Qaber Pr Ja Kr Dua Mangna

  • Work-from-home

Manxil

BEiNg SiNglE is My ATtITUde
Super Star
May 7, 2012
13,831
2,488
913
\ [/quote]
غیر اللہ کو پکارنے والوں کا برا وقت اسوقت سے ہی شروع
ہو جاتا ہےجب فرشتے ان کے پاس جان نکالنے کو آتے ہیں
إِذَا جَاءَتْهُمْ رُسُلُنَا يَتَوَفَّوْنَهُمْ قَالُوا أَيْنَ مَا كُنتُمْ تَدْعُونَ مِن دُونِ اللَّهِ ۖ قَالُوا ضَلُّوا عَنَّا وَشَهِدُوا عَلَىٰ أَنفُسِهِمْ أَنَّهُمْ كَانُوا كَافِرِينَ
قَالَ ادْخُلُوا فِي أُمَمٍ قَدْ خَلَتْ مِن قَبْلِكُم مِّنَ الْجِنِّ وَالْإِنسِ فِي النَّارِ ۖ كُلَّمَا دَخَلَتْ أُمَّةٌ لَّعَنَتْ أُخْتَهَا ۖ حَتَّىٰ إِذَا ادَّارَكُوا فِيهَا جَمِيعًا قَالَتْ أُخْرَاهُمْ لِأُولَاهُمْ رَبَّنَا هَٰؤُلَاءِ أَضَلُّونَا فَآتِهِمْ عَذَابًا ضِعْفًا مِّنَ النَّارِ ۖ قَالَ لِكُلٍّ ضِعْفٌ وَلَٰكِن لَّا تَعْلَمُونَ (سورة الأعراف)
جب ان کے پاس ہمارے بھیجے ہوئے (فرشتے) جان نکالنے آئیں گے تو کہیں گے کہ جن کو تم خدا کے سوا پکارا کرتے تھے وہ (اب) کہاں ہیں؟ وہ کہیں گے (معلوم نہیں) کہ وہ ہم سے (کہاں) غائب ہوگئے اور اقرار کریں گے کہ بےشک وہ کافر تھے
تو خدا فرمائے گا کہ جنّوں اور انسانوں کی جو جماعتیں تم سے پہلے ہو گزری ہیں ان کے ساتھ تم بھی داخل جہنم ہو جاؤ۔ جب ایک جماعت (وہاں) جا داخل ہو گئی تو اپنی (مذہبی) بہن (یعنی اپنے جیسی دوسری جماعت) پر لعنت کرے گی۔ یہاں تک کہ جب سب اس میں داخل ہو جائیں گے تو پچھلی جماعت پہلی کی نسبت کہے گی کہ اے پروردگار! ان ہی لوگوں نے ہم کو گمراہ کیا تھا تو ان کو آتش جہنم کا دگنا عذاب دے۔ خدا فرمائے گا کہ (تم) سب کو دگنا (عذاب دیا جائے گا) مگر تم نہیں جانتے.

ye jo ayat ap ny quote ki hai iski tafseer b parhain yahan kafiro ki baat ho rahi hai.qabro pe dua mangne walo ki nahi.

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
qabro ko sujda krny ki baat nahi horahi..wo Gunah hai n shirk.or jo baat ap log kr rahy hain ghair Allah se mangna tu baat ye hai k Olya karam k mazaro pe ja kr koi unse mang nahi raha hota balkay un k waseely se manga jata hai beshak dainy wali zaat Allah ki pak zaat hi hai. mein jxt mazaro pe dua mangny ki baat kr rahi hon.is per agr mein ap logo se behas krny lag jaon tu ye kbhi nahi khatam ho gi.phr b mein kuch sharing yahan kr rahi hon.

