kia teen baar aik saath talaq kehne se talaq lagu ho jaati hay!

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
or abe last thursay ko he to humnay 2nd sipara katam kia hay...

2 weeks say hum talaq k baray may he t parh rahay tay...may alima nae..lakin mare baji,hafiza+ aliima hay... wo pakistan k mashoor deeni madrsay say...

sorry may waqe behas nae karna chate...q k mujy pore tara ilam nae hay...kame beshe hogaye agar muj say to mare akherat kuda nakhowasta karab hojaye ge...
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
aik saath 3 baar talaq daine se sirf aik talaq waqae hoti hay,,,rishta mukammal khatam nhi ho jata,,wapsi ka rasta rehta hay is doraniye k alag alag ehkamat bhi hain!
 
  • Like
Reactions: sweet doll

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
or abe last thursay ko he to humnay 2nd sipara katam kia hay...

2 weeks say hum talaq k baray may he t parh rahay tay...may alima nae..lakin mare baji,hafiza+ aliima hay... wo pakistan k mashoor deeni madrsay say...

sorry may waqe behas nae karna chate...q k mujy pore tara ilam nae hay...kame beshe hogaye agar muj say to mare akherat kuda nakhowasta karab hojaye ge...
hmm ok
ALLAH tala hum sabki rehnumayi farmayain AAMEEN! :)
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Assalam-o-Alaikum

عبداللہ بن عمر رض سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ حلال چيزوں میں اللہ کے نزدیک سب سے زیادہ ناپسند چيز طلاق ہے-"

( المستدرک للحاکم، ج2، ص:196)
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
محمود بن ابید رض نے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو کسی شخص کی خبر دی گئی کہ اس نے بیک وقت اپنی بیوی کو تین طلاقین دیدی ہین- آپ صلعم غصہ کی حالت میں کھڑے ہوگئے اور فرمانے لگے کہ اللہ کی کتاب سے کھیل ہورہا ہے حالانکہ میں تم میں موجود ہون یہاں تک کہ یہ سن کر ایک آدمی کھڑا ہوگیا اور کہا یا رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم میں اس کو قتل نہ کردوں؟
(سنن نسائی، ج2، ص:81
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
above ahadees se zahir hota hai ke talaq ke word ko islam main kitna na pasandeedah karar dya gaya.. 3 talaq agar aik dafa main de di jaye toe woh talaq ho jati hai . agar aik waqt main aik dafa talaq kaha jaye toe woh aik talaq hoti hai jis ke baad bhi rujoo ki gunjaish hai dobara. 2 aur phr 3 dafa kehne se talaq ho jati hai 3 dafa kehne ke baad talaq muqamal ho jati hai .. talaq ke hawaley se log kehte hain ke ghusey ki halaat main di jati hai toe janab talaq koi khushi se nahi deta hai. aur ghusa Allah ne isi lye haram karar dya hai. talaq koi itni mamooli cheez nahi.. jo bhi above ahadees aap sub ne bayan ki hain woh sub theek hain magar sub ne mafhoom apne firqey ke hisab se tarashey huwe hain so is terha ki behas ka koi faida nahi. kisi ko ilm hasil karney aur rehnumai ki zaroorat hai toe kisi alim se rujoo kya jaye JazakAllah :)
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
mujy koe b behas nae karne....

lakin hadees yad arahe hay 1...

uska mafhoom hay...

'k qiyamat ki 1 nishani ye hay k har gar may haram bacchay peda hongay....'

or wo haram bacchay kis tara peda hngay,wo oper he mojood hay k talaq honay k bwajood log 1 sat rahen gay.....log talaq manay gey he nae...

