a question need answer

  • Work-from-home

Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
mere liye jeevan exam nahi god's grace hai...mere liye life sawal nahin answer hai...ek sangeet hai...jisme ishwar ke sur hai...mere liye jeevan kisi pariksha me safal hone ka result hai...
hum ne ye sab akhirat k liye baccha rakha hy q k agr jeevan imtehaan na hota to hum yaha jo kuch kerty us ka phal bhi humary samne aajata kitney log gunaah kerty hyn lekin uski saza unhen nahi milti kitny log naik kaam kerty hyn per jaza nahi milti to kia Allah ne (nauzubillah) nainsafi ki hy??? nahi...balke logon ko unke naama'e amaal akhrat mai pesh kiye jaen ge Allah hum sab ko seedha or hidayat ka rasta dikhaye ameen
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
kisne kahan logo ki acche aur bure kamo ka result yahan nahi milta...tatkal milta hai...boore kaam aag ki tarah hai...jo aadmi ko jala ke rakh kar dete hai...pehle uska man jalta hai..phir shareer phir soul...
aur insaaf me der andher ke barabar hoti hai...jo kehte hai bhagwan ke ghar der hai andher nahi hai...main usse agree nahi...bhagwan ke ghar der bhi nahi andher bhi nahi....
aaj aap aag me hath dalo aur jaloge 10 dino ke baad...tatkal saja hogi...jo galat hai wo manasik roop se pehle he dojakh main hai...tabhi galtiya kar rahe hai...koi insaan anger main hai..to isee waqt wo nark me hai...andar uske aag lagee hui hai...ye tatkal saja hai...
koi chori karta hai...to chori karne ka tatkal phal hai uske andar ye darr ki koi pakad na le...ye fear uski saja hai...chori karne se koi faida nahi...wo ameer chori karne se nahi hua...chori karne ke sahas se hua...sahas ne use ameer banaya par chori ne usme darr paida kiya...
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar

bhai jaan yeh app ki geta main lhekaa hoga per humare quran main iss cheaz ka koi zikar nahi hai humara ALLAH aur humara rasool joo farmataa hai yeh batain iss k baraks hai
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
aghar hum app k mazab main chir khani nahi kar rahai hai too app ka bhi faraz hai k humere mazab main chir kahani na karoo app ... kyue k sachi kahoo too app ki batain muj ko kuch zada passand nahi arahee hai ... app hindu hai too ap apnay mazab main dil chasbi loo humare mazab ko choor doo kyue k app k bolnai say main ya koi aur muslim say yaha hindu nahi honay walay hum ko humare ALLAH k banay howai rastai per chalnai doo app too zada bhataar hai
 
MorgenStern

Newbie
Sep 19, 2008
133
12
0
Germany
well I also agree with waqar yahan faltoo mein behes karne ka koi faida nahi na hum apne mazhab k khilaf kuch sun sakte hain or nahi hum app ke mazhab ke bare mein janna chahte hain !!! btw I also wanna say something to Mahira that she did really well
 
Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
thanks alot janab but agr hum thora sa sabr se kaam len to kia maloom k hum sab ik naik kaam mai shareek hojaen theek hy unke point of view humey thora boht hurt ker rahy hyn per agr hum is trh se peechy hat jaen to ye to ghalat hoga naa Allah k rasool(s.a.w) ne itna sab kuch brdasht ker k bhi Islam ki tableegh nahi roki to humey bhi unko follow kerna chahiye kia pta humari koi baat un ke dil mai ghr ker jaye
 
