a question need answer

  • Work-from-home

shano

Newbie
Oct 14, 2008
63
38
0
By Khalid Baig
It happened at an international inter-faith conference. The organizers decided to end the conference with readings from the scriptures of major religions, done by followers of other religions. As it happened, an Arab Christian read a passage from the Qur'an. He was a good reciter. Every one seemed to be moved by his heart-rending reading, including the reciter himself. Immediately afterward, prominent Muslim thinker and writer, Maulana Waheeduddin Khan, who narrated this story, asked him: "Do you think Qur'an is the Word of God?" In a moment of truth he said: "Yes." But, then, he had second thoughts so he added: "But only for the Arabs."
Actually not only the Qur'anic message keeps attracting people all over the world, its words also move people who may not know a word of Arabic language. Famous Egyptian reciter Qari Abdul Basit reportedly once accompanied then President Gamal Abdul Nasir to a meeting with the Soviet leaders. During a break in the meeting, Nasir asked him to recite the Qur'an before the top Soviet leaders. When he finished the recitation, Qari Abdul Basit saw four of them shedding tears. "We don't know what it was," they later explained. But there was some thing touching in those Words!
Ironically at that time Qur'an was the forbidden tree for the Muslims in the Soviet Union. Reading, teaching, or even possessing a copy of the Qur'an resulted in the most severe punishments. The KGB was always on the lookout. Its agents could enter any house, any time, if they suspected anyone inside of reading Qur'an or offering prayers. Religious leaders were drafted for compulsory labor. Mosques and Islamic schools were closed down and turned into cinema houses, factories and offices. One could not find a copy of the Qur'an anywhere. The ruthless state machinery did everything within its power to extinguish the flame of Qur'an from the empire. Yet during those seventy dark years Muslims kept the flame burning. They developed elaborate camouflage mechanisms, at tremendous risks, to teach Qur'an to their children. Little children had to stay away from their parents for months at a time as they retired to secret hujras (rooms) where they memorized Qur'an and received religious instructions without ever having looked at a printed page. Their stories remain a neglected but extremely bright part of our recent history.
What kind of Book can command such devotion and sacrifices? Only the Book that begins by asserting:

"This is the Book; in it is guidance sure, without doubt, to those who fear Allah." (Al-Baqarah 2:2).
And then each and every line of it attests to that assertion. It declares:

"The Most Gracious! It is He Who has taught the Qur'an." (Al- Rahman 55:1-2).
It challenges:

"Say If the whole of mankind and Jinn were to gather together to produce the like of this Qur'an, they could not produce the like thereof, even if they backed up each other with help and support." (Bani Israel 17:88).
It claims:

