a question need answer

  • Work-from-home
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)

  • According to Bhavishya Purana in the Prati Sarag Parv III Khand 3 Adhay 3 Shloka 5 to 8.
    "A malecha (belonging to a foreign country and speaking a foreign language) spiritual teacher will appear with his companions. His name will be Mohammad. Raja (Bhoj) after giving this Maha Dev Arab (of angelic disposition) a bath in the Panchgavya and the Ganga water (i.e. purifying him of all sins) offered him the present of his sincere devotion and showing him all reverence said, "I make obeisance to thee. O ye! The pride of mankind, the dweller in Arabia, Ye have collected a great force to kill the Devil and you yourself have been protected from the malecha opponents."

    The Prophecy clearly states:
    • The name of the Prophet as Mohammad.

    • He will belong to Arabia. The Sanskrit word Marusthal means a sandy track of land or a desert.

    • Special mention is made of the companions of the Prophet, i.e. the Sahabas. No other Prophet had as many companions as Prophet Muhammad (pbuh).

    • He is referred as the pride of mankind (Parbatis nath). The Glorious Qur’an reconfirms this

      "And thou (standest) on an exalted standard of character"
      [Al-Qur'an 68:4]|

      "Ye have indeed in the Messenger of Allah, a beautiful pattern (of conduct)".
      [Al-Qur'an 33:21]
    • He will kill the devil, i.e. abolish idol worship and all sorts of vices.
    • The Prophet will be given protection against his enemy.
      Some people may argue that ‘RajaBhoj mentioned in the prophecy lived in the 11th century C.E. 500 years after the advent of Prophet Muhammad (pbuh) and was the descendant in the 10th generation of Raja Shalivahan. These people fail to realise that there was not only one Raja of the name Bhoj. The Egyptian Monarchs were called as Pharaoh and the Roman Kings were known as Caesar, similarly the Indian Rajas were given the title of Bhoj. There were several Raja Bhoj who came before the one in 11th Century C.E.
      The Prophet did not physically take a bath in the Panchgavya and the water of Ganges. Since the water of Ganges is considered holy, taking bath in the Ganges is an idiom, which means washing away sins or immunity from all sorts of sins. Here the prophecy implies that Prophet Muhammad (pbuh) was sinless, i.e. Maasoom.

  • According to Bhavishya Purana in the Pratisarag Parv III Khand 3 Adhay 3 Shloka 10 to 27 Maharishi Vyas has prophesised:

    "The Malecha have spoiled the well-known land of the Arabs. Arya Dharma is not to be found in the country. Before also there appeared a misguided fiend whom I had killed; he has now again appeared being sent by a powerful enemy. To show these enemies the right path and to give them guidance, the well-known Muhammad (pbuh), is busy in bringing the Pishachas to the right path. O Raja, You need not go to the land of the foolish Pishachas, you will be purified through my kindness even where you are. At night, he of the angelic disposition, the shrewd man, in the guise of Pishacha said to Raja Bhoj, "O Raja! Your Arya Dharma has been made to prevail over all religions, but according to the commandments of Ishwar Parmatma, I shall enforce the strong creed of the meat eaters. My followers will be men circumcised, without a tail (on his head), keeping beard, creating a revolution announcing the Aadhaan (the Muslim call for prayer) and will be eating all lawful things. He will eat all sorts of animals except swine. They will not seek purification from the holy shrubs, but will be purified through warfare. On account of their fighting the irreligious nations, they will be known as Musalmaans. I shall be the originator of this religion of the meat-eating nations."

    The Prophecy states that:
    • The evil doers have corrupted the Arab land.
    • Arya Dharma is not found in that land.
    • The Indian Raja need not go the Arab land since his purification will take place in India after the musalmaan will arrive in India.
    • The coming Prophet will attest the truth of the Aryan faith, i.e. Monotheism and will reform the misguided people.
    • The Prophet’s followers will be circumcised. They will be without a tail on the head and bear a beard and will create a great revolution.
    • They will announce the Aadhaan, i.e. ‘the Muslim call for prayer’.
    • He will only eat lawful things and animals but will not eat pork. The Qur’an confirms this in no less than 4 different places:

      In Surah Al-Baqarah chapter 2 verse 173
      In Surah Al-Maidah chapter 5 verse 3
      In Surah Al-Anam chapter 6 verse 145
      In Surah Al-Nahl chapter 16 verse 115

      "Forbidden to you for food are dead meat, blood, flesh of swine, and that on which hath been invoked the name of other than Allah".
    • They will not purify with grass like the Hindus but by means of sword they will fight their irreligious people.
    • They will be called musalmaan.
    • They will be a meat-eating nation.

      The eating of herbivorous animals is confirmed by the Qur’an in Surah Maidah, chapter 5 verse 1 and in Surah Muminun chapter 23 verse 21
  • According to Bhavishya Purana, Parv - III Khand 1 Adhay 3 Shloka 21-23:
    "Corruption and persecution are found in seven sacred cities of Kashi, etc. India is inhabited by Rakshas, Shabor, Bhil and other foolish people. In the land of Malechhas, the followers of the Malechha dharma (Islam) are wise and brave people. All good qualities are found in Musalmaans and all sorts of vices have accumulated in the land of the Aryas. Islam will rule in India and its islands. Having known these facts, O Muni, glorify the name of thy lord".
    The Qur’an confirms this in Surah Taubah chapter 9 verse 33 and in Surah Al Saff chapter 61 verse 9:
    "It is He who hath sent His Messenger with Guidance and the Religion of Truth, to proclaim it over all religion, even though the Pagans may detest (it)".
    A similar message is given in Surah Fatah chapter 48 verses 28 ending with, "and enough is Allah as a witness".
 
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)
II
Prophet Muhammad (pbuh) Prophesised in Atharvaveda

  • In the 20th book of Atharvaveda Hymn 127 Some Suktas (chapters) are known as Kuntap Sukta. Kuntap means the consumer of misery and troubles. Thus meaning the message of peace and safety and if translated in Arabic means Islam.
    Kuntap also means hidden glands in the abdomen. These mantras are called so probably because their true meaning was hidden and was to be revealed in future. Its hidden meaning is also connected with the navel or the middle point of this earth. Makkah is called the Ummul Qur’a the mother of the towns or the naval of the earth. In many revealed books it was the first house of Divine worship where God Almighty gave spiritual nourishment to the world. The Qur’an says in Surah Ali-Imran chapter 3, verse 96:
    "The first house (of worship) appointed for men was that at Bakkah (Makkah) full of blessings and of guidance and for all kinds of beings". Thus Kuntap stands for Makkah or Bakkah.
    Several people have translated these Kuntap Suktas like M. Bloomfield, Prof. Ralph Griffith, Pandit Rajaram, Pandit Khem Karan, etc.