  • kya kabhi Rasool Allah
    kisi nabi ka kalima parha Jaisy tum parhty ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne kisi Momin ko zakaat di jo tum dete ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne roz sirf 5 farz namazein parhi jo tum parhty ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne sirf 4 nikah par ikhtesaar kiya jo tum karty ho?
wo to Allah
se lekar logo ko Taqseem karny waly hain unhy kisi wali se madad ki kya hajat?
Bawajood isky Allah Tala ka irshad e pak hai.....

Nabiyo or waliyo k waseely se Allah se kuch mangna shirk nahi hai

ISlam may mazaron ka kia concept hay?
 
Last edited:

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
islam main koi nahi hai na eid milad wala koi concept hai.... kuch logon ko chanda chahe hota jis kay lie committian banti hain... commition walay saray logon se chanda akhata kartay hain..... or kuch log mazararon par chanda akhta kartay hain..... yeah sab barsgheer main chalta hai... hundo budton ko poojtay thay aor muslimaon ne mazaron ko ibhadat khana bana lia
 
LaaraibLikhaari

Senior Member
Dec 14, 2013
629
360
63
Mumbai Meri Jaan...........
chirag sahab aap ne kaun si Quraan Shareef parhi jis ne aap ke khayaalat balke aqaaed badal diye plz mujhe batayein........................:eek:
agar aap us shakhs ya us makhsoos haal ka bhi zikr kar de to aap ki tabdeeli ko samajhne mein aasaani hogi.............
 
Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
وَقَضَىٰ رَبُّكَ أَلَّا تَعْبُدُوا إِلَّا إِيَّاهُ
Aur tumhaare rab ne ye faisla farma diya k tum is (ALLAH) k siwa kisi ki ibadat na karo (bani-israel:23)

DUa MAangna Ibadat hay,,Aayat may saaf saaf ALLAH k siwa kisi ki b ibadat se khud Allah tala ne mana farmaya hay!

........................

1. ALLAH k siwa kisi k saamne jhukna(sajda karna) shirk hay.

2. Bazurgon ki qabron ko sajda karna shirk hay.

3. Hatta k Prophet Muhammad(PBUH), HAZARAT ALI(R.A), HAZRAT FATIMA(R.A) ya ambiah Karam(A.S)may se bhi kisi ki qabr ko sajda karna shirk hay.

4. Ye Yaqeen rakhna k jo log faut ho chukkey hain wo hmari duayain sun sakte hain ya hmari madad kar sakte hain shirk hay.

5. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain nuqsan ya faida pohancha sakta hay shirk hay.

6. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi har cheez(zahir-o-batin) se waqif hay, shirk hay.

7. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain hidayat ka rasta dikha sakta hay ya hmari rehnumayi kar sakta hay shirk hay.

8. ye Yaqeen rakhna k kisi zarurat k poora karne k liye ALLAH k saamne kisi ko waseela bnaya ja sakta hay jo ALLAH se hmare liye dua qabul karwaye, Shirk hay.

9. Ye yaqeen rakhna k koy ALLAH jitna ya ALLAH se ziada taqatwar hay shirk hay.

10. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa koi hamain jahanum ki aag se bcha sakta hay,shirk hay.

11. Kisi ko ALLAH k brabar darja daina shirk hay.

12. ALLAH ki siffat-e-kamila jaisa kisi aur ko samjhna shirk hay.

13. Ye yaqeen rakhna k ALLAH k siwa kisi may taqat hay jo moujza(miracle) kar sakkey, shirk hay.

************************

shirk ki ye sab IQsaam quran paak ki aayaat se sabit hain..
Jazak Allah
Nice sharing-
moreover, the word waseela has specific meaning---
waseela se matab aap k woh amaal hen jo aap Alla ko razi karne k lain karte he- or un amaal se bachte he jin k karne se Alla naraz hosakta he- es tarah k amaal se ham Allah k qareeb hosakte he- Waseela Jannat k muqaam ka bhi naam he jo Rasool PBUH ko dia jai ga- jo muslman har azan k baaad aap PBUH K LAIN Waseela ki dua kar ta he us ko roz qiyamat Rasool Allah PBUH ki shafat mile gi inshaAllah- Allah k Nabi PBUH bhi Allah ki ijazt k bagher kisi ki shifat nahi kareen ge-
 
Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
yaha to kisi bhi molvi ya maulana ke videos share karna mana tha na ab phir se naya rule laagu hogaya kya koi bhi videos share kar sakte hai kya??

