Orto ka mazaar pay jana..

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

kingsalah

Banned
Jul 22, 2009
256
149
0
36
mard k aisaab aur hosla mazboot hota hay aurton ki nisbat
aurtain bohat jald jazbaati ho jaati hain aur un may hosla aur himmat kam hoti hay as compared to men
aap hosle ko emaan se confuse kar rhe hain :s[/I][/SIZE][/COLOR][/FONT]
Dekhian..... Main ap ki baat se agree nahi karta...... Mard Jaldi Jazbati hotay...... Orton main Ziada Hoslta hota hai....... Or Eman main koi Kam nahi hai.........
y.......... Ak Shaks Nabi ki zaat kay opper baat kar raha hai..... Kay unno ne Lanat ki........To main kyun Chup Rahon...... Main to ess baat se ikhtilaaf karta hun........

Kia ap log Islam ki khidmat Kar rahain hain

---------- Post added at 01:18 AM ---------- Previous post was at 01:15 AM ----------

g bilkul me b yhi kehti hun
n pehly aap ye btana psnd krn gy k
mazaar kehty kis ko hn???
ap ne mera mazaar to nahi banana..... ap kay irado se lag raha.......... Brahal main ap ki baat kuch samja Nahi

Mazaar....... kay kain mutlib hain.... Qabar ko bhi keh saktay hain.....
 
Mantasha_Zawaar

stay away :|
TM Star
Apr 27, 2011
1,029
450
383
Lahore Pakistan
sorry but aaap logon ko chahiye k
ya to sahi dleel dn ya ans hi na dn
bt aap logon ne kch ghlat batn ki hn
jo bilkul b sahi nai hn.....infact wo gunnah k zmry mn aati hn
 
Mantasha_Zawaar

stay away :|
TM Star
Apr 27, 2011
1,029
450
383
Lahore Pakistan
'''ap ne mera mazaar to nahi banana..... ap kay irado se lag raha.......... Brahal main ap ki baat kuch samja Nahi'''''

me ne ye swaal un se pucha hy jo yahan ghlat batn kr rhy hn
 
kingsalah

Banned
Jul 22, 2009
256
149
0
36
..........??????
Ap meray Khiyal main Female hain..... Mian ap ki courage ko pasand karta hun..... Or chahta hun sab female Esay hi bolain Jis ap Bol Rahain hain......... Un sab Female ko Kia ho gaya...... Jo Ess bat se agree kar rahain hain....... Kay Nabi Kareem ne Oroton Pe Lanat Ki
 
Oct 18, 2009
18,710
9,640
1,313
LoCk Me In YoUr HeArT
mtlb k aap bhi salah bhai ki tarah andazay hi laga rhi hay..... ?
khair.... aapko jo ghalat lag raha hay us ka name likh ker hi usko poochain.... koi khud say yeh nahi kahayga k m ghalat keh raha hoon aapko javab deta hoon......

'''ap ne mera mazaar to nahi banana..... ap kay irado se lag raha.......... Brahal main ap ki baat kuch samja Nahi'''''

me ne ye swaal un se pucha hy jo yahan ghlat batn kr rhy hn
 
Mantasha_Zawaar

stay away :|
TM Star
Apr 27, 2011
1,029
450
383
Lahore Pakistan
Ap meray Khiyal main Female hain..... Mian ap ki courage ko pasand karta hun..... Or chahta hun sab female Esay hi bolain Jis ap Bol Rahain hain......... Un sab Female ko Kia ho gaya...... Jo Ess bat se agree kar rahain hain....... Kay Nabi Kareem ne Oroton Pe Lanat Ki
in logon ne bht hi ghlat batn ki hn
muje b smj nai aa rai k in k khilaaf kch action q nai liya gya
 
  • Like
Reactions: kingsalah

kingsalah

Banned
Jul 22, 2009
256
149
0
36
mtlb k aap bhi salah bhai ki tarah andazay hi laga rhi hay..... ?
khair.... aapko jo ghalat lag raha hay us ka name likh ker hi usko poochain.... koi khud say yeh nahi kahayga k m ghalat keh raha hoon aapko javab deta hoon......