    The main points mentioned in the Kuntap Suktas i.e. in Atharvaveda book 20 Hymn 127 verses 1-13 are:
    • Mantra 1
      He is Narashansah or the praised one (Muhammad). He is Kaurama: the prince of peace or the emigrant, who is safe, even amongst a host of 60,090 enemies.
    • Mantra 2
      He is a camel-riding Rishi, whose chariot touches the heaven.
    • Mantra 3
      He is Mamah Rishi who is given a hundred gold coins, ten chaplets (necklaces), three hundred good steeds and ten thousand cows.
    • Mantra 4
      Vachyesv rebh. ‘Oh! ye who glorifies’.
      • The Sanskrit word Narashansah means ‘the praised one’, which is the literal translation of the Arabic word Muhammad (pbuh).

        The Sanskrit word Kaurama means ‘one who spreads and promotes peace’. The holy Prophet was the ‘Prince of Peace’ and he preached equality of human kind and universal brotherhood. Kaurama also means an emigrant. The Prophet migrated from Makkah to Madinah and was thus also an Emigrant.
      • He will be protected from 60,090 enemies, which was the population of Makkah. The Prophet would ride a camel. This clearly indicates that it cannot be an Indian Rishi, since it is forbidden for a Brahman to ride a camel according to the Sacred Books of the East, volume 25, Laws of Manu pg. 472. According to Manu Smirti chapter 11 verse 202, "A Brahman is prohibited from riding a camel or an ass and to bathe naked. He should purify himself by suppressing his breath".
      • This mantra gave the Rishi's name as Mamah. No rishi in India or another Prophet had this name Mamah which is derived from Mah which means to esteem highly, or to revere, to exalt, etc. Some Sanskrit books give the Prophet’s name as ‘Mohammad’, but this word according to Sanskrit grammar can also be used in the bad sense. It is incorrect to apply grammar to an Arabic word. Actually shas the same meaning and somewhat similar pronunciation as the word Muhammad (pbuh).

        He is given 100 gold coins, which refers to the believers and the earlier companions of the Prophet during his turbulent Makkan life. Later on due to persecution they migrated from Makkah to Abysinia. Later when Prophet migrated to Madinah all of them joined him in Madinah.

        The 10 chaplets or necklaces were the 10 best companions of the Holy Prophet (pbuh) known as Ashra-Mubbashshira (10 bestowed with good news). These were foretold in this world of their salvation in the hereafter i.e. they were given the good news of entering paradise by the Prophet’s own lips and after naming each one he said "in Paradise". They were Abu Bakr, Umar, Uthman, Ali, Talha, Zubair, Abdur Rahman Ibn Auf, Saad bin Abi Waqqas, Saad bin Zaid and Abu Ubaidah (May Allah be well-pleased with all of them).

        The Sanskrit word Go is derived from Gaw which means ‘to go to war’. A cow is also called Go and is a symbol of war as well as peace. The 10,000 cows refer to the 10,000 companions who accompanied the Prophet (pbuh) when he entered Makkah during Fateh Makkah which was a unique victory in the history of mankind in which there was no blood shed. The 10,000 companions were pious and compassionate like cows and were at the same time strong and fierce and are described in the Holy Quran in Surah Fatah:
        "Muhammad is the Messenger of Allah; and those who are with him are strong against unbelievers, (but) compassionate amongst each other."
        [Al-Qur'an 48:29]
        [*]This mantra calls the Prophet as Rebh which means one who praises, which when translated into Arabic is Ahmed, which is another name for the Holy Prophet (pbuh).

 
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)
IV
Muhummad (pbuh) is also prophesised in the Samveda
Prophet Muhammad (pbuh) is also prophesised in the Samveda Book II Hymn 6 verse 8:
"Ahmed acquired from his Lord the knowledge of eternal law. I received light from him just as from the sun." The Prophecy confirms:

  • The name of the Prophet as Ahmed since Ahmed is an Arabic name. Many translators misunderstood it to be Ahm at hi and translated the mantra as "I alone have acquired the real wisdom of my father".
  • Prophet was given eternal law, i.e. the Shariah.
  • The Rishi was enlightened by the Shariah of Prophet Muhammad. The Qur’an says in Surah Saba chapter 34 verse 28
"We have not sent thee but as a universal (Messenger) to men, giving them glad tidings and warning them (against sin), but most men understand not."
[Al-Qur'an 34:28]
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
ek acchi dunia banane ke liye ye jaroori hai ki ham sabhi ka adar karen uske alag alag dharmo ke sath,uske traditions,culture thinking ke sath...bina usko change karne ka attitude liye...sabhi khud ko sahi samajhte hai...aur sabhi ek doosre ko change karne me lag jayenge or kahenge ki main jo sochta hu vohi truth hai ,mera jo dharm hai vahi sahee hai,mera jo desh hai vahi sabse pyara hai...to iis dharti pe jeevan mushkil ho jayega...
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
i dont like commandments and orders... even if god has told them...i m against him...let him do whatever he like...

Sorry now I knew you are bhai not bahan.

Per agar insaan ko Aik adminstration kay tahat na chalaya jaay to wo haywan bun jata hai. Orders us ko qaboo main rakhtain hain.

Jaisay mulkon kay rule, ghar kay rule insaan ko achchi tarha chalay kay liaay zaroori hain bulkul ussi tarha hamari zindagi ko bhi aik bahtareen insaan ki tarha chalanay kay liaay rules, orders or commandments ki zaroorat hai.

Daikhain kitnay loag hain jo ghalat aur gunah kay kaam karatay hain jub kay unkay dilon main khauf bhi ata hai jaisa kay aap nain kaha chori kay waqt pakray janay ka khauf.

Yay wohi log hotay hain jo religion naheen jantay us kay rule naheen mantay aur na hi amal kartay hain. Jub kay her religion kay achchay rule hi insaan ko insaan banatay hain aur haywan honay say bachatay hain.

sochain agar aap rule na banaain agar apnay ghar main darwaza na lagain to her koi aap kay ghar main ghuss kar chori kar lay daka daal lay aur ma bahan ki izzat ko daghdar kar day.

Agar aap apnay ghar main rule na banain kay ghar ki aurtain bahar ja kar koi bura kaam na karain aur unko aisay hi chor dain kay jo karna hai karo to kia wo kisi bhi ghalat kaam kay karnay say rukain gi. Naheen har giz naheen. Laikin is us waqt jub unkay dil main Allah ka khud khauf ho ga.