Waqar Hussain

M@In ALbela M@I M@sTana
VIP
Aug 12, 2008
26,932
5,548
113
chand k paar
thanks alot janab but agr hum thora sa sabr se kaam len to kia maloom k hum sab ik naik kaam mai shareek hojaen theek hy unke point of view humey thora boht hurt ker rahy hyn per agr hum is trh se peechy hat jaen to ye to ghalat hoga naa Allah k rasool(s.a.w) ne itna sab kuch brdasht ker k bhi Islam ki tableegh nahi roki to humey bhi unko follow kerna chahiye kia pta humari koi baat un ke dil mai ghr ker jaye

mahira dear main atney dair say sabar hee kar raha taa munna per yeh faltoo ki bhass kar rahai hai point to point baat hee nahi kar rahai hai aur ann ka aik bhi sawa abhi taak mere samaj main nahi ayaa hai aghar ann ko kuch problem hai too alg say thread bana lai aur iss main kar lai bhass kasey bhi cheaz k barey main ... per iss taraha haar thread ko karaab na karahai too bhatar hai
 
Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
yeah i think you are right but ab mai un se personally baat ekr rhai hoon hope ab koi problem create nahi hoga forums per i hope aap logon ne ziada mind nahi kia I am sorry for all that
 
Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
but mai aap logon se ik baat k liye kahun gi k aaj aap log sirf ik person k saawalaat se pareshan hogye ho kal ko agr hum per gher muslim (khuda na khwasta ) musallat hogye to jab aap kya keroge dear ye lamha e fikria hy humey chahiye k agr hum aas paas kisi non muslim ko dekhen to usey ik baar right path zarur dikhaya jaye or us per prove kia jaye k Islam hi sahi deen hy but afsos hum logon k paas itna waqt hi nahi hum tafreeh section mai ja ker 100 post ker sakty hyn but kisi or kliye humary paas time nahi thats not right humey khud ko badlna chahiye we should answer his questions
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan

yup u right dear but aisi koi bat nahe thi k hum pechey hat gay....just behes say peche hattna chahtay thay k Khuda na Khuwasta humarey mu sey koch ghalat nikal gaya to uska kon zimaydar hoga is liay mere khayal may deeen k mamlay may behes na ki jayto acha rehta hai
 
Mahira414

Newbie
Sep 16, 2008
229
30
0
a sweet Pakistan
but dear aap ye bhi to dekho k aaj kal log humary deen k baary mai kia kuch nahi keh rahy do you know k america ne false Quran tak distribut kerna shuru ker diye hyn to esy waqt mai agr hum hi Islam k sahi maani bataney se peechy haten ge to phr kon bataye ga aaker or deen k mamley mai bhi yaha baat to sirf basic aitiqaad ki horahi hy or agr basic hi..... i hope you got my point
 
unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
yup exactly u r right but aisay logon ko ALLAH bhi dekh raha hai..mein just apni limited knowledge ki wajah sey aisa sab keh rahi hon per no doubt ager apko Islam k bary may itna sab info hai k ap aisay logon k khilaf awaz buland ker sakte ho to das very very n very gr8..Mahira ap ne uper bhi itni achi terha atul ko samjhanay ki koshish ki hai i really appreciate u r all that
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
oh god..precious...u r wonderful...truely honest and courageous..
Thanks bahna. I wrote what my aqal said.

If you are hindu it doesn't matter we can learn from each other about the truth. I don't have enough knowledge about Islam I answer from my naqis ul aqal and the litltle things I know from Islam.

If you want to know, learn or ask I would love to answer you. Don't hesistate to ask anything about Islam.

You can tell what doubts you have about Islam. We all will try to explain from our knowledge.

I appriciate that you visit our Islamic section.

Love you a lot. Would also love to make you my friend.
 
atul32

Active Member
Jul 18, 2008
277
27
728
that is what i wanted to hear...your aqla and not what god says or scriptures says...here i m asking the questions ...they are my questions ..but replies are from kuran or god..and not from individuals whom i m asking..they reproduce scriptural contents as answer...i m hindu ...but if i say truly i feel love towards muhammad too...amazing...he is...i visit islamic section just to find out whether people coming over there really know islam or just they think that they know...
 
Are you answering me bahna?

Yes love to tell you from my brain you are hindu why would I try to give you from quran. I may use things from your hinduism. As you are non believer to quran so why would you believe that.

I try to explain from my brain.

thanks if you said those things to me. Sure I'm not aqla.