"Verily it is We Who revealed the Remembrance and verily We are its guardians." (Al-Hijr, 15:9).
Qur'an is the first document in the Arabic language. There is no other language of the world that has withstood the passage of fourteen centuries. Over the centuries, rivers change courses, civilizations rise and fall, and languages become extinct and new ones develop. Consider the expression "faeder ure on heofonum" from Lord's Prayer in Matthew 6 from a Bible of 900 C.E. We are told it means: "Our father in heaven." It also means that any writing from that time cannot be read by an English speaker today. But any Arabic speaker can open the Qur'an today and understand its message. As did all the people in the intervening centuries!
Prominent scholar Dr. Hamidullah tells of an effort in Germany by the Christian scholars to gather all the Greek manuscripts of Bible as the original Bible in Aramaic is extinct. They gathered all manuscripts in the world and after examining them reported: "Some two hundred thousand contradictory narrations have been found... of these one-eighth are of an important nature." When the report was published, some people established an Institute for Qur'anic Research in Munich with the goal of examining Qur'an the same way. A gigantic research project was started that continued for three generations. By 1933, 43000 photocopies of Qur'anic manuscripts had been collected. A report published shortly before World War II showed the results of the examination of these manuscripts. While some minor mistakes of calligraphy were found, not a single discrepancy in the text had been discovered!
Of course the love, devotion and care that Muslim showed toward the Qur'an, and that became the immediate cause of its miraculous preservation, was inspired by the Prophet Muhammad, Salla-Allahu alayhi wa sallam. On one occasion he asked the companions in Suffa: Which of you would like to go out every morning to Buthan or Al- Aqiq (two markets near Medina) and bring two large she-camels without being guilty of sin or without severing the ties of kinship? Camels were the valuable commodity of the time, she-camels even more so. Its equivalent today may be a brand new automobile. As they showed their interest, Prophet Muhammad, Salla-Allahu alayhi wa sallam, explained: To teach or recite two verses of the Qur'an is better than getting two she-camels. And three verses are better than three she-camels. (Muslim).
And so, for centuries this ummah displayed an unprecedented love and devotion for the Book of Allah. It began the education of its children by teaching them how to read Qur'an. It began its day by reciting from the Qur'an. Qur'an was divided into seven parts, each called a manzil, so it could be read completely every week. It was divided into thirty parts, each called a juz, so it could be read completely every month. Qur'an is the most read and memorized book in the world!
Today, though, we see a change. Thanks to the twin scourges of a colonial education system and the television, today we find millions of Muslim children for whom learning to read the Qur'an is not part of their education. We find millions of Muslim homes where Qur'an is read only on special occasions. When someone dies, for example. This despite the fact that in most parts of the world today, unlike the Soviet Union of yesterday, reading the Qur'an is no longer a high risk proposition. How unfortunate is the person who should die of thirst while holding the refreshing glass of water in his hands! How unfortunate the person who should die of disease while holding the perfect medicine in his hands!
Of course we must read it, understand it, and put it into practice. But we must also remember that reading with full deference and proper etiquettes is a pre-requisite for understanding the Qur'an, just as understanding its message is a pre-requisite for practicing it. Our goal must be to live by the Qur'an. For only then we truly live. Otherwise we only pretend to live.
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Assalam o alikum every one

mera ik question hy k boht se logon ko kehty huey suna hy k Waliyon k samne apni hajjat rakhna ya unke zariye se Allah se mangna ya unki qabron per jana ye sab ghalat hy or unhon ne isey mushrikon se tashbeeh di hy k jesy wo apne mandiron mai chadren charhaty hyn bhajan gaaty hyn humary yaha qawaliyan hyn or bhi pta nahi kia kia plz ap log bataiya kia ye kehna sahi hy ya nahi boht boht shukriya
Wa Alaikum Asalam,

Islam Forum ka Moderator hone ke natay say mera farz banta hai ke app ko jo baat sach aur sahi hai woh bataon laikin I am so sorry ke ajj taqreeban 1 Month ke baad reply kar raha hon Actually mein Online hee nahi howa tha kuch pareshanion ka samna tha iss wajha say.
Sabhi ne apni apni baat kahi laikin hum aik dosray ki sunn'ne ki bajai Quran-o-Hadith ki Sunn'ni cahiye so meine kuch arsa pehly aik thread post kia tha Waeeela Zarora hai... jiss per kuch members ne aitraaz kiya tha beharhal app uss ko read karain aur jo kehty hain ke Allah ke Naik Bandon ko Allah ke Huzoor Waseela banana Ghalat hai woh Quran ke Munkir hain kyon ki Allah ne Quran mein saf saf farma Diya '' AUR ALLAH KI RAH MEIN WASEELA TALASH KARO '' tu jab hum Allah ke Nabiyon, Waliyon ko Waseela nahi banai gai tu phir inn Hastiyon say behtar aur kon hai ?
For more Info please read this thread.

http://www.tafrehmela.com/islam/15136-waseela-zarori-hai-must-read-topic-week.html
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782

Excuse me Night bhai Allah nain Wasila jis ko aap nain quote kia hai wo kaisay maan ya samjh lia kay dua kay liaay waseela talash karo jub kay is kay maani hain apni rozi talash karna.

Allah nain quran main kaha hai mujh say mango wo chor kar aap yay quote kar rahain hain. Kai jagah kaha hai mujh say mango is kay ilawa wo sub ki sunta hai.

Allah nain jub kay quran main bhi naheen kaha kay jo unka mahboob hasti hai yani MUHAMMAD Sallalho Alaihi Wasallim unko bhi waseela bananay ko naheen kaha hai to phir kisi aur ko kioon?

