*** Islamic QUIZ ***

  • Work-from-home

*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA
well Saviou...kya ap bta skty hn...k
ye dogs kyn ghar m rakhna mana h...khtey hn dogs ghar hun to rehmat k farishty nae aaty...dogs janat m nae jayn gy..sawye ak dog k...
is baat ki kya hakikat h?...or wo kon sa dog h jo janat m jaye ga...or kyn
or agr safety k liye dog rakha pr jye to... ?

explain in detailz plzz...
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
well Saviou...kya ap bta skty hn...k
ye dogs kyn ghar m rakhna mana h...khtey hn dogs ghar hun to rehmat k farishty nae aaty...dogs janat m nae jayn gy..sawye ak dog k...
is baat ki kya hakikat h?...or wo kon sa dog h jo janat m jaye ga...or kyn
or agr safety k liye dog rakha pr jye to... ?

explain in detailz plzz...


Malik Al-Muwatta . Hadith 54.13: Malik related to me from Nafi from Abdullah ibn Umar that the Messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace, said, "Whoever acquires a dog other than a sheepdog or hunting dog, will have two qirats deducted from the reward of his good actions every day."

Sahih Muslim. Hadith 551. Narrated byAbdullah Ibn Mughaffal: The Messenger of Allah (peace be upon him) ordered killing of the dogs and then said: What about them, i.e. about other dogs? - and then granted concession (to keep) the dog for hunting and the dog for (the security) of the herd, and said: When the dog licks the utensil, wash it seven times, and rub it with earth the eighth time.

Malik Al-Muwatta. Hadith 31.68: Yahya related to me from Malik from Ibn Shihab from Abu Bakr ibn Abd ar-Rahman ibn al-Harith ibn Hisham from Abu Masud al-Ansari that the Messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace, forbade the sale price of a dog, the earnings of a prostitute and the earnings of a fortune teller. By the earnings of a prostitute he meant what a woman was given for fornication. The earnings of a fortune teller were what he was given to tell a fortune. Malik said, "I disapprove of the price of a dog, whether it is a hunting dog or otherwise because the Messenger of Allah, may Allah bless him and grant him peace, forbade the price of a dog."

Al-Tirmidhi. Hadith 4102. Narrated by Abdullah ibn Mughaffal: The Prophet (peace be upon him) said, "Were dogs not a species of creature I should command that they all be killed; but kill every pure black one." AbuDawud and Darimi transmitted it. Tirmidhi and Nasa'i added, "No family attaches itself to a dog without a qirat of their good deeds being deducted daily, except in the case of a hunting dog, a farm dog, or a sheepdog."

Sahih Al-Bukhari 3:515. Narrated Abu Huraira: I heard Allah's Apostle (saw) saying; "Angels (of Mercy) do not enter a house wherein there is a dog or a picture of a living creature (a human being or an animal)."

Sahih Muslim. Narrated 'Aisha: Gabriel made a promise with Allah's Messenger (saw) to come at a definite hour; that hour came but he did not visit him. And there was in his hand (in the hand of Allah's Apostle) a staff. He threw it from his hand and said: Never has Allah or His messengers (angels) ever broken their promise. Then he cast a glance (and by chance) found a puppy under his cot and said: Aisha, when did this dog enter here? She said: By Allah, I don't know. He then commanded and it was turned out. Then Gabriel came and Allah's Messenger (saw) said to him: You promised me and I waited for you, but you did not come, whereupon he said: It was the dog in your house which prevented me (to come), for we (angels) do not enter a house in which there is a dog or a picture.


ye hadeesen apke samne hain aur bhi kayi sahi ahadees hain lekin inse hi baat wazeh hojati hai

ghar me dogs rehne se rehmat k farishte nahi aate ye hadees se sabit hai aur ek hadees me Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallm ne ijazat di hai wo is tarah se