Rule hamain insaan banatay hain warna hum haiwan bun jaain.
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
see my thinking and experiences of life are different...main khoj me vishwas karta hu...manne pe nahi...even in shiva temple my mother told me to remove my shoes before entering the temple...i asked why..she told god will become angry...later at that day when my mother was not there i entered into temple wearing shoes ..kept shoes on shiva just to make him angry...so that he kill me...i thought let me be killed but if shiva become angry i will come to know that he is not god...but miracle happened...my fear vanished...and i found myself deeply in love with him...
i m interested in muhammad and not much for kuran...i m for krishna but not much for geeta...i know if i know krishna/muhammad i will know geeta/kuran..and many untold geeta and kuran...also...i dont judge krishna from geeta...he is beyond geeta....geeta is just small creation of him....true understanding of kuran/geeta iis only with muhammad/krishna...bcoz he is the creator...others just guessing and interpreting..like groping in the dark aur jo chahe meaning nikalte hai...and then in the name of good,fear,faith,commandment,saja they condition public...psychologist say upto seven years baccha jo bhi seekhta hai...wo uski total life ki memory ka 70% hota hai...and this 70% memory has overpowering influnce on his whole life...he cannot escape..so bachpan me jo memory me bhara gaya...aadmi par uska prabhav rahta hai..

Main bhi aap hi ki tarha hoon khoj pay yaqeen rakhti hoon. Agar aaap quran parhain to us main ja bajaa khoj ka kaha hain her insaan ko. Pehla darja khoj ka hai jub khoj main jo baat samnay ati hai phir hum dil say ussay mantay hain.

Sirf suni sunai pay manna ya yaqeen rakhnay pay main bhi bilkul yaqeen naheen rakhti.

Muhammad Sallalaho Alaihi Wasallim aur Quran kay rishtay kay baray main to main sirf itna kahoon gi kay Muhammad Sallaho Alaihi Wasallim to Kitabi shakl Quran ka jeeta jagta namoona hain.

Jis tarha kisi ki likhi kitaab ko samjhaanay kay liaay aik teacher ki zaroorat hoti hai bilkul usi tarha Muhammad Sallaho Alaihi Wasallim ko Allah nain chuna teach karnay kay liaay quran ko.

Agar aap samajhtain hain kay Quran Muhammad Sallallaho Alaihi Wasallim ki likhi kitaab hai to intehai ghalat hai kioon kay poori dunia main aap aik bhi kitaab insaanon ki likhi huwi ghalti say mubarra naheen dhoondh saktay siwaay quran ki jo sirf Allah kay ilawa koi naheen likh sakta.

Muhammad Sallaho Alaihi Wasallim to bilkul bhi parhay likhay naheen thay to wo bhala quran kaisay likh saktay hain.

Aap geeta ko is liaay naheen mantay kay us main hazaron ghaltiaan nikal jaain gi. Jaisa kay aap aik khoji hain to ghaltion ko aapka zahan tasleem naheen karay ga. Kioon kay gita insaanon ka likha huwa hai isi liaay us main ghaltiaan hain laikin khuch na kuch batain us main bhi zaroor Allah ki hain.

Laikin quran main aap kaheen ghalti naheen nikal saktay is liaay kay yay sirf aur sirf Allah ki kitaab hai aur kisi insaan ki creation naheen.

What would you say about those bachchay jinhon nain apna religion hi change kar liaay aur siray say change ho gaay? Psycologist ki to baat ghalat kar di na aisay logon nain.
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
please read my sentence again...they are not so simple..even a sipmle word "khoj"....geeta me galti hai kuran me nahii...kisne kaha aapse...ye sirf aapka belief hai...strong belief...mujhe na geeta galat lagti hai na kuran...allah kitaben nahi likha karta ...ye nature trees insaan janwar flowers,birds ..so on..ye uski likhi jeevit and live kitaben hai...kitaben to murda hai...chahe kitni bhi pyari ho...i m not teling geeta is wrong ..i m telling krishna is living geeta...geeta can not contain krishna...no book can contain the person who has created it..

jo log change ho gaye unme se 95% sirf superficial hai...wahi change deep me jate hai jo aapke sath naturally hote hai...koi hindu yadi muhammad ke prem me pad jaye to wo rok nahi sakta khudko muhammad ke geet gane se..otherwise all other changes are just social arrangements..
 
Oct 5, 2008
525
14
0
34
gujar khan(rawalpindi)
Question:
If Allah has sent His books and revelations in every period, then which revelation was sent to India? Can we consider the Vedas and other Hindu scriptures to be the word of God?
Answer:



  • Revelation sent in every period
    The Glorious Qur’an mentions in Surah Rad, chapter 13 verse 38

    "For each period is a book (revealed)."
    [Al-Qur’an 13:38]
  • Four revelations of God mentioned by name in Qur’an
    By name, only four revelations of God are mentioned in the Qur’an i.e. Torah, Zaboor, Injeel and the Qur’an
    Torah is the revelation which was given to Moses (pbuh)

    Zaboor
    is the revelation which was given to David (pbuh)

    Injeel
    is the revelation which was given to Jesus (pbuh)

    and Qur’an is the last and final revelation which was given to the last and final Messenger Muhammad (pbuh).
  • All the previous revelations sent only for their people
    All the revelations that came before Qur’an were only sent for their own people and were to be followed only for a particular time period.
  • The Qur’an sent for whole humankind
    Since the Qur’an is the last and final revelation, it was not sent only for the Muslims or the Arabs but it was sent for the whole of humankind. It is mentioned in:
    • Surah Ibrahim, chapter 14 verse 1

      "Alif Lam Ra. A book which We have revealed unto thee, in order that thou mightest lead mankind out of the depths of darkness into light . . ."
      [Al-Qur’an 14:1]
    • A similar message is repeated in Surah Ibrahim chapter 14 verse 52

      "Here is a Message for mankind: let them take warning therefrom, and let them know that He is (no other than) One God: let men of understanding take heed."
      [Al-Qur’an 14:52]
    • Qur’an mentions in Surah Baqarah chapter 2 verse 185

      "Ramadan is the (month) in which was sent down the Qur’an, as a guide to mankind, also clear (Signs) for guidance and judgement (between right and wrong)."
      [Al-Qur’an 2:185]
    • A similar message is repeated in Surah Zumur chapter 39 verse 41

      "Verily We have revealed the Book to thee in Truth, for (instructing) mankind."
      [Al-Qur’an 39:41]
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
khuda ko janna ?? who told u this...khuda is manifesting himself in life....and through intense living reach to that point who is source of all life....
khuda ko study kar karke or scriptures se nahi jana ja sakta...jaise prem ke bare me study karna aur prem ko jeena alag alag baat hai...prem ke bare me jankarian collect karna prem ko janna nahi hai...

