
Baaki main aapkO full prove ke sath 1 2 din tak quot kardunga ...
Aur agr aapke pass kOi aisi hadees hai jO keh yeh batlati ho
Isaal karne se aapke sawal kamm aur dosroun ke ziada hO jatey hei
tuu plaese share karein :)
 
majixmaster

Newbie
Dec 26, 2011
35
25
18
33
Saudia Arabia
mera matlab wohi isal he jo sunna se sabiy hei
[DOUBLEPOST=1356864011][/DOUBLEPOST]dua bhi isaal sawab ka zariya he

isaal kia he kudh kuch neek amal kre or dosro ko oska faida pohchana
hum dua karne he
ربنا اغفر لنا ولإخواننا الذين سبقونا بالإيمان
iska matlab apko pata ho

bus dua amal hamara tha or faida hume bhi howa or kisi or ko b
hi
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
mera matlab wohi isal he jo sunna se sabiy hei
[DOUBLEPOST=1356864011][/DOUBLEPOST]dua bhi isaal sawab ka zariya he

isaal kia he kudh kuch neek amal kre or dosro ko oska faida pohchana
hum dua karne he
ربنا اغفر لنا ولإخواننا الذين سبقونا بالإيمان
iska matlab apko pata ho

bus dua amal hamara tha or faida hume bhi howa or kisi or ko b
hi

bhai aap baat ku samjhe hi ny
meri pehli post gaur se parho wahan jaez isal e sawab se inkar nahi
lekin aaj jo rasmi mangharat isal e sawab ya bakhswane ka tareeqa nikla hy jiski daleel na quran se hy na hadees se aisi bidat ki baat hori hy

aur meharbani karke upar jo apne riwayat pesh ki hy wo kaunsi hadees ki hy sanad ke sath batae

shukria
 
majixmaster

Newbie
Dec 26, 2011
35
25
18
33
Saudia Arabia
bhai aap baat ku samjhe hi ny
meri pehli post gaur se parho wahan jaez isal e sawab se inkar nahi
lekin aaj jo rasmi mangharat isal e sawab ya bakhswane ka tareeqa nikla hy jiski daleel na quran se hy na hadees se aisi bidat ki baat hori hy

aur meharbani karke upar jo apne riwayat pesh ki hy wo kaunsi hadees ki hy sanad ke sath batae

shukria
Shukria mujhe aapki baat samjh aa gayi
Lekin, wO biddat bhi bataye jO aap batana chahte hei
Aur Isaal-e-sawaab ka sahi tareeka bhi bataye ...
 
Top