Kia Eid Milad un Nabi Biddat hai?

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
dusri wali b file ki tarha save horhi hai but open nhi horhi ap kisi or user ko b kahen plz shayed me ke pas hi shayed koi aisa software nhi hoga jis main yeh page open hota ho ap kisi user ko bula kr usse b try kr ke dekhen plz ke uske pas horhi hai ya nhi horhi
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
:pacha itna lamba bhi nhi hota mera jwab mai tou mukhtasir jwab dainey k qail hon[DOUBLEPOST=1344107897][/DOUBLEPOST]:rolleyes: aik masla hai merey pass urdu key board nhi hai
 
  • Like
Reactions: The horror

The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion
:pacha itna lamba bhi nhi hota mera jwab mai tou mukhtasir jwab dainey k qail hon
میرا مطلب ہے اپ کا جواب مختصر ہوتا ہوتا ہے . لیکن اپ جواب دیتے اسے سوالوں کا جواب بھی دے دیتی ہیں جو لوگوں کے ذہن میں ابھی آے ہی نہیں ہوتا
 
  • Like
Reactions: Detective

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
biddat..........

ye lafz biddah sey liya gya hai jis ka mutlub hai kisi cheez ka aisey tareeqy sey ejaad krna jiski pehley koi missaal na ho.....

ALLAH talaah ka fermaan hai....

(وہی) آسمانوں اور زمین کا پیدا کرنے والاہے۔ جب کوئی کام کرنا چاہتا ہے تو اس کو ارشاد فرما دیتا ہے کہ ہوجا تو وہ ہو جاتا ہے .

aik aur jagha ALLAH ka ferman hai....

کہہ دو کہ میں کوئی نیا پیغمبر نہیں آیا۔ اور میں نہیں جانتا کہ میرے ساتھ کیا سلوک کیا جائے گا اور تمہارے ساتھ کیا (کیا جائے گا) میں تو اسی کی پیروی کرتا ہوں جو مجھ پر وحی آتی ہے اور میرا کام تو علانیہ ہدایت کرنا ہے

biddat ki iqsaam..........

deen mai biddat ki 2 iqsaam hai........

pehli kissam.........naafs ibaadat mai hi biddat ho jaisey ibadat mai koi aisi cheez eejaad ki jaeyjis ki shariyat mai koi buniyaad aur asal na ho....

maslan.......ghair mashroo roza ya gair mashroo eid jaisey eid millad

dosri kissam.....jo mashroo ibadaton mai ziyadati ki shakal mai ho....jaisey zoher ya aser ki nimaaz m,ai panchwin rakat zyada kr dain....
[DOUBLEPOST=1344111706][/DOUBLEPOST]biddat meelaad ALNABIs.a.w.w ki shuruwaat..........

meelaad ki biddat ko sab sey pehley misser(egypt) key naam nahaad fatmiyon ney ejaad kiya tha,,,,unho n 6 meelaad tyar kiye they,,,

1..meelaad al nabi
2...mellad ali
3..meelaad hassan
4...meelaad hussain
5...meelaad fatima.
6..meellad hakim waqt

4thi sadi hijari mai fatmiyon ki ejaad ki gai biddat kya ahle sunnat muslamano k liye laiq e itaba hai...?

jo NABI KAREEM s.a.w.w k hayyat e mubarika mai khulfaey rashdeen ..

ABU BAKKER SADEEQ....UMMER FAROOQ.........USMAAN GHANI..........ALI HAIDER r.s k ahde khilafat...naiz mashhoor fuqahaye ummat k mashhoore emmam...ABU hanifa...imam malik...imaam shafi.....imam ahmad bin hanmbal R.a ki zindagiyon mai milaad nhi paya gya.....ager meelad manana acha kaam hota tou ye loug kyon peechey reh gae...?

HAZRAT MUHAMMAD s.a.w.w ka farmaan hai...

her biddat zalalat hai...(muslim)...