Bhai muje asal main baat samj nahi ayi thi.... Ess liey main ne mazaq kia hai..... main ummed karta hun zeri ne mind nahi kia ho ga

---------- Post added at 01:30 AM ---------- Previous post was at 01:29 AM ----------

in logon ne bht hi ghlat batn ki hn
muje b smj nai aa rai k in k khilaaf kch action q nai liya gya
Main itnay irsay se en logon ko yahi bata raha hun....... Or yeh muje Qadiani......... Munafiq.......... Ghustakh e Rasoool Or pata nahi Kiya Kehtay hain......
 
Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Jnabkingslaha, sb app baat ku ulta na lay aur na hi app is ku is andazz may paray k Aqqa Do Allam (PBUH) nay kaha k orton per lanat bhaiji hay bul ka kaha yeah gaya hay aisi ortoon per lanat ju qabroon ki xiayrat k liye jati hay

so please baat ku sahe andaaz ma beyaan keray , galat biyani say kaam lay ker confusion na paida ki jaye tu behter hay

Allah Hum sub ku deenay Islam k sahe meanaing smajhany ki toufeeq ata fermaye (Ameen)
 
  • Like
Reactions: Tariq Saeed

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Bhai main ne yeh kabi nahi kaha kay Tamam Hadeess Ghalat hain..... Jo Hadith Quran kay Khilaaf hain who naqabilay Etibar hain...... Jaisay Orton par Lanat wali Baat........ Aik nabi Jis Pathar Khanay kay baad bhi Kisi pe Lanat nahi ki ya Badua nahi ki woh kesay oroton pe lanat kar sakta hai.....
janab hadees sahi hai ya galat ye aap aur ham faisla nahi karenge aur jo hadees yahan hamne pesh ki hai wo sahi hadees hai

Allah k Rasul sallelahu alayhiwasallam kisi ko gaali nahi diya karte the aur nahi kisi par apni zaat k liye badla lete yahan tak ke sahih muslim ki hadees hai ke ai Allah jis kisi ko maine bura bhala kaha hai uski wajah se tu uske gunaahon ko maaf karde aur tu use apne qareebi banda banale subhan Allah

lekin agar koi islam par ungli uthata to uska sir qalam bhi kardiya jata

khair abhi apko aur bhi hadees dikhate hain jo khaas kar lanat k upar hai aur sath hi Quran se daleel

عَنْ ابْنِ عَبَّاسٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا قَالَ لَعَنَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ الْمُتَشَبِّهِينَ مِنْ الرِّجَالِ بِالنِّسَاءِ وَالْمُتَشَبِّهَاتِ مِنْ النِّسَاءِ بِالرِّجَالِ

iska mana ye hai rasool ne lanat kiya hai un mardon par jo aurton ki mushaabahat apnate hain usi tarah aurton par bhi

abhi Qurani aayat lanat k upar

اور کہتے ہیں ہمارے دلوں پر غلاف ہیں بلکہ الله نے ان کے کفر کے سبب سے لعنت کی ہے سو بہت ہی کم ایمان لاتے ہیں
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #88)

اور جب ان کے پاس اللہ کی طرف سے کتاب آئی جو تصدیق کرتی ہے اس کی جو ان کے پاس ہے اور اس سے پہلے وہ کفار پر فتح مانگا کرتے تھے پھر جب ان کے پاس وہ چیز آئی جسے انہوں نے پہچان لیا تو اس کا انکارکیاسوکافروں پر الله کی لعنت ہے
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #89)

بے شک جو لوگ ان کھلی کھلی باتوں اور ہدایت کو جسے ہم نے نازل کر دیا ہے اس کے بعد بھی چھپاتے ہیں کہ ہم نے ان کو لوگوں کے لیے کتاب میں بیان کر دیا یہی لوگ ہیں کہ ان پر الله لعنت کرتا ہے اور لعنت کرنے والے لعنت کرتے ہیں
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #159)