Bohat sahi kaha. Hum dil say hi Allah aur muhabbat ko samajh saktay hain aur Allah ki kitaab say aur ziada achchay tareeqay say samajh saktay hain. Jaisay agar aap ko mujhay dikh kar ya thora sun kar ya kabhi thori bohat mulaqaat ho kar itni jankari naheen ho sakti jitni jub tuk aap experience naheen karain meray saath kuch time quzarnay ka. Laikin sub say bahtar tor par aap mujhay us waqt jaan saktay hain jub main koi apnay baray main kitaab likhoon. Bilkul ussi tarha 100% Allah kay baray main sahi sahi batanay wali Allah ki kitaab hogi. Hum apni life experience, dil kay mahsoos karnay ya apnay tor par mohabbat karnay say jo janain gay wo to hamara apna perspective ho ga laikin 100% Allah kay baray main to Allah ki kitaab say hi jaan saktay hain.

Yayhi wajah hai kay aksar loag apnay baray main jankari mukammal aur sahi tor par denay kay liaay apni sanwah e umri likhtay hain.

pehle prem aata hai baad me janna hota hai...

jise prem karte ho uske liye dekhne ki nighahen,tumhara heart,mind open hota hai...aur open heart and mind can onlu understand that person in deep...prem ke pehle janna superficial hota hai..
sare khudao ko koi nahi poojta...dil to ek se hi judta hai...par prem aate hi sab roopon me wohi nazar aata hai...jaise kisise aap gehra prem karte ho to koi shaqs aapke samne se jayega aapko lagega kahi ye wo to nahi..

mahira jee..for me it doesnot matter in front of whom aap sajda karte hai...aapka dil se true sajda karna brings the result...that is why it happens all over the world...diseases are cured...problems are solved...by their respective gods...

in thailand one girl was deaf and dumb..she used to go to buddha temple daily...worshipping him and asking for grace...and then one day villagers saw miracle...some divine light touched her ...and she was recovered...this was in the newspapers .....but these things are hasppening with jesus too..muhammad too....
Yay to depend karta hai bhai kay kabhi pehlay prem aur phir jankari ata hai aur kabhi jankari aur phir prem ata hai.


Red kiaay gaay alfaaz exactly bohat sahi farmaya aap nain.

Bilkul yay aap kay liay koi matter naheen hoga kay aap kis ko sajda kartay hain is liaay kay aap hindus bohat say khudaon par yaqeen rakhtay hain.

Jahan tuk dil say sajda ki baat hai to Allah bhi hum musalmanon kay sirf unhi sujdon ko qubool karay ga jo hum dil say kartay hain baqi dil say na kiaay gaay kisi kam ko Allah qubool hi naheen karay ga. Exactly dil say kiaay gaay her kaam ahmiaat rakhti hai.

Yahan main aap say disagree karoon gi kay kisi ko bhi sajda karnay ki wajah say dunia main har jagah cure aur problems are solved. Karnay wala to sirf Allah hai so wo kar deta hai her kisi kay liaay. isi wajah say dunia main sub kuch hota hai kay aap Allah ko manain na manain phir bhi wo aap ka kaam kartay hai.

Aap phir athiest kay liaay kia kahain gay wo to kisi ko naheen mantay kisi ko dil say sajda naheen kartay to phir unkay saath achaiaan aur cure aur problems solve kioon hoteen hain? Wo to Kisi Allah ko naheen mantay. Kia is ka jawab hai aap kay paas, Aisa naheen Allah hamaray sajdon ka mohtaaj naheen na hi hamaray mannay ya na mannay ka aap shirk bhi karain wo aap ko deta hai aur aap ki sunta hai aur har haal main madad karta hai.

Bilkul ussi tarha jis tarha hum maan ka kuch karain na karain poochain bhi naheen bilkul aur us kay saath bura sulook bhi karain to wo phir bhi hamain duain deteen hain hamaray bhalaay kay liaay mahnat karti hai.


u r right...moortio ki jarurat tab tak hai jab tak aankh andar na dekhne lage...ek baar andar ke bhagwan ka darshan hua ki mortion ki jaroorat nahi...but this is possible for 1% people only...what about for 99%...
tumhari aankh benoori.....oh god...band karlo sada ke liye phir...kun benoori aankh se dekhna...aankhon pe patti bandh lo...benoori aankhen sab kuch benoor bana dengi..
Sahi andar ki ankh say agar aaik baar hamain Allah ki samajh aa jaay to aur koi cheez ahmiat naheen rakhti.

Isi liaay to baaz dafa kahtain hain ankhain hotay huway undha hai ya ankhon pay putti bandhi hai.

tum shiva ko kahan janti ho..na to tumhe gauri ka pata hai...
andar ki aankh bhi tumhe pata nahi...wo lakhon persons me se kisi ek ki khulti hai...
unhe janne ke liye meri aankhen aur dil chahiye...kash wo aake meri jaan mang le...
Kia pata aap ka shiva us ko hi kahtain hon jo hamara Allah hai. Bahar haal koi kuch bhi kahay yay baat to her mazhab kay loag jantay aur mantay hain kay koi taqat aisi hai jo sub kuch karti hai aur jis nain hum sub ko banaya hai. So wo Allah hai.