Jo aap nain quote kia wo kaam aur job say mutalliq hai aur aap Allah kay baar baar kahay gay ko chor kar yay quote kar rahay hain. Allah nain kaha hai mujh say mango aur kai jagah kaha hai usko aap nain faramosh kar dia apni baat ko sabit karnay kay liaay.

Kia quran main Allah nain naheen kaha kai jagah mujh say mango?
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
mere nazar main deynai waley seref oper walay ki zaat hai per aghar hum kasey k wasilai say mangtai hai too woh bhi galat nahi hai ... mere nazar main yeh aik taraha ki shifarish hote hai joo bandaa apnay raab say kasey k zariyaa karwa raha hota hai
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Excuse me Night bhai Allah nain Wasila jis ko aap nain quote kia hai wo kaisay maan ya samjh lia kay dua kay liaay waseela talash karo jub kay is kay maani hain apni rozi talash karna.

Allah nain quran main kaha hai mujh say mango wo chor kar aap yay quote kar rahain hain. Kai jagah kaha hai mujh say mango is kay ilawa wo sub ki sunta hai.

Allah nain jub kay quran main bhi naheen kaha kay jo unka mahboob hasti hai yani MUHAMMAD Sallalho Alaihi Wasallim unko bhi waseela bananay ko naheen kaha hai to phir kisi aur ko kioon?

Jo aap nain quote kia wo kaam aur job say mutalliq hai aur aap Allah kay baar baar kahay gay ko chor kar yay quote kar rahay hain. Allah nain kaha hai mujh say mango aur kai jagah kaha hai usko aap nain faramosh kar dia apni baat ko sabit karnay kay liaay.

Kia quran main Allah nain naheen kaha kai jagah mujh say mango?
Buhat khoob kya baat hai app ki soch ki tu daad daine paray gi {(popcorn)}
RULE: Yeh Baat meray aur Precious ke darmayan chali hai aur hum hee khatam karay gai kisi ko Comment daine ka haq hai laikin iss Mozo per koi baat filhal nah karai...

Ji tu Precious app aisa karain meri aik choti see Request hai app kaheen say Quran-o-Hadith mein say yeh sabit kar dain ke Allah ke Huzoor Allah ke naik bandon ka waseela pesh karna shirk hai ya gunnah hai tu mein waseela ke topic per baat karna hee khatam kar don ga.
Aur jahan tak ta'aluq raha app ki Rozi wali baat ka tu wahan lafz ROZI nahi WASEELA aya hai so WASEELA ko Rozi mein tabdeel kar daina khuli gumrahi hai.
#2 Humara Ahl-e-Sunnat ka Aqida hai ke koi bhi Banda Allah ki Ata ke bhaghair kisi ki Mushkil hal nahi kar sakta ya kisi ki madad nahi dai sakta laikin hum aur app kon hote hain yeh kehne walay ke Allah ne kisi ko taqat ata nahi ki.
Allah QUran mein irshad farmata hai ke '' Allah jiss ko jo cahta hai ata karta hai ''

Ghair Allah Say Madad Mangne ka Saboot...

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
dark bhai aik chota say sawal main app say karna chahoo ga ... seref app muj ko atna bata doo k waslai say mangna teek hai ya galat ?
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
dark bhai aik chota say sawal main app say karna chahoo ga ... seref app muj ko atna bata doo k waslai say mangna teek hai ya galat ?
Meray Bhai Waseela say mangna bilkul thekh hai 100% Quran-o-Hadith say sabit hai ke Allah ke huzoor Allah ke Naik bandon ka Waseela pesh kar ke mang'na jaiz hai aur aisa hee karna cahiye.
So Waseela say mangna darust hai.
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
thankx bhai app nay mere mind main say bohaat sarey faltoo kayaal ko dhoor keyaa hai aur abb i think yeh saab batain pharnai k baad mere saab cheazai clear hoo gahee hai aur abb main ann faltoo logon ki faltoo baat ka jawab dai sakta ho joo aksaar iss kisaam ki faltoo batain kartai hai
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Buhat khoob kya baat hai app ki soch ki tu daad daine paray gi {(popcorn)}

Ji Bilkul Meri to baat hi bohat Precious hain aap daad dain kay na dain. Mainu koi farq nai painda. Na hi mujhay aap kay fatway ki zaroorat hai.