HAzrat mHUHAMMAD s.a.w.w ki milaad ki koi sahi tareekh nhi pata is mai sab ka ikhtilaaf hai....kisi k nazdeek mahe ramzaan aur kisi k nazdeek rabul awal hai laikin tareekh mai ikhtilaaf hai...2...8...9..10..12..17....18 ..farz kiya jaey k sahi tareekh 12 rabi ul awaal thi tou 12 rabiul awaal baiyna yehi wo tareekh hai jis din ap s.a.w.w ney wafaat pai thi...yehi wajah hai k baaz muqamaat pr issey "meelaad al nabi" aur baaz muqaam pr "bara wafaat " sey tabeer kiya jata hai...hairaat ki baat hai k apki wafaat ka gham bhula kr kistarha loug jashn aur musarat mai mubtilah ho jatey hai....[DOUBLEPOST=1344111890][/DOUBLEPOST]The horror
S_ChiragH
Hans_Mukh
~Zeest~
hoorain
Don
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK

JAZAKUMULLAHU WA KHAIRAAN

mere paas hari paghri waalon ki eik kitab hai
jisme third biddat ka zikr hai aur usme
dalaiyl yeh hain ke QURAN shareef ko
ikhatta kiya gaya

Taraveeh bajamaat Sahaba e ikram salat o salam se shuru huwi

mujhe bari mazahiya baat lagi ke QURAN shareef koi
naiy misaal to thi nahin aur uska biddat hone se muraad kesa ??
jab sahaba e ikraam r.a ne khud karwaa tha ise ikhatte

aur taraveeh bhi pehle se thi sirf jamaat me aane ka faraq tha

so is tarah ki baaton se thaga thaga kar yeh lougon ko teesri biddat ki taraf laaye hain

aur us kitab mein yeh bhi hai ke koi bhi muslim deen mein kuch aisa naya kar sakta hai
jo pehle se deen mein na ho aur woh MUSALMAANON ke liye faaiyde mand ho

so lihaaza iska matlab hum rouze ko subh 9 se raat 9 ka kar sakte hain ??

fajar mein 4 farz parh sakte hain ??

fajar mein aaj kal kam loug uthte hain so deen aur muslims ki hbalaiy ke liye
MA'AZALLAH fajar ko subh 7 baje ka kar sakte hain ??

so aap kahoge nahin inki ijaazat nahin inpe chal ke sahaba ne nahin dikhaaya

so deen mein kuch bhi aisa naya hum nahin kar sakte jo Nabi e kareem saww ne nahin farmaya
aur jispe sahaba e ikraam salat o salam ne amal karke nahin dikhaaya

aur eik aur baat yeh hai ke ehl e sunnat wal jamaat kehlaane waalon mein se

deoband bradaraan chorh kar dawat e islaami aur minhaj ul quran waale 12 rabi ul awwal
ke din jashn manate hain dawat e islami ke nazdeek yeh biddat hai magar sahi waali :D

aur minhaj ul quran wale ise ISLAM ka hissa jatane ki koshish mein 800 safhaat per mushtamil
kitaab tehreer karte hain aur apne bayaanon mein woh bad bakht bakte hain ke
12 rabi ul awwal ke din per eid ul fitr aur eid ul izha qurbaan kar dun

jabke unke apne yaani minhaj ul quran aur dawat e islami waalon ke apne
sub se bare buzarg Ahmed raza khan barelvi ke mutaabiq Nabi e kareem saww ke wisaal
ki tareekh 12 thi ji haan mein apne taraf se nahin garh raha

un hazrat ki kitab ka mutaaleha sunni sunni khud karke dekh le

NUTQ UL HALAAL BAARIKH WILAD WAL WISAAL AL HABEEB(SAWW)

writer:Ahmed Raza Khan Barelvi

page#04

mein sirf jawaab hai aage mukammal dalaiyl ke saath kehte hain ke tareekh e Wisal aap saww ke
12 rabi ul awwal ko thi

so goya sunni loug iske pairokaar ho kar Rizviya hain so is din jashn kesi ??
agar ise nahin maante so Rizviya kyun aur ise itni ehmiyat kyun ??

jaago MUSALMAANON jaago . . .
 
  • Like
Reactions: Detective

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
biddat..........

ye lafz biddah sey liya gya hai jis ka mutlub hai kisi cheez ka aisey tareeqy sey ejaad krna jiski pehley koi missaal na ho.....