Aap batain Shiva kon hai? Aap ussay shiva kion kahtay hain jubkay yay naam aap ki geeta ya kisi bhi mazhabi kitaab main hoga jub kay aap nain khud kaha kay aap kisi scripture ko naheen mantay to shiva to kisi na kisi hindu scripture main hai. Aap to apnay kahay ko jhoot bana rahay hain. Now from where this Shiva came from as you said you don't beleive in any scripture?
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
itna likhne ki jaroorat nahi hai bhai...kaunsa word god ka nahi hai...jara batayen..jo bhi existence me hai or jo bhi hidden hai accha ya bura sabhi god ke hai...so dont take so much pain to describe which is word of god...kuran or geeta...it will be of no use...not in ur life or my life..this is illusory issue...second bhavishya purana se jo baten aapne likhi hai...wo aadhi hai.aur apne aadha hi samjha hai.....baki baten bhi agar aap padhenge to aapko gehra shock lagega...
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
Per agar insaan ko Aik adminstration kay tahat na chalaya jaay to wo haywan bun jata hai. Orders us ko qaboo main rakhtain hain......iska matlab hai yadi rules na ho to wo andar se shaitan hai hi....rules hatte hi shaitan ho jata hai...to bhir bhagwan kaha rehta hai...maine suna tha wo insano ke dil me hai..
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
but dear aap ye bhi to dekho k aaj kal log humary deen k baary mai kia kuch nahi keh rahy do you know k america ne false Quran tak distribut kerna shuru ker diye hyn to esy waqt mai agr hum hi Islam k sahi maani bataney se peechy haten ge to phr kon bataye ga aaker or deen k mamley mai bhi yaha baat to sirf basic aitiqaad ki horahi hy or agr basic hi..... i hope you got my point


i think app bhai ki baat dil per lai gahee hoo asay nahi k main nay yeh baat kasey gussai main kahee hoo ... dekhoo dear aghar baat point to point hoo rahee hoo too baat karnay main bhi mazaa arahaa hota hai per aghar aik person baat karnay k mood main na hoo aur point to point baat hee nahi kar raha ho too iss ko samajna na mumkin hai khair keep it up humare dua app k saat hai wish u all the best
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
accha janab pehli baat to ye k Allah ne khud kaha hy k mujh se maango.....great allah...that means he knows he has not given human what they deserved...so mang mang ke poori karo...aur mangne wala hamesha dene wale se chota hota hai...so his ego gets satisfied...oh i m superpower...i m the giver.....this human beings are petty...these all concepts are male chaunistics...
no....god is not like male...god is like feminine...like mother...she loves/gives without ur demand...she doesnt calculate u whether u r wrong or right...she does so much for u...but if u ask her..she will say ..i could not do much for my child..i wanted to do so much for him... for her whaever she does for u is not enough....she loves u hence she cannot see wrong in u...seen through the eyes of love all beings are beautiful,all deeds are sacred....all universe is one vast kin....
Exactly Allah nain kaha hai mujh say mango. Exactly Great Allah. That doesn't mean he has not given human what they deserved....That means if something is wrong gona happen to us in future or next minute he will change change to good thing. It doesn't mean maang maang kay poori karo its meaan aor mango mangtay raho ko sub say ziada milta rahay. Bin mangay to her waqt maan bhi buchchay ko doodh naheen pilatai jub kay wo bohat pyar karti hai. Baaz dafa buchchay ko bhook aur lugti hai to wo rota hai ya mangta hai to khilati pilati hai. bilkul ussi tarha.

Allah kahta hai agar tumhari qismat main agay kuch bura hona hai to maang maang kay ussay badal lo. Tum khuwah kuch bhi mango agar Allah wo naheen deta to us kay badlay tumhari qismat ki budnasibeeyan khatm kar day ga ya badal day ga.

Kia hum jub naheen mangay to Allah hamain naheen deta. Kia hum apni aik aik saans Allah say mangtay hain naheen phir bhi wo hamain saans deta hai. Kia hum Allah say her lamhay benai mangtay hain naheen phir bhi wo hamain binai deta hai. Kia hum Allah say her lamhain Sunai mangtay hain phir bhi wo her lahain samaat ya sunai deta hai. Wo to denay wala hai ghafoor ur raheem hai. Mango na mango her haal main deta hai. Hum to utna maang hi naheen saktay jitna wo hamain day deta hai.

Exactly mangnay wala hamaysha denay walay say chota hota hai jaisay aik ghareeb kisi ko naheen day sakta hai per ameer bohat kuch day saktay hai to dunia ghareeb ko chota aur ameer ko bara kahti hai.

Yahan main aap say ikhtilaaf karoon gi wo is wajah say naheen kahta mango kay Allah ka ego satisfy hota hai aur wo apnay aap ko superpower samajhta hai usi tarha jis tarha aap USA say mangay na mangay us ko pata hai wo superpower hai kisi nain batanay ki zaroorat naheen hai. Sub khud hi mantay hain is liaay kay saray mulk walay us say bheek mantay hain wo mangnay kahta hai aur deta bhi hai to wo to khud bakhud superpower bun gia na countries ko bheek denay ki wajah say jo countries us say bheek na bhi mangay wo bhi USA ko superpower samajhti hai kay wo kuch bhi kar saktay hai. Denay aur mangnay ki wajah say wo superpower bun gia hai na kay apnay ego ki wajah say.

Agar aisi hi baat hai to aap apnay Shiva say kioon mangtay ho uski ego aur khud ko super power samajhnay kay liaay. Yahan pay bhi aap apnay baat ki nafi kar rahain hain aap kah chukain hain kay aap apnay god say mantay hain. Kia aap kay shiva nain kaha hai kay aap kay mangnay say mera ego poora hota hai aur main khud ko super power samjhta hoon. Hargiz naheen. Aap khud us ko superpower mantay hain.

Aap to khud apnay shiva ko super power mantay hon gay? Kioon mantay hain is liaay kay aap uss say mangtay hain is wajah say kay aap us ki khasiaton ki wajah say super power mantay hain.

Yes a mother mostly love and give without a demand but when sometimes she doesn't know what your needs are then you ask and she gives you after asking.

But here is some difference in love a mother sometimes can't see our mistakes and or ignore but Allah don't do that he doesn't ignore our single mistake he notes everything until we ask forgiveness. As when we hurt someone he won't forgive us until we will ask forgiveness from him.

Exactly seen through eyes are love all beings are beautiful and all deeds are sacred when it doesn't hurt a single creation of Allah.

"""pehli baat jo aap ne kahi k Allah ne insaan ko wo sab nahi dia jo wo deserve kerta ye baat ghalat hai"""when did i say this....this is what u r saying...not directly but indirectly....and i m just commenting in humorous way...think again ...deeply...about sentence''Allah ne khud kaha hy k mujh se maango.""and then find the relevance of my comment...do not react immediately...sit idle...repeat the sentences again and again. in ur heart ..and think/feel all interpretation possible...
other sentences can not be dealt with in one stroke....each sentence will require long discussion....
Yes you did I quoted your own post below. But I'm not reacting yes I tried to discuss every sentence of yours.
accha janab pehli baat to ye k Allah ne khud kaha hy k mujh se maango.....great allah...that means he knows he has not given human what they deserved...
""wohi jaanta hy humey is cheez ki zarurat hy k nahi or wohi hy jo apne bande k ik baar kehne per usey her cheez se nawazta shart itni hy k banda usey dil se pukary""
wo janta hai ki hame kisi cheez ki jaroorat hai ya nahin..but wait karta hai..aap pukare to wo de...aapki maa ko pata hai aapko bhook lagi hai...par wo wait karti hai..aap mange..yadi dil se nahin mangenge to wo nahi degi...
yadi wo aapke mangne ka intezar karti hai...to use pata nahi ki aapko bhookh lagee hai...aapke mangne se oose pata chalta hai...