RULE: Yeh Baat meray aur Precious ke darmayan chali hai aur hum hee khatam karay gai kisi ko Comment daine ka haq hai laikin iss Mozo per koi baat filhal nah karai...

Wow zabardast rule.

Now I declare my rule:

Rule No 1:

PPl plz don't be scared of me kay moderator hoon to aap say budamizi karnay ki mujhay ijazat hai hargiz naheen na Islam ijazat deta hai na site kay rules aur na hi mera dil o dimagh.

Rule No 2:

Ppl don't be scared of posting anything that goes against my soch aur words cause Ikhtilaaf ay raay zindagi ka hissa hai aur yay ikhtilafaat hi hamain munfarid banatay hain. Ikhtalafat to aik maan kay pait sa paida honay walay buchchon main bhi hotay hain per muhabbat phir bhi hoti hai.

Rule No 3:

Ppl by being Moderator of Islamic section i won't delete your post if it goes against me but if you attack personaly then I will edit after warning.

Rule No 4:

I won't use badwords and galies and anything which hurts you cause i don't want to use my power against powerless.

Rule No 5:

Any one can participate no matter its kutta billi ki lar'ai aur do jangli bhainson ki lar'ai. LOL

Rule No 6:

No one is allowed to attack each other but discuss things and ask questions even 1000 times if you don't understand i won't give you fatwa of "dimaghi mareez" even though I have a degree to diagnose diseases.

Rule No 7:

Don't worry about Fatwa sadir farmanay walay Fatwa e Azam's fazool rule.

Rule No 8:

If any mod or super mod say something wrong about you don't forget to pm me with a subject of Personal Attack phir daikhna main kia karti hoon. (aur kia karoon gi Admin aur co admin say shikayat).

Taqreer lumbi ho gai hai is liaay Soon Insha Allah I will come up with Rules for the My sections. To be followed by Mods and supermod too. Insha Allah.

Ji tu Precious app aisa karain meri aik choti see Request hai

Precious logon say request naheen ki jata. Kaha jata hai huzoor arz kijaay aur farmaiaay ya hamari tarha fatway dijaay LOL.

Nah main aap ki tarha fatway jari naheen karti.

app kaheen say Quran-o-Hadith mein say yeh sabit kar dain ke Allah ke Huzoor Allah ke naik bandon ka waseela pesh karna shirk hai ya gunnah hai tu mein waseela ke topic per baat karna hee khatam kar don ga.

Main nain kaheen naheen kaha kay kufr hai ya gunnah hai to jo baat main nain kahi hi naheen us ko sabit kioon karoon. Fazool kaam hai yay. Batain banana to koi aap say seekhay.

Pehlay aap to sabit karain kay main nain kahan kaha hai kay kufr hai ya gunah hai phir baat kijaay ga.

Ub apni ankhain aur dimagh khol kar par'hain jub Allah nain khud say magnay kaha hai to is ki kia zaroorat Quran main ja baja likha hai mujh say mango. Agar aap nain par'ha hai to sahi naheen par'ha hai to par'h kar tasdeeq kar lain.

Jub aik asani hai to hum fazooliaat main kioon par'ain jis par shuk ho jaisay kay kafi logon ko shuk hai to us kay liay bhi shayad quran main kaha gia hai kay jis baat main shuk ho ussay chor' don. Kia aap nain par'aha yay quran main.

Poster nain shuk pay hi sawal kia hai to shuk ka quran say seedha seedha jawab hai jis kum main shuk ho ussay chor' do.

Ub aap meri in baton ko sabit karain kay ghalat hai kay sahi agar main sahi hoon to koi bhi member tasdeeq kar sakta hai gawahi day kar.

Rule:

All members are allowed to jump in and participate. If I'm wrong don't be scared of me to prove me wrong.

Aur jahan tak ta'aluq raha app ki Rozi wali baat ka tu wahan lafz ROZI nahi WASEELA aya hai so WASEELA ko Rozi mein tabdeel kar daina khuli gumrahi hai.