ALLAH talaah ka fermaan hai....

(وہی) آسمانوں اور زمین کا پیدا کرنے والاہے۔ جب کوئی کام کرنا چاہتا ہے تو اس کو ارشاد فرما دیتا ہے کہ ہوجا تو وہ ہو جاتا ہے .

aik aur jagha ALLAH ka ferman hai....

کہہ دو کہ میں کوئی نیا پیغمبر نہیں آیا۔ اور میں نہیں جانتا کہ میرے ساتھ کیا سلوک کیا جائے گا اور تمہارے ساتھ کیا (کیا جائے گا) میں تو اسی کی پیروی کرتا ہوں جو مجھ پر وحی آتی ہے اور میرا کام تو علانیہ ہدایت کرنا ہے

biddat ki iqsaam..........

deen mai biddat ki 2 iqsaam hai........

pehli kissam.........naafs ibaadat mai hi biddat ho jaisey ibadat mai koi aisi cheez eejaad ki jaeyjis ki shariyat mai koi buniyaad aur asal na ho....

maslan.......ghair mashroo roza ya gair mashroo eid jaisey eid millad

dosri kissam.....jo mashroo ibadaton mai ziyadati ki shakal mai ho....jaisey zoher ya aser ki nimaaz m,ai panchwin rakat zyada kr dain....
[DOUBLEPOST=1344111706][/DOUBLEPOST]biddat meelaad ALNABIs.a.w.w ki shuruwaat..........

meelaad ki biddat ko sab sey pehley misser(egypt) key naam nahaad fatmiyon ney ejaad kiya tha,,,,unho n 6 meelaad tyar kiye they,,,

1..meelaad al nabi
2...mellad ali
3..meelaad hassan
4...meelaad hussain
5...meelaad fatima.
6..meellad hakim waqt

4thi sadi hijari mai fatmiyon ki ejaad ki gai biddat kya ahle sunnat muslamano k liye laiq e itaba hai...?

jo NABI KAREEM s.a.w.w k hayyat e mubarika mai khulfaey rashdeen ..

ABU BAKKER SADEEQ....UMMER FAROOQ.........USMAAN GHANI..........ALI HAIDER r.s k ahde khilafat...naiz mashhoor fuqahaye ummat k mashhoore emmam...ABU hanifa...imam malik...imaam shafi.....imam ahmad bin hanmbal R.a ki zindagiyon mai milaad nhi paya gya.....ager meelad manana acha kaam hota tou ye loug kyon peechey reh gae...?

HAZRAT MUHAMMAD s.a.w.w ka farmaan hai...

her biddat zalalat hai...(muslim)...

HAzrat mHUHAMMAD s.a.w.w ki milaad ki koi sahi tareekh nhi pata is mai sab ka ikhtilaaf hai....kisi k nazdeek mahe ramzaan aur kisi k nazdeek rabul awal hai laikin tareekh mai ikhtilaaf hai...2...8...9..10..12..17....18 ..farz kiya jaey k sahi tareekh 12 rabi ul awaal thi tou 12 rabiul awaal baiyna yehi wo tareekh hai jis din ap s.a.w.w ney wafaat pai thi...yehi wajah hai k baaz muqamaat pr issey "meelaad al nabi" aur baaz muqaam pr "bara wafaat " sey tabeer kiya jata hai...hairaat ki baat hai k apki wafaat ka gham bhula kr kistarha loug jashn aur musarat mai mubtilah ho jatey hai....[DOUBLEPOST=1344111890][/DOUBLEPOST]The horror
S_ChiragH
Hans_Mukh
~Zeest~
hoorain
Don

جزاکم الله خیرا
بہت صحیح کہا آپ نے

عید میلاد النبی صلی اللہ علیہ وسلم جایز سمجھنے والوں سے صرف ایک سوال ہے
پہلے وہ الله کے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کی پيدائش بارہ ربيع الاول کو ثابت کرکے باتیں پھر آگے بات ہوگی ان شاء الله
 
Status
Not open for further replies.
Top