Kia Eid Milad un Nabi Biddat hai?

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia

yr such pocho to yeh to hame b nhi pata lekin ap b chahen to kisi shaks ki tarf se kahi gayi koi bat maan kr manana shuro kr sakte hain nabi ne kabi kaha ya nhi kaha is se apko koi matlb nhi hona chahiye coz islam to wohi haina jo yahan mukhtalif log apni raaye or apni soch ke mutabiq bata rhe hote hain hamare nabi SAW ne to hame nauzubillah adhura islam dya hai islye woh hame batana hi bhol gaye ke hame 2 islami eidon ke ilava b ek eid or manani hai or to or akhri khutbe main jb Muhammad SAW ne ummat se gavahi li thi ke ay musalmanon gavah rehna aj deen e islaam Allah rabbul izzat ne mukammal krdya hai or maine Allah ki tarf se btayi gayi hr baat tum tk pohoncha di hai
hame to woh gavahi nhi deni chahiye thi coz islaam to abi b na mukammal hai or mukammal karne ka theka bhi un logon ke haathon main hain jo koi b nayi rasm ijaad kar ke usko quran o hadith ke mutabiq sahi sabit krne ki koshish kr rhe hote hain yeh soche bina ke agr yeh amal itna hi sahi ya itna hi naik hota to hamara Rasool hame kyun nhi batata?
shi keh rhe hu ap
my ap ki bat se agree hu
hme ya tu rasul Allah s.a ki bton pr bina chu charan amal krna hy
yq pir ye elan ki wo ada deen bta kr gae nauzubillah

---------- Post added at 11:47 AM ---------- Previous post was at 11:26 AM ----------

bhai koi bhi sawal offtopic nahi hota... meray sawal karnay ka maqsad hai.. jo log eid milad manatay hain kia un ko shaitan ne gumrah kia hai
tu meri post del kio hui thi jwab du?
 

Fitna e Dil

Newbie
Apr 22, 2012
47
46
318
اس بات میں تو شاید کسی کو کوئی اختلاف ہی نہیں کہ عید ملاد النبی بدعت ہے یا نہیں ہاں اختلاف تو اس بات میں ہے کہ یہ بدعت حرام ہے یہ حسنہ۔
میرا مطلب ہے جو لوگ نبی کی برت ڈے مناتے ہیں وہ بھی اس کو بدعت بولتے ہیں بس اتنا اضافہ مزید کرتے ہیں کہ اس بدعت میں گناہ نہیں ہے بلکہ ثواب ہے۔ اور جو اس کو نہیں مناتے وہ بولتے ہیں کہ نبی کی برت ڈے منانا ٹھیک نہیں ہے۔
اس کا بدعت ہونے میں کسی کو انکار نہیں ہے

 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
اس بات میں تو شاید کسی کو کوئی اختلاف ہی نہیں کہ عید ملاد النبی بدعت ہے یا نہیں ہاں اختلاف تو اس بات میں ہے کہ یہ بدعت حرام ہے یہ حسنہ۔
میرا مطلب ہے جو لوگ نبی کی برت ڈے مناتے ہیں وہ بھی اس کو بدعت بولتے ہیں بس اتنا اضافہ مزید کرتے ہیں کہ اس بدعت میں گناہ نہیں ہے بلکہ ثواب ہے۔ اور جو اس کو نہیں مناتے وہ بولتے ہیں کہ نبی کی برت ڈے منانا ٹھیک نہیں ہے۔
اس کا بدعت ہونے میں کسی کو انکار نہیں ہے

tu pir bidat ka nam sunte hi bidati chirte kio hy?
 
  • Like
Reactions: star24

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
pehle tu muhammad sallalaahu alahi wasallam ....likh ke baat kar
haan bhai hum logon ki Muhammad SAW se muhabbat ab sirf naam hi ki to reh gayi hai unke naam per zra b aanch nhi aani chahiye baqi unho ne jo raasta hamen dikhaya us raaste per chalen na chalen unho ne musalmanon ko jo amal karne ko kaha woh amal karen ya na karen bas unka naam le ker un se muhabbat jata dya kren or jannati hojaya kren
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
merey pass jwab hai iska pr mai ahadess bhi share krti hon.....waisey btaya tou sab ref mangey gey
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
beshak agar islaam se related koi anokhi baat kahengi to yeh hr muslim ka farz b banta hai ke woh apse reference b maange warna khud se ijaad karda javab to mere pas b boht saare hote hain
 
  • Like
Reactions: star24

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
baat ye thi k mai n parha tha bukhari shareef mai is barey mai pr ye bohot porani baat hai ab mai yahan btaongi jo shayed koi samjhey mai jhooth bol rhi hon is liye mai wo wali hadees talash kr rhi hon
 

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
link hai hi kahan apne jo pehle share ki thi woh to koi file thi or download ho ker save hoi hai me ke pas lekin ab open nhi horhi
 
Status
Not open for further replies.
Top