I am waiting to share some videos lekin agar kisi ke bhi kar sakte hai to bata den agar sirf zakir naik ke hi kar sakte hai to wo bhi bata den taake mai bhi kuch share kar sakun..?
 
Zia_Hayderi

TM Star
Mar 30, 2007
2,468
1,028
1,213
yaha to kisi bhi molvi ya maulana ke videos share karna mana tha na ab phir se naya rule laagu hogaya kya koi bhi videos share kar sakte hai kya??

I am waiting to share some videos lekin agar kisi ke bhi kar sakte hai to bata den agar sirf zakir naik ke hi kar sakte hai to wo bhi bata den taake mai bhi kuch share kar sakun..?
Zakir naik ho ya koi or- kisi ki bhi vdo nahi lagani chai a
 
Sajid Ali

Regular Member
Jan 3, 2012
77
19
708
~Khuda ki Basti~
Ibadat Aur Waseela, do alag alag baab hain,
Ibadat Gher Allah ki Jaiz Ni Hai Aur Jo Gher Allah Ki Kare Wo Mushriq Hota Hai,
Waseela Kia Hai Manxil ne Boht Achi Tarha Samjaya Hai Sab Ko.
Mere Kuch Dost Ibadat se Mutaliq Ayat Share kerte Hain aur Behas Waseela ki Shuru kerdete hain, So Ibadat Allah k Siwa Kisi ki Ni Hoti Na Ki Jaskti Hai.
 
zamankhan

Newbie
Jul 4, 2010
3
5
303
Qabron ki ziyarat se Rasulullah (SAW) ne pahle musalmanon ko roka tha qabr parasti se bachne ke liye, shirk se bachne ke liye. Jab musalmanon ke imaan me tazgi aagai to unhon (Rasulullah SAW) ne ziyarat ki izazat de di ke qabron ki ziyarat se aapko apni maut ki yaad ayegi aur imaan ki tazgi barhegi.
Aap qabron mein jaa kar apne murdon ke liye Allah (SWT) se doa e maghfirat mang sakte hain. Aap unke liye doa mang sakte hain, unko nahin maang sakte. Qabr walon se maangna shirk e akbar hai. Is se musalmanon ko har lamha bachna chahiye. Rasulullah (SAW) ne isi wajah se logon ko qabr mein jaane ko roka tha.
Allah (SWT) hamein aur aapko shirkiya afaal se bachne ki taufeeq ata farmaye. Aameen.
 
farhankh16341

Newbie
Mar 28, 2014
1
0
1
Welldone @Manxil :happy:):happy
waseela lena saheeh hai...............aur hawala bhi waseele ka saheeh kyunke qabr waale se khuda nahi balke us ka mehboob banda aur dost samjh kar faryaad ki jaati..................

Assalam u alikum hum yeh nhi kehte k waseela jaiz nhi waseela jaiz hai lekin zinda insan ho aur use yeh pta ho k koi insan mera waseelah de kr dua krraha hai aur murdoun se waseela shirk hai aur waseela apne nek amal ka bhi diya jasakta hai yeh jaiz hai
 
Attachments

MuftiSaeed

Regular Member
Dec 26, 2013
124
86
528
New York, New York
Assalaam O Alaikum, @HorrorReturns Please spread

Praise Be To Allah

The above reference is not at all from Quran or Sahih Ahadith, its nothing but shaitan whispere so people can start visiting graves. It is similar to 5 people of Noah, when shaitan whispered to them to keep something as a sign to remember them, next geneation shaitan whispered again to light to draw picture, next generation light candles, next generation decorate them and then and then and then finaly shaitan succeeded making people worship.