Muslim, in his Saheeh, Tirmithi and an-Nissaai narrated on the authority of Abu Hurairah, may Allah be pleased with him, that the Messenger of Allah, may peace and blessings be upon him, said, "Whoever keeps a dog, other than the dogs for hunting, securing agricultural land or livestock, indeed two qeerat (a weight of about .195g) are taken away from his rewards everyday." Saheeh alJamie

yane aap dog rakh sakhte hain shikar k liye khet ki hifazat aur dusri koi cheez jis ki hifazat zaroori ho wo isme aajate hain

yahan is hadees se mufassireen aur olama ne kaha hai agar zaroorat ho to is waqt ye ijazat hai lekin ghar me nahi aur nahi hi shauq k liye jaise aaj kal loog shauq liye to koi shan k liye to koi kisi k liye rakhte hain jo galat hai usse wo rahmat se mehroom rahenge

aur agar aap k paas dog se behtar cheez available yane aap kutta na rakhte huye uske badle koi aur cheez jo miljaye rakh sakte hain to phir kutta rakhna hamare liye hargiss jayez nahi hoga

agar koi surat nahi hai to ye ijazat hai warna hame isse door hi rehna chahiye jaise k hadeeson me wazahat k sath hai

umeed hai aap ko baat clear hogayi hogi agar kuch aur puchna hai to puchsakte hain

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA
Sukariya Saviou for giving detailed rply...
JazakAllah Khair...

bt adhi baat abi b baki h...

*ghar m dogs hon to firishty kyn nae aaty ...reason kya h is ki...bta skty hn..?

or is baat ki b wazaht kr dyn plzzz...

*or wo kon sa dog h jo janat m jaye ga...or kyn
(Ashaba Keef ka dog h shayed)

confused abt dat....
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Sukariya Saviou for giving detailed rply...
JazakAllah Khair...

bt adhi baat abi b baki h...

*ghar m dogs hon to firishty kyn nae aaty ...reason kya h is ki...bta skty hn..?

or is baat ki b wazaht kr dyn plzzz...

*or wo kon sa dog h jo janat m jaye ga...or kyn
(Ashaba Keef ka dog h shayed)

confused abt dat....
Allahi barik feek :)

Dogs k hone se rehmat k farishte ghar me kyun nahi aate olama kehte hain kutton ki najasat ki wajhe se isliye Allha k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne kaha jab kutta apke bartan me muh dale to usko 7 time dhoyen aur ek baar mitti se dhoyen isse uski nazasat ka bhi saboot milta hai

aur konsa Dog jannat me jayega wallahu aalam apne ye kahan padha hamare ilm me to nahi agar apne kahin padha ho to reference den ham dekhenge insha Allah

ashab e kahf wo hamse pehli ummat hai aur unki shariat alag thi to unse ham isdedlaal nahi karsakte lekin sure kahf me bhi ye baat nahi hai k wo kutta jannat me jayega wallahu aalam

umeed hai apko baat clear hogayi ho

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 

*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA
Well Saviou bhot acha explain kiya apny ....:)
jazakAllah Khair....
 

Anokhi

Active Member
Sep 13, 2010
176
42
728
khawabon sa bhary Naina
JazakAllah
bht hi acha thread banya hai app na:)
humhy aik sawal pouchna tha jo app ka thread ka pehly page per hi aik swal sa related hai
sohaf e Ibrahmi aur sohaf e Mosa bhi tu Allah ki ilhami kitabain tu phir hum inhy baqi 4 kitabon ka saath shumar q nhi kerty?
 