Ohhhh says who a fatwa E Azam.

Waseela say murad rozi hai bahar haal aap kuch aur say mansoob kar dain to sahi aur main karoon to gumrahi. You are the great FATWA E AZAM.

Dil chah raha hai aqeedat e ahtaram say aap kay agay haath bandh kar khar'ay ho jain. LOL

#2 Humara Ahl-e-Sunnat ka Aqida hai ke koi bhi Banda Allah ki Ata ke bhaghair kisi ki Mushkil hal nahi kar sakta ya kisi ki madad nahi dai sakta laikin hum aur app kon hote hain yeh kehne walay ke Allah ne kisi ko taqat ata nahi ki.
Allah QUran mein irshad farmata hai ke '' Allah jiss ko jo cahta hai ata karta hai ''

Ghair Allah Say Madad Mangne ka Saboot...

Don't ever talk to me about firqa parast loag who the hell are those Ahle sunnat. I don't know anything about them Neither I wan't to hear about firqa parast jis kay baray main hadees hai kay gumrah loag hai firqa parast.

Is this the word used by Allah in quran like this "Aay ahl e sunnat"? Jub kay Allah nain quran main logon ko Is tarha mukhatib kia hai "aay logon" ya "aay musalmanon".

Jo kuch aap nain kaha wo to koi sabit naheen Ghair Allah say mangnay ga. Shayad aap nain quran main par'ha ho kay Allah kay ilawa kisi say mangnay say quran main mana kia gia hai.

Meray khiaal say qurbani bhi Allah kay naam say hoti hai NAHEEN?

MANGNA bhi Allah say aur denay wala bhi wo to yay waseela kahan say aa gia? Waseelay Allah nain zaroor banaay hain per un say mangnay ka hargiz naheen kaha hai.

Kia ahle sunnat wo hai jinhon nain koi apna quran ijad kia hai ya hadees ijad kia hai? Phir apna naam alag kioon tajweez kar lia?

To aap kay khiaal main sirf aap hi ahl e hadees rah gaay hain baqi muslman to na ahl e hadees ho gaay hai na? Yani main na ahl e hadees hoon agar aap kay firqay say talluq naheen rakhti to. LOL.

But you know what I love to read, send and follow hadees so how can I be na ahl e hadees?
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
come on guys .... tum log islam ki taleem dai rahai hoo ya laar rahai hoo apass main joo bhi baat karna hai araam say bhaat kar kar saktai hoo asay larai jharai say koi faida nahi
 
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)
ahle hadees ka matlab hota hai hadees ko follow karnay wala jo hadees ko follow karta hai wo ahl e hadees hota hai. is liyay ahl e hadees hona koi bari bat nahin.aur jahan tak bat waselay ki hai to bat yeh hai kay dene har kuch allah nain hai.to behtar hai kay allah say hi mango kyoun kay allah kehta hai main tumhari sehrag say bhi qareeb hon.is liyay allah inshallah app ki bat sunay ga.
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
come on guys .... tum log islam ki taleem dai rahai hoo ya laar rahai hoo apass main joo bhi baat karna hai araam say bhaat kar kar saktai hoo asay larai jharai say koi faida nahi
Excuse me is main aap ko lar'ai jhagr'a kahan nazar a raha hai?

Yay baat to aap ko samajhna chahyay kay lar'ai jhagr'ay say koi faida naheen.

Mujhay koi shauq naheen. Plz meri post pay khuwah makhah ka fuss na banaya karain waqar bhai.

I'm warning you.
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
ahle hadees ka matlab hota hai hadees ko follow karnay wala jo hadees ko follow karta hai wo ahl e hadees hota hai. is liyay ahl e hadees hona koi bari bat nahin.aur jahan tak bat waselay ki hai to bat yeh hai kay dene har kuch allah nain hai.to behtar hai kay allah say hi mango kyoun kay allah kehta hai main tumhari sehrag say bhi qareeb hon.is liyay allah inshallah app ki bat sunay ga.
Ghauri bhai mujh ko yay samjha dain kay aap ahle hadees hain to main na ahle hadees howi kay main aap kay firqay kay baray main janti tuk naheen aur janna bhi naheeen chahti laikin phir bhi main follow karnay ki koshish karti hoon hadees ko.