بے شک جنہوں نے انکار کیا اور انکار ہی کی حالت میں مر بھی گئے تو ان پر الله کی لعنت ہے اور فرشتوں اور سب لوگوں کی بھی
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #161)

ایسے لوگوں کی یہ سزا ہے کہ ان پر الله اور فرشتوں اور سب لوگو ں کی لعنت ہو
( سورة آل عمران , Aal-e-Imran, Chapter #3, Verse #87)

یہی وہ لوگ ہیں جن پر الله کی لعنت ہے اور جس پر الله لعنت کرے تو اس کا کوئي مددگار نہیں پائے گا
( سورة النساء , An-Nisa, Chapter #4, Verse #52)

اور جو کوئی کسی مسلمان کو جان کر قتل کرے اس کی سزا دوزخ ہے جس میں وہ ہمیشہ رہے گا اس پر الله کا غضب اور اس کی لعنت ہے اور الله نے اس کےلیے بڑا عذاب تیا رکیا ہے
( سورة النساء , An-Nisa, Chapter #4, Verse #93)

بنی اسرائیل میں سے جو کافر ہوئے ان پر داؤد اور عیسیٰ بیٹے مریم کی زبان پر لعنت کی گئی یہ اس لیے کہ وہ نافرمان تھے اور حد سے گزر گئے تھے
( سورة المائدة , Al-Maeda, Chapter #5, Verse #78)

الله نے منافق مردوں اورمنافق عورتوں اور کافروں کو دوزخ کی آگ کا وعدہ دیا ہے پڑے رہیں گے اس میں وہی انہیں کافی ہے اور الله نے ان پر لعنت کی ہے اوران کے لیے دائمی عذاب ہے
( سورة التوبة , At-Taubah, Chapter #9, Verse #68)

ab aap kya Quran ka bhi inkar karenge ?
 
Bhai...... Quran main Allah tahalla Lanat kar raha hai...... Allah ne kisi jaga yeh nahi kaha kay Allah Lanat nahi kar sakta..... Ap ko Nabi Kareem or Khuda mian koi faraq nazar nahi ata...... Nabi Kareem ne Hadees ki Kaiy Kutab main Lanat Karnay Se mana farmaya Hai.......... ...... Ap Pata nahi Baat ko Samj kyun nahi rahayyy............ Yeh essay hi hai jaisay aik Shaks kehta hai kay ......... Jhoot na bolo or woh khud Jhoot Bolta........ Allah Khaliq hai......... Woh kuch bhi kar sakta hai......... Lekan Makhloooq Khaliq nahi hai.

---------- Post added at 02:16 AM ---------- Previous post was at 02:14 AM ----------

Jnabkingslaha, sb app baat ku ulta na lay aur na hi app is ku is andazz may paray k Aqqa Do Allam (PBUH) nay kaha k orton per lanat bhaiji hay bul ka kaha yeah gaya hay aisi ortoon per lanat ju qabroon ki xiayrat k liye jati hay

so please baat ku sahe andaaz ma beyaan keray , galat biyani say kaam lay ker confusion na paida ki jaye tu behter hay

Allah Hum sub ku deenay Islam k sahe meanaing smajhany ki toufeeq ata fermaye (Ameen)
Bhai Meray ap se simple sa question........ Kia Nabi ki Yeh shan hai kay woh lanat karay kisi pe bhi...... Chahey woh qabar par janay wali ortain hi hooon... Or sath hi hadith ki kitabon mian mana farmaya hai kay momin lanat nahi karta
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Bhai...... Quran main Allah tahalla Lanat kar raha hai...... Allah ne kisi jaga yeh nahi kaha kay Allah Lanat nahi kar sakta..... Ap ko Nabi Kareem or Khuda mian koi faraq nazar nahi ata...... Nabi Kareem ne Hadees ki Kaiy Kutab main Lanat Karnay Se mana farmaya Hai.......... ...... Ap Pata nahi Baat ko Samj kyun nahi rahayyy............ Yeh essay hi hai jaisay aik Shaks kehta hai kay ......... Jhoot na bolo or woh khud Jhoot Bolta........ Allah Khaliq hai......... Woh kuch bhi kar sakta hai......... Lekan Makhloooq Khaliq nahi hai.