afsoos kis taraf hum log jarahay hay..kuch pata nae....
auzubillah auzubillah auzubillah ya tooba itna bada buhtan jhoot kch kehte waqt such lia karu jannat jahannam ku smne rakhu jo mu me aya wo bak dena thik ny hy

bina ref k mafhom ye hy wu hy na kahu esi tu koi hadis hi ny hy aur bahes kon karra apse ek tu jhoot bat apne boli agr sch hy to ref du teen talaq ek hi hy uska ref tu idar hy sahih ahades se bt ap ju dawa kr rahi hu uska sabut kidar hy haatu burhanakum ( Qul Haatoo Burhaanakum in Kuntum Saadiqeen, meaning, "Produce your proof if you are truthful".) ap apne dawe me sche hu tu sabut du

ju jee me aya bak die or ref puchu tu bahes ny krni kese kese lug hy
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
above ahadees se zahir hota hai ke talaq ke word ko islam main kitna na pasandeedah karar dya gaya.. 3 talaq agar aik dafa main de di jaye toe woh talaq ho jati hai . agar aik waqt main aik dafa talaq kaha jaye toe woh aik talaq hoti hai jis ke baad bhi rujoo ki gunjaish hai dobara. 2 aur phr 3 dafa kehne se talaq ho jati hai 3 dafa kehne ke baad talaq muqamal ho jati hai .. talaq ke hawaley se log kehte hain ke ghusey ki halaat main di jati hai toe janab talaq koi khushi se nahi deta hai. aur ghusa Allah ne isi lye haram karar dya hai. talaq koi itni mamooli cheez nahi.. jo bhi above ahadees aap sub ne bayan ki hain woh sub theek hain magar sub ne mafhoom apne firqey ke hisab se tarashey huwe hain so is terha ki behas ka koi faida nahi. kisi ko ilm hasil karney aur rehnumai ki zaroorat hai toe kisi alim se rujoo kya jaye JazakAllah :)
ooo acha sb ne apne firqe se tarjuma kia hy to ap konse firqe se ye mafhum bayan karre hu??????????
bade bhaya jab alim se ruju krna hy tu idar kia kare aake is sec me???? band krdu isko, na rahega bhans na bajegi bansuri bekar ka lafda hi khatam
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
hoor tumnay oper jo quran ki refrenc say bat ki hay manay wo kud sab parha hay tafseer may apni baji say...even horror nay b oper jo post ki hay wo same tumhare tara hay..may is say motafiq ho...lakin siraf is bat say nae k 1 bar 3 talaqay daynay say talaq waqiya nae hote..ye bat ghalat hay..

talaq hojate hay har sorat may..is bat par sub ulma motafiq hay..hanfia ki kitabo may b apko iska saboot mil sakta hay...
hanifa ki kitabo me?????????????????????????????????
quran kidar gaya hadees kidar gayiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii tauba tauba tooba idar qurna hawale me dere hadees hawale me dere or ap apni baji ki hanifa kitabu ki bt krre
 
  • Like
Reactions: star24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
aik aur masla bhi hai 3 talaaq ka.....gusey mai aisa bolna k talaq talaq talaq ye aik gini jati hai,,,,,pr talaaq kehney k center mai ager thora waqfa lai kr phir 2sri bar talaq boley aur phir talaq tou wo talaq ho jati hai.....ALLAH hu alaam .....

ALLAH kabhi kisi pr ye waqt na ayey sab miyyan bivi apas mai hamesha hanstey bastey rhey,,,,,AMEEn ya RAAB AL ALAMEEN....
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
ooo acha sb ne apne firqe se tarjuma kia hy to ap konse firqe se ye mafhum bayan karre hu??????????
bade bhaya jab alim se ruju krna hy tu idar kia kare aake is sec me???? band krdu isko, na rahega bhans na bajegi bansuri bekar ka lafda hi khatam
buhat acha sawal kya aap ne ke yahan akey kya karen. bhai behas ke ilawa aur bhi buhat kuch hai Islam main bolney ke lye kisi ko namaz rozey zakat ki talqeen karney se aap ka apna bhi faida hoga aur dosroon ka bhi ahadees share karney se aap ko bhi sawab miley ga aur dosroon ko bhi . aur aap mujhe bata doo yahan pe kaun mufti ya alim hai jis se aap sub ye sawal pochna chah rahey hain?? kyon ke fatwe hum jaise gunahgar log hargiz nahi de sakte hain na he hum koi alim hain so in behas ka kya nateeja nikalna hai? har koi khudh ko theek aur dosrey ko ghalat bolta hai. bhai aqal se kaam li jiye ghusa karney se koi faida nahi JazakAllah :)
 
hehe bade bhaya muje gussa door door tak nahi aata, haan agar mere smne wala zuban khulta hy to my usku bolta hu ke mere pas bi zuban hy agar khulu tu tik ny sakta ye tu hu gai gusse wali bat

ab ate hy namaz roze ki taraf tu kon ny krta talqen jidar bi muje link mila ya koi ese tread me ghusa tu my krta hu aur share karne wale ki hausla afzai b karta hu

ab bahes ki bat my ne kidar ki bahessss??????????? ap tu mod hu pir b apku bt samaj ny ati my ne sirf or sirf ref pucha hy ju mera haq hy or is forum ka rule

ab sawal jawab mufti se hi puchna hy or idar sirf hades share krni hy tu phir ye section 'Islamic Question and Answer' ke nam se rakhe kiu hy??????????????