Only ignorants dont realize that edcuated in authentic quran and sahih hadith realize the endinf and how shaitan setup trap for next generation, the point behind settingup long term trap is to divert people from main "Siraat e Mustaqeem"

Quran 3:103

"اور سب مل کر الله کی رسی مضبوط پکڑو اور پھوٹ نہ ڈالو "
Quran 6:153

"اور بے شک یہی میرا سیدھا راستہ ہے سو اسی کا اتباع کرواور دوسرے راستوں پر مت چلو وہ تمہیں الله کی راہ سے ہٹا دیں گے تمہیں اسی کا حکم دیا ہے تاکہ تم پرہیزگار ہو جاؤ (۱۵۳)"
Seedha raasta, Quran aur Sahih Hadith ki taleemat ko follow kerna hai, kisi maulana, imam, scholar, leader, peer, auliya ko nahin. Kynke yehi shaitan chaahta hai.

When we recite Kalimah, the second part ends with follow the footsteps of the Prophet,

THEN WHY IGNORANTS PEOPLE EXTENDED THE KALIMAH AND FOLLOW THE TEACHINGS AND BOOKS OF THEIR IMAMS AND MAULANAS AND PEERS???

It is like extending the kalimah and making your own prophet.

The fundamentals of Islam and base of the Muslim and ending point of kalimah is the limit is the teachings and wordsings of the Prophet.

Salaam
Abu Ammaar Saeed Ahmed
Islamic research Foundation New York IRFNY
facebook.com/irfny
IRFNY.com
 
mufti sahib ap ki site ka status min ne lagaya tha lekan redrose baji kehti hai keh kisi or site ka singnature laganay ijazat nahi hia
 
  • Like
Reactions: MuftiSaeed

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
Qabron ki ziyarat se Rasulullah (SAW) ne pahle musalmanon ko roka tha qabr parasti se bachne ke liye, shirk se bachne ke liye. Jab musalmanon ke imaan me tazgi aagai to unhon (Rasulullah SAW) ne ziyarat ki izazat de di ke qabron ki ziyarat se aapko apni maut ki yaad ayegi aur imaan ki tazgi barhegi.
Aap qabron mein jaa kar apne murdon ke liye Allah (SWT) se doa e maghfirat mang sakte hain. Aap unke liye doa mang sakte hain, unko nahin maang sakte. Qabr walon se maangna shirk e akbar hai. Is se musalmanon ko har lamha bachna chahiye. Rasulullah (SAW) ne isi wajah se logon ko qabr mein jaane ko roka tha.
Allah (SWT) hamein aur aapko shirkiya afaal se bachne ki taufeeq ata farmaye. Aameen.
sumaameen
 
ayazahmad

Active Member
May 7, 2014
178
27
78
Lahore
Yar waseela mangna Islam me hai......Tarikh bhari hui ha references se jo parhna chahey parh lia kre or jo log kisi chez ko mantey hi nahi unke sath behas krni hi nahi chahye....
 
RehmanS

Dasht-e-Wafa
Banned
Apr 6, 2014
1,097
124
48
qabro ko sujda krny ki baat nahi horahi..wo Gunah hai n shirk.or jo baat ap log kr rahy hain ghair Allah se mangna tu baat ye hai k Olya karam k mazaro pe ja kr koi unse mang nahi raha hota balkay un k waseely se manga jata hai beshak dainy wali zaat Allah ki pak zaat hi hai. mein jxt mazaro pe dua mangny ki baat kr rahi hon.is per agr mein ap logo se behas krny lag jaon tu ye kbhi nahi khatam ho gi.phr b mein kuch sharing yahan kr rahi hon.