Exactly. Sometimes maan ko pata chal jata hai sometimes pata hota hai aur sometimes pata naheen hota to mangnay pay deti hai sometimes baghair mangay day deti hai aur sometimes pata honay pay bhi intezar karti hai. Per Allah ko to her lamhay ka pata hota hai wo bhi bhi kabhi mangnay pay aur kabhi bin mangay day deta hai. Is liaay kay Allah ko na sirf hamaray aglay lamhay ya future ka pata hota hai balkay hamaray dilon ka haal bhi pata hota hai. Jub kay hamari maan ko na hamaray future ka aur na hi aglay lamhay ka aur na hi hamaray dilon ka haal pata hota hai.
 

Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
Per agar insaan ko Aik adminstration kay tahat na chalaya jaay to wo haywan bun jata hai. Orders us ko qaboo main rakhtain hain......iska matlab hai yadi rules na ho to wo andar se shaitan hai hi....rules hatte hi shaitan ho jata hai...to bhir bhagwan kaha rehta hai...maine suna tha wo insano ke dil me hai..

atul bhai bura nahi manay per muj ko kasaam say abhi taak yahee samaj nahi ayaa hai k app ko kia cheaz galat lagee hai ... zara tora say khool kar iss cheaz k barey main aik baar bool dai takai iss barey main hum bhi app say 2 ... 3 sentence bool sakahai kia pata hum app ko samajnai main kamiyaab hoo jahai
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
ek acchi dunia banane ke liye ye jaroori hai ki ham sabhi ka adar karen uske alag alag dharmo ke sath,uske traditions,culture thinking ke sath...bina usko change karne ka attitude liye...

sabhi khud ko sahi samajhte hai...aur sabhi ek doosre ko change karne me lag jayenge or kahenge ki main jo sochta hu vohi truth hai ,mera jo dharm hai vahi sahee hai,mera jo desh hai vahi sabse pyara hai...to iis dharti pe jeevan mushkil ho jayega...
Exactly for your words in red.

Subbhi samajhtain hain kay jo kuch aap nain kaha bilkul sahi kaha per sub kay samajhnainay kia hota hai sahee sub thori ho jatain Sahi to bahar haal sahi wohi hota hai jo sahi hota hai. Do ya bohat saray different ya opposite tarha ki batain karnay walay sub sahi naheen ho jaatay sahi bahar haal aik hi hota hai.

Daikhain sirf Islam naheen kahta kay Allah sirf Aik hai. Jews bhii aik Allah pay yaqeen rakhtay hain aur Christian bhi Aik Allah pay yaqeen rakhtay hain.

Per hindus kay apnay bhi saray gods ko naheen mantay koi hindu shiva ko manta hai to koi vishnu ko. aur aap logon nain to buton ko bhi god bana lia hai even janwaron ko bhi. Dunia ki kisi qaom nain janwaron ko god naheen banaya so hinduon kay ilawa sari dunia is baat pay hansay ki kay janwar god hain. Aap manay ya na manain. Saanp aur choohay tuk hinduism main god hain. Sari dunia kay agay aap naak ragar lain naheen manay gi bohat say hindu bhi naheen mantay hon gay.

Aap khoj ki baat kartay hain to aap khoj kioon naheen lagatay kay janwar kaisay god ho saktay hain. Unko agar aap qaid kar dain to aap ki qaid say wo naheen nikal saktay to wo jub apnay liaay kiuch naheen kar saktay to aap ko kia dain gay.

Jaisay aik sanpaira saanp ko pitari main bund kar deta hai aur jub chahta hai nikal kar been baja kar nachwata hai to yay kaisay god hai kay aik jahil insaan ko jis ko koi kaam na kaaj ata hai to aik masoom janwar ko pakar kar qaid kar kay pitari main rakhtay hai aur jub chahta hai us ko logon kay samnay tamasha bana kar nachwata aur us say kamata hai aur apnay baal bachon ka pait palat hai.

Yay kaisa god hai kay bunday kay isharon pay nachta hai to jo khud ko bunday ki qaid say azad naheen karwa sakta to aap ko kia day ga.

Sari dunia bundar ko bhi kabhi god naheen manaay gi khuwaah hindu kuch bhi kar lain logon say manwanay kay liaay. So kia wo ghalat naheen huway? Hindu bundar kay pujari issay ghalat manay kay na manaay sari dunia to ghalat hi kahay gi kay aqal tasleem hi kisi ki naheen karay gi kay aik janwara god ho sakta hai. Aap apni khoj is baray main kabhi lagatain hain kay naheen?

Bohat say chor dako bhi naheen mantay to is ka matlub yay thori hota hai kay wo mujrim naheen hotay.

Aap indian ho bhalay kahtay raho kay aap ka mulk bohat achcha hai per USA kabhi naheen manaay ga. Wo jitni ghurbat hai is wajah say jis tarha ki janwaron jaisi bohat say insaan guzar rahay hain is bina pay ub aap apnay mulk ki tareef kay kitnay hi pul bandh lo ya wo pul bhi la kar khara kar lo jo aap kay bundar bhugwan nain seeta devi ko recover karnay kay liaay banaya tha USA kabhi naheen manay ga kay aap ka mulk achcha hai.