Aap kaisay ahle hadees hogay kia aap logon pay hadeesain nazil huwi theen?
 
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)
main app ko ye batana chah raha hon jo loog bhi hadees ko mantay hain wo ahlee hadees hotay hain mujhay yaqeen hai app bhi hadees ko follow karti hon gi.sirf aik do firqay hain jo sahi bukari aur sahi muslim ya kisis bhi authentic hadees ki book ko nahin mantay.aur un ki apni ahadees ki books hain sirf wo na ahlehadees hotay hain.
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
[/color][/size][/color]

Ub apni ankhain aur dimagh khol kar par'hain jub Allah nain khud say magnay kaha hai to is ki kia zaroorat Quran main ja baja likha hai mujh say mango. Agar aap nain par'ha hai to sahi naheen par'ha hai to par'h kar tasdeeq kar lain.
I think app ko thora zyada sochna cahiye aur yeh gumrah molvion ki books chor kar apne damagh say sochna cahiye ke aghar hum Allah ke huzoor kisi ka waseela pesh karty hain tu mangty tu phir bhi Allah say hain na aur Waseela tu quran o hadith say sabit hai abb nah koi manay tu uss ka humare pass koi hal nahi.

Jub aik asani hai to hum fazooliaat main kioon par'ain jis par shuk ho jaisay kay kafi logon ko shuk hai to us kay liay bhi shayad quran main kaha gia hai kay jis baat main shuk ho ussay chor' don. Kia aap nain par'aha yay quran main.
Astagfirullah Quran ki ayat ko Fazooliyat mein say keh diya aur mera aik Question hai ajj tak jitne Ulama, Muhadeseen, Mufassireen aaye kya unn ka ilm app say kam tha jinhon ne khudh Huzoor (saw) ke waseela say duaon mangi ?

Poster nain shuk pay hi sawal kia hai to shuk ka quran say seedha seedha jawab hai jis kum main shuk ho ussay chor' do.
Quran ki woh ayat pesh karain... Thanks

Ub aap meri in baton ko sabit karain kay ghalat hai kay sahi agar main sahi hoon to koi bhi member tasdeeq kar sakta hai gawahi day kar.

Rule:

All members are allowed to jump in and participate. If I'm wrong don't be scared of me to prove me wrong.
Okie koi tension nahi.

Ohhhh says who a fatwa E Azam.
oh meine tu koi kisi per fatwa nahi lagaya aur nah meine kaha ke mein koi mufti hon khudh say batain pata nhi kyon banai jaa rahay hain app {(thinkg)}

Waseela say murad rozi hai bahar haal aap kuch aur say mansoob kar dain to sahi aur main karoon to gumrahi. You are the great FATWA E AZAM.
Kya saboot hai ke Waseela say muraad rozi hai ?

Dil chah raha hai aqeedat e ahtaram say aap kay agay haath bandh kar khar'ay ho jain. LOL
nahi koi zarorat nahi aur nah mein iss kabil hoon.. haan tanqeed karni ho tu beshak karain mujhe koi farq nahi parne wala

Don't ever talk to me about firqa parast loag who the hell are those Ahle sunnat. I don't know anything about them Neither I wan't to hear about firqa parast jis kay baray main hadees hai kay gumrah loag hai firqa parast.
Kash ke mein app ko kehta koi ghalat lafz hee laikin i think app ko ilm nahi ke Ahl-e-Sunnat kon hain.
Ahadith mein aya hai ke Huzoor (saw) ne farmaya ke meri ummat say 73 Firqay hon gai aur unn mein aik Jannati hoo ga aur woh jama'at walay hon gai aur tamam Aiyma, Muhadeseen aur Mufassireen ne kaha ke woh Jannati logh Ahl-e-Sunnat hain aur Alhumdulillah hum Ahl-e-Sunnat walay hee hain jo Sahaba ke rastay per hain.