  • kya kabhi Rasool Allah
    kisi nabi ka kalima parha Jaisy tum parhty ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne kisi Momin ko zakaat di jo tum dete ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne roz sirf 5 farz namazein parhi jo tum parhty ho?
  • kya kabhi Rasool Allah
    ne sirf 4 nikah par ikhtesaar kiya jo tum karty ho?
wo to Allah
se lekar logo ko Taqseem karny waly hain unhy kisi wali se madad ki kya hajat?
Bawajood isky Allah Tala ka irshad e pak hai.....

Nabiyo or waliyo k waseely se Allah se kuch mangna shirk nahi hai

good job
 
MuftiSaeed

Regular Member
Dec 26, 2013
124
86
528
New York, New York
Assalaam O Alaikum,

No where in Quran or Hadith says to have waseela, its shirk. It is nothjng but shaitan playing with human mind and developing justifying answers in mind, that a human would believe it.

A common Muslim do not even understand the meaning of "Laa Ilaaha" and "Il Allah". It clearly means, there is no "Ilaah", no helper, no sustainer, no provider, no feeder etc EXCEPT One Allah.

What is so hard that no one understands above mentioned explanation.

Its a cheat and fraud and lie, when a Muslim testify

It is shaitan play with humanmind, in the nafs, mind or come in human form, example, maulana, mufti, aalim, scholar, peer, leader anyone who belong to a firqa.

If we can investigate, non of the international level scholar are not involve in these kind of rituals or involve in Bid'ah.

It is only sect of Islam they came up with new philosophy of waseela.

Dear those brothers and sisters who are has belief of having waseela.

It is shirk, shaitan play with humanmind with justifications.

If we can read the story of Adam and Iblees, Allah asked iblees to obey, but instead of simply following the commandment, iblees started arguing, giving justifications, excuses, tri3d to prove himself as on right path. But was suppose to just follow the no. 1 commandment, when Allah said obey, without ANYTHING comes in mind a person has to simply obey.

The first commandment the prophets came for is that ONLY Allah has 100% authority and has total right to legislate, sole doer. "Laa Ilaaha". Iblees appeared in human form to misguide humanbeing, some umans are di4ectly involved in shirk and some iblees was able to involve humans in to indirectly shirk. Waseela is "indirect shirk". That is why, may Allah bless international scholars, not even one international level acholar is involve in these kind of beliefs, Allah kept them away from fitnah and use them for His deen.

These kind of stuff is only available in pakistan, india and bangladesh.

Islam was started in Saudia, but there is no graves then why these cou tries has a waseela philosophy.

Brothers and Sisters, please save yourself from false teachings of Islam.

Please contact if you like to learn 100% pure authentic Islam.

Jazakallah

Assalaam O Alaikum

Sheikh Ammaar Saeed
IRFNY.com
 
  • Like
Reactions: HorrorReturns

HorrorReturns

Banned
Mar 27, 2013
6,009
1,093
163
Assalaam O Alaikum,

No where in Quran or Hadith says to have waseela, its shirk. It is nothjng but shaitan playing with human mind and developing justifying answers in mind, that a human would believe it.

A common Muslim do not even understand the meaning of "Laa Ilaaha" and "Il Allah". It clearly means, there is no "Ilaah", no helper, no sustainer, no provider, no feeder etc EXCEPT One Allah.

What is so hard that no one understands above mentioned explanation.

Its a cheat and fraud and lie, when a Muslim testify

IRFNY.com
bilkul theek kaha ap ne agreed
 
  • Like
Reactions: MuftiSaeed

RehmanS

Dasht-e-Wafa
Banned
Apr 6, 2014
1,097
124
48
@RehmanS

chotay tariq jamil disgree hai tau apni baat clear kr.. yeah bht nazuk mamla hai tu bhi tau kisi qabr peh nahi jata..
main jata houn qabar pe
main roza e rasool pe b jata houn
main qabar pe jata houn magar dua dyny k liye
@Manxil nei us ki tashreeh ker di
agy ap logh jo marzi kaho main nahi behsta:mad:
 
Top