Allah ne aql di hy hr bt k liye mufti ka daman nahi pakra jata quran sb k liye hy or Allah ne isko asan banaya hy sb ki hidayat k liye quran me " ya ayu han naas" kayi bar aaya hai matlab ai logon kahin nahi likha ae muftion ap parho aur am lugon ko samjhao samjhe bade bhayaaaaaaaaaaaa

ab ap b aqal se kam lena gussa aya to thanda pani peena or phir aram se jawab dena my idarich hun :)
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
ooopsh :-ss

is se ziada detail se nhi bta sakti ,,kuch share karti hun mazeed! from aayat 226 n onward!

jazakillahi khaira ya ukhti hoorain:)
samajne walu k lie ek ref kafi hy
ap kitna bi batau na samaj ki ankh band rehti, bas badi baten bade dawe ref puchu to unko bahes lagti, himmat ny huti zameen par taher k bad krne ki asman pe urte dhamkate badi baten krte bt apne dawe pr ref tu ny dete

Allah ki kitab or uske rasul ki bat ajane pr bi ju mukar jata hy wu apna thikana khud dekleta hy
 
  • Like
Reactions: hoorain

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
hehe bade bhaya muje gussa door door tak nahi aata, haan agar mere smne wala zuban khulta hy to my usku bolta hu ke mere pas bi zuban hy agar khulu tu tik ny sakta ye tu hu gai gusse wali bat

ab ate hy namaz roze ki taraf tu kon ny krta talqen jidar bi muje link mila ya koi ese tread me ghusa tu my krta hu aur share karne wale ki hausla afzai b karta hu

ab bahes ki bat my ne kidar ki bahessss??????????? ap tu mod hu pir b apku bt samaj ny ati my ne sirf or sirf ref pucha hy ju mera haq hy or is forum ka rule

ab sawal jawab mufti se hi puchna hy or idar sirf hades share krni hy tu phir ye section 'Islamic Question and Answer' ke nam se rakhe kiu hy??????????????

Allah ne aql di hy hr bt k liye mufti ka daman nahi pakra jata quran sb k liye hy or Allah ne isko asan banaya hy sb ki hidayat k liye quran me " ya ayu han naas" kayi bar aaya hai matlab ai logon kahin nahi likha ae muftion ap parho aur am lugon ko samjhao samjhe bade bhayaaaaaaaaaaaa

ab ap b aqal se kam lena gussa aya to thanda pani peena or phir aram se jawab dena my idarich hun :)
mere nazdeek toe is section ki zaroorat nahi main koshish karon ga ke ye section hidden karwa don (THIS IS MY PERSONAL OPINION) ye pehle kisi mod ne i think rakhwaya hoga i dont know . well DON kuch rules la rahey hain new so un rules ka mujhe wait hai. aur maine kab kaha ke aap is thread pe aye un pe nahi aye ye baat toe maine kaheen bhi nahi ki hai janab .. aur rahi baat sawal pochney ki toe ye masley chotey nahi buhat barey hain jinhen aap chota keh rahey hain mujhe herat hai jis amal ko Hazrat Muhammad S.A.W ne sakht na pasand farmaya aur Allah ke nazdeeq intihai bura amal hai usey aap chota masla samjhte hain. bhai abhi aap jazbati ho rahe hain thandey dimagh se sochiye phr aap ko samajh aye gi ke meri baat ka kya maqsad hai . hum main se koi bhi itna alim fazil nahi. isi waja se quran ko samjh ke parhney ka bola gaya hai kyon ke aik word ke buhat se means nikaltey hain is waja se aisa kah raha hon. Allah sub ko samajhney aur amal karney ki taufeeq ata farmaye Aameen :)
 
Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
jazakillahi khaira ya ukhti hoorain:)
samajne walu k lie ek ref kafi hy
ap kitna bi batau na samaj ki ankh band rehti, bas badi baten bade dawe ref puchu to unko bahes lagti, himmat ny huti zameen par taher k bad krne ki asman pe urte dhamkate badi baten krte bt apne dawe pr ref tu ny dete

Allah ki kitab or uske rasul ki bat ajane pr bi ju mukar jata hy wu apna thikana khud dekleta hy
JazakALlah bilkul theek kaha aap ne na samajh ki ankhain band he rehti hain dil pe mohar laga di jati hai aur kuch toe ahadees ko bhi nahi mantey aur un ko jhota aur sahi qarar dete rehte hain Allah un ko samjhney ki taufeeq ata farmaye Aameen :)
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
mere nazdeek toe is section ki zaroorat nahi main koshish karon ga ke ye section hidden karwa don (THIS IS MY PERSONAL OPINION) ye pehle kisi mod ne i think rakhwaya hoga i dont know . well DON kuch rules la rahey hain new so un rules ka mujhe wait hai. aur maine kab kaha ke aap is thread pe aye un pe nahi aye ye baat toe maine kaheen bhi nahi ki hai janab .. aur rahi baat sawal pochney ki toe ye masley chotey nahi buhat barey hain jinhen aap chota keh rahey hain mujhe herat hai jis amal ko Hazrat Muhammad S.A.W ne sakht na pasand farmaya aur Allah ke nazdeeq intihai bura amal hai usey aap chota masla samjhte hain. bhai abhi aap jazbati ho rahe hain thandey dimagh se sochiye phr aap ko samajh aye gi ke meri baat ka kya maqsad hai . hum main se koi bhi itna alim fazil nahi. isi waja se quran ko samjh ke parhney ka bola gaya hai kyon ke aik word ke buhat se means nikaltey hain is waja se aisa kah raha hon. Allah sub ko samajhney aur amal karney ki taufeeq ata farmaye Aameen :)
badeeeeeeeeeee bhayyaaaaaaaaaaaaa my kan bolta hu ap kanpat samajte hu kia karu my

bhaya apne mera post quote kia hy ap ankhe khul kar dekhu aur dimagh bi laga kar dekhu aur batau my ne kidar likha ya kaha ke ye chuta masla hy????????????? ab muje herat huri apki samj par

pehle bi my ne pucha apke dawe par ke sb apne firqe se tarjuma karte hy tu ap kis firqe se mafhum kie apne jawab ny dia or de b ny sakte shayad

or ap samajte hy ki ye bahes hy or ap usku sljha bi ny sakte tu pir isme prte kiu hu or khud ku uljhate kiu hu?????

bhaya jazbati hona mera shewa ny hy itna janlu ap or my bakhubi apke jazbt ku samjru abi cool cool ap se ny huta tu mat ao is mamlat me agr ana hy tu pir sb ku barabar rakhu ap mere post hi nzr ate kia tooba ju bina ref ke kia kia bol die wo ny dikha apku or apki stff member hoorain jo ref die wu b ny dikha apku ap stff khud ek ny hu or muje bolte hu hehe

bhaya pls cool dimag se suchu ap or zruru ny idar jawab dena muje pata hy pir ap ghum ke kaan ka kanpat karuge shukriya :)
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
JazakALlah bilkul theek kaha aap ne na samajh ki ankhain band he rehti hain dil pe mohar laga di jati hai aur kuch toe ahadees ko bhi nahi mantey aur un ko jhota aur sahi qarar dete rehte hain Allah un ko samjhney ki taufeeq ata farmaye Aameen :)
ameen:)
nasamajh k dil pr mohar nahi lagti balke ju lug kufr krte hy unke dilo pr bolne se pehle parlia karu ju dimag me aya buldia,

sahi bt hy idar is tread me jitne b hades share huyi aur qurani ayat us par jiski b nzr gayi or jan buj k akde rahe unki halat Allah jane shukriay you too :)
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
or haan ek ki personal opinion se koi rule ny badalna sb ki rai leni hugi admin ku section hide krne k lie
 
Status
Not open for further replies.
Top