Is this the word used by Allah in quran like this "Aay ahl e sunnat"? Jub kay Allah nain quran main logon ko Is tarha mukhatib kia hai "aay logon" ya "aay musalmanon".
Acha Allah ne kaheen app ka bhi zikr kiya ke app bhi paida hon gai ? nahi kiya tu app ko iss Dunya mein nahi rehna cahiye {}{:p

Jo kuch aap nain kaha wo to koi sabit naheen Ghair Allah say mangnay ga. Shayad aap nain quran main par'ha ho kay Allah kay ilawa kisi say mangnay say quran main mana kia gia hai.
Islam ki ibtada mein Sharaab halal thi... baad mein uss ki mumaniyat ki gai... tu abb banda yahi pakar kar beth jai ke sharaab tu start mein halal thi tu bus...... bera gharak ho jai ga!!!!! beshak Allah ke naik bandon say mangna bhi Allah say mangna hai kyon ki hum iss aqida say mangtay hain ke Allah ke naik bandy Allah ki ata say humari madad karty hain.
So haqeeqi madadgar Allah hai aghar Allah ki ata nah ho tu koi kisi ki madad nahi kar sakta.
Aur meri PM ka bhi jawab dain dijiye ga.

Meray khiaal say qurbani bhi Allah kay naam say hoti hai NAHEEN?

MANGNA bhi Allah say aur denay wala bhi wo to yay waseela kahan say aa gia? Waseelay Allah nain zaroor banaay hain per un say mangnay ka hargiz naheen kaha hai.
Wah Allah ka sukr hai ke jahan thori deir pehly app keh rahi thi ke Waseela ka matlab ROZI hota hai abb app ne khudh hee meray dil ki baat keh kar mujhe SACHA sabit kar diya ke Waseela ka Allah ne zaror kaha hai :)
Baqi app say aik request hai ke Quran-o-Hadith say yeh Alfaaz dekha dain ke Allah ke Nabiyon, Waliyon say mangna shirk ya ghalat hai tu phir baat banai gi.

Kia ahle sunnat wo hai jinhon nain koi apna quran ijad kia hai ya hadees ijad kia hai? Phir apna naam alag kioon tajweez kar lia?
Jiss cheez ke baray mein ilm nah ho uss ke baray mein irshad mat farmaya karain jaisy app ne kaha Naat mein mujhe kufr lagta hai..... halanke app ko uss ka pata nahi.
aur app ka name ya app ke parents ya unn ke parents ka name kaheen Quran-o-Hadith mein aya hai ? aghar nahi tu phir app Muslim nah howay ? yahi matlab hai na app ka. {(thinkg)}

To aap kay khiaal main sirf aap hi ahl e hadees rah gaay hain baqi muslman to na ahl e hadees ho gaay hai na? Yani main na ahl e hadees hoon agar aap kay firqay say talluq naheen rakhti to. LOL.

But you know what I love to read, send and follow hadees so how can I be na ahl e hadees?
Alhumdulillah mein Ahl-e-Sunnat say hon Ahl-e-Hadith, Wahabi, Najdi nahi hon aur khushi hoi jaan kar ke app bhi Najdi nahi hain... aur sirf Hadith share karne wala Ahl-e-Hadith nahi hota yeh name tu Wahabion ko British Government ne diya.

.......
 
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)
bhai jan ye app ki buhat bari galti hai.
app har rooz namaz parhtay hain aur kehtay hain "iyaka nabudu wa iyaka nasteen"
is ka matlab hai hum tere hi ibadat kartay hain aur tujh hi say madat mangtay hain"
that mean humain sirf allah say madad maingni chaheye.
 
The_Dark_Knight

V.I.P Member
Senior Member
Apr 22, 2008
957
472
763
TM
Meray bhai beshak hum kehty hain laikin bhai app meri baat ko samajhna hee nahi cahty Alhumdulillah humara Ahl-e-Sunnat ka yeh Aqida hai ke Allah ke Naik Bandy Allah ki Ata say hee Madad karty hain aur aghar Allah ne unn ko yeh taqat nah di ho tu koi kisi ki madad nahi kar sakta.
Kya app ka Imaan yeh nahi ke Allah ne apne Nabiyon ko jo kuch diya woh hum jaisy Gunnahgaron ko nahi diya ?
Ya phir app bhi Nabiyon ko Apne jaisa samajhty hain
 
Top