Thants amazing you love towards Muhammad Sallallah O Alaihi Wasallim. I love all religions holy peoples too because they all teach good things.

We all have to appriciate good things if a hindu aur anyone does.
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
kisne kahan logo ki acche aur bure kamo ka result yahan nahi milta...tatkal milta hai...boore kaam aag ki tarah hai...jo aadmi ko jala ke rakh kar dete hai...pehle uska man jalta hai..phir shareer phir soul...
aur insaaf me der andher ke barabar hoti hai...jo kehte hai bhagwan ke ghar der hai andher nahi hai...main usse agree nahi...bhagwan ke ghar der bhi nahi andher bhi nahi....
aaj aap aag me hath dalo aur jaloge 10 dino ke baad...tatkal saja hogi...jo galat hai wo manasik roop se pehle he dojakh main hai...tabhi galtiya kar rahe hai...koi insaan anger main hai..to isee waqt wo nark me hai...andar uske aag lagee hui hai...ye tatkal saja hai...
koi chori karta hai...to chori karne ka tatkal phal hai uske andar ye darr ki koi pakad na le...ye fear uski saja hai...chori karne se koi faida nahi...wo ameer chori karne se nahi hua...chori karne ke sahas se hua...sahas ne use ameer banaya par chori ne usme darr paida kiya...

Bohat zabardast baat ki hai bahna aap nain. Bilku aisa hi hota hai. Yay usi waqt hota hai jub us shaksh k dil main Allah ka khauf hota hai. Her insaan main Allah maujood hai is liaay kay ussi nain ussay banaya hai. Bilkul aapka yay falsafa bohat sahi aur 100% suchchai pay mushtamil hai.

Yay to wo Allah ka khauf jo us kay dil main hai wo darata hai.

Bilkul yahan bhi milta saza hai baaz cheezon main aur akhirat main bhi milay ga.
 
Precious

Banned
Sep 21, 2008
782
63
0
allah aapko khush rakhe...i m in favor of islam but not in contrast with other religions...that is all i want ..each religion is unique...please understand this...mahira ne itni acchi baten islam ke hawale se likhi ki mere dil me islam ki ijjat aur badh gayee...
apki mehnat vyarth nahi gayee...itna yakeen rakhe...
par my heart's is not for orders etc...aur heart pe kisi ka bas nahi...
Good to know. Thats great bahna. I believe in each and every religion I also believe in hindusim too. Hinduism bhi zaroor Allah ki taraf say bhaiji gai mazhab ho gi jissay kuch logon nain paisay kamanay kay liaay kafi kuch badal kar rakh dia wo batain jo koi insaan ya bohat say hindu bhi pasand naheen kartay.

Bahan Allah bhi dil say qubooliaat ko qubool karta hai zabardasti kisi pay pasand naheen kartay aur hum musalmanon ko to kisi pay bhi zor zabardasti hargiz ijazat naheen hai. Hamara to poora ka pura mazhab hi dil kay yaqeen pay chalta hai. You are a true person bahna.

mere liye jeevan exam nahi god's grace hai...mere liye life sawal nahin answer hai...ek sangeet hai...jisme ishwar ke sur hai...mere liye jeevan kisi pariksha me safal hone ka result hai...

Exactly bahna. Bilkul hum bhi yayhi kahtain hain. Zindagi Allah ki di huwi maharbani ya rahmant hai. Bilkul life bohat si baton ka jawab bhi hai. Jaisay Allah kay Khaliq yani creator honay ka. Sangeet aap kah sakti hain hum is ko dua kahtay hain. Bilkul hamari zindagi aur hamaray undar Allah hai hum yoon kahtain hain aap usi baat ko kah rahi hain is main ishwar ka sur hai aik hi baat hai. Bilku sahi zindagi zaroor kisi achchay kaam ka sila hai hamari har roz ki zindagi jub hum subah zinda hotay hain har roz sonay (adhay marnay kay baad). Hamara bhi yayhi yaqeen hain.
 
Top