Aap manon na mano such to hamaisha hi such hota hai. Hindu lakh kah lay kay aik bundar pul bana sakta hai koi aqal rakhnay wala kabhi naheen manaay ga.

please read my sentence again...they are not so simple..even a sipmle word "khoj"....geeta me galti hai kuran me nahii...kisne kaha aapse...ye sirf aapka belief hai...strong belief...mujhe na geeta galat lagti hai na kuran...allah kitaben nahi likha karta ...ye nature trees insaan janwar flowers,birds ..so on..ye uski likhi jeevit and live kitaben hai...kitaben to murda hai...chahe kitni bhi pyari ho...i m not teling geeta is wrong ..i m telling krishna is living geeta...geeta can not contain krishna...no book can contain the person who has created it..

jo log change ho gaye unme se 95% sirf superficial hai...wahi change deep me jate hai jo aapke sath naturally hote hai...koi hindu yadi muhammad ke prem me pad jaye to wo rok nahi sakta khudko muhammad ke geet gane se..otherwise all other changes are just social arrangements..
Mujhay bhi aik chota sa lufz khoj simple naheen lugta. Mera beleive naheen kay geeta main ghalti hai aap khud geeta ki baton main ghalti pain gay isi liaay to aap nain kitabon ko mannay say inkar kar dia hai jub kay kitabon say hi lufz shiva per aap poora yaqeen rakhtay hain. Main khud kah rahi hoon. Kisi kay kahnay kia zaroorat. Yay aap ko kis nain kah dia kay geeta ghalat naheen yay sirf aap ka believe hai strong believe kay geeta ghalat naheen. Yay bhi aap ka believe hai kay Allah kitabain naheen likh sakta. Jo intehai ghalat hai. Muslims kay lihaz say, Jews kay lihaz say aur Christians aur aik aur qaum kay lihaaz say so 4 Religions hain jo strong believe kartay hain Allah per aur Allah ki kitab per. Kin kin ki aap naafi karain gay. Kis kis ko aap ghalat kahain gay pooray christian ko, pooray jews ko ya pooray musalmanon ko?

Aisa bhi kah saktay hai bilkul Allah ki banai her her zarra bhi jeeti jati Allah ki likhi kitabain hain agar hum research yani khoj laganay biaithain to sari zindagi khatm ho jaay aur aik janwar pay bhi mukummal tor par khoj naheen laga saktay. I agree with you.

Kitabain murda hoteen to itnay parhnain walay na hotay na hi koi parha likha hota. Kitabain non living thing zaroor hain per hamain insaan bananay ka zaria hi yay hain.

Geeta may or may not contain or explain crishna but Quran can explain Allah. Kon kahta hai kay koi bhi book kisi creator ko contain karta hai haan laikin explain karta hai.

itna likhne ki jaroorat nahi hai bhai...kaunsa word god ka nahi hai...jara batayen..jo bhi existence me hai or jo bhi hidden hai accha ya bura sabhi god ke hai...so dont take so much pain to describe which is word of god...kuran or geeta...it will be of no use...not in ur life or my life..this is illusory issue...second bhavishya purana se jo baten aapne likhi hai...wo aadhi hai.aur apne aadha hi samjha hai.....baki baten bhi agar aap padhenge to aapko gehra shock lagega...

Bilkul Allah ka hai her word written or hidden per achchi tamaam batain Allah say munsalik hain aur buri batain Allah say munsalik naheen wo shaitanon say munsalik hain. It might not be in use for your life but Quran sure is all the uses in my each and every step of life for sure. It stops me from becoming a janwar from insaan.

Bhavishiya purana kia hai bhai aap hi nay parha ho ga main nain to naam bhi naheen suna. Faltoo ki kitabain main naheen parhti. Aap hi ko mubarak aur aap hi parho. Meray liay to sirf Aik Quran aur ahadees important aur aham hai.

Aap nain to khud kaha aap kisi scripture pay yaqeen naheen rakhtay to yay kis bala ka naam lay rahay hain aur jub aap yaqeen naheen rakhtay to parha kioon. Agar baghair yaqeen rakhay parh liaa to kah kaysay rahay hain jis ka insaan ko yaqeen na ho wo uska zikr bhi naheen karta. What aa ajeeb person you are kahtay hain scripture pay yaqeen naheen rakhtay aur uska hawala detay hain.

Aap phir baghair yaqeen rakhay Quran bhi aik baar parh kar daikhain aap ki jo under ki bund ankh hai jissay aap khuli samajh rahain hain wo waqai main khul jaain gi jis tarha meri khuleen jub main nain quran urdu main parha jo language mujhay samjh ati thi aur meray khoji dimaagh kay bohat say sawalon ka jawab miila jub say mera dimagh Allah ka shukr hai kafi kuch samajhnay laga.

Kia aur kaisa shock lagay ga? Kia us main mera future likha hai?

Aap khud bata dain shock laganay wali baat. Hum bhi sunain kay aap ko shock laganay wali baat hamain bhi shock lagati hai kay naheen?

Waisay mujhay bohat shock lagay hain jub india visit kia tha aur jub bohat si maloomat hinudon ki mazhabi kitabon ki suna to?

Jaisay chooha god
Saanp god
bundar god
shiva god kuch hinduon kay liaay
vishnu god khuch hinduon kay liaay.
Aik aur hai uska naam main bhool gai.

Aap saray hindu to aik god pay bhi muttfiq naheen. Musalmanon ko daikhiaay Alhamdilillah Aik Allah pay sub ka imaan hain.

Mujhay bara shock laga tha jub kali maa ki kuch harkatain parheen theen.
Mujhay us waqt bhi bara shock laga tha jub bundar bhagwan nain apnay hi betay ko mar dia tha.
Mujhay Hathi bhugwan ka sun kar bhi bara shock laga tha.
Mujhay yay daikh kar bhi bara shock laga tha jub hinduon ki sub say choti jaat ko bar'i jaat kay barabar baithnay ki bhi ijazat naheen.
Mujhay us waqt bhi bara shock laga tha jub pata chala hindu male aur female sex organ ki bhi pooja kartay hain. (Is say bara aur kia shock ho sakta hai?)

So do u pooja a female sex organ infront of your mother, sister and daughter?

Can your sister, mother or daughter do pooja a male sex organ infront of you?

Kia shirm say pani pani naheen ho jatay aap loag?

Ub lagain kia shock laga saktay hain aap mujhay. I'm waiting.
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
Per agar insaan ko Aik adminstration kay tahat na chalaya jaay to wo haywan bun jata hai. Orders us ko qaboo main rakhtain hain......iska matlab hai yadi rules na ho to wo andar se shaitan hai hi....rules hatte hi shaitan ho jata hai...to bhir bhagwan kaha rehta hai...maine suna tha wo insano ke dil me hai..
Exactly agar insaan ko aik administration kay tahat na chalaya jaay to wo haywan bun jata hai. Orders us ko qaboo main rakhtain hain.

Naheen iska mutlub yay hargiz naheen kay rules na ho to wo under say shaitan hain. Her insaan under say shaitan aur farishta donon hai. Sirf shaitan naheen yay baat to aap ki khoji zahan aur dil nain bhi jaan li ho gi her insaan bhi janta ho ga kay kabhi shaitan hamain burai ki taraf uksata aur kabhi Allah hamain achchai ki taraf uksata hai. So her insaan kay under Allah bhi hai aur shaitan bhi jub insaan jis kay kahnay pay jaal jaay wo waisa hi kahlata hai yani jub Allah kay kahnay pay achcha kaam karta hai to ussay sari dunia kay loag achcha kahtain hain aur jub wo shaitan kay kahnay pay bura karta hai to sari dunia hi usay bura kahti hai.

