*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
jazakaAllah bhai...
haan aap hi dogay.. kiyn k isi waja say maloom hota hay k ham log Islam say kitnay door ho rhay hain :(


Allahi barik feek :)

koi baat nahi bro....kamse kam loog agar koshish karen ya phir yahan is thread me aake hint bhi puchen to lage ka k sab interested hain lekin koi idhar aata hi nahi

Allah ham me deen ka jazba paida farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
brother atay sab hain... pr yahan kuch post nhi krtay hain..
Aap jaari rakhain.. JazakAllah khair..



Allahi barik feek :)

koi baat nahi bro....kamse kam loog agar koshish karen ya phir yahan is thread me aake hint bhi puchen to lage ka k sab interested hain lekin koi idhar aata hi nahi

Allah ham me deen ka jazba paida farmaye Aameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ek aasaan sawal

Allah k Rasul s.a.w har ramadan me kitne Quran padha karte the aur unke wafat se pehle wale ramadan me kitne padhe....

umeed hai k iska jawab jald milega :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ek aasaan sawal

Allah k Rasul s.a.w har ramadan me kitne Quran padha karte the aur unke wafat se pehle wale ramadan me kitne padhe....

umeed hai k iska jawab jald milega :)
Jawab k muntazir hain :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
ek aasaan sawal

Allah k Rasul s.a.w har ramadan me kitne Quran padha karte the aur unke wafat se pehle wale ramadan me kitne padhe....

umeed hai k iska jawab jald milega :)
is aasaan se sawal ka jawab hai

Allah k Rasul s.a.w har ramadan ek baar Quran ka daura kiya karte the
lekin unke akhri ramadan me do martaba Quran ka daura kiye the Bukhari
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
is aasaan se sawal ka jawab hai

Allah k Rasul s.a.w har ramadan ek baar Quran ka daura kiya karte the

lekin unke akhri ramadan me do martaba Quran ka daura kiye the Bukhari 4712

- حدثنا خالد بن يزيد حدثنا أبو بكر عن أبي حصين عن أبي صالح عن أبي هريرة قال : كان يعرض على النبي صلى الله عليه و سلم القرآن كل عام مرة فعرض عليه مرتين في العام الذي قبض فيه وكان يعتكف كل عام عشرا فاعتكف عشرين في العام الذي قبض فيه

ye hadees bukhari ki hai

iska tarjuma hai ke Rasul s.a.w quran ko har saal ek martaba sunate the aur jis saal aapka inteqal hua aapne jibreel alaihissalam ko do martaba sunaya aur aap har saal dus din itikaaf kiya karte the lekin jis saal aapka intiqal hua aapne bees din itikaf kiya
hadees number 4712
 

Innocent_Fairy

TM Star
Feb 19, 2010
2,671
664
813
Lahore
Nasir bhai here am gonna ask a Question.......
i know u must know abht the answer of that question.......
But i wanna ask this question to other tm mem.......
and here is the question........
what is Sootera in islam?????????
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Nasir bhai here am gonna ask a Question.......
i know u must know abht the answer of that question.......
But i wanna ask this question to other tm mem.......
and here is the question........
what is Sootera in islam?????????
Jazakallah khair inno
kaafi ahem sawal kiya hai apne
sutra nama k liye kaafi ahem hai iski dalalat me kayi hadeesen aayi hain jisse ye maloom hota hai k sutre k ahmiat kya hai aap sahi bukhari me sutra k baab me dekh sakhte hain..thori hadeesen ham yahan pesh karte hain



VIRTUES OF THE PRAYER HALL (SUTRA OF THE MUSALLA)


1.472:
Narrated Ibn `Abbas: Once I came riding a she-ass when I had just attained the age of puberty. Allah's Apostle (Peace be upon him) was offering the prayer at Mina with no wall in front of him and I passed in front of some of the row. There I dismounted and let my she-ass loose to graze and entered the row and nobody objected to me about it.
1.473:
Narrated Ibn `Umar: Whenever Allah's Apostle (Peace be upon him) came out on `Id day, he used to order that a Harba [??] (a short spear) to be planted in front of him (as a Sutra for his prayer) and then he used to pray facing it with the people behind him and used to do the same while on a journey. After the Prophet (Peace be upon him) , this practice was adopted by the Muslim rulers (who followed his traditions).
1.474:
Narrated `Aun bin Abi Juhaifa: I heard my father saying, "The Prophet (Peace be upon him) led us, and prayed a two-rak`at Zuhr prayer and then a two-rak`at `Asr prayer at Al-Batha' [??] with a short spear (planted) in front of him (as a Sutra) while women and donkeys were passing in front of him (beyond that stick).
1.475:
Narrated Sahl (bin Sa`d): The distance between the Musalla of Allah's Apostle (Peace be upon him) and the wall was just sufficient for a sheep to pass through .
1.476:
Narrated Salama: The distance between the wall of the mosque and the pulpit was hardly enough for a sheep to pass through.

isse wazahat hoti hai sutra zaroori hai
chahe wo miswak hi kyun na ho hame aage rakh kar namaz padhni chahiye

aur agar koi iske andar se guzarna chahe to hame daurane namaz hi usse rokna chahiye balke Allah k Rasul s.a.w ne farmaya wo shaitan hota hai usse jung karo

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

Innocent_Fairy

TM Star
Feb 19, 2010
2,671
664
813
Lahore
JazakAllah.......
Nasir bhai mujhe is ka bary mai ahkamat ka bary mai info nhi tha.......
i just read about sutera from a islamic book.......
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
JazakAllah.......
Nasir bhai mujhe is ka bary mai ahkamat ka bary mai info nhi tha.......
i just read about sutera from a islamic book.......
Allahi barik feek :)
han iski kaafi ahmiat hai is par kaafi zorr bhi diya gaya hai lekin aksar loog isse nawaqif hain
imam bukhari ne to ek baab hi sutre k liye laye hain aur kayi hadeesen isme jama kiye hai

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Top