---------- Post added at 02:16 AM ---------- Previous post was at 02:14 AM ----------

Bhai Meray ap se simple sa question........ Kia Nabi ki Yeh shan hai kay woh lanat karay kisi pe bhi...... Chahey woh qabar par janay wali ortain hi hooon... Or sath hi hadith ki kitabon mian mana farmaya hai kay momin lanat nahi karta
hmmm

Topic k hawaley se aap kia kehtey ho?
jo Question RR sis ne poocha aap k khayal se kia hay uska sahi jawab with reference?
 
kingsalah

Banned
Jul 22, 2009
256
149
0
36

hmmm

Topic k hawaley se aap kia kehtey ho?
jo Question RR sis ne poocha aap k khayal se kia hay uska sahi jawab with reference?
Well, It depends upon female.......... If females, follow teaching of Prophet while going to graveyard then there is nothing wrong in it....... If prophet forbid women to go to graveyard....... I have no problem with..... Women should follow it..... I have problem with the false interpretations of Enounter.. He said prophet cursed women for going gravedyard..... Women has weak faith...... etc....

Right!!!
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
hmm

1st of all he did not say that women had weak faith.... ok dont confuse it
2nd i agree Prophet Muhammad (PBUH) never cursed anyone
 
  • Like
Reactions: kingsalah

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Bhai...... Quran main Allah tahalla Lanat kar raha hai...... Allah ne kisi jaga yeh nahi kaha kay Allah Lanat nahi kar sakta..... Ap ko Nabi Kareem or Khuda mian koi faraq nazar nahi ata...... Nabi Kareem ne Hadees ki Kaiy Kutab main Lanat Karnay Se mana farmaya Hai.......... ...... Ap Pata nahi Baat ko Samj kyun nahi rahayyy............ Yeh essay hi hai jaisay aik Shaks kehta hai kay ......... Jhoot na bolo or woh khud Jhoot Bolta........ Allah Khaliq hai......... Woh kuch bhi kar sakta hai......... Lekan Makhloooq Khaliq nahi hai.

janab aap ko kya hadees bhi nazar nahi aati kya
yane jo apke mutabik ho wo apke lye sahi hadis aur jo apke mutabik na ho wo galat

saaf hadees hai jisme Allah k Rasul ne nafarmano par lanat ki hair
aur aap kehte hain Allah me aur Rasul me fark nahi ye apko sochna chahiye jab nabi ki shan nahi lanat karna to kya Allah ki shan hai ye baten fazool hain bas hame Quran aur hadees ko dekhna hai

apko keh to rahe hain Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam kisi ko bhala bura nahi kehte lekin jahan Allah ka hukm hota hai wahan farmane ilahi manna hi islam hai

بے شک جنہوں نے انکار کیا اور انکار ہی کی حالت میں مر بھی گئے تو ان پر الله کی لعنت ہے اور فرشتوں اور سب لوگوں کی بھی
( سورة البقرة , Al-Baqara, Chapter #2, Verse #161)

عَنْ ابْنِ عَبَّاسٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُمَا قَالَ لَعَنَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ الْمُتَشَبِّهِينَ مِنْ الرِّجَالِ بِالنِّسَاءِ وَالْمُتَشَبِّهَاتِ مِنْ النِّسَاءِ بِالرِّجَالِ

iska mana ye hai rasool ne lanat kiya hai un mardon par jo aurton ki mushaabahat apnate hain usi tarah aurton par bhi

phir se padhen agar samajh na aaye to apki samajh apne sath rakhen aur bahes pe na karen

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
fazool bahes aur mahol kharab hone k andeshe se is thread ko close kiya ja raha hai..........!
 
Status
Not open for further replies.
Top