Yahan pay aap apna concept sahi karain her insaan kay dil main Allah aur Shaitan donon hotay hain.

Bilkul sahi suna Allah sub insanon kay dil main rehta hai.

Mera khiaal hai ub aap ka concept clear ho gia ho ga.

Wo jo chor, daku aur buray kaam karnay walain hain wo ussi shaitan kay kahnay per Allah kay banaay huway rule par na chal kar gunah kay kaam kartay hain.

Wo jo achchay loag hain wo Allah kay kahnay pay Allah kay rule per chal kar Achchay kaam kartay hain.

Agar rules kay faiday naheen hotay to sari dunia koi pagal thori hai jo rule banati. Her mulk kay rule hain. Her insaan kay apnay apnay bhi rule hotain hain jin per chaltay huway wo apni zindagi guzarta hai. Unhi kay mutabiq.

Agar aap ka rule ho ga kay chori karna buri baat hai to aap ko aap kay dil ka shaitan kitna bhi bahka lay aap chori naheen karain gay. Laikin aap kay rule main hai kay bus maal banao kisi bhi tarha jaiz ho kay na jaiz (yay aapka rule hoga apnay liaay) to phir aap shaitan kay kahnay pay Allah kay rule say inhiraaf kartay huway ghalat rastay ikhtiraar karain gay.

Kia aap nain rule naheen banaya kay aap nain kis waqt sona hai kis waqt jagna hai kis waqt kia karna hai.

Agar school, college aur job kay rule na hon kay is time pay ana aur is time pay kaam khatam kar kay jana ho to kia koi bhi time pay aay jaay naheen hergiz naheen. kabhi kuch bahan karay kabhi kuch aur kabhi kisi time pay aay aur kabhi kisi time pay jaay.

Aap khud agar kisi ki dawat karain aur logon ko kahain nashtay pay ana aur wo raat kay khanay paay aain to aap ko khud bura lagay gay kioon kay yay rule kay khilaaf baat hai.

Isi tarha aap ka jub sonay ka time ho aur aap sotay ho us time pay roz ana roz aap ka koi pukka dost aap say milnay beech aap ki adhi neend main aay to kia aap us say milna pasand karain gay khuwah wo aapka kitna hi gahra dost kioon na ho. Hargiz naheen aik adh din to bardasht kar lain gay per daily maheenon ya salon naheen.

Isi ko kahtain hain rule jo isnaan ko pabund karta hain kisi kay saath ziadti karnay say.

atul bhai bura nahi manay per muj ko kasaam say abhi taak yahee samaj nahi ayaa hai k app ko kia cheaz galat lagee hai ... zara tora say khool kar iss cheaz k barey main aik baar bool dai takai iss barey main hum bhi app say 2 ... 3 sentence bool sakahai kia pata hum app ko samajnai main kamiyaab hoo jahai
Unko unki confussion kay mutabiq poochnain dain aur tahammul say jawab detay rahain. Insha Allah we will clear his mind by the help of Allah. Insha Allah.
 

atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728

atul bhai bura nahi manay per muj ko kasaam say abhi taak yahee samaj nahi ayaa hai k app ko kia cheaz galat lagee hai ... zara tora say khool kar iss cheaz k barey main aik baar bool dai takai iss barey main hum bhi app say 2 ... 3 sentence bool sakahai kia pata hum app ko samajnai main kamiyaab hoo jahai
waqar jee...sirf ek cheez galat lagee aur wo hai...baki dharmo ko galat batana...islam sahi hai ye theek hai par other religions are wrong ye galat hai...and by the way i too m getting bored with these discussions now...very soon i will stop this...
and whatever i was writing hardly anybody understood correctly...
second the discussion is purely arguments and not at existential and experience level...ye sabhi mere confusion door karna chahte hai...aur main confused nahi...aur main jahan tak samjh sakta hu to mujhe ye dikhai padta hai ki ye kuch bhi nahi jante..jankarian collect karna janna nahi hota...otherwise religious aadmi to iis dharti ki sabse khoobsurat cheez hai...wo paas bhi baithe to uske ander ka sangeet uska anand uska compassion,uska egoless hona apko change karta hai...yadi jeevan me deep shanti nahi,compassion nahi,anand nahi,..kahi hriday me hatred ki aag jalti ho,anger ho,greed ho,lust ho to samajhna chahiye kahi bhool hai...
whatever is being replied can be discussed in detail..but problem is each sentence require so much deliberations...upar itne sare sentences ...aur har ek sentence pe long discussion ho sakta hai...jaise ye dekhiye...
"". Her insaan under say shaitan aur farishta donon hai. Sirf shaitan naheen yay baat to aap ki khoji zahan aur dil nain bhi jaan li ho gi her insaan bhi janta ho ga kay kabhi shaitan hamain burai ki taraf uksata aur kabhi Allah hamain achchai ki taraf uksata hai. So her insaan kay under Allah bhi hai aur shaitan bhi jub insaan jis kay kahnay pay jaal jaay wo waisa hi kahlata hai yani jub Allah kay kahnay pay achcha kaam karta hai to ussay sari dunia kay loag achcha kahtain hain aur jub wo shaitan kay kahnay pay bura karta hai to sari dunia hi usay bura kahti hai.""...
ye sab hum kya keh rahe hai...insaan na shaitan hai na farishta...dono ke beech me hai.....aur insaan sirf ukasane se chalta hai...kabhi god to kabhi shaitan...???yadi allah ke kehne pe aacha kaam kare to sare duniya ke log accha kahte hai...to phir doosre religion ke acche insaan jo accha kam karte hai me kya burai hai...yadi insaan accha hai to kya farq padta hai wo kiski pooja karta hai....
 

Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
waqar jee...sirf ek cheez galat lagee aur wo hai...baki dharmo ko galat batana...islam sahi hai ye theek hai par other religions are wrong ye galat hai...and by the way i too m getting bored with these discussions now...very soon i will stop this...
second the discussion is purely arguments and not at existential and experience level...

Kis nain kaha baqi dharm ghalat hain? Haan ghaltiaan zaroor hai baqi dharmon main jo insanon ki dali huwi hain.

Kioon bore ho gaay Atul bhai. Itnay achchay to sawalat kar rahay hain aap.

Don't stop this.

No its not arguments it is getting experience level.
 
Top