  • Like
Reactions: yoursks

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
waise to detail maen inshaAllah nasir bhai he explain karenge laikin jo maen jantaa hoon us ke mutaabiq yeah saheefey hain nah ke mukammal kitaab.... so that not included in the aasmaani books
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
JazakAllah
bht hi acha thread banya hai app na:)
humhy aik sawal pouchna tha jo app ka thread ka pehly page per hi aik swal sa related hai
sohaf e Ibrahmi aur sohaf e Mosa bhi tu Allah ki ilhami kitabain tu phir hum inhy baqi 4 kitabon ka saath shumar q nhi kerty?
Allahi barik feek :)

suhufe moosa ko Allah tala ne kitab ki shakal me nazil kiya jaise Quran k dusre moqamat par hai aur ahadees se bhi hame pata chalta hai k moosa Alayhisalam ko TORAT di gayi thi

aur baki kitabon k jo zikr hain wo ZABOOR, ENJEEL AUR QURAN hai ye char kitabon ka naam aaya hai isliye ham ye char kitaben kehte hain aur dusre Rasulon ko bhi Allah ne nayi shariat nazeel ki lekin unka naam nahi hai

aur Ibrahim Alayhisalam par bhi suhufe nazil huye lekin koi naam ka zikr nahi aur mufassireen kehte hain Ibrahim Alayhisalam par kitab ki shakal me nahi balke sirf suhufon ki shakal me ahkamaat nazil huye the wallahu aalam

Allah hame Quran aur hadees samajh kar padhne aur amal karne ki taufeeq de Aameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
waise to detail maen inshaAllah nasir bhai he explain karenge laikin jo maen jantaa hoon us ke mutaabiq yeah saheefey hain nah ke mukammal kitaab.... so that not included in the aasmaani books
Jazakallah khair Janab :)

jee haan Inshallah zaroor:)
humhy bht acha laga app ka ya thread abhi aur bhi kafi sawal hai hamary pass jin ki tafseel umeed hai humhy yahan easily mil jaye gi:)
Insha Allah zaroor :)
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
""nak k badle nak kan k badle kan oret k badle oret gulam k badle gulam"

is ka kiya matleb h islam me y kiya he?
Al-Maidah (5) Ayat (verse) No.: 45

وَكَتَبْنَا عَلَيْهِمْ فِيهَا أَنَّ النَّفْسَ بِالنَّفْسِ وَالْعَيْنَ بِالْعَيْنِ وَالأَنفَ بِالأَنفِ وَالأُذُنَ بِالأُذُنِ وَالسِّنَّ بِالسِّنِّ وَالْجُرُوحَ قِصَاصٌ فَمَن تَصَدَّقَ بِهِ فَهُوَ كَفَّارَةٌ لَّهُ وَمَن لَّمْ يَحْكُم بِمَا أنزَلَ اللّهُ فَأُوْلَـئِكَ هُمُ الظَّالِمُونَ http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=5&f=45&Reciter=1


And We prescribed for them therein : The life for the life , and the eye for the eye , and the nose for the nose , and the ear for the ear , and the tooth for the tooth , and for wounds retaliation . But whoso forgoeth it ( in the way of charity ) it shall be expiation for him . Whoso judgeth not by that which Allah hath revealed : such are wrong doers .


Aur hamne yahudion k zimme taurat me ye baat muqarrar kar di thi k jaan k badle jaan aur aankh k badle aankh aur naak k badle naak aur kaan k badle kaan aur dant k badle daant aur khaas zakhmo ka bhi badla hai phir jo shaqs isko maaf karde to wo iske liye kuffara hai aur jo loog Allah k nazil kiye huye k mutabik hukm na karen wohi loog zalim hain.

jab taurat me jaan k badle jaan aur zakhmon me qisas ka hukm diya gaya tha to phir yahudion k ek qabile (banu nazeer) ka dusre qabile (banu qareza) k sath is k bar aks mamla karna aur apne maqtul k dait dusre qabile k maqtool ki ba nisbat do gunah rakhne ka kiya jawaz hai ?

almuheem ye shariat yahudion k liye Taurat me thi aur ye shariat Mohammedia sallellahu alayhiwasallam me bhi baki rahi aur qayamat ki subah tak rahegi Insha Allah

agar koi Allah k kanoon ko nahi mane to wo baghi hai gunehgaar hai aur yom e akhirat uski pakad hogi wallahu aalam